बच्चों में Virtual autism क्या है? TV, mobile कैसे देते है इसे बढ़ावा?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 янв 2025

Комментарии • 238

  • @Asim4588
    @Asim4588 Год назад +9

    We reduced our 2 years beloved son's mobile usage to completely zero after coming to know these symptoms, educating mothers with humble is key to these changes

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Asim, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. ^Aatir
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

    • @JaswinderSingh-f3l
      @JaswinderSingh-f3l 10 месяцев назад

      ​@rashikaambade yr medicine kaise milegi ? Kya app sach bol rhi hai ki ye medicine effective hai ?? Hume jrurt hai hmara bacha bhi nai bolta

    • @NishaKumari-fo6hq
      @NishaKumari-fo6hq Месяц назад

      Hi8 plzzz help me also plzzz​@@JaswinderSingh-f3l

  • @jatinderkumar-t4u
    @jatinderkumar-t4u 2 месяца назад +1

    God ji kirpa sey sab baccha thik ho aur aap bta reha ho sir thank you Humara baccha be esha karta h eswar thik kare sabi ko

  • @mariumjamal5661
    @mariumjamal5661 9 месяцев назад +28

    Mera bachha oopar wale ke Kripa se sahi hua , uska therapy waqas sir ne online kiya tha . Itne logon ko dikhane ke baad haar ke jab unse consult kiya tow ummid jaagi. Aaj mera beta 4.5 years ka hogaya hai aur wo bilkul sahi ho chuka hai . I hope aap sabka bachha bhi sahi hojaye

    • @amityadav-dw9je
      @amityadav-dw9je 9 месяцев назад

      What is the name of ur Dr plz tell me ?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 месяцев назад

      Hi Amit, the name of the doctor appearing in the video is Dr. Rajiv. ^Faizan

    • @ishakochar
      @ishakochar 9 месяцев назад

      Mam humara baby 4 years ka h. Wo normal nhi h usko kaise sikhye ki wo tik ho jay.baap ne kaise traning di

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 месяцев назад +1

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @Fmobeen
      @Fmobeen 5 месяцев назад

      Any number mil sakta ji unka

  • @ReenaSingh-fd5ne
    @ReenaSingh-fd5ne 5 месяцев назад +4

    Sir mera baccha 2.4 years ka hai pahle kuchh bolta bhi tha jaise papa mama baba but kuchh maheeno se bolata ye bhi nahi bolata. Khelaga bhi ,but kisi k bulaane pe kuchh maangene pe koi attention nahi deta ....mai kya karu mujhe bahut chinta hoti hoti hai,sir aap plz iseka bataaye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  5 месяцев назад

      Hi Reena, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @AfifaAimin
      @AfifaAimin 4 месяца назад +2

      Same problem..same age my son

    • @statuskingvlogs
      @statuskingvlogs 3 месяца назад +1

      Same problem hai kya kare kaise thik kare

    • @lemonmax5049
      @lemonmax5049 2 месяца назад +1

      Very informative ❤love from Pakistan

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu 2 месяца назад +1

      Mobile tv dekhta tha ki nhi

  • @upasanasingh1547
    @upasanasingh1547 9 месяцев назад +2

    Sir mera beta 13 year ka hai lakin jo 13 saal ka bachha hota hai us according nhi hai vo study main bji bhut pichhe hai phele to bolta bhi nhi 5+ main bola hai fir hklane lga tha lakin ab bolne lga hklana bhi thik hai bs active nhi hai physically study se to hume kya krna chiye help me sir

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 месяцев назад

      Hi Upasana, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @TravelFitFusion
    @TravelFitFusion 7 месяцев назад

    Thank you Dr sahab m from Pakistan 🇵🇰 aap ki vedio bohat informative ha

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Agar aapne abhi tak Tata 1mg app download nahi kiya hai to health aur wellness se judi har tarah ki jankari ke liye abhi download karen.^Pooja
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

    • @TravelFitFusion
      @TravelFitFusion 7 месяцев назад

      @@1mgofficialya application mere region main avalible nhi asa likha aa raha ha google play store par wasey main pakistan se hon lakin abi dubai main hon to pata nhi ya app avalible kiyo nhi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Please ignore previous message. hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Maafi chahenge, hamane haal hee mein suraksha kaaranon se bhaarat ke baahar log in karane kee pahunch ko avaruddh kar diya hai, isalie aap USA, UAE aur UK ko chhodakar bhaarat ke baahar, app mein login nahin kar paenge.^Pooja

  • @trideepdey4559
    @trideepdey4559 4 дня назад

    Sir mere beta 10th February ko 3ys ho jaiga lekin wo mammy papa k bina khuch vhi nehi bolte hai.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 дня назад

      Hi Trideep, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @jyotipriya912
    @jyotipriya912 Месяц назад

    Sir mere beta is November 16 ko 5 yrs ka ho gya h. lekin likhne me intrest nhi dikhata h par orally bhut kuch usko learn h main dheere dheere try kr rhi hu usko likhwane ka.
    Aur kuch bolti hu to sunn bhi leta h aur krta v h aur kuch generally baton khud se bolta v h jaise bhukh lgi pani pina h mumma papa ye sb thik se bol leta lekin normally baaton ka reply nhi deta (jaise main puchungi ki kya kr rhe ho to wo v repeat answer me wahi bolega ki kya kr rhe ho) aur hipper active v h....sir please help me main bahut pareshan hu😢

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Месяц назад

      Hi Jyoti, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @saqibalirana3060
    @saqibalirana3060 5 дней назад

    My son is so much addicted to mobile. He is mildly autistic. My wife is also not listening to me to reduce or eliminate his mobile time

  • @always78303
    @always78303 4 месяца назад +1

    Hi doctor meri beti 20 mahine ki h Maine use bht mobile diya hai jab wo 2 mahine ki thi tab se rymes dikhana aur bht kuch mjhe pata nhi tha khel khel me meri beti ke saat aisa hojae ga ab mai kya karu

    • @AfifaAimin
      @AfifaAimin 4 месяца назад

      Same problem

    • @Enginetesting
      @Enginetesting 4 месяца назад

      aabhi kise h apki beti

    • @always78303
      @always78303 4 месяца назад +1

      @@Enginetesting Alhamdulillah theek h

    • @AyeshaMajeed-iz4yk
      @AyeshaMajeed-iz4yk 4 месяца назад

      Kia symptoms thy apki ma? Or recovery ho gai ksy hoi kitna time lga plz guide me MRI beti b 2 years ki ha focus ni krti Jo b kahon wsy sunnta ha Tek sy kbi KBR bs krti ha response plz mje reply kryn or guide kryn

    • @always78303
      @always78303 3 месяца назад

      @@AyeshaMajeed-iz4yk kuch nhi zyada se zyada baat karo surah rehman sunao use aur us par dam karo

  • @Sofiqul365
    @Sofiqul365 3 месяца назад +1

    Sir my sister about to 14
    She is not able to hear properly
    I Think that's why she can't able to speak well please give a suggestion😢

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  3 месяца назад

      Hi Sofiqul, we are sorry to hear about your health problem. We have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @bulupramila7358
    @bulupramila7358 2 месяца назад

    Sir mera bacha 5 years ha USA autism ha .communication nahe kerta ,bulana sa nahe sunta ,kese sa socialization nahe kar ta,speech delay bhe ha ... aap ke help chaheya

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 месяца назад

      Hi Bulupramila, aapke son ki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert p

  • @prajapatiumeshnanaumeshnan2676
    @prajapatiumeshnanaumeshnan2676 10 месяцев назад

    Sir screen time 4month se jyada ho gye h...bacche me sudhar h.. soscial ki problem or bolta nahi h... Name pr response nahi krta h... Samajhta sb h...

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 месяцев назад

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @debopriyapaul3092
    @debopriyapaul3092 6 месяцев назад +1

    Dr. Rajiv chhabra k sath online consultation ho sakta hain kya?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 месяцев назад

      Hi Debopriya, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @meethiscake6788
    @meethiscake6788 Год назад

    Thank you sir for sharing this information
    N meri beti abi 1 year hui h maine aaj tk usko Mobile tv dikhya hi nhi hope iske aage b m kr pau

    • @TheAnimationLegend.
      @TheAnimationLegend. 9 месяцев назад

      Tv is good for 30 min or 1 hour for daily I recommend you to show some good cartoons from which he can learn and have fun at the same time.

  • @FunwithAhil_786
    @FunwithAhil_786 7 месяцев назад +1

    Mera beta 6 Saal ka hai, Mobile ke bina wo khana tak nahi khata hai..but abhi wo itna hyper hai ki usko sambhlna muskil hota hai.. intelligent hai but bahut der tak baith kar padta nahi hai.. bahut Ziddi ho gaya hai,bilkul bhi baat nahi manta hai aur jo bhi mobile me dekhta hai wahi acting karta rahta hai.samajh nahi aata kya karu..

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @mrs.humaali4172
      @mrs.humaali4172 6 месяцев назад +1

      We fail as parents yaar. Humne hi to unke hath me mobile diya tha sabse pehle or aj hum apne bachcho ki shikayat karte h😢

  • @varshanaik9271
    @varshanaik9271 7 месяцев назад

    Thank you

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi Varsha, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. If you haven’t already downloaded the Tata 1mg App, please download it for more informative health and wellness content. ^Aatir
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

  • @KavitaRani-zt7xe
    @KavitaRani-zt7xe 6 месяцев назад

    Thanks sir

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 месяцев назад +1

      You're most welcome. ^Ekta

  • @himashreebaruah5363
    @himashreebaruah5363 Год назад

    Sir yes batccha sweet kha sakte hain kya

  • @pakistanipeople8955
    @pakistanipeople8955 Год назад

    Mere bety ko virtual autism han.ap ki video or comments dakh k mjy hosla hoa ha.1week Sy mobile bnd kea hoa ha.eye contact thora bht dy raha ha.mgr name py response ni krta ha.or khlono sy b ni khalta.m bht preshan ho .m Pakistan sy ho plz help me

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @sabasultana6606
      @sabasultana6606 Год назад

      Mere saath bhi yehi horaha hai

    • @UmarShahzad-ef6td
      @UmarShahzad-ef6td 10 месяцев назад

      kiya apka bacha kuch behtar howa hai?

    • @iacexpert1927
      @iacexpert1927 9 месяцев назад

      Ap ka bacha k sa h

  • @lexi_2021
    @lexi_2021 Год назад +13

    Mera beta 4-5 hours mobile dekhta hai. Use attention ko problem bht jada hai and wo baat sun kar bhi ignore karta hai baki sab to thik hai khelna and social life sahi hai uski.

    • @mohitsekhawat634
      @mohitsekhawat634 Год назад

      Age kya hei apke baby ki

    • @dineshmobiletv
      @dineshmobiletv Год назад

      Same

    • @mohitsekhawat634
      @mohitsekhawat634 Год назад

      @@dineshmobiletv age kya hei apke baby ki and kya symptoms h

    • @Foodexpress_thefoodstudi-qy8bl
      @Foodexpress_thefoodstudi-qy8bl Год назад +2

      Bhai ye problem choti nahi hai jitna samaj rahe ho screen time band kro aur therapist k paas jaw jaldi as soon as possible

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 Год назад

      ​@@mohitsekhawat6342.5 years. Virtual autism diagnose hua hai. But screen hatate hi eye contact badh gaya hai uska.

  • @statuskingvlogs
    @statuskingvlogs 3 месяца назад

    Mera bhatija jab 2years ka tha to usne sab kuch bolta tha but kuch mahino baad usene sab kuch bolna chod diya
    अब वह अकेले और शांत रहता हैं अब क्या करूं कुछ समझ नहीं आता
    Please ilaj batay 🙏

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  3 месяца назад

      Hi, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu 2 месяца назад

      @@statuskingvlogs mobile tv dekhta tha ki ni

  • @mahammadtaha5833
    @mahammadtaha5833 Год назад +1

    Sir kiya virtual autisum ma toe walking spinning b bachy karty hn kanu pa hath rakna asy hota ha?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Taha, we have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @gulfeshanrizwan9137
      @gulfeshanrizwan9137 Год назад +1

      Yes hota hai . Toe walk in virtual autism

    • @gulfeshanrizwan9137
      @gulfeshanrizwan9137 Год назад +1

      Spinning be hoti hai

    • @xyzha6906
      @xyzha6906 Год назад +3

      Toe walking aur spinning jaise chize virtual autism me baad me bilkul band ho jati h ....screen band krne ke 6 month se phle hi agr ye chize khtm na to to ye virtual nhi classical autism h....mere bache me ye ab band ho gy Bina kuch kiye sirf screen band krne aur park me le jane se

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu Год назад

      ​@@xyzha6906kya virtual autism me chizo ko line me lgana bhi hota h

  • @smitapathak-ge7ll
    @smitapathak-ge7ll Год назад +1

    Meri daughter bahot jaldi i mean 2 yrs me bahot bolti thi or avi v bolti hai iska problem major k ye social nhi huvi av tak ghr me sab se baat krti hai khelti hai lekin mobile av bahot jyada dekhti hai or tab se khilone se kum khelti hai koi problem to nhi hai?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Smita, Humari video dekhne ke liye dhanyawaad. Indian Academy of pediatrics ke anusar 2 varsh se kam umr ke bacho ka screentime 0 hona chahye and after 2 year ye 40 min per day for 5 days in a week ho sakta hai. Aap apne bache ko adhik se adhik face to face interaction ki opportunities dijiye, unhe bahar khelne ke liye protsahit kijiye and avoid screens. Agar phir bhi bacha aapse kam interact karta hai to aap pediatrician se jarur consult karei. Aap Isse adhik janakri ke liye ap iss link pr click krke humare expert panel se bhi consult kr skte hai- ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @smitapathak-ge7ll
      @smitapathak-ge7ll Год назад

      @@1mgofficial Thank you🙏

  • @rdjtony874
    @rdjtony874 7 месяцев назад

    Thank You Very Much Sir 🙏🏻

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      You're most welcome. ^EKta

  • @thekingdomofbeauty1960
    @thekingdomofbeauty1960 Год назад

    Sir mera beta last year 4 year ka tha tbhi mijhe autism k baren me pta chala ..and uske baad phone n diya.ab sb kuch identify krati hun kaafi bolne lga h sentence b bnane lga h.but phir b me dr.se visit krnana chahti hun plz mujhe dr.ka contact nbr de

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu 11 месяцев назад

      Kya apne doctor ko dikhaya

  • @saraswatil99
    @saraswatil99 Год назад

    Hello dr..me beta 3 yr ka hogaya hai..abhitk...kuch v nahi mangta hai..khana pina...kuch v..lekin aapne man se kuch v bolta hai ..jb wo 3 4 mahina k Tha ..hum log use mob me rime dikhate the...pata nahiTha..aisa hote hai bachha...pls dr kuch tips dijiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Saraswati, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @NishaKumari-fo6hq
      @NishaKumari-fo6hq 4 месяца назад

      Hiii plzzz tell me about aapka baby kaisa h plzzzz

    • @NishaKumari-fo6hq
      @NishaKumari-fo6hq 4 месяца назад

      Hiiii

  • @Radhikakumari375
    @Radhikakumari375 Год назад

    Hello sir 2years6month ka baby h us me bhi ye sab lakshan dikhta h plz kuch btaye kya kre

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Radhika, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja

  • @AmanpreetKaur-ww7ye
    @AmanpreetKaur-ww7ye 7 месяцев назад

    Meri daughter 2 years ki hai vo abhi tak bolti nhi hai bhut kaam bolti hai Socialilise bhi nhi hoti kya kre

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi Amanpreet, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @alekhyalakkoji7724
    @alekhyalakkoji7724 Год назад +3

    Is virtual autism completely curable??

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Alekhya, your well-being is a priority for us, and we are delighted to hear that you find the information on our platform useful. You can now consult our expert panel of doctors by clicking on the link below. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 Год назад

      I think it is. My child has started giving eye contact and replying to our questions in just 10 days after screen removal.

    • @Princepreethish
      @Princepreethish Год назад +1

      I gave my daugter full day mobile from 4 months to two years now she has virtual autism i have stopped it now how long she takes to recover

    • @PriyatamaPrajapati
      @PriyatamaPrajapati Год назад +1

      ​@@Princepreethishsame situation with me 😢

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 Год назад

      ​@@PrincepreethishThat is way too much. My son developed autism in about only 4-5 hours of exposure and he was not exposed to screens before 1. Hope your daughter recovers soon.

  • @nidhipassi4957
    @nidhipassi4957 7 месяцев назад

    Mera beta 2.5 yrs ka ho gya vo bolta nhi h bus 2 ,3 word hi bolta h mujhe to aaj pta chala ki mere baby ko ye problem h

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад +1

      Hi Nidhi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @ManpreetKaur-sq4ev
      @ManpreetKaur-sq4ev 6 месяцев назад

      Ab apka baby bolta hai? Plz reply

    • @NishaKumari-fo6hq
      @NishaKumari-fo6hq 4 месяца назад

      Hiii aapka baby bol rah

  • @anjalisinha6930
    @anjalisinha6930 10 месяцев назад

    Sir mera beta 3years ka hai lekin bolta nahi hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 месяцев назад

      Hi Anjali, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @NishaKumari-fo6hq
      @NishaKumari-fo6hq 5 месяцев назад

      Ab bol rah h apka bacha

    • @piapia6146
      @piapia6146 3 месяца назад

      Is he speaking

  • @Amit-i6i9u
    @Amit-i6i9u 2 месяца назад

    "Ayurveda focuses on holistic health, and that’s what I love about Planet Ayurveda products. Since starting them, I’ve seen gradual changes in my nephew's irritability and focus. Patience is key, but it's working for us!"

  • @bhawnapal8501
    @bhawnapal8501 7 месяцев назад +1

    Humare centre me ek bcha aaya hai ajkl sir 3 sal mch

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi Bhawna, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @chanusalvi7668
    @chanusalvi7668 Год назад

    Sir es ke liye kya teartmnet lena chahiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Chanu, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @Priyanka-wi7mz
    @Priyanka-wi7mz 4 месяца назад

    Kab tak thik ho jata hai

  • @jannatpari-bn2bz
    @jannatpari-bn2bz Год назад +2

    sir virtual autism h k clasic kese pata lgta h

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Jannat, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz Год назад

      @@1mgofficial i m from pakistan

    • @aditi2599
      @aditi2599 Год назад

      Kya age hai apke bache ki

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz Год назад

      @@aditi2599 2.3

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 Год назад

      Virtual autism ka baccha pehle normal hora hai time ke sath autism me jata hai. Classical autism me bacche me milestones bachpan se delayed hote hain. Regressive autism me baccha regress hui chizen dobara nahi kar pata. Virtual autism ka baccha kabhi kabhi kar bhi deta hai.
      Autism jis bhi type ka ho ek baar wo Aa Gaya to thik karna challenging hota hai.

  • @gopalthakur4003
    @gopalthakur4003 7 месяцев назад

    Mera beta 2.9month ka hai mobile nahi dekhane deti aab autism hai use aisa doctor ne bola hai but wo comnicate nahi kar pa raha hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 месяцев назад

      Hi Gopal, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @Viaanshyadav-m16
    @Viaanshyadav-m16 6 месяцев назад

    Sir online treatment krte hai kya baccho ka

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 месяцев назад

      Hi Anita, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @RiddhiPanchal2412
    @RiddhiPanchal2412 6 месяцев назад

    Hello sir ,
    My daughter is 3.5 year old now and she is studying in nursary.
    She is very aggressive and act like what she is watching in tv like cartoon characters ..
    When she meet any guest or her teacher she started crying and acting …like Muje yha lga gyi ,, mammi ne mara ,, papa ne mara
    Fact is that we are not punished her..

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 месяцев назад +1

      Hi Riddhi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365
    @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365 10 месяцев назад

    Mera beta 3 sal ka hony wala hy par wo khud sy nh chlta. Dewar ka sahara ly kar chalta h . Or bolny ki koshish karta par sonta kabhi kabhi h. Likn abhi tk chlta nh hy dewar chor kar plzzz help 😢 more information

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 месяцев назад

      Hi Noor, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365
      @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365 10 месяцев назад

      @@1mgofficial
      Assalam o alaikum Mera beta 3 sal ka hony wala hai par wo Dewar pakar kar chalta hy or agr dewar sy hath hatao to ger jata h . Usy autism hy likn wo koshish krta h bolny ki or kabhi kabhi sonta bhi hy . Magr chalny mai kio chng nh aya plzz help me and mor information

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 месяцев назад

      Hi Ahmad, hmari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad.Autism se suffer kr rahe baccho mai delayed motor development yani chalne firne mai dikkate dekhne ko milti hai, hamara sujhav hai ki aap apne pediatrician aur physiotherapist se jarur paramarsh lei vo aapko iske treatment se judi jankari denge.Agr aapko iske ilawa koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @abdulhannan659
    @abdulhannan659 9 месяцев назад

    Normal school or special school admission karna chaye
    Pls

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 месяцев назад +1

      Hi Hannan, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @barshadwari3745
    @barshadwari3745 Год назад

    Sir mere bete ko abhi 21month he .use virtual auttism he .hamne uska screen time 0 kordi he.therapy b de rehe he .or kya kore plz sir bolie

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад +1

      Hi Barsha, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @nehasaif202
      @nehasaif202 Год назад +2

      Bahen mera baby 18 months ka h 1 week phele mujhe mehsoos hua eye contact nhi karta h name ka response bhi nhi h tv phele bahut dekhta tha maine ab kam kar diya h doctor ko bataya toh doctor ne bola baate karo social karo plzz ap mujhe reply do mere ko bahut tension hori raato ki nind udh gayi RUclips par videos dekhte jaarahi hoon dil ghabra raha h mera ye first baby h😢

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz Год назад

      konsa thrapy de re hn

    • @aditi2599
      @aditi2599 Год назад +1

      ​@@nehasaif202sab acha hoga trust me..thode time me bacha bilkul normal hojayega

    • @AizoAR
      @AizoAR Год назад

      ​@@nehasaif202relax kry yh sb thk ho skta h m b bht ROI dill ghbrya pr mehnt kry m b kr Rai hn ap b kry

  • @jyotisharma7492
    @jyotisharma7492 8 месяцев назад

    Kya autism ke bachache sahi ho jate hai normal bacchon ki tarah

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 месяцев назад

      Hi, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @MudassirKhan-fb6ig
    @MudassirKhan-fb6ig Год назад +1

    Sir kcy theek ho skta ha autism.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Maudassir, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult
      ^Pooja

  • @bhawnapal8501
    @bhawnapal8501 7 месяцев назад +1

    Speech delay hai

  • @ANe_743
    @ANe_743 Год назад

    sir virtual autism 100% recovery hu sakta hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  Год назад

      Hi Amina, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @Priyanka-wi7mz
    @Priyanka-wi7mz 5 месяцев назад

    Thank you

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  5 месяцев назад

      Hi Priyanka, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. ^Pooja