वर्ष में दो बार आवासीय ट्रेनिंगअनिवार्य है जब ट्रेनिंग के लिए जाएंगे तो जो सामान्यतः इंट्रोडक्शन देना होता है वही आपको भी देना है बाकी टाइम पास ही होताहै
Please reply,,, Meri graduation ki final marksheet pr University k signature aur stamp nahi hai by chance meri najar gyi ... toh mene University m jake inform Kiya toh unhone mujhe new marksheet bna k dedi ..kyuki phle wali par hard lamination thi ...vo remove krne m problem hori thi ....ab problem y hai ki mene phle wali marksheet upload ki thi ....toh ab mujhe kya Krna chahiye??! Kuch staff bol rhe the ki iss year ki kisi bhi marksheet pr signature nahi hai, lekin meri marksheet pr toh stamp bhi nhi tha Phir new bnwana sahi lga mujhe Kyuki record m sb new hai toh mujhe documents verification m problem hogi kya? Please reply.
@SARKARIPA vo bhi hai mere pass aur new bhi hain lekin sir record m toh new wali hai old toh ab record m hai nahi Isse bhi koi problem hogi kya Aur ek sawal aur ki yadi documents re upload ka option aajaye toh kya main new marksheet upload krdu?
Sir please reply 🙏 Maine ragistration krte smy jo number diya tha wo kho gya h Time slot msg ke through hi aata h Koi dikkat v hogi.. Koi suggestion dijiye please
Tre 3 ka form apply krte time original certificate upload nhi kiye the, only svi ka marksheet bt paas me saare original certificate hai, DV me dikkat v hogi kya, bahut dr lg rha h 🙏🙏
School me sir prayer bhi hame krani h mtkb ek ek krta h ya grup ko dete h kam mtlb koi bhi activity krte h traning me vo grup me krte ya singl singl singl konsi activites krni hoti h sir plz thods btaye
Sir form bhrte time name ke aage km nhi lgaya tha kyuki wha pr phle se shri miss etc diya tha ... Baki mere markshit me km krke tab name likh hai mai up se hu kya isko leke koi problem aaegi kya
@@SARKARIPAExcuse me.CTET january 2024 walo ko DV me bahar toh nhi krenge Sb bcz notification 10 feb ko aaya tha and Ctet result 15 feb ko aaya tha. Can u clear this doubt??
Sir mera matric ka marks sheet gum ho gya hai aur bihar board me printing ka kam nahi chal raha hai lekin rasiddh kt gya hai to kya hoga sir councelling me chhat jayenge plz reply
Bpsc ko mail kijiye aur ak bar bpsc office jakr mil jigiye jarur kuchh n kuch hal niklega abhi water mark ka document download ka options aayega to admit card ka bhi option aa skta hai
Sir ji aap bhut acha samghate hai sir aap tarah video banate rahiye
Thank you
Bhot bdhia se smjhaye hai🙏🙏🙏@@SARKARIPA
Dist allot ke liye pr day ak video bnaiye
Sir hum up sai mari beti 7saal ki hai kya ley ja saket hai usko sath
Introduction kaise dena h iske baare me bhi kuch bta dijiye... please..Bahut drr lg rha h
Normal apne bare me btana hota h koi dikkat nahi hai
Ha
Introduction v dena hoga kya 😮😮😮😮ye kaha aur kab dena h😮
वर्ष में दो बार आवासीय ट्रेनिंगअनिवार्य है जब ट्रेनिंग के लिए जाएंगे तो जो सामान्यतः इंट्रोडक्शन देना होता है वही आपको भी देना है बाकी टाइम पास ही होताहै
Jay hind Bhaiya Thank you so much
Sir maine aplication form me b.ed. ki university+ institute ka nam dusra bhar gya hai kya karna chaiye
Koi dikkat nahi h affidavit bnwa lijiyega
@SARKARIPA thankyou sir
Bahut achcha smjhate hai sir aap
Thank you
Bihar k schools ki timing bhut jyada h yar..more than 7hrs for teachers from 9to4..itna to private me b nhi hota..6 should be maximum
To Bihar Teacher chor do
@ANUPKUMAR-mz4hm bilkul chorengr..me kya sbhi agar acchi opportunity milti h..
G
Sir form fill karte samay EWS category chune the par selection general se ho gaya hai kya ews certificate ka jarurat padega?
Nahi
मेरा pg , b.ed का सर्टिफिकेट अभी नहीं है...
क्या बिना सर्टिफिकेट के dv होगा?
बाद में सर्टिफिकेट जमा कर देंगे
और बाकि सभी कागजात पूरे है,
Marksheet se ho t
Uploaded document watermark wala necessary h bhai
Final school me kaise joining ka process hota hai??
Thank you so much sir 🙏 bahut achhe sedamjhya aap ne😊
🙏
Sir 9 se dv hai bpsc teacher ki aur 9 ko hi up me bhi dv karni hai ...kise hoga sir 🙏
Please reply,,,
Meri graduation ki final marksheet pr University k signature aur stamp nahi hai by chance meri najar gyi ... toh mene University m jake inform Kiya toh unhone mujhe new marksheet bna k dedi ..kyuki phle wali par hard lamination thi ...vo remove krne m problem hori thi ....ab problem y hai ki mene phle wali marksheet upload ki thi ....toh ab mujhe kya Krna chahiye??!
Kuch staff bol rhe the ki iss year ki kisi bhi marksheet pr signature nahi hai, lekin meri marksheet pr toh stamp bhi nhi tha
Phir new bnwana sahi lga mujhe
Kyuki record m sb new hai toh mujhe documents verification m problem hogi kya?
Please reply.
Verification me jo upload kiye h wahi dekha jayega aap affidavit bnwa lijiyega
@SARKARIPA vo bhi hai mere pass aur new bhi hain lekin sir record m toh new wali hai old toh ab record m hai nahi
Isse bhi koi problem hogi kya
Aur ek sawal aur ki yadi documents re upload ka option aajaye toh kya main new marksheet upload krdu?
Mera stet 2 document me web copy wala chal jayega ya original patna jakar nikalna padega
Ho jayega lekin jakr original le lijiye achha rahega aapke liye
Sir dv ho jayega 9 jan s ..bpsc protest ki vjh s fsega to nhi n
Nahi
Sir mera m.a ka exam hai 19 se traning me chutti mil sakti hai please reply🙏
Ha
20-22 din k liye Kya training period me hume kisi or exam ki self study k liye time mil jayega??6 bje tk training hogi to hum self study kr skte h ??
Nahi
Puja ji yah training nahin time pass Karta Hai sab aap ko class Krna necessary hota h study nhi kar payge.singing practice krata h
@@SARKARIPA q? Kya hum apne free time me apni self study nhi krskte..bo kya mna krenge 6 bje k bad bhi bo room me check krne ayenge??
Introduction ke sath or bhi kuch btana hota kya sir ya kvl intro dna hota h plz reply sir
चाहे तो कोई गीत चुटकुला शायरी या अपने स्ट्रगल के बारे में
@@SARKARIPA acha chahe to nh to koi bat nh esa choice h 😁
Sir training me kya kya le kar jana hota hai please bataye.
Apna daily use layak saman baki training centre pr hostel subidha hoti hai sb free hota h
Sir please reply 🙏
Maine ragistration krte smy jo number diya tha wo kho gya h
Time slot msg ke through hi aata h
Koi dikkat v hogi..
Koi suggestion dijiye please
Jo adhar card me number h us pr message aayega
Sir exam ke liye chhutti mil sakti hai kya 10 11 din ki kyunki mera last sem ka exam hai matlab final hai 1 feb 11 feb tak
Continue नहीं मिलेगी
Tre 3 ka form apply krte time original certificate upload nhi kiye the, only svi ka marksheet bt paas me saare original certificate hai, DV me dikkat v hogi kya, bahut dr lg rha h 🙏🙏
Koi dikat nahi h aap sb document lekr jaeyega
मेरे पास केवल provisional ही है
कोई dikat तो नही होगा
Dv में
Nahi
Thanks
Bhai ye batao
CTET January walo ko DV me koi problem to nhi hogi
Kyu us time hm logo ke pass CTET result ki internet wali copy hi thi
Koi dikkat nahi hai
School me sir prayer bhi hame krani h mtkb ek ek krta h ya grup ko dete h kam mtlb koi bhi activity krte h traning me vo grup me krte ya singl singl singl konsi activites krni hoti h sir plz thods btaye
Group me hota h activity
@SARKARIPA dhnywad sir 👏
Sir prt, tgt, pgt sare class ka training ek hi jaga hota h ya sb class ka alag alag plz sir btaye
CLASS WISE TRAINING HOTI H CENTRE WAHI SBKA H
Thank you sir
Sir form bhrte time name ke aage km nhi lgaya tha kyuki wha pr phle se shri miss etc diya tha ... Baki mere markshit me km krke tab name likh hai mai up se hu kya isko leke koi problem aaegi kya
Nhi koi dikkat nahi
Thanks 👍
Holyday kitne dino ka le skte h bhaiya
Kisme
Trending me subject se related hota hai ya teaching aptitude se
Teaching se related
Trening me chhuti milta hai ki nhi
Visham esthithi me
Sir mera b.ed ka degree certificate nahi hai mere pass.......form barte time hum provision se bhare the humko dikkat too nahi hoga naa
Nhi
@@SARKARIPAExcuse me.CTET january 2024 walo ko DV me bahar toh nhi krenge Sb bcz notification 10 feb ko aaya tha and Ctet result 15 feb ko aaya tha. Can u clear this doubt??
No@@madhusingh9938
मैंने preference मे class 1 ही चयन किया था तो क्या मै क्लास 1 को ही पढ़ाऊंगा या ये हेडमास्टर के ऊपर है की वो जहाँ चाहे भेज सकते है?
Headmaster class 8 me bhi bhej sakta h bhai
Hm ke upr h
Training me junior tgt ya pgt ka ek saath training hoti hai kya
अलग अलग
Sir mera matric ka marks sheet gum ho gya hai aur bihar board me printing ka kam nahi chal raha hai lekin rasiddh kt gya hai to kya hoga sir councelling me chhat jayenge plz reply
Photo copy hoga to usi ko le jayega aur affidavit bnwa lijiyega rasid lga dijiyega board wali affidavit me time bta dijiyega ki jb original denge
Office jakr paisa dekr niklwa lijiye possible h to
@@SARKARIPA thanks but Paisa dekar v nahi nikal raha hai
Introduction me kya kya batana jaruri hoga
Normal apne bare me
Sir kb hoga counseling 😮 3 month completely hone wale h abhi tk dv nhi kra paye😮
9 jan se 16 jan counselling
Mera selection 6 to 8 or 9to10 me bhi hua hai to council kisme karaye
Document sb thik h to 9 to 10 me
Kis sub. Me?
Sir matric ka certificate no. Me 83 ki jagah 63 likha gya hai edit kaise hoga
Koi dikkat nahi hai certificate upload h n ho jayega affidavit bnwa lijiyega pass rakhiyega ba
Jo teacher all ready niyojit posted hai, unka vi training hota hai kya
G agr BPSC se select h to training hoga
Mothers name 10th me devi nhi likha hua baki sbhi m h to kya karna hoga...
Filhal afidebit bnawa lijie .uske bad sahi krwa lijiega .kbhi
Affidavit
Bank account saving chahiye ya salaried..?
Salary
Saving ko salary me bad me badal lijiyega
@@SARKARIPA Thank you 😊
Sir DV me kya kya lekr jana h ..pls reply
Video bna chuke h dekh lijiye playlist me
Dv kab tk hogi sir... 9jan ko v hoga ya nhi
Hoga bilkul later jari h
Bihar budget session 2025 ke bad hi joining hogi, DV January month mein hi ho jayegi complete
Ek question h mera selection 9-10 ke liye hua h meri 5 month ki beti h to training mein kya baby ko chhod kar rahna hoga plz reply???
G ha bs training centre pr baki school training me apna rahna khana hota h Lekin training centre pr hostel subidha hoti h
Aapka 5 months ka hai mera to 1 months ka hai kaise hoga 🤔
Thoda din bardasht kr lete paidha.e kr lete phale 😂@@ArchanaKumari-bz9es
Sir file button wali chal jayegi
Ha wahi अच्छी फाइल h
Documents phir se upload nahi n karna hai
Nhi ab water mark wala download krne ka options aayega
Sir baby ko leke ja sakte h
Chhoti h to
Sir meri shadi h January me leave kaise milegi mujhe
Shadi ke din mil jayegi
Brc mein kitne din ka training hoti hain?
1 ya 2 din ke bad school me bhej denge brc wale
@SARKARIPA school mein kitne din training chalta hain ?
Training kitne din ki hoti h
1 week ya 2 week
Training ke time payment milta hain
Nahi milta h
Sir mera admit card kho gya h koi copy bhi nhi hai kya kre kuch smjh nhi aa rha h 😢😢
Plzz sir kuch btaiye 🙏
6-8 SST m selection hua h mera
Bpsc ko mail kijiye aur ak bar bpsc office jakr mil jigiye jarur kuchh n kuch hal niklega abhi water mark ka document download ka options aayega to admit card ka bhi option aa skta hai
@@SARKARIPA mail to kr di hu bpsc ko affidavit bhi bnba liya h
Up s hu sir
Sir ph candidate ko dikkat to nhi hoti hai n
Koi dikkat nahi ak logo ko sath me lekr jayega koi dikkat nahi hai
Training me agr emergency chhutti chahiye to milegi kya?
G
Sir kya 2026 mai tre hogi ya ab next election mai??
2025 feb के बाद कभी भी जारी हो सकता है
@SARKARIPA or librarian vaccancy ko lekr koi update hai
@@SR0005-RS abhi tak to nahi
Vidyalay tag kiye jate hain to room kaha milta hain
Apne se Lena hota h
Jila alwot ho ga nhi
Hoga jld hi
5 Jan tk
DV ke baad Training ke liye information msg ke through Diya jata hai
Message bhi aur letter bhi milta hai
Yahi sab Khali hoga ki hamlog ka bhi kuchh hoga transfer ka
बिल्कुल होगा सर
Bhaiya ji
मदर टेंगू
नहीं
मदर टंग है।😅😅😂
G 🙏