Jab koi bhi beta kabhi bhi apne mata pita ki sampatti me hissa le sakta hai ,to betiyo ko beti ke bachcho ko bhi wahi adhikar ho jo beta ko uske bachcho ko adhikar hota hai.
बहुत सुंदर। हमारी जमीन की मैड को पास का किसान लंबे समय से टैक्टर से तोड़कर हमारी ओर बढ़ाता आ रहा है। उसे बहुत बार मना किया गया पर वह गांव में रहता है,हम बाहर। इसलिए काफी बाद में पता चलता है। उसने सैकड़ों गज जमीन अपनी ओर कर ली है। ऐसे में क्या करें?
Sir agar koi apni property apne pote ke naam kar de aur bo pota apne jite ji bo property apne do baccho ek ladki aur do ladko me se sirf ladko ko property de to kyaa bo ladki ka us property par koi hak nahi banta please batana sir
Sir,kya koi aisa kanoon hai ki agar beta pitha ka business sambhalta ho tho kya har mahine income ka aadha 1/2 hissa beti ko dena hai .Plz is vishay par video banao.
Kyunki isaka galat phayda uthaya ja raha hai agar mehnat beta kar tho zindagi bhar woh hissa dena hai,ghar mai phir jhagde ho rahe hai ki beta nikama hai kyunki woh pita ka business sambhal raha hai.
Beta pita ka bisinas sambhalta hai beta ka khud ka bisinas bahi hai , isliye pita ki kamai me beti ka bhi hissa banta hai , ha beta apni mehnat ka le sakta hai lekin pita ki kamai me beti ko hissa milna hi chaiye , kyoki beti ki jagah agar ak or beta hota to pita use bhi apni kamai ka ak hissa dete to ab jab ma bap ne beta ki jagah beti ko janam diya hai to uska to pita ki kamai me hissa hai ,
आपका वीडियो का इंतजार रहता है और आप अच्छा सलाह देते है
Bahut bahut dhanbad sir
Accha gayan mila
Dil se dhanbaad
Nice presentation ❤❤
You are great sir
❤❤❤
Good Information
Nice video sir ❤
Best as always
Sir sukriya
Thanks for this video
Om Sai Ram❤🎉❤
Om Sai Ram❤🎉
You are great
Nyc video ❤❤❤
Atul from uk 🇬🇧
Weldon explanation
Thanks sir
Nice depash ji
Nice sir
Yashraj from Kolkata 👍❤️🇮🇳
Jab koi bhi beta kabhi bhi apne mata pita ki sampatti me hissa le sakta hai ,to betiyo ko beti ke bachcho ko bhi wahi adhikar ho jo beta ko uske bachcho ko adhikar hota hai.
बहुत सुंदर।
हमारी जमीन की मैड को पास का किसान लंबे समय से टैक्टर से तोड़कर हमारी ओर बढ़ाता आ रहा है। उसे बहुत बार मना किया गया पर वह गांव में रहता है,हम बाहर। इसलिए काफी बाद में पता चलता है। उसने सैकड़ों गज जमीन अपनी ओर कर ली है।
ऐसे में क्या करें?
Sir muslim utaradikar par v video de place
Sir agar beti illegitimate hai or married hai to usko right milega kya
Sir agar koi apni property apne pote ke naam kar de aur bo pota apne jite ji bo property apne do baccho ek ladki aur do ladko me se sirf ladko ko property de to kyaa bo ladki ka us property par koi hak nahi banta please batana sir
Pita Ki property mai Beti ka adhikar Cut kar diya hai
Bahu, sas aur sasur se alag rahiti hai, beti maa aur pitaji ko dekhti hai, to isme beti ka koi haqe nahi kya.Please explain.
Sir,kya koi aisa kanoon hai ki agar beta pitha ka business sambhalta ho tho kya har mahine income ka aadha 1/2 hissa beti ko dena hai .Plz is vishay par video banao.
Kyunki isaka galat phayda uthaya ja raha hai agar mehnat beta kar tho zindagi bhar woh hissa dena hai,ghar mai phir jhagde ho rahe hai ki beta nikama hai kyunki woh pita ka business sambhal raha hai.
Plz guide us
Beta pita ka bisinas sambhalta hai beta ka khud ka bisinas bahi hai , isliye pita ki kamai me beti ka bhi hissa banta hai , ha beta apni mehnat ka le sakta hai lekin pita ki kamai me beti ko hissa milna hi chaiye , kyoki beti ki jagah agar ak or beta hota to pita use bhi apni kamai ka ak hissa dete to ab jab ma bap ne beta ki jagah beti ko janam diya hai to uska to pita ki kamai me hissa hai ,
Yadi 2004 ke pahle beti dead ho gai ho to kya adhikar Banta h beti ka
Kya beti (bua)ke death ke baad unke bacche bhi apni maa ki ancient property me hissa le skte hai
Yes