Sar Maine dhara 24 ke antargat Jameen ki online payment Dali jismein net banking se payment Nahin ho raha hai online E-challan nikala hai usko Bank Mein Kaise Jama Karen aur Kis Naam Se Jama Hogi Kis Naam Se Jama Hogi
Gata no 151/2 ka me kisika bhi batwara nahi huwa hai lekin kasthakar 45 hai to bhi online paiymais karke batwara ho sakta hai? Uske liye bhi 90 din ka hi time period hai.
Sir mai dhara 24 mai aavedan kr rha hu lakin usme jo mere pure parivar ka khsra hai vo 3 hec hai lakin mere nam usme 1/6 hai lakin hmko sara khsra napvana hai to uske liya sabke naam se aavdan krna hoga kya
Sir hamne online dhara 24 kr diya hai 3 December ko lekin abhi thk hame koi information ni mili hai plz mahoday kitne din karyvahi hoti hai or hame kya karna chahiye plz help me sir
Mera aavedan nahi ho pa Raha hai mere gate ke purab me sima samapt hai dusra mauja lag jata hai Bina purab ki chauhaddi Bina add kiye aavedan submit hi nahi ho raha hai
Awedan hone ke baad aapko aawedan ki hard copy Lekhpal/Rajsav Nirikshak ke yaha Jama karni hogi phir ek dinak niyat hogi uske baad aapki simankan ki prakriya purn hogi
Proceed to final payment for demarcation me click karne me payment page open nahi ho raha 4 din ho gaye apply kiye payment ke liye click karo wahi page fir se open ho jata hai
Ye problem previous 1 month se ho rahi hai sb log face kar rahe hai, isme main aur aap kuch nahi kar sakte hai ye server glitch hai I hope jald se jald Fix ho jayega
आपको अभिलेखागार अधिकारी के यहां प्रमाणित नक्शा के लिए आवेदन करना होगा आपके अभिलेखागार अधिकारी आपके तहसीलदार को ऑर्डर करेंगे कि संबंधित लेखपाल को उपस्थित कराकर नक्शा सृजित कराया जाए उसके बाद आपको अपने लेखपाल को वहां पर लेकर जाना है उनके नक्शा के अनुसार आपकी भी नक्श की प्रमाणित प्रति दे दी जाएगी
Sar Maine tehsil mein jakar pata lagaya hai to Kanoon ko Sahab kah rahe the ki abhi aadesh parit nahin hua hai mujhe online kiye hue 20 din se upar ho gaye hain
Yadi aisa hua hai to aapko apne tehsil me jakar koi ek achha sa Advocate kar ke Mukadma/Vaad dakhil karana hoga tabhi aapke samsya ka samadhan ho sakta hai...
Sir ji hamare two khet hai gata nu 1200 And 1202 hai ye dono ke bich me hai bo dono khet par kabja karta ja Raha hai Kya online report two khet ka ho sakta hai ek hi bar me
Agar jis bhumi ka simankan karwana hai aapko usme fasal lag gyi hogi to fasalo ke katane ke baad , agar bhu khand khali hai aur uske aas paas fasal nahi lagi hai to with in 1 month ho jata hai
Poora process kitne din mein complete hota hai ? Lekhpal dusre se paise kha kar hamara kaam nahi kar raha. SDM ko bhi complaint diya par wo bhi lekhpal ke khilaaf koi complaint nahi le rahe. Any other option ? Please reply..
Maine 10 tarikh ko avedan kiya tha aaj 19 ho gayi abhi tak payment gateway nahi khul ra. To abhi tak payment nahi ho payi koi kuchh bata sakta hai Kisi ki fees payment huyi ho 1 weak ke andar to bataye
aisi stithi me aap usi gaatedar ko chun lijiye jiska name show ho raha hai aur Avedak ke detail me us khatedar ka detail enter kr dijiye jo simankan karna chahta hai..
These days the server problem is going on, If you are facing this problem for the last 1 year, then try to deduct the payment from another device once, maybe your problem can be solved, but There is a problem in deducting the payment for days.
Mujhe mauke per kabja nahi Mila hai, jaise 27 kayasthakar hai Mera batwara nahi huwa hai ,kya Main Bina batwara ka paiymais ka application kar sakta hoon?please reply in detail. Aap se whatsapp me chat karna chahta hoon please Aap whatsapp no bhi denge.
Dear sir jaisa ki aap bata rahe hai ki aapka jo gata sankhya hai usme 27 sah khatedar hai to aap apne ansh/hisse ka Dhara 24 ke tahat simankan karwa sakte hai
Good ghaziabad
Aap sar sabhi ke sawalon ke Uttar dete Hain iske liye aapko bahut bahut dhanyvad❤❤❤
Good Pandit ji
Nice
Thank you 💓💓
Sir, please mujhe bataye ki agar mere gate ke samne road h and side me bhi road h to kya mai road ka gata no dal sakta hu please batayie
Ji haan
Thanks for advice
Very useful video 👍
Thanks
Bhai awvedan karne ke baad ka procces bataye uske baad kya kya karna hai
aavedan krne ke baad SDM COURT me jama karna hota hai uske baad aapko apne padosi gaatedaro ko notice bhejwani hoti hai...
Varified map district office ke alaw kahan milega ..
Bhai vo verified map hota h jo legal mana jata hai use district office se hi paya ja sakta hai
Online ka mahatwa nahi mana jata hai
District office ke alwa kahi nahi milega..
aap apne Lekhpal se le sakte hai..
Sar Maine dhara 24 ke antargat Jameen ki online payment Dali jismein net banking se payment Nahin ho raha hai online E-challan nikala hai usko Bank Mein Kaise Jama Karen aur Kis Naam Se Jama Hogi Kis Naam Se Jama Hogi
aap kuch din wait kr lijiye ye facility temprory hai kuch din m online payment cutne lagega
Thanku
Yeh map online wala h lekhpal se milke banwaya h??
Ok chalega
Bhai Maine aawedan kar diya ub uske baad hard copy Kahan jama krni padegi. Please reply
🙏
Mai bhi azamgarh ke atraulia se hu
SDM court me jama karna hoga uske baad aapko apne Kanungo se milkar Jo bhi aapke padosi Kashtkar hai unke yaha notice bhejwani hogi..
Gata no 151/2 ka me kisika bhi batwara nahi huwa hai lekin kasthakar 45 hai to bhi online paiymais karke batwara ho sakta hai? Uske liye bhi 90 din ka hi time period hai.
Sir mai dhara 24 mai aavedan kr rha hu lakin usme jo mere pure parivar ka khsra hai vo 3 hec hai lakin mere nam usme 1/6 hai lakin hmko sara khsra napvana hai to uske liya sabke naam se aavdan krna hoga kya
Nahin aap kisi ek vyakti ka naam likhar aadi likh dijiyegaa
Ok sir thank you
Online update kanr hetu, Bhu-naksha online upbhunaksha se download Kiya hua Manya hoga athwa tahsil se nakal nikalwana hoga?
Ho jayega bhai kyuki maine kai clients ka kiya hai
@@techwithrittu upbhunaksha se download kar lu?
ji kar sakte hai..
Bhai assesment 2020-2021 kyu bhara hai jabki apply 2023 me kar rahe hai please bataye bhai
Maine 10 tarikh ko avedan kiya tha aaj 17 ho gayi abhi tak payment gateway nahi khul ra. To abhi tak payment nahi ho payi koi kuchh bata sakta hai
Sir hamne online dhara 24 kr diya hai 3 December ko lekin abhi thk hame koi information ni mili hai plz mahoday kitne din karyvahi hoti hai or hame kya karna chahiye plz help me sir
आपके कानूनगो आपसे संपर्क करेंगे...15 दिन के भीतर....
agar kisi disha me road ya nali hai to gata sankhya kese dala jaega
Aise situation me aap jis gaata sankhya ka online kar rahe hai wahi no. Daal sakte hai lekin ye sarhad Wale situation pr aapko karna hai
Bina batware ka bhi online paiymais ka application de sakta hoon ?
Mera aavedan nahi ho pa Raha hai mere gate ke purab me sima samapt hai dusra mauja lag jata hai Bina purab ki chauhaddi Bina add kiye aavedan submit hi nahi ho raha hai
yadi aisa ho raha hai to aap apne gaata sankhya ko enter kr dikiye jis taraf seema lag raha hai
कानूनगो को मुंह मांगी रकम देने पर सभी धारा एक हो जाती है यह संविधान में है
Aage ki prakriya v to bataaiye aawedan ke kitne din bad paimaish ke liye aate h sab
Awedan hone ke baad aapko aawedan ki hard copy Lekhpal/Rajsav Nirikshak ke yaha Jama karni hogi phir ek dinak niyat hogi uske baad aapki simankan ki prakriya purn hogi
Notice Tamil kaise hogi sbhi responded ko
aapke apply krte hi Aapka aawedan SDM ke yaha agrasarit ho jata hai notice Teshil star se bheji jaati hai..
@@techwithrittu thanks 🙏
Agr tehsildar nahi bhejta hai to avedan ko adhar bna ke paper gadget Manya hoga..
Kyuki dispute me notice important fact hai..
Sar online aavedan kiye hue humko 20 din ho gaye hain abhi koi sunvaee nahin Hui hai
aur iski shikayat kahan per Karen koi rasta aap bataen
Apne Sdm ko application de dijiye ki aapka SIMANKAN ke baawat koi kaaryawahi nhin ki gyi...
Proceed to final payment for demarcation me click karne me payment page open nahi ho raha 4 din ho gaye apply kiye payment ke liye click karo wahi page fir se open ho jata hai
Ye problem previous 1 month se ho rahi hai sb log face kar rahe hai, isme main aur aap kuch nahi kar sakte hai ye server glitch hai I hope jald se jald Fix ho jayega
Ok jab ye thik ho jaye to please update kar dijiyega
Kya online ka naksha aur documents approve karana hoga?
nahi ye kewal jaankari ke liye matra h
काम करते हुए फिर शुरु से हो जाता है और फिर शुरू से पूरा काम करना पड़ता है,
hota hai aisa sbke saath....
Firefox
Bhai aap azamgarh se ho kya, mai bhi wahin se hoon
ji bhai..
Please Aap suggest kijiyega ki online ka naksha direct up load Karen or approve karna hoga?
direct upload kr sakte h koi issue nhi h
Thanks for your cooperation.
श्रीमान जी, पैमाइस हेतु प्रस्तावित गाटा विवरण में आपसंस नहीं खुलता,
उस गाटा संख्या की खतौनी की नकल चेक करिये महोदय
सर अभिलेख गार मे हमारे ग्राम का नक्शा उपल्ब्ध नही है क्या करे ।क्या विकल्प है
Aap apne gram ke Lekhapal se sampark kariye unke pass map jarur uplabdh hoga
@@techwithrittu lekh pal ke pas hai ,lekin unko pramadit prati chahiye
आपको अभिलेखागार अधिकारी के यहां प्रमाणित नक्शा के लिए आवेदन करना होगा आपके अभिलेखागार अधिकारी आपके तहसीलदार को ऑर्डर करेंगे कि संबंधित लेखपाल को उपस्थित कराकर नक्शा सृजित कराया जाए उसके बाद आपको अपने लेखपाल को वहां पर लेकर जाना है उनके नक्शा के अनुसार आपकी भी नक्श की प्रमाणित प्रति दे दी जाएगी
Sar Maine tehsil mein jakar pata lagaya hai to Kanoon ko Sahab kah rahe the ki abhi aadesh parit nahin hua hai mujhe online kiye hue 20 din se upar ho gaye hain
Vartmaan stithi kya hai aapke aaveand ki
Wait let me check
Aapka aavedan maine check kiya hai meri email:- rittux3pandey@gmail.com is par aap mujhe apna no. Mail kariye
Sar Jo Hindi mein message type sar yah message mere phone number per aaya hai
@@Ranjeet-Yadav399 brother any updates... Kya hua aapke process ka... I have also filled in the application lekin koi update nhi hain
Aur naksha kaunsa lagega kya online naksha hi download krke upload kr sakte hai??
kar sakte hai koi issue nhi hai kyuki maine khud kar rakha hai
@@techwithrittu thanks 🙏
Naksa kon sa upload krna hai .. Pramadit ya upramadit
prmaadit
Bhai uska bad Kay a hota hai dateal video baba do please
Ok soon
Sir ji mera chacha ki jamin thi jisme mera bda bhai sirf apne name se kra liya hai to mujhe kya karna hoga sir pls sir
Sir ji cg se hu
Yadi aisa hua hai to aapko apne tehsil me jakar koi ek achha sa Advocate kar ke Mukadma/Vaad dakhil karana hoga tabhi aapke samsya ka samadhan ho sakta hai...
Sir ji hamare two khet hai gata nu 1200 And 1202 hai ye dono ke bich me hai bo dono khet par kabja karta ja Raha hai
Kya online report two khet ka ho sakta hai ek hi bar me
पारिवारिक सर्टिफिकेट बनाओ फिर उपजिलाधिकारी के यहा ऐप्लिकेशन के साथ जमा करो ।
अगर gata संख्या jyada ho to kya payment jyada katega
ji aap ek baar me kewal 1 gaate ka aavedan kar sakte hai
सर इसमें आकार पत्र 41,45 नहीं जमा करना होता क्या, कृपया करके बताएं,
Ji nahin..
Aapne screen to hide kar di
Security reason screen hide kr di hai maine dusri video upload ki hai aap wo dekh sakte hai isi se related
Sir pement dusra koi bhi kar sakta hai
ji haan jis mobile no. se OTP ke through aapne aawedan karaya hai usi no. se otp ke through login karke koi bhi payment kara sakta hai
पैमाईश में ऑप्शन में खातेदार में मेरा नाम नही आ रहा क्या करूं
Aap jis jameen ka paimaish hetu aavedan kar rahe hai kya wo jameen bainamashuda hai???
Online krne ke kitne dino baad paimaish hoti hai
Agar jis bhumi ka simankan karwana hai aapko usme fasal lag gyi hogi to fasalo ke katane ke baad , agar bhu khand khali hai aur uske aas paas fasal nahi lagi hai to with in 1 month ho jata hai
Mobile se nahi hoga sir
kar sakts hai phone se bhi aap
Bhulekh wala naksha bhi chalega.
Chalega brother
4 din hogaya kya payment problem abhi bhi hain kya
ji kaam chal raha h server ko lekr
Maine 10 tarikh ko avedan kiya tha aaj 17 ho gayi abhi tak payment gateway nahi khul ra
Abhi tak payment nahi ho payi
Aap preshan na hoiye server glitch hai dhairya rakhiye ya phir aap kisi dusre device se payment kr ke dekhiye maybe problem solve ho jaaye
घाट का नक्शा मांग रहा है नक्शा कहां से लाऐ
Apne jile ke Abhilekhagar karayalay se
क्या फिर उसका फोटो अपलोड करना है
Ji photo click kr ke ya scan kr ke upload kr dijiye
MAP KAHA SE download kre plz baataaeye
ruclips.net/video/RfMafpbV4KY/видео.html website se save karke upload kr sakte hai lekin Verified Map upload krenge to wo better rahega
Poora process kitne din mein complete hota hai ? Lekhpal dusre se paise kha kar hamara kaam nahi kar raha. SDM ko bhi complaint diya par wo bhi lekhpal ke khilaaf koi complaint nahi le rahe. Any other option ? Please reply..
IGRS PORTAL par complaint register kare
@@techwithrittu Kuch nahi hota sir ye sab portal public ko ullu banane ke liye hai...
Bhai payment nahi ho rahi kya kre
Payment to ho raha hai, kal Maine Kiya tha, aap kisi another device me payment kata kar dekhiye, maybe ho jayega
dhara 98 online form full videos creat
Please check out this ruclips.net/video/kVWo44T91DE/видео.html
Okay dhara 98 ka bhi bana denge brother ❤❤
Maine 10 tarikh ko avedan kiya tha aaj 19 ho gayi abhi tak payment gateway nahi khul ra. To abhi tak payment nahi ho payi koi kuchh bata sakta hai
Kisi ki fees payment huyi ho 1 weak ke andar to bataye
Apka payment hua Mera bhi nhi ho rha hai
Payment nhi ho rhi bhai kuch rasta batao
Keep patience, Technical issue hai jald hi fix ho jayega...
Han Bhai mera 10-12 din se try kar ra hu par payment nahi ho Raha
Ek hi gate me Kai khate dar ho to kya kiya jaye
Ek gate area 1 hectare hai usme se 1/12 bhag ki only measurement karani ho to kya karna hoga?
agar ek gate me kai khatedar hai to aapko usi khatedar ka chunaw karna hai jiska aap Dhara 24 Paimaish ke tahat online kr rahe hai ...
@@techwithrittu lekin online form me kisi ek gate me parane khatedar kar ka hi detail ata hai usme 12 sah khatedaar h details unka nahi ata.
instagram.com/rittu_pandiit?igshid=ZGUzMzM3NWJiOQ== aap msg kriye Instagram pr me waha se solve krne ki kosis krta hu aapki samsya
aisi stithi me aap usi gaatedar ko chun lijiye jiska name show ho raha hai aur Avedak ke detail me us khatedar ka detail enter kr dijiye jo simankan karna chahta hai..
Application farm jama krna padta h jaroori
Ji...
Payment Problem Ho raha hai kese ho ga
Server Glitch hai Aapko wait krna padega.. abhi kahi par bhi nahi ho pa raha hai...
I am facing payment problem consistently since last 1 year
These days the server problem is going on, If you are facing this problem for the last 1 year, then try to deduct the payment from another device once, maybe your problem can be solved, but There is a problem in deducting the payment for days.
Otp galat bool rha hai
kabhi kabhi server glitch ki wajah se aisa hota hai brother
Bhai number do aap ka
7082562046
Mujhe mauke per kabja nahi Mila hai, jaise 27 kayasthakar hai Mera batwara nahi huwa hai ,kya Main Bina batwara ka paiymais ka application kar sakta hoon?please reply in detail. Aap se whatsapp me chat karna chahta hoon please Aap whatsapp no bhi denge.
Dear sir jaisa ki aap bata rahe hai ki aapka jo gata sankhya hai usme 27 sah khatedar hai to aap apne ansh/hisse ka Dhara 24 ke tahat simankan karwa sakte hai
Se baat karni hai aapka mobile number number chahie aapka
instagram.com/rittu_pandiit?igshid=NGExMmI2YTkyZg==