Bahut hi acha tv hai......is tv ko Monitor ki tarah use kar sakte ho but video editing or gaming k liye nahi hai.....kyoki koi bhi smart tv me response time bahut slow rahta hai uske wajah se proper kam nahi karta...
Hello sir mein bhi crown 43inch led lene wala hu jiski kimat 12000 batayi h...ismein orignal ya copy led to nhi hoti na ya hoti h to kaise pahchan kare batayiyega
Original tv pahchan k liye, company ka toll free number me call karne par pata chal jata hai...but uske liye tv ka model & serial number ki jarurat padegi.....ye dono pata hoga to original ka pata chal jayega
Bluetooth ko connect karne k liye ek bluetooth transmitter & reciever lena padega......jo apka usb port me lagega and uska output ko 3.5mm audio jack ko tv k 3.5mm audio jack me lagana padega. Fir bluetooth connect ho jayega
I am new subscriber
Thankyou
Bhai jan ais ka menu code kya hai bhai mai tho bohat yry keya 1147 per power mode konse button se on hota hai bhai please reply do
Message clear nahi h......detail me batao
Bhai crown tv mein movies bagera bhej kar hm mobies ko bade screen mein enjoy kar sakte hai kyaa
Android mobile me cast screen ko select karke movie dekh sakte ho.....1-2 din me iska video bana dunga
I see purchase krna chaiye ya ni ma I isse as a monitor use krna chahta hu plz bataiye
Bahut hi acha tv hai......is tv ko Monitor ki tarah use kar sakte ho but video editing or gaming k liye nahi hai.....kyoki koi bhi smart tv me response time bahut slow rahta hai uske wajah se proper kam nahi karta...
@@advancetechmadhukar thank u
Wifi connectivity kaisi hai or laging to nhi hoti hai ye
Wifi connectivity acha hai...screen sharing or screen cast long distance small lag problem
Note:-10 meter or more long distance problem
Brightness Kam ya zyada ka option bata dijiye please...
Remote me menu button press karke display setting me chale jana uske bad brightness & colour ko kam ya jyda kar lo....
Crown Android tv me Google assistant work krta hai kya
Is model me nahi hai lekin abhi new model me google assistant work karta h
Divar ko nahi laga sakte na sir
Lag jayega uske liye wall mount holder lena padega market or shop se
Hello sir mein bhi crown 43inch led lene wala hu jiski kimat 12000 batayi h...ismein orignal ya copy led to nhi hoti na ya hoti h to kaise pahchan kare batayiyega
Original tv pahchan k liye, company ka toll free number me call karne par pata chal jata hai...but uske liye tv ka model & serial number ki jarurat padegi.....ye dono pata hoga to original ka pata chal jayega
Acer i series acha h ya crown
Dono acha hai.....
Iska brightness kyese km kare video bnao bhaiya
Okk boss
Hii
Bhiya ise wall me installation karke batao na hmme samjh nhi aa raha
Ok...kuch din wait karo
Bhai jan iss tv mein hm mobile ki movies kaise chala sakte hai please full video banao na
Ok bosss....1-2 din me iska video bana dunga
Aapko kya lagta acchi hai kya
Yes....mera tv abhi bhi chal raha h bina kisi paresani k
Installation free h kya company ki aur se...??
Nahi hai
Ok
@@advancetechmadhukar thank you
Kha se kharide ye btao
Offline
Bhai Bluetooth kaise connect kare
Bluetooth ko connect karne k liye ek bluetooth transmitter & reciever lena padega......jo apka usb port me lagega and uska output ko 3.5mm audio jack ko tv k 3.5mm audio jack me lagana padega. Fir bluetooth connect ho jayega
@@advancetechmadhukar okkk Bhai
Thanks for info
Kitna GB tak pendrive support karta h
128 GB
Fake और origanal में फर्क क्या है 😂🎉
Company customer care me call karne k bad serial number batane par pata chal jayega.....
50 inch tv price kya hai
Crown led tv frameless rs.30,000
Without frameless tv full hd rs.27,000
Video bnao
Android led aati kya
Yes
Ritelar smart TV deta hai
Crown 32" Android led voice rimote kitne ka hai
Box me android smart tv likha rahega wahi rahega android tv
Crown ka official website me call karne kar pata chal jayega
Bhai 43 inch kitne ka h
Rs.13,500 offline price hai
12500