@@kkvlogs...9423 aap chinta mat kariye phir se date aayegi aur aapka dv hojayega bass affidavit banwa ke le jaiye ga affidavit se hojaraha hi , mera bhi affidavit se hogaya kal tha mera , dekhiye aap bass affidavit banwa lijiye sdm wala pakka se , wahi iska ek solution hi
@@shikhasharma1098 agar karwa lo to accha rahega , kyuki kahi kahi center pe notery nahi accept kar rahe, baki agar tumhari kismat acchi rahi to koi dikkat nahi hogi ,
Dekhiye aap aapne district me kise bhi lawyer ke pass Jake kahiye ki affidavit banwana hi admit card kho gaya hi uske liye , vo aapko banwa ke de denge pura format aur anumandal padadhikari ka signature karwa usi din ya phir dusre din aapko bass sign he karna hoga aur ek photo lagana hoga , hope it helps🙏
@@Chandra-j1i nahi dekhiye mai ye salah nahi dungi kyuki ek admit card submit hua tha usme aapke invigilator ne sign Kiya tha to ho sakta aap pareshani me fass jaye , aap affidavit banwa le to koi dikkat nahi hogi affidavit sdm wala banwa ke le jaye aapki koi samasya nahi hogi
Omr me jis trh se invigilator ka signature hai usko dekh k waisa kr de khud se???
@@abhimanyukumar-wz8ms affidavit banwa le sdm wala hojayega bina kise pareshani ke aaram se koi dikkat nahi hogi
@ thanks mam ho gya mera aaj
Ma'am mera admit card kho Gaya tha tre3 vala 23 january ko DV tha mera but nhi kiya mera Dv ab kya kare
@@kkvlogs...9423 aap chinta mat kariye phir se date aayegi aur aapka dv hojayega bass affidavit banwa ke le jaiye ga affidavit se hojaraha hi , mera bhi affidavit se hogaya kal tha mera , dekhiye aap bass affidavit banwa lijiye sdm wala pakka se , wahi iska ek solution hi
Meri notery p sdm k sign ni h😊
@@shikhasharma1098 agar karwa lo to accha rahega , kyuki kahi kahi center pe notery nahi accept kar rahe, baki agar tumhari kismat acchi rahi to koi dikkat nahi hogi ,
Mam kya aapke pass v admit card ka dusra copy nhi h
Mere pass pdf hi ,, original wala nahi hi jisme seal tha golden colour ka aur sign tha invigilator ka vo kho gaya hi
@@Rushmomo mere pass dusri pdf bhi nhi h to affidavit se ho jayega n
@Vinnirajput-k6g hojayega affidavit me likhwa dena ki kho gaya hi , koi dikkat nahi hi
@@Rushmomomera v same problem hai to affidavit banwana hoga
@@ssingh2445haa affidavit banwana padega
Mam aapka selection kisme hua hai 6-8 ya TGT me
6-8 me hua hi maths science se
Admit card me invigilator ka signature nahi hai uske liye affidavit ka format dikha dijiye plz
Dekhiye aap aapne district me kise bhi lawyer ke pass Jake kahiye ki affidavit banwana hi admit card kho gaya hi uske liye , vo aapko banwa ke de denge pura format aur anumandal padadhikari ka signature karwa usi din ya phir dusre din aapko bass sign he karna hoga aur ek photo lagana hoga , hope it helps🙏
Madam invigilator ka signature nahi hai kya khud se sign kar sakte hai