hola es un buen video, podrias ensenar como sacar un sensor de pedales de este controller? my ingles its not good, you cant show how to pull out a sensor pedals from the controller? thx
Sir kya main 48 volt e rikshaw charger se controller ko connect karke repairing kar sakta hun. If yes to voilet single 48 volt wire ka connection kaise karenge. Jaldi reply dijiye sir plz.
Controller pcb ki circuit diagram ki ek video banaye please. Ap kitni beautifully samjhaya. Ak question to you Itni mosfet kew ? Microcontroller ki pin details leker video banaye. Aj ki video k liye apko onek dhonnebad. Thank you.
Sir May ne microcontroller be check kia hai teak hai 5 volt supply mill rahe hai Lakin mosfet k gate volt nahe a rahe jab mosfet nikal do tu gate voltage k say check karain gay
Mera controller ka sab wire Ander se tut Gaya hai. Motor ka yellow green blue to pata chap Raha hai. Par throttle or sensor ka connection konsa Hoga please batao...
Hello sir. Ek rickshaw ke back home me problem aa raha hai. Maine controller khol ke bhi dekh liya. Or direct controller ki wires ko join kar ke dekh liya. To isme kya problem ho Sakti hai
dear sir namaste sir apki awaj bahut acchi hai. meri problem y hai ki mera controller thik hai w work v karta hai lekin voltage ki supply kam karta hai .jiske karan mera motor bahut slow run karta hai. sir kya aap meri help karenge?
Jab battery bank 48v ka hota hai tab CHARGE TABLE 50.92 volt = 100% 48.40 volt = 50% 46.4 volt = 10% Sir apka battery 44volt hai toh wo deep discharge ho gya hai. Battery fault
Sir nai battery aadha hi discharge ho pata hai couse batayen
Jab battery discharge ka signal aata hai tab battery ka voltage bataiye
Sher E rickshaw Dhakka Laga Ke chal rahi hai kya problem hai isme
Reverse Mein Laga Ke Dekho mein laga ke dekh liya Phir Bhi back nahi ho raha
Controlled Ke Andar Se dikkat Hai sir kya kare
Thank you very much? The subtitles were a fantastic addition in helping me dianose one of these units for a friend.
Thank you , keep your support with us. 😄😄
vi shab or ek ascha video dejia apka video moja ascha laga
aap video me kya chahte hai.
Please sar aap thoda aur video daliye
Bilkul
Thank you sir
hola es un buen video, podrias ensenar como sacar un sensor de pedales de este controller? my ingles its not good, you cant show how to pull out a sensor pedals from the controller? thx
Thank you very much.
sir es tarh se chargar ka video banaye
Sir AGR cantrolar me Jo mother ka sensor wire hai AGR wo hissa work nahi Kar Raha hai to kaise repair karenge
Sir ji aapka din bahut accha laga Aisi Hindi me read Dekhte rehna
Nice video sir. Sir isme jo microcontroller laga hai iske number kya hai?
sir controlar mere e ricksow controlar ka mosfet kharab ho gya h jo 80nf 70hai kya main uske bdle 75 nf 75 laga skte h?
Sir kya main 48 volt e rikshaw charger se controller ko connect karke repairing kar sakta hun. If yes to voilet single 48 volt wire ka connection kaise karenge. Jaldi reply dijiye sir plz.
Sir bina motor me lagaye kaise check kare sahi hai ya kharaab hai
Sir e riksa ke wiring ka video banaiye please sir reply me.
Controller pcb ki circuit diagram ki ek video banaye please. Ap kitni beautifully samjhaya. Ak question to you Itni mosfet kew ? Microcontroller ki pin details leker video banaye. Aj ki video k liye apko onek dhonnebad. Thank you.
thx
Sir May ne microcontroller be check kia hai teak hai 5 volt supply mill rahe hai
Lakin mosfet k gate volt nahe a rahe jab mosfet nikal do tu gate voltage k say check karain gay
good
Sir suply voltage ke upar controller ka video banao plz
Sir agar mosfit krab hoga to kya problam hogi gadi me sir
mosfet kharab hoga toh moter chalega hi ni
Aviprink thanks sir
Sir agar controllar lod nhi leta h to usme kya kmi ho skti h
agar moter free run karta hai toh usme shunt resistor wala part damaged ho sakta hai
Sir ji erickshaw kaun se number ke capisitar cotrolar me lagta hai
Good 1 video
Axiom erickshaw charger details upload kigiye
Bhai controller me sensor wala tar me saplayi nahi aa raha hai kya problem ho Santa ji
controller me 5v supply check kijiye
hello sir thanks u ... but main ye janna chahata hu ki " sencer ko bina connect kiye motor work karega? plz ans me ....
Nahi karaga vaisab
sr agar ham spid jyada bhaye
super sir
Mera controller ka sab wire Ander se tut Gaya hai. Motor ka yellow green blue to pata chap Raha hai. Par throttle or sensor ka connection konsa Hoga please batao...
kaun saa controller hai
usme kis compney ka microcontroller hai please explain with part no.
Motar ko Kase bandete he bo bataoge sir
aor ye bataye sir ic jo hai jo no hai vahi lagana hai har jagaha jaise ek jagha par 4ic laga alag alag no se to vaise hi lagna hai
Sir wait
Part 2 coming in next 24hrs
Part 2
ruclips.net/video/PEykfa-zvx8/видео.html
Sir Mene ek mosped lagya he sari saplai thick he par motar me Laganeke bad ek jhatka Lene bad band ho Rahi he
Ek jhatka matlab moter run karta hai
Sir e rikshaw ki motor ko agar reverse me full speed me chalana hai to kya karna padega controller me? Pls help sir.
Sir or can i get your contact no.?
Hello sir. Ek rickshaw ke back home me problem aa raha hai. Maine controller khol ke bhi dekh liya. Or direct controller ki wires ko join kar ke dekh liya. To isme kya problem ho Sakti hai
E rickshaw me mosphit kitne number ka lagaya jata hai ya alag 2 cotrolar me alag 2 mosphit lagaya jata hai
Agar controller same power rating ka hai toh mofet badla ja sakta hai
dear sir namaste
sir apki awaj bahut acchi hai.
meri problem y hai ki mera controller thik hai w work v karta hai lekin voltage ki supply kam karta hai .jiske karan mera motor bahut slow run karta hai. sir kya aap meri help karenge?
Ap pahle kisi aur controller se confirm kijiye ki apka moter thik hai
@@Aviprink yes sir , maine check kiya.motor bilkul sahi hai.
अच्छी जानकारी दी।
लेकिन एक सवाल है
कि वो मॉड्यूल ic प्रोग्राम किया हुआ कहीं तो मिलेगा।
jo bhi compney controller banati hai wo program ko confidential rakhti hai.
Bhaee controller moter ko rotate nhi karraha h sirf moter vibrate Kar rahi h Kya ho sakta h
please say to me if e rickshaw any function not work how to check moter or controller or accilaoter or hall cencer
Thank you
48 volt ka bldc contolar ko 12 volt se kam kare
Kaya karna padega
sir check karne ke liye 48v pura volt chahiye
Mera power supply toh 27volt tak max voltage supply karta hai. Toh ye motor ke sath jab check karenge toh 48v 10Amp minimum hona chahiye
Can increase motor rpm via controller if yes then plz how
Sir which mosfat is equivalent to the midst 75N08
Sir which mosfat can be used in place of 75N08
Sir agar mujhe motor ke raunde badlna ho to kese badala jayega
Moter ka rotaion ke bare me puch rhe hai kya. Mai apki baat samjha ni
Aviprink ha sir
Mujhe rotation chenge krna ho to kese krana hoga
Video me ek switch ke bare me mai bata rha hu. Red Colour ka hai. Ussi se aap moter ka rotation change kar sakte hai. GOOD LUCK
मोटर की बाइडिग की शाटिग का कैसे पता करे शार्ट है या नही
Use series bulb or megar
Agar jumpar kat jai to kiya kare..,
Usko jod dijiye
thank sir apko
How to check the problem with the 3 wires that connects with the motor? Also how to fix the problem?
You can check part 1
Watch video completly to understand working. I have mentioned everything. In part 1 and part 2 dont skip. Any step
I watch whole video i dont see any related information about it.
Mosfets failure, Mosfet driver circuit , power supply for mosfet driver circuit are the problem of three wires coming out so
Controller kharab ko thik Kar ke bataye
Mojhe kuch musfet chahiye kiya aap dila sakte ho kontite me alag alag no ke
oke.
7250076438 whats app me
@@Aviprink क्या ये नम्बर मैं सेव कर सकता हूँ।मतलब कोई सवाल इस नम्बर पे व्हाट्सएप्प कर सकता हूँ ?
Sar motor ka jo blue vala we're he bahut garam hot he
Bahut lavkari jankari he sahab.
Sir mosfet N vs P channel he
aor bhi banaiye sir controller ke bare me
OK mai part 2 wala video jald hi publish karunga
sir apne banaya nahi part to video plz banaiye
Bhai controller me sletar wala tar me saplayi nahi aa raha
sir part to kab video banayenge
कंट्रोलर का output volt कितना होता है मोटर के लिये
Dekhiye jab moter connect ho tab inductive load ke wajah se readings sahi ni aate hai lekin output bhi input ke kafi kareeb hota hai. Yani 48v
Upload about axiom smps charger
कंट्रोलर में मॉसफेट लगाने के बाद कंट्रोलर 2 मिनट चलता है और मॉसफेट फाड़ देता है उसको कैसे सही किया जाए प्लीज सलूशन बताएं सर
moter jyada current draw kar rha hai. ya current sense section check kijiye
vie shab or Jada porbu dijea apsea or Jada shekna chataho
Sur mera naam Sanjay Kumar Tanda se bol raha hoon Sherpur Punjab mere paas dekhta Hai Dhakka Laga Ke Chali kya problem Acer Bataye Mujhe
aap kya bol rhe ho mai samjha nhi
@@Aviprink
मेरे खयाल से झटके खा रहा है।
Sir controller transister nhi milta hai
SMD transistor ke jagah THC transistor work kar sakta hai
Mosfet ka no Kya hoga
Sir e- rickshaw ka Jo battery charger hota hai uska repair kaisa Kara please tell me
It is based on SMPS topology . May be available soon
7388441313 चार्जर 3500 मे मिल
Mospet ka khya number hay
Me riper kartahun hit kiun hota he
भैया आप ये बाओ कि contror किसलि गरम होती है
jab controller motor ko chalata hai . tab internal parts heat hotevhai
How to check transistor
YOU CAN check those using multimeter/component tester in continuity range. For any possible short circuit /open.
Transister have three terminal base collector emitter. You need to find out transister type NPN OR PNP
sir aap Aage kaon Sa video banayenge
Dekhiye
OK thank
MOSFET kaha milega
Local battery 12.20v per batt unload 15amp load 1160 hai sir full charge me
Mai samjha ni
Battery bank jo e rikshaw me lagta hai wo 48volt hota hai.
12.20v par batt . 4batt=12.20×4=48.80volt full charge hone se . load nahi dene par low batt signal kahan se read karta hai.
kab tak
Kam se kam 2 din ka time dijiye
Opam dital
Motear sirf back me hi chal raha or aage ki or nhi chal raha pillis or motear hit v horaha h
sir banaye nahi aap part to
Part 2
ruclips.net/video/PEykfa-zvx8/видео.html
Back nahi ho rahi h sir
Reverse switch connection or switch ko check kijiye.
mostly usi me problem hota hai.
Sir controller ke andar problem h
Batsiye kaise thik hoga
bataiye bhai plz
Part 2 coming soon .
चार्जर 48v ..3500₹ lucknow
Hello
hyy
Erickshaw ka work controlar dukan dar kis number se maga jaye
Jis number ka laga hua hai. Ya phir Irf2807 sayad work kar jaye
IRF2807 72 volt 82 amp capable hai .sayad ye apke requirements ko match kar sakta hai
Battery volt 44
Jab battery bank 48v ka hota hai tab CHARGE TABLE
50.92 volt = 100%
48.40 volt = 50%
46.4 volt = 10%
Sir apka battery 44volt hai toh wo deep discharge ho gya hai. Battery fault
plz reply
Bhai no do apna
sir plz con.n .de do
thank you