सर आपका स्थिरता से बात करने का तरीका और शब्दो की क्रमबद्धता बहुत अच्छी है ।कभी किसी करेंट टॉपिक पर कोई इंट्रेस्टिंग स्टोरी अपलोड करिए बहुत वायरल होगी ।।
Ek question h sir please reply krna, ARTO ki posting zyada dur hoti h kya home district se ,mujhe kisi ne bataya ki isme aaspas k district m kabhi posting nhi milti kafi dur hoti h posting?
General ko 6 attampt 32yrs tak aur OBC ko 9 attampt 35yrs tak milte hain. Suppose aapne 2024 me form fill kiya lakin exam dene nahi gaye to wo aapke attampt me count nahi hoga. Baaki aapne ek attampt de diya hai to ab aapke paas 5 attampt bache hue hain. Un attampt ko sahi se use kariye till 32yrs age.
Last attempt 31 saal me Dena dhyaan se , tumhara 32 saal July me poora ho jayega aur upsc ke eligibility criteria ke according agar 32 saal mein last attempt Dena hai toh 1 August ke baad birthday hooni chahiye
@@UPSSSCLecturesOnline Guru ji, Apne kha ki Arto 2 tarah ke hote hai - Arto(office) & Arto(Enforcement) , To sir UPPCS exam pass krne par Arto Office milega ya phir Arto Enforcement
Last comment me aapne dono jagah ARTO OFFICE likh rakha hai. UPPSC se ARTO post alot hoti hai. Uske baad aapki posting aur work dene ki responsibility department ki hoti hai. Generally new appointed officer ko office section hi diya jata hai. After that field posting bhi mil jati hai. Rule to ye bhi hai k during field posting uniform is must but koi pehenta hi nahi hai. Prevention aur Office duty alot hona aapki approach aur work quality pe bhi depend karta hai. Baaki post dono acchi hain.
Recruitment process to aap log jaan hi rahe hain. Aaj kal koi bharti bina court gaye complete hi nahi ho pati hai. Struggle fair students ko karna pad jata hai.
Nahi. Aisa kuch nahi hoga. Post preference candidates apni suvidha k hisab se rakhte hain but yes thoda bahut puch sakte hain k SDM ko 1st preference kyun nahi diya but candidates in sab questions ki practice pehle se kar k jate hain. So koi problem nahi hoti hai.
Sir jo upsssc enforcement constable ki post h uske bare m koi video bnao please 🙏🙏🙏🙏
Thanks Bhai sab
Kaafi Kam logo ne iske baare me bataya hai you tube pe
Welcome.
बिना घूस लिए चैन और शांति से काम करने वाला कौन सा पद होता है UP PCS में?
Aap agar honest hain to sare post acche hain. Koi jabardasti kisi ko rishwat nahi deta. Aksar log ek dusre ki majburi ka fayda uthate hain.
@@UPSSSCLecturesOnline low stress wali post kaun si hoti hai?
Teachers ki GIC Principal ki
GIC Principal ki
सर आपका स्थिरता से बात करने का तरीका और शब्दो की क्रमबद्धता बहुत अच्छी है ।कभी किसी करेंट टॉपिक पर कोई इंट्रेस्टिंग स्टोरी अपलोड करिए बहुत वायरल होगी ।।
भाई साहब बस आप सब लोगों का सहयोग ही तो है जो हमें आगे बढ़ा रहा है। आपका बहुत बहुत आभार।
Ek question h sir please reply krna, ARTO ki posting zyada dur hoti h kya home district se ,mujhe kisi ne bataya ki isme aaspas k district m kabhi posting nhi milti kafi dur hoti h posting?
Yes. Generally home district se door hi posting milti hai.
@UPSSSCLecturesOnline thank you for replying
Welcome
rajistar ka bhi btaiye
Sir खण्ड विकास अधिकारी ki details ki bare mi bhi bataiyega video bana kR jald 🙏🙏🙏🙏
Okay. Noted it.
Sir ACGST Post ke job profile pe video bana dijiye
Okay.
Ha inki kraiye
Sir CDPO Ki bhi vedieo banaye . Pls
Coming Soon.
Sir dios pr video baneye app
sir maine upssc ka RI ka exam diya tha .2021 ka result kb tk aayga plz btay sir
Sir please or posts k bhi aise detailed video bnaiye… hum logo ko itna details nahi pta hai…
Okay. Provide kara diye jayenge aapko videos.
Sir up pcs senior diet lecturer ka btaiye please 🙏🏻
Okay. Aapki request note kar liya hai.
Sir Please Uppcs ke Sabhi post ki bari bari se Video banaiye
Ji bilkul.
Sir UPPSC ki bahari bahari se sabhi post kewbaare me link send kr dse mere pass
Ac s gst bhi dumdaar post hai
Plz sir eske bare me aur detail video laiye
No. 2 ki kamai bhi bahut karta h
Sir meri DOB 01 /07/1995. (General cat) h और अभी तक मैं केवल एक अटेम्प्ट दिया है यूपीएससी का आप मुझे बताइए मेरा अंतिम अटेम्प्ट किस वर्ष होगा
General ko 6 attampt 32yrs tak aur OBC ko 9 attampt 35yrs tak milte hain. Suppose aapne 2024 me form fill kiya lakin exam dene nahi gaye to wo aapke attampt me count nahi hoga. Baaki aapne ek attampt de diya hai to ab aapke paas 5 attampt bache hue hain. Un attampt ko sahi se use kariye till 32yrs age.
Last attempt 31 saal me Dena dhyaan se , tumhara 32 saal July me poora ho jayega aur upsc ke eligibility criteria ke according agar 32 saal mein last attempt Dena hai toh 1 August ke baad birthday hooni chahiye
@Striker-jg9kv मतलब 2026 में मेरा लास्ट अटेम्प्ट hona chiyy
Guru ji, UPPCS ke through ARTO (office) milega ya phir ARTO (office) . Please reply 🙏
Mai apaka question samjh hi nahi paya.
@@UPSSSCLecturesOnline Guru ji, Apne kha ki Arto 2 tarah ke hote hai - Arto(office) & Arto(Enforcement) , To sir UPPCS exam pass krne par Arto Office milega ya phir Arto Enforcement
Last comment me aapne dono jagah ARTO OFFICE likh rakha hai. UPPSC se ARTO post alot hoti hai. Uske baad aapki posting aur work dene ki responsibility department ki hoti hai. Generally new appointed officer ko office section hi diya jata hai. After that field posting bhi mil jati hai. Rule to ye bhi hai k during field posting uniform is must but koi pehenta hi nahi hai. Prevention aur Office duty alot hona aapki approach aur work quality pe bhi depend karta hai. Baaki post dono acchi hain.
Sir
Lower pcs me Ex ServiceMan quota kitna hota hai aur cut off kitni rahti hai
Sir uppsc ki ek ek karke sab post video banaiye
Okay.
क्या खास बात है जो इसको लोग briyta देते हैं यूनिफॉर्म बहुत कम पहनते हैं
Sir PDS ka full form kya hai
Provincial Development Services.
Sir kya DPRO ko PDS bola jata hai
Sir ye form kaise fill kare
Ab jab next year form aayega UPPSC ka tab mai aapko inform kar dunga.
Arto enforcement ke liye colour blindness eligible hai kya
Nhi only dysp jailer jail adhikshak or homegard wale me
No
Color blindness hoga to gadi ki plate kaise pahchanoge Or chalan kaise kroge
1 1 kr k aise hi sb k bare me bta dijiye
Assistant Commissioner SGST ke bare me bta dijiye bta rhe 200 posts aa rhi h
Okay. Assistant Commissioner bhi acchi post hai. I think all posts are good in UPPSC. Bus sabki pasand alag-alag hoti hai.
Sir tell about UPPSC BDO
Okay.
Sir ARTO vardi phnte hai ya nhi?
Prevention Duty pe uniform must hai baaki official duty me ARTO ki marji pe depend karta hai.
Eski liye kon sa exam h
UPPSC Upper Subordinate Service Exam.
Education qualification kya hota hai sir???
Graduation.
Bhaiya isme height bhi mangte hain kiya
Physical standard not required.
कब तक आएगी वेकेंसी
Mai to 2nd reference dsp hi bharoonga.
Maine aapse 2nd preference ARTO fill karne ko kaha kya?
Pahle pre pas kro vo bahut dur ki bat hai😂
Okay.
😂😂😂
Sir DIO ( Jila Suchana adhikari) par bhi video banaye...🙏
Okay
Physical hota h kya arto me sir
Nahi.
Iske liye kaun sa exam hota h??
UPPSC ka exam.
ACGST POST KA PROFILE BATAIYE.
Okay.
Baat to sahi hai sdm ke baad sbse acha arto hai agr apko police vibhag me koi interest nhi hai to ......
सर इसका पेपर लीक तो नही होगा ना कोई पैसा लेकर सीधे जॉब नही देगा क्या😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
15 लाख तक का बजट है हमारा
Recruitment process to aap log jaan hi rahe hain. Aaj kal koi bharti bina court gaye complete hi nahi ho pati hai. Struggle fair students ko karna pad jata hai.
Arto vs dsp kis m kamai jyda h... Koi btaye
ARTO me
DSP me
1 st prefence rakhe to interview me bawal to nhi hoga na sir
Nahi. Aisa kuch nahi hoga. Post preference candidates apni suvidha k hisab se rakhte hain but yes thoda bahut puch sakte hain k SDM ko 1st preference kyun nahi diya but candidates in sab questions ki practice pehle se kar k jate hain. So koi problem nahi hoti hai.
@@UPSSSCLecturesOnline thnx sir ji🙏
Welcome.
Arto केंद्र सरकार के अधीन होता है या राज्य के अधीन होता है
State Government.
@@UPSSSCLecturesOnline aur RTO
Both are State Government employees.
Minimum monthly kamayi 50 lakhs
Aur sdm ki minimum monthly kamayi kitni hooti hai??
50 lakh +
@@yadavtransportcompany monthly 50 lakh+??
Arto se bhi jyada kama leta hai sdm Bina muh khole , aaram se??
Teacher jyada achcha h
Sabki apni apni pasand hai.
Truck walo se bahut ghooskhori karta h
Paisa hi paisa hoga
😫
ऊपरी कमाई बताओ सिर
Jitna kma sako vaise 10lk +
Bekar jagah pr 50lakh per months kam se or top district gaziabad me 5 cr above per month
@@ashishsrivastava95majak chal rha hai kya
@@indian5955abe 10k se jada to chaprasi kama leta haii rto me
@@ashishsrivastava95Sahi hai
🤑🤑🤑🤑🤑🤑🤑💰💰💰💲💲💲
ACGST ke bare me bhi btaiye
Ji bilkul.
Sir Arto ki qualification kya hogi @@UPSSSCLecturesOnline
Graduation.