Tadabur E Quran EP 76 - ARY Qtv

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 янв 2025

Комментарии • 34

  • @syedahmedrazviquadri3539
    @syedahmedrazviquadri3539 3 года назад +6

    Surah Al-Imran Ayaat 93-100

  • @ghulamzahoori
    @ghulamzahoori Год назад +2

    complete 76 episode

  • @syedahmedrazviquadri3539
    @syedahmedrazviquadri3539 3 года назад +2

    کُلُّ الطَّعَامِ کَانَ حِلًّا لِّبَنِیۡۤ اِسۡرَآءِیۡلَ اِلَّا مَا حَرَّمَ اِسۡرَآءِیۡلُ عَلٰی نَفۡسِہٖ مِنۡ قَبۡلِ اَنۡ تُنَزَّلَ التَّوۡرٰىۃُ ؕ قُلۡ فَاۡتُوۡا بِالتَّوۡرٰىۃِ فَاتۡلُوۡہَاۤ اِنۡ کُنۡتُمۡ صٰدِقِیۡنَ 93
    Tarjuma-kanzul-Iman
    سب کھانے بنی اسرائیل کو حلال تھے مگر وہ جو یعقوبؑ نے اپنے اوپر حرام کرلیا تھا توریت اترنے سے پہلے تم فرماؤ توریت لاکر پڑھو اگر سچے ہو
    فَمَنِ افۡتَرٰی عَلَی اللّٰہِ الۡکَذِبَ مِنۡۢ بَعۡدِ ذٰلِکَ فَاُولٰٓئِکَ ہُمُ الظّٰلِمُوۡنَ ؃94
    تو اس کے بعد جو اللہ پر جھوٹ باندھے تو وہی ظالم ہیں،
    قُلۡ صَدَقَ اللّٰہُ ۟ فَاتَّبِعُوۡا مِلَّۃَ اِبۡرٰہِیۡمَ حَنِیۡفًا ؕ وَمَا کَانَ مِنَ الۡمُشۡرِکِیۡنَ 95
    تم فرماؤ اللہ سچا ہے، تو ابراہیم کے دین پر چلو جو ہر باطل سے جدا تھے اور شرک والوں میں نہ تھے،
    اِنَّ اَوَّلَ بَیۡتٍ وُّضِعَ لِلنَّاسِ لَلَّذِیۡ بِبَکَّۃَ مُبٰرَکًا وَّہُدًی لِّلۡعٰلَمِیۡنَ ۚ 96
    بیشک سب میں پہلا گھر جو لوگوں کی عبادت کو مقرر ہوا وہ ہے جو مکہ میں ہے برکت والا اور سارے جہان کا راہنما
    فِیۡہِ اٰیٰتٌۢ بَیِّنٰتٌ مَّقَامُ اِبۡرٰہِیۡمَ ۬ۚ وَمَنۡ دَخَلَہٗ کَانَ اٰمِنًا ؕ وَلِلّٰہِ عَلَی النَّاسِ حِجُّ الۡبَیۡتِ مَنِ اسۡتَطَاعَ اِلَیۡہِ سَبِیۡلًا ؕ وَمَنۡ کَفَرَ فَاِنَّ اللّٰہَ غَنِیٌّ عَنِ الۡعٰلَمِیۡنَ 97
    اس میں کھلی نشانیاں ہیں ابراہیم کے کھڑے ہونے کی جگہ اور جو اس میں آئے امان میں ہو اور اللہ کے لئے لوگوں پر اس گھر کا حج کرنا ہے جو اس تک چل سکے اور جو منکر ہو تو اللہ سارے جہان سے بے پرواہ ہے
    قُلۡ یٰۤاَہۡلَ الۡکِتٰبِ لِمَ تَکۡفُرُوۡنَ بِاٰیٰتِ اللّٰہِ ٭ۖ وَاللّٰہُ شَہِیۡدٌ عَلٰی مَا تَعۡمَلُوۡنَ 98
    تم فرماؤ اے کتابیو! اللہ کی آیتیں کیوں نہیں مانتے اور تمہارے کام اللہ سامنے ہیں،
    قُلۡ یٰۤاَہۡلَ الۡکِتٰبِ لِمَ تَصُدُّوۡنَ عَنۡ سَبِیۡلِ اللّٰہِ مَنۡ اٰمَنَ تَبۡغُوۡنَہَا عِوَجًا وَّاَنۡتُمۡ شُہَدَآءُ ؕ وَمَا اللّٰہُ بِغَافِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُوۡنَ 99
    تم فرماؤ اے کتابیو! کیوں اللہ کی راہ سے روکتے ہو اسے جو ایمان لائے اسے ٹیڑھا کیا چاہتے ہو اور تم خود اس پر گواہ ہو اور اللہ تمہارے کوتکوں (برے اعمال، کرتوت) سے بے خبر نہیں،
    یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡۤا اِنۡ تُطِیۡعُوۡا فَرِیۡقًا مِّنَ الَّذِیۡنَ اُوۡتُوا الۡکِتٰبَ یَرُدُّوۡکُمۡ بَعۡدَ اِیۡمَانِکُمۡ کٰفِرِیۡنَ 100
    اے ایمان والو! اگر تم کچھ کتابیوں کے کہے پر چلے تو وہ تمہارے ایمان کے بعد کافر کر چھوڑیں گے

    • @syedahmedrazviquadri3539
      @syedahmedrazviquadri3539 2 года назад +2

      (93) Sab khaane Bani Israaeel ko halaal the magar wo jo Ya'qoob ne apne oopar haraam kar liya tha Tauret utarne se pahle tum farmaao Tauret la kar padho agar sachche ho.
      (94) To is ke baad jo Allah par jhoot baandhe to wahi zaalim hain.
      (95) Tum farmaao Allah sachcha hai, to Ibraaheem ke deen par chalo jo har baatil se juda the aur shirk waalon mein na the.
      (96) Beshak sab mein pahla ghar jo logon ki ibaadat ko muqarrar hua wo hai jo Makka mein hai, barkat waala aur saare jahaan ka rahnuma.
      (97) Is mein khuli nishaaniyaan hain Ibraaheem ke khade hone ki jagah aur jo is mein aae aman mein ho aur Allah ke liye logon par is ghar ka haj karna hai jo is tak chal sake aur jo munkir ho to Allah saare jahaan se be-parwaah hai.
      (98) Tum farmaao ae kataabiyo! Allah ki aayaten kyon nahin maante aur tumhaare kaam Allah ke saamne hain.
      (99) Tum farmaao ae kitaabiyo! Kyon Allah ki raah se rokte ho use jo eemaan laae use tedha kya chaahte ho aur tum khud is par gawaah ho aur Allah tumhaare kautukon (bure kaamon) se be-khabar nahin.
      (100) Ae eemaan waalo! Agar tum kuchh kitaabiyon ke kahe par chale to wo tumhaare eemaan ke baad tumben kaafir kar chhorenge.

  • @jabiralijabirali1169
    @jabiralijabirali1169 9 месяцев назад

    ❤❤❤ ya Allah hame hidayat ata frmay ❤❤

  • @JabirAli-bn4of
    @JabirAli-bn4of 9 месяцев назад

    ❤❤❤❤❤ya Allah hame hidayat ata frma ❤❤

  • @shahbazkhanup...8414
    @shahbazkhanup...8414 4 года назад +2

    سبحان الله عزوجل

  • @yahyasarfaraz3193
    @yahyasarfaraz3193 Месяц назад

    Ma Sha Allah, jazak Allah

  • @HerokaHero-d5x
    @HerokaHero-d5x 8 дней назад

    ❤ Masha Allah ❤

  • @naeemahmad4180
    @naeemahmad4180 5 лет назад +1

    sayad zahan hat gaya mere mufti akmal sahab ko allah salamat rakhe

  • @shaziaiqbal8585
    @shaziaiqbal8585 7 лет назад +1

    JAZAK ALLAHU KHAIRAN KASEERA

  • @riazhussain1178
    @riazhussain1178 Год назад

    Subhan Allah

  • @zeshanwarsi8493
    @zeshanwarsi8493 4 года назад +3

    🌹🌹🌹♥️♥️♥️🌹🌹🌹

  • @muzamilhussain4250
    @muzamilhussain4250 2 года назад +1

    ❤️❤️❤️❤️

  • @Bookismyliffe
    @Bookismyliffe 5 месяцев назад

    Mashallah

  • @Farhat-26
    @Farhat-26 5 месяцев назад

    JazakAllah khair

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 3 года назад +1

    Assalamualaikum
    Mashalllah Subhanallah
    Dua ki guzarish
    Hyderabad India

  • @Islamis_peacelove
    @Islamis_peacelove 4 месяца назад

    Alhamdulilah

  • @jabiralijabirali1169
    @jabiralijabirali1169 9 месяцев назад

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤ ya Allah ham sab ko momin Bhai ko maaf frma

  • @sarakubra1204
    @sarakubra1204 5 лет назад +2

    Surah al imran ayat number 93-101

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 9 месяцев назад

    Assalamualaikum USTAD mufti sahab
    jazzakallah khair
    Apse dua ki guzaarish

  • @krishkhadeer4574
    @krishkhadeer4574 16 дней назад

  • @sahilpathan4054
    @sahilpathan4054 Год назад

    76 completed

  • @usamashah16
    @usamashah16 7 лет назад +2

    shayad video ke shuru m mufti sahab surah baqra nh surrah al imram kehna chaha rahay thay ke surrah al imran 92 ayat ki tafseer chal rahi hai.

  • @mnam9582
    @mnam9582 Год назад

    ❤.

  • @wafakhan7601
    @wafakhan7601 4 года назад +2

    Allah inko maaf farmaye
    inhone jaan bujhkar aisa nahi bola hoga surah imran ke badle surah baqra nikal gya hoga

  • @farhatjabeen5929
    @farhatjabeen5929 Год назад

    Ye sura Ale Imran ki ayat ka tur jumah r tafseer chal rahey hay 93_ 100.

  • @shahwaaraafreen
    @shahwaaraafreen Год назад

    0-7 min
    A 93:
    A 94:-
    Yaani iske bawajood bhi agar koi kahe ki haram h toh woh jhoota h aur
    A 95:-
    A 96:-
    Shane nazool:- yahood ka kehna ki baitul moqaddas afzal hai Kaaba sharif se
    Yahan is aayat me Allah ne iski rad farmaya,
    Masjid e haram ki fazilat,
    Hadees Muslim :- sabse pehle Kaaba sharif ki buniyad

    • @shahwaaraafreen
      @shahwaaraafreen Год назад

      7-15 min
      A 97
      Kaabe sharif me Allah ki azeem qudrat ki wazah nishaniya (parindo ka qaabe k upar se kabhi na guzarna, bimar parindo ka Qaabe k karib aane se shifa hona)
      Qaabe me Aman :- Murad agar koi kisi dusri jagah se gunah karke aaye toh usko Aman di jayegi saza se lekin uske sath len den khana pina ka mamlaat rok Diya jayega taaki woh khud hadood se nikal jaaye
      Jo hadood me gunah kare uske mamlaat
      Hzrt Ibrahim alehisalam k Qadmain sharif k Nishan paththar pe
      Aur Allah ka huqam us jagah ko namaz ki jagah bnane ka
      Haz ki farziyat ka bayan,
      Haz ka lugwi mana-
      2 aham arkan aur iske awkaat
      Haz ki farziyat isteta'at k sath muqayad

    • @shahwaaraafreen
      @shahwaaraafreen Год назад

      15-20 min
      Haz k 3 iksaam,
      Haz e kiraan me kusoor sarjad hone pe 2 dam
      Haz e ifraad hadood me rehne wala hi kar sakta hai
      Haj e tamatto
      Inkaar se Murad
      Hadees:-
      A 98:-
      Ahle kitab se khitab
      A 99:-
      Shane nazool
      Un yahud k bare me jo musalman k qalbo me shak daalte
      A 100, 101

  • @DeenSabkliye
    @DeenSabkliye 10 месяцев назад

    2024

  • @JameelAhmed-j3k
    @JameelAhmed-j3k 9 месяцев назад

    Subhan Allah