pistons ko properly clean karke usko WD40 se saaf karke new pad lagana bahut imp hai...aur disk ka jaldi ghisne ka karan stones and dust hai ko mud guard mein jama hooke disk mein ghus ke usko kharab kar deta hai...isliye mud guard and disk ko every week pressure wash karna bahut imp hai to increase its life and use re-gen as much as possible.
Mene online 299 ka dono side ka buy kiya or khud hi ghar pe apne ap hi change ker diya. Ola service centre pe dono ka bill 1800 bola. Or mene khud 299 me hi ker diya 😉
Bhai mero gadi ola s1 22000 k.m smthng chal gyi h bt aj tk bi break pad ni ghise h....2 saal hone wale h gadi ko...me regeneration use krta hu instead of break.
Bhai please reply, mene bhi bahar se lgeaye hai aaj hi , to scooty ka front wheel tight chl rha hai. Kya ye apne aap dheela ho jayega ya kuch krna pdega. Or please btaiye ki kitne din lgenge ise shi hone me.? Thank you bhaiya
Bahi kal mene service centre se front k break ped change krwaye the aak 3 din hua h or break ped waps giss gye hI 😢😢😢😢😢 mere to 750 pani me chale gye lgta h. Ase agr har 2din break ped change krna pda to ....
@@ashoksaini4754 aisa barish k Mausam ki wajah se apko lag raha hoga ki ghus gaye hai diskpad but ghuse nahi honge har ola scooter me barish k time break se ghusne ki awaz Ane lagti hai barish k bad sahi ho jayega
pistons ko properly clean karke usko WD40 se saaf karke new pad lagana bahut imp hai...aur disk ka jaldi ghisne ka karan stones and dust hai ko mud guard mein jama hooke disk mein ghus ke usko kharab kar deta hai...isliye mud guard and disk ko every week pressure wash karna bahut imp hai to increase its life and use re-gen as much as possible.
BHAI WD40 SE SAAF NAHI KIYA JAATA. USKE LIYE BRAKE CLEANER HOTA HAI
Master cylinder service n repair kar ne ka video bnaye plz....master cylinder k vajah se jaldi disk pad gis jate hai
Mene online 299 ka dono side ka buy kiya or khud hi ghar pe apne ap hi change ker diya. Ola service centre pe dono ka bill 1800 bola. Or mene khud 299 me hi ker diya 😉
@@vikassharmablogger great work...👌🏻👌🏻
Plz bro help me I want that
@@jit.digital_duniya kaisi help
Share ur num bro
Mere ola ke aage wala bearing kharab ho gaya shoroom Jay ya bahr kisi mistri ke pas
Bhai mero gadi ola s1 22000 k.m smthng chal gyi h bt aj tk bi break pad ni ghise h....2 saal hone wale h gadi ko...me regeneration use krta hu instead of break.
Bhai please reply, mene bhi bahar se lgeaye hai aaj hi , to scooty ka front wheel tight chl rha hai. Kya ye apne aap dheela ho jayega ya kuch krna pdega. Or please btaiye ki kitne din lgenge ise shi hone me.?
Thank you bhaiya
@@the__watcher don't worry wo loose ho jayega...
Bhai aap ki vedio upload kar k 9 month hogai . Brack pads ki quality kaise hai kuch share karo.
Waiting for your reply
Achhi hai complete 10 months chale hain...just abhi dobara change karaya hai
@@rishabhsharma-8964Local vale somthing kitne km chl gye
@@Indian_railways123 10 months
Kitne kilometre per change karwaya hai mera to 500 km per hua hai ather 450S hai mere pass company fitted wala to 3100 km chal gaya tha
@@RaviShankar-gj9jh bahot kam chala bhai apka
Bhai mera ola s1 pro gen1 ko 1 years hua he aur 19000 km chal chuka he but disc acha chal raha he
@@jcreation1439 great work....👌🏻👌🏻 Regen jyada se jyada use kriye
@@rishabhsharma-8964 sure👍
Bahi kal mene service centre se front k break ped change krwaye the aak 3 din hua h or break ped waps giss gye hI 😢😢😢😢😢 mere to 750 pani me chale gye lgta h. Ase agr har 2din break ped change krna pda to ....
@@ashoksaini4754 aisa barish k Mausam ki wajah se apko lag raha hoga ki ghus gaye hai diskpad but ghuse nahi honge har ola scooter me barish k time break se ghusne ki awaz Ane lagti hai barish k bad sahi ho jayega
Gen 2 me Sara mitti diss pad pr aata hai barish me es liye @@rishabhsharma-8964
Nikavi ka kitne km chala sir ji?
@@mohdtabrez4340 lgbhg 10000 km
@@rishabhsharma-8964 acha abhi Amazon per available nhi dikhare hai😥
Bar se dalvane par warranty khtm ho jati h
मेरा फ्रंट सस्पेन्शन से turn लेते वक्त कर कर की aawaj आती है.... जबसे नया लिया है तबसे
good idea
Bhai apki to fir bhi 1 bar badli meri to 5 bar badle
Mere scoter ko khali 25 दिन ho gaye avaj chalu he
Bhai pahuch jao service center... Abhi free me ho jayega... Bad me km se km 2000 me hoga
Bhai apke scooter ko kitne saal huae
1 Feb ko 1 year complete hua h
@@rishabhsharma-8964 1saal mai itani badi problem scooter mai
Haan bro iske disk pad thoda jaldi he khtm ho jate hain
Mera 15000 se upr chal gyi ...avi bhi 70 % hai ...
Ola care + hota to free me change hota bhai maine abhi krvaye h
Haan but mere pass ola care ni h bro
Ola care + ki price or pads ki price 😂
@@rishabhsharma-8964starting kitne km tk disc pad free change hote h
@@Indian_railways123 ola care plus subscription agar nahi hoga to free me change nahi hoga...1 mnth me bhi kharab ho jata hai agar to bhi free ni hoga
Disk Pad Price??
450
मूव 4 के बाद अब बिना सेंसर के स्कूटर नहीं चलेगा
Aisa kuch nii hai...move os4 Ane k bad bhi scooter chal raha hai
Nikavi brake pad Kitna chala aapka
Almost 10 months
@@rishabhsharma-8964barish mein break lagta hai. mera ek alag company ka brake pad hai Jo nahin lagta hai
@@rishabhsharma-8964kitne km chala bro?