Bahut tej dhoop me nahi rakhiye Baki kahin bhi rakh sakte hain Vese agar aap hill station se nahi hain to Calendula grow karne ka best time September last se start hota hai Jab temprature 25° -30° C ho jaye
Transplantation jaruri nahi hai Lekin usse plant achi growth karte hai kyuki new poting mix mil jata hai growth k liye Lekin agar nhi karna chahte hain to khad de dijiye thoda sa
@@iconicgirlpriyanka4655 actually baat ye hai ki gardening karne ka craze mujhe is lockdown me ho gya. Pehle mai gardening ke liye time nahi nikaal paata tha. November me jab mai desi gulab khareedne gaya to vaha gardener ne bataya ki gardenia ka plant bhi hai to mai randomly khareed kar le aaya. Iski care ke baare me mai abhi to kuch nahi keh paaunga to aap ye 'plants space waali madam se hi pooch lijiye
@@iconicgirlpriyanka4655 shayad abhi iska season na hone ki vajah se aisa ho raha hai. Btw mere ghar me bhi iski leaves shed ho rahi hai. Hoping that in summer it may gain its health
Maine bhi lagaya hai calendula. Mai ise government nursery se laaya tha. Aapko believe nahi hoga ki iski cost kitni thi. Iska plant ₹1/- plant rate tha. or aapko bataya tha ki monkeys ka attack hua tha mere ghar me to maine ise monkeys se bachaakar rakha hai or flowering bhi shuru ho gayi hai
केलेंडुला सर्दियों का पौधा है और एक सीजनल प्लांट है जो एक सीजन में फूल देकर खतम हो जाता है, उसको बचाया नहीं जा सकता है और अगले बार दोबारा बीज से उगाना पड़ता है, गर्मियों में नहीं उगाना है। वीडियो नंबर 340 चेक कीजिए आप एक बार, आपको हेल्प मिलेगी 😊
Very nice full information 👍
Thanks 😊
Good information mam ☺️☺️ mam ap ye thermo pot kha se leti hai mujhe bhi lena h
Thanks 😊
Description box me video no 443 check kijiye
Usme bataya gya hai 😊
@@PlantssSpace okk mam
Very well explained. Excellent Video.
Thanks 😊
@@PlantssSpace Welcome, Ma'am.
Mere yaha nastertium plant bhi laga hai usme bhi buds aane shuru ho gye hai
Great 😊
Nice information 👍👍👍👍
Thanks 😊
Nice explained 🙏 keep connected
Thanks 😊
Nic Mam
Thanks 😊
Nice information dea 🥰
Thanks 😊
Mere paas vi pde hai seeds ..September me hi krugi seedling..marigold ki toh kr lyi thi seedling..
hello mam ab laga sakte hai...grow krege
Hello, please check video no 340
Usme result bhi share kiya hai summer ka 😊
Nice Video! Can it be grown directly in the garden from the seeds?
Thanks 😊 yes you can
Mam mere calendula k seed last reason k h kya ve germinate ho jayege.
Yes 😊
@@PlantssSpace ok thx
Beautiful
Thanks 😊
Helpful information
Thanks 😊
@@PlantssSpace welcome
Bahot qoobsurat hai
Kya is per white flies ya koi aur fungal infection bhi hota hai?
Nhi isme disease km lgti hai, attack km hota hai
Phir bhi check karte rahiye plant ko time to time 😊
Nice information mam
Thanks 😊
Barsaat me seeds lagaye hua pot ko kaha rakhhe
Bahut tej dhoop me nahi rakhiye
Baki kahin bhi rakh sakte hain
Vese agar aap hill station se nahi hain to Calendula grow karne ka best time September last se start hota hai
Jab temprature 25° -30° C ho jaye
Ma'am seedling kis month me krni h abhi kr skte h
September October 😊
can we sow it in march ?
No this is a winter flowering plant, you can watch Video no 340 for "can we grow calandula in summer" 😊
November mahine main seed lga skty h kay
Ji laga sakte hain 😊
Happy makar Sankranti
Thanks and same to you 😊
Sowing season in north india?
If you are from hill station, you can grow any time except hot weather.
Best time to grow - below 25-27°C
kaya a parmnent plant he
Nahi ye seasonal winter flowering plant hai
इसको किस मंथ में लगाना चाहिए रिप्लाई जरूर करना जी
September October
Abhi laye ho gya h march tk aa payenge flowers agar ab lgaya to
Abhi bhi lga sakte h but sahi time September se November tk ka h
Ma am iske seeds kahi s buy kr skte h kya
Video no 430, 752 check kijiye please 😊
Kis month Main lagaye isko
September October 😊
Candula ki leaf gal rahi hai aisa kyon hai
Mitti me nami jyada ho rahi hogi, soil me Overmoisture nhi kijiyega, halki watering kijiye 😊
In January can I grow it?
It's late but Yes you can grow,,,,,
Mam abhi seeds lga sakte hai kya 🙏
September October 😊
Kya june me seeds ugaa sakte he?
Abhi wait kijiye
August September me ugaiyega 😊
Mere paas correct soil nahi seeds grow karne k liye
Ye kese bhi soil me growth kar leta hai bas well drained soil rahe
Or fertilizer mix kijiyega thora
Repotting jaroori h kya,agar nahi possible to?
Transplantation jaruri nahi hai
Lekin usse plant achi growth karte hai kyuki new poting mix mil jata hai growth k liye
Lekin agar nhi karna chahte hain to khad de dijiye thoda sa
Nice vdo
Thanks 😊
Yah paudhe kab marta hai ya FIR yah parmanent hai
Ye seasonal winter flowering plant hai, March April Tak dry hone lgta hai
Mere to badh hi nahi rahe hai. Jyada din ke bad mar jate hai
Bohot jyada nami nahi banakar rakha kijiye
Soil me
Isko April me laga sakte h kya ?
No , September October 😊
Thank you for information
Welcome 😊
@@PlantssSpace than you
In sab ke alawa desi gulab, tomato, gazania, jasmine, aprajita, guldaudi, gardenia, hibiscus, mogra jaise flowers bhi hai
Gardenia ki care bta skte h kya ap mujhe mera plant kharab ho raha hai iska
@@iconicgirlpriyanka4655 maine abhi first time khareeda hai. Or maine bas apne yaha laga diya hai. Ye summer ka plant hai
@@iconicgirlpriyanka4655 actually baat ye hai ki gardening karne ka craze mujhe is lockdown me ho gya. Pehle mai gardening ke liye time nahi nikaal paata tha. November me jab mai desi gulab khareedne gaya to vaha gardener ne bataya ki gardenia ka plant bhi hai to mai randomly khareed kar le aaya. Iski care ke baare me mai abhi to kuch nahi keh paaunga to aap ye 'plants space waali madam se hi pooch lijiye
@@saurabhsingh-kq5up mujhe pta h care tips uski mera 5 years old plant h but pta ni kyu is bar iski leaves yellow ho rhi h bs yhi problem h
@@iconicgirlpriyanka4655 shayad abhi iska season na hone ki vajah se aisa ho raha hai. Btw mere ghar me bhi iski leaves shed ho rahi hai. Hoping that in summer it may gain its health
Mere seed ko to ten din ho gye pr abhi tk germinate nhi huye h
Soil me jyada nami ( overmoisture ) to nahi hai, ya soil bahut jyada sookhi rahti hai
Dono vajeh check kijiye
Or wait kijiye
Maine bhi lagaya hai calendula. Mai ise government nursery se laaya tha. Aapko believe nahi hoga ki iski cost kitni thi. Iska plant ₹1/- plant rate tha. or aapko bataya tha ki monkeys ka attack hua tha mere ghar me to maine ise monkeys se bachaakar rakha hai or flowering bhi shuru ho gayi hai
Great 😊
@@PlantssSpace 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@saurabh singh ji ap kon se city se h
@@iconicgirlpriyanka4655 Kumbh city Prayagraj
@@saurabhsingh-kq5up same here mai bhi prayagraj se hi hu or mai bhi company garden se hi ye calendula ka plant lee or acchi flowering ho rhi h
कैलेंडुला April मंथ में कैसे बचाएं
केलेंडुला सर्दियों का पौधा है और एक सीजनल प्लांट है जो एक सीजन में फूल देकर खतम हो जाता है, उसको बचाया नहीं जा सकता है और अगले बार दोबारा बीज से उगाना पड़ता है, गर्मियों में नहीं उगाना है। वीडियो नंबर 340 चेक कीजिए आप एक बार, आपको हेल्प मिलेगी 😊
Thanks mam🙏
इसके सीड को किस महीने में लगाये
सितंबर अक्तूबर में 😊