Ap apne beti ka nikah karayenge teen rat ke liye nhi na ??? Nikah me illat ha wasool ha jindagi gujaarne ka maqsad ha . Yaha kya ha??? Ye to shareeyat wali nikah kaha huee batawo.. Koi kisi ke beti ke liye ye paigam de ki ma apki beti se nikah ek hafte ke liye kerna chahta hoon to Koi bhi pooche ga ye koun si shariyat ha batawo... Nikah to jindgi bher ke liye thi...? Ab teen ya hafta wali nikah kaha ha shariyat me dikhawo... Nikahe mutaa jab haram kerdiya ha allahkerasool s a w. Ne to ye wala nikah ka saboot kaha ha batawo bhai...???
Hazrat ne kaha agr koi talaq ho jaye toh woh ladki kisi aur se nikah karegi aur normal zindagi guzare gi bil ittefaq agr us sohar se bhi talaq ho jaye toh woh chahe toh pehle wala jo sohar tha ussey woh dobaara shadi kr skti h isiko halaala bolte h bhai aur yehi quraan aur ahle sunnat wal jamat ka muaqif bhi yehi h bhai
MashaAllah bohut acchey say samjhaya Hazrat re. nai
ماشاءاللہ
Like
❤❤❤
Allah ka wasta ha sehi beyani Karen
Aap KY buzarg Sahi kehth heain ya ya aallh ki ketab air hadees
Halala shariya hona chahiye
Halala shariyat meh hai hi nai, yeh nam insano ne rakha hain
اللّٰہ آپ کی قبر پر کروڑوں رحمتیں
نازل فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین
Ap apne beti ka nikah karayenge teen rat ke liye nhi na ??? Nikah me illat ha wasool ha jindagi gujaarne ka maqsad ha . Yaha kya ha??? Ye to shareeyat wali nikah kaha huee batawo.. Koi kisi ke beti ke liye ye paigam de ki ma apki beti se nikah ek hafte ke liye kerna chahta hoon to Koi bhi pooche ga ye koun si shariyat ha batawo... Nikah to jindgi bher ke liye thi...? Ab teen ya hafta wali nikah kaha ha shariyat me dikhawo... Nikahe mutaa jab haram kerdiya ha allahkerasool s a w. Ne to ye wala nikah ka saboot kaha ha batawo bhai...???
Hazrat Shah kai ilam tere ilam se bada hai
Bhai zara ankh khol k aur dimag se suno aur samjho aap jo bt kr rahe h hazrat ne aisi bt kaha hi nhi aap dobara video gour se sune @@nasimshah2497
Hazrat ne kaha agr koi talaq ho jaye toh woh ladki kisi aur se nikah karegi aur normal zindagi guzare gi bil ittefaq agr us sohar se bhi talaq ho jaye toh woh chahe toh pehle wala jo sohar tha ussey woh dobaara shadi kr skti h isiko halaala bolte h bhai aur yehi quraan aur ahle sunnat wal jamat ka muaqif bhi yehi h bhai
کوئی شخص اس مولانا کے طرف سے جواب دے سکتا ہے کہ یہ حلالہ شریعہ کیا ہوتا ہے کوئی حلال نہیں ہے دین اسلام ایسا نہیں ہوسکتا