Talha Anjum, Umair - Departure Lane Instrumental (Only Music)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 дек 2024

Комментарии • 2

  • @imjayd
    @imjayd  7 дней назад

    [Verse 1]
    Khushfehmiyan hain
    Khudsay bani hein
    Kuch kami hai, toh (Kuch kami hai toh)
    Mein bhi yahan hun
    Voh bhi yahin hai
    Kya voh nahi hai jo? (Voh nahi hai jo)
    Kya voh teri meri be-takallufi?
    Ya voh duniya mein sabsay sar-kashi
    Tu pariyon si kaisi naazneen
    Ki dil ne zehen ki na suni
    Khuda ne ye hawayein tere sang kardin
    Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti
    Tu voh jo mujhay haasil hi nahi
    Main karun tujhay kaisay ye bayaan?
    Linkin Park “The Emptiness Machine” Official Lyrics & Meaning |...
    [Chorus]
    Meri jaan, meri jaan, tu naa ja
    Abhi qarz hai tujh pe voh waada
    Meri jaan mujhay kya hi pata tha
    Rang badlay ye kaisay aasmaan
    Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
    Badlo na tum apna irada
    Meri jaan mujhay kya hi pata tha
    Rang badle ye kaisay aasmaan
    [Verse 2]
    Meri saari umar mein tu hi hai kami
    Baaki sab hai mayassar
    Tera na aana mujhay maardega
    Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
    Bikhra hai dil ka ye daftar
    Koi nahi ghar par
    Jaunga kidhar tak?
    Aadatein nhi chhoot'tin
    Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak
    Duniya mile kaam se bas
    Duniya mere kaam ki nahi
    Mein suraj sе mukhatib hoke shaam se baitha hun
    Ye humara pеhla jaam to nahi (Jaam to nahi)
    Sabar ka imtehaan naa le
    Tu mere sabar ka inaam to nahi
    Tu mujhsay kuch chhupa bhi le
    Tu mujhay kuch bata hi nahi
    Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi
    [Chorus]
    Meri jaan, meri jaan, yun na ja
    Abhi qarz hai tujh pay voh waada
    Meri jaan mujhay kya hi pata tha
    Rang badlay ye kaisay aasmaan
    Meri jaan, meri jaan, yun naa ja
    Badlo na tum apna irada
    Meri jaan mujhay kya hi pata tha
    Rang badle ye kaisay aasmaan

  • @shivang.73
    @shivang.73 2 дня назад

    Last part nhi aaya bro....jo last verse ke baad tha