SOHAN HALWA KE LIYE SAMNAK(SPROUTED WHEAT) AISE BANAYE

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 дек 2024

Комментарии • 59

  • @MoinSattar
    @MoinSattar 2 года назад +1

    Bahut shandar....hamare bachpan mein hamare ghar mein isko aise hi banate thai ...

  • @nandagupta4842
    @nandagupta4842 Год назад +1

    Thanku

  • @laibakirasoi950
    @laibakirasoi950 5 лет назад +1

    Useful video thanks for sharing

  • @glorinapenzy9835
    @glorinapenzy9835 2 года назад +2

    Good

  • @shafiqkhan7968
    @shafiqkhan7968 4 года назад +1

    Omar Ali AP srf markit s ja k gaihun bol k ly ai bna is trha ly jaisay API n bataya okk

  • @irshamughal1898
    @irshamughal1898 5 лет назад +2

    Bhtttt bhtt bhtttt shukria..😀AJ hi Soch rahi thi k yeh kistarha or Kaha say milayga.

  • @MdIsmail-dp3jv
    @MdIsmail-dp3jv 5 лет назад +1

    Are bhai jitna bhi makkhan dalo lakin multan jaisa zaiqa kahi nhi ban sakta

  • @vandanayadav7361
    @vandanayadav7361 4 года назад +1

    Thankuu

  • @haddanasir1001
    @haddanasir1001 5 лет назад +1

    Best zabardast

  • @JummaKitchen
    @JummaKitchen 6 лет назад +1

    Very useful video. Stay connected

  • @irshamughal1898
    @irshamughal1898 5 лет назад

    Sprouted grain.wahhh

  • @namitajangid8593
    @namitajangid8593 4 года назад

    Kya inhe grmiyo me bna skte h kya

  • @namitajangid8593
    @namitajangid8593 4 года назад +1

    Kya inko ugane k liye garmiyo me frize me rkhne pr ug jaenge kya ?

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Nahi fridge mein rakhne ki koi zaroorat nahi jaise mai ne bataya hai waisa hi karen

  • @arthiram1189
    @arthiram1189 4 года назад

    My wheat gets spoiled n smelly while sprouting . Why . Pls calrifyv

  • @خالدتاج-ق8ق
    @خالدتاج-ق8ق 5 лет назад

    🌹💖🌹💖

  • @naeemnaeem2169
    @naeemnaeem2169 5 лет назад +1

    Is mein samel ati he gehon ki meine banya tha pher

  • @noorgnoor6543
    @noorgnoor6543 5 лет назад

    Sardi mai garm jaga kon C hy har jaga tu sardi hoti hy

  • @KhansaShahnawaz
    @KhansaShahnawaz 2 года назад

    Gehu ka konsa variety lena hai?

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  2 года назад

      Koi bhi le saktay hain
      Par gehu tuta hua na ho kala na ho aur na hi zyada patla Dana ho aap mera dusra video bhi dekh saktay hain

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  2 года назад

      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html

  • @ShabnamMAkbar
    @ShabnamMAkbar 4 года назад

    Meri gandum me to less chor dia or badboo Bhi aa rahi hai Mai ne neche kapra nahi dala tha ab Kia karon

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Zyada pani mein rahne ki wajah se bhi aisa hota hai.ek baar sahi se dho kar phir kapda mein lapet kar rakh kar dekhe.shayad thik ho jaye.agar thik ho jaye yaa nahi bhi thik ho to zaroor bataye.

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Aap ki is problem ke liye ye video dekhe

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html

  • @rajanic3478
    @rajanic3478 5 лет назад

    Bahut var trai kar Chuka hu jamta hi nahi he bilkul soft rahta kadak nahi hota he

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  5 лет назад

      Keya zara bhi ankur nahi nikalta?

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  5 лет назад

      Agar nikalta hai to 4 - 5 din rakhe phir sukha le achhi tarah kadak ho jaye ga

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  5 лет назад

      Aap chahe to bina sukhaye huey bhi sohan halwa bana sakte hain .uski recipe mai ne dali hui hai apne channel par

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Pls ye video dekhe aap ki problem ka solution
      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html

  • @rabiamalik198
    @rabiamalik198 5 лет назад

    As ma sa samell q ayti aytni

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  5 лет назад

      Aap koi bhi sprouts banaye ge to kuchh din rahne ki wajah se smell aati hai.kachha use kar rahi hain to dho le.aur sukha kar aur pees kar use kare gi to usmein smell nahi aaye gi

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Ye video dekhe pls aap ke sawal ka jawab
      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html

  • @basrasultana2167
    @basrasultana2167 5 лет назад +1

    Wo treqa sbse easy laga jsme 3 din tk gehun ko bhigona or roz uska paani change krna hai,phir isko sukha k pees len.

  • @eshalkhan2120
    @eshalkhan2120 6 лет назад +3

    Bazar se hi buy kar k kha lo itni mehnat kon kare

  • @noorgnoor6543
    @noorgnoor6543 5 лет назад

    Sardi mai kaise banay mai ny 10 din k bad hen ko dal diya

  • @abidnaeem4
    @abidnaeem4 4 года назад

    کوئی گائیڈ کر سکتا ہے کہ گرمیوں کے موسم میں کیسے کریں گے کیوں کہ میں نے دو دفع کوشش کی گرمی کے موسم میں لیکن دوسرے دن ہی پھپھوندی لگ جاتی ہے اور تیسرے دن سنڈیاں پیدا ہو جاتی ہیں

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html
      Aap is link par jo video hai usko dekhe .aap ka gehoon kis wajah se kharab hota hai pata chal jaye ga.garmi se koi fark nahi padta e kuchh wajah hai jiski wajah se samnak kharab hota hai.aap pls dekhe

  • @omerali1621
    @omerali1621 5 лет назад

    Iska koi doosra naam bhi hai?
    Yahan pe dhoondne ki koshish kiya hai lekin kissi ko nahin pata samnak kis ko kehte hain

  • @knafis
    @knafis 4 года назад

    میں اب تک دوکلو گیہوں خراب کرچکا ہوں اس چکر میں دو دن تک سب ٹھیک رہتا ہے پھر گیہوں سڑ جاتا ہے ہر طریقہ آزمالیا نتیجہ صفر
    اب لگتا ہے پاکستان سے مبگوانا پڑے گا

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      Jis wajah se aap ka gehoon kharab hota hai is ke liye mai ne ek video banaya hai uska link share kar rahi hoon zaroor dekhe

    • @nishatsimplecooking
      @nishatsimplecooking  4 года назад

      ruclips.net/video/1HZuUUM4jYg/видео.html