Imam Abu Hanifa Taqleed Itteba Shaykhul Hadees Muqallid Iztihad | Abu Zaid Zameer

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 сен 2014
  • This Questions and Answers is taken from the Course:
    Course : Namaz ka Tareeqa
    Aqsa Masjid, Yerawada Pune.
    *********************************************
    Follow Abu Zaid Zameer on Twitter:
    / abuzaidzameer
    Join our RUclips Channel:
    Complete lectures : / islamiclecturesnet
    Video Clips : / salafyfiqhchannel
    Questions and Answers : / salafyanswers
    For Audio/Video lectures of Abu Zaid Zameer
    www.islamiclectures.net
    For Authentic Islamic PDF's:
    www.islamicpdfs.com

Комментарии • 8

  • @maeezshaikh642
    @maeezshaikh642 6 лет назад +4

    Jazak Allah khair Shaikh

  • @maeezshaikh642
    @maeezshaikh642 6 лет назад +5

    Masha Allah.... Jazak Allahu khair Shaikh

  • @sanamallick7132
    @sanamallick7132 4 года назад

    Mashallah. JazakAllah khair

  • @Dhan_Dhan_Sadguru
    @Dhan_Dhan_Sadguru 6 лет назад +3

    Ma Sha Allah Sheikh Abu zed zameer hafizahullah

  • @javedkhan6845
    @javedkhan6845 7 лет назад +3

    Agar aap apne aap ko mushtahid mante Hain to daleel pesh kijiye quran ya hadees se jazakallah

  • @javedkhan6845
    @javedkhan6845 7 лет назад +5

    Maulana hadees ka sheakh Hona alag baat hai aur ishtihad Karna alag baat hai

  • @ibraheemmohammed2344
    @ibraheemmohammed2344 4 года назад

    Taqleed zyada mushkil hai banisbat hadees pe amal karne ke. Kyu ke Allah ne farma diya hai,
    (وَلَقَدۡ يَسَّرۡنَا ٱلۡقُرۡءَانَ لِلذِّكۡرِ فَهَلۡ مِن مُّدَّكِرٖ
    اور بیشک ہم نے قرآن کو سمجھنے کے لیے آسان کر دیا ہے۔ پس کیا کوئی نصیحت حاصل کرنے واﻻ ہے؟
    -Sura Al-Qamar, Ayah 17
    Allah ne jab hukm diya ke nahi jante to jaanne walon se poochlo jo aapko Quran samjha denge. Samjha denge k falan maslay may Allah aur Rasoolullah ka hukm kya hai. Ye nahi batayenge k Abu hanifa Malik shafei waghairah ki us maslay may kya raae hai jiske mutabiq hukm jaari hoga? Aur muqallid ulama awam ko is tarah gumrah karte hain, ye kehkar ke Ahle Hadees naojawan subah ahle hadeea hota hai sham ko mufti bunn jata hai. Wo Ahle Hadees Ulama-e kiram ko us waqt bhool jaate hain, jinhone saalha saal India, Makkah, Riyadh, Madinah munawarah ki universitis se aalimiyat fazeelat PhD kee kui hoti hai. Aur usmay unko Quran o Sunnat se Aqaaed se masaael o fazaael ki taleem dee jati hai. Unhen kisi imam ki raae par nahi daala jaata. Balke Quran o Hadees se masael ka hul nikalne ke tareeqe ki taleem dee jati hai. Magar deoband may to 6 saal ke pahle 5 saal Quran Sunnat chhod ke sirf Fiqah Hanafi padhayi jaati hai. Khud dekh ijiye ke muqallid ulama kis tarah ummat ko Allah aur Rasool ke raaste se hatakar abu hanifa ke raste pe chalane ki taleem De rahe hain. Aap kahenge k abu hanifa bhi Quran o hadees se masael ka hul nikalte thay. Iska inkar koi bhi ahle hadees nahi karta. Magar Ahle Hadees sirf akele imam abuhanifa Par tek nahi lagata kyu nabi sallAllahu alaihi wa sallam ke siwa har shakhs ghalati karta hai. Agar wo ghalati na kare to wo bhi Allah ke Nabi hote aur unpar bhi Aoozubillah Allah Taala jibreel alaihissalam ko bhejta. Aoozubillah. Jab abu hanifa Quran o hadees se masael ka hul nikalke fatwe dete thay to Ulama-e kiram ko bhi wohi kaam karna chahiye jo abu hanifa karte thay. Ye nahi k jis tarah Nabi ki baat Par suna aur itaat ki wala mamla hai, abu hanifa ke sath bhi suna aur itaat ki wala mamla rakha jayega. Jab Allah ki wahhi abu hanifa Par nahi aati to ittiba ya paerwi (yani taqleed) bhi abu hanifa ki nahi hogi, balke unke ilm se Quran Hadees ki taleem hasil kee jaaegi. Masael seekhe jayenge, jo masla Quran Hadis ke mutabiq ho uspar amal hoga jo khilaf ho uspe amal nahi hoga. Ab yaha agar ye dawa karoge k abuhanifa ka koi ek masla bhi Quran Had is ke khilaf nahi hai ya nahi ho sakta, to ham Nabi sallAllahu alaihi wa sallam ke liye aisa dawa karte hain. Abu hanifa ke liye aisa dawa karna abu hanifa ko nabi ki tarah ghalatiyon se paak maamna hai. Aur k iski shart Nubuwat hai, Allah ne jispe wahi bheji hai sirf usee ko masoom banaya hai.
    Magar muqallideen ka dawa hai chit bhi mera pat bhi mera!! Aur Apne 12 imamon ko nabi ki tarah masoom kehne waale raafizhi shiya hotay hain. Aap apne imam ko masoom nahi mante to phir kis bina Par unki taqleed ko wajib batate hain??

  • @ayankhanmusicalyoftiktok2203
    @ayankhanmusicalyoftiktok2203 3 года назад +1

    ۸۰ فیصد مساءل مین کسی کی تقلید نہی اور ۲۰ فیصد مین تقلید کے سوا کوءی چارہ نہی جہان روایات مین تعارض ہو اور وجہ ترجئع نہ ھو وھان کیا کرین گے دونون روایات ترک کرین گے