@pritrampainkra1940 bhai hydraulic ka men spool velve bhas gya hydraulic chapa ke upar me ek plet rahta hai usko khole uske baad velve ko chhura de prblm solve ho jayega
Mahindra tractor 295 di mai hal chlate samay hal up down sahi se kam nahi karta hai dhire dhire up down hota hai jabki distributor ka oring kit badal diya hun usme kuchh change karna padega kya sir ji
Nice
VeriNice job sir
Pencil filtar baad me dal te to bhi chal ta vo to upar se bhi laga sakte he
अच्छी जानकारी दी
Nice video sir
Good job sir.
Super video
Mahindra arjun 605 mein bi ye same fitting hota hai kya
Mahindra arjun 605 me yuvo system rahta hai
@RAKESH-TABLET to fir mahindra arjun 605 or B475 body alag fitting hoti hai kya
बनाने का चार्ज लगता है
Kya chiz ka bhai
3000 se 3200
@Anjali_singha586 bhai hydraulic repairing charge 1000,1500 hota hai
Jab hal ko chlate hai to kali miti mai hal upar fek deta hai jabki liver ka setting sahi hai draft cantrol ka spiring bhi thik hai sir kya karen
Call kre 8051376028
Sir app ka garaj kaha hai
Kya hum app se kam sikh sakte hai
Mai bihar se hu banka district se aap video ke madhyam se sikh sakte hai or abhi hum odisha angul koshla me hai
Mahindra tractor start krte hi apne aap nanger ut jata hai kia karan hoga kaise tik krein sir.
Nanger kya hota hai bhai
Start karte hi hydraulic uthane lagta ya lever uth jata hai
Hydraulic uthane lgta hai, uthi jata hai,liver down hi raihta hai, solution btayie sir kia problem ho skta hai
@pritrampainkra1940 bhai hydraulic ka men spool velve bhas gya hydraulic chapa ke upar me ek plet rahta hai usko khole uske baad velve ko chhura de prblm solve ho jayega
Replace the spool valve for this problem...🌾
Sabhi valve ko kholkar wash kiye or oring sabhi change kiye or menspul chenge kiye thik ho gya thanks❤❤ bhai
Control valve assly set me hi milta hai
Hydraulic me sabhi valve alag alag milta hai bhai
@@RAKESH-TABLETkaha se ho sir ji
@Anjali_singha586 Bihar se banka district
Mahindra tractor 295 di mai hal chlate samay hal up down sahi se kam nahi karta hai dhire dhire up down hota hai jabki distributor ka oring kit badal diya hun usme kuchh change karna padega kya sir ji
Distributor ka vaal presar badhana padega ok
Mujhe banana
mew holland 3600-2 chenching repair