💐🌹💐💯 सर्वे प्रतिपत्र के लिए कोटि-कोटि धन्यवाद 💯💐 कृपया आप अपने इस से यह स्पष्ट करें और बताएं,एक व्यक्ति के पास दो चार मौजा जमीन हैं तो अलग-अलग प्रतिपत्र देना ही होगा उनको भी समक्षिए साथ साथ घर,बाड़ी का जमीन जहां तहां वेलगान होता था क्या अगर एक ही मौजा में घर और जमीन दोनों है तो वो खाता फ्लोट प्रतिपत्र में भराएगा या नही अलग अलग करना पड़ता हैं।
Pustaini jamin hai ek baap ke do bete hai ek bhai ka tin ladkiya hai jisase dosra dhokha jamin likh liya hai,us jamin pr batwara kes chal raha hai esme kya krna hoga sir pls help
बहुत ही सुन्दर ढंग से समझाएं। बहुत ही अच्छा लगा। भाई मेरे पिताजी तीन भाई थे।जमीन के बंटवारा मौखिक रूप से हुआ है। पर कुछ पिता जी के नाम, दादा एवं चाचा के नाम पर है। मंझले चाचा के नाम पर ज्यादा जमीन है।तो उसमें कुछ दिक्कत नहीं होगा।
Ek Katha jameen hai... aur do bhaiyo ka usme joint naam se kewala hai... Aur joint raseed bhi kat ta hai... To kya dono bhai ko alag-alag form fill karna hoga ya koi ek bhi karega to chalega....
@@KnowledgeAffairsUpdated But... Ek bhai sirf apna hi name Dale to kya uska form except hoga ya nhi.... Koi problem to nahi hoga na sir.... Please Reply...
Jamin dada ji ke name tha ..2012 me karmchari ke pass jamin fatbandi karke chad gya hai...kuchh jamin me 1/2 hai and kuchh me full plot chada hai...but khatiyan ke according 1/2 hona chahiye...pichle saal chacha ki death ho gyi hai...kya ek pitaji and chacha ke 2 ladko ke sath dena hoga ya ..sab log alag 2 denge and is case me sabke samne pita ka name likhna hoga
Sir , mera Jamin pe ghar bana hua hai .aur oo jamin bihar sarkar ka hai. Uska koi bhi kagaj nhi bana hai ! Uske liye khata kaise khulega sir please मार्गदर्शन दीजिए 🙏🙏🙏
Hello sir please tell me what documents we should attached while submitting form 2 If I have purchase land, I have registry paper. Is it necessary to submit वंशावली
Mere dada ji ke zamen ka btwara ho chuka hai or mere papa on unke bhaion ne v apme nam se apne apne hisse ka rasid v katwa rahe hia or mutation v complete hia to kya . Usme v hame vansawali form bharna hoga ya fir sirf form 2 se hi kaam ho jayega
@@KnowledgeAffairsUpdated bhai khasra jaada hai agar 1 page m nahi aaya tho,, aur ek question bhai khatiyan mere dada ji aur unke bhai k naam p hai..mere dada ji k ek beta hai mere papa.aur unke bhai k 3 ..phir ansh kaise likhenge agar 1 ansh likhenge phir tho 4 ro m barabar bat jaayega..but karna ye hai ki 3 bhai aadhe m aur mere papa aadhe m
Sir Aapka Batai Bat 100% Sahi Rahata Hai 1947 Ke Bad Jo Sarwe Huaa Usme Koi Or Hamara Bansh Me Samil Hokar (Gotiya Banke) Jamin Ko Le Liya Hai Or Wo Kahi Se Aakar Basa Hai Or Gotiya Ban Gaya Hai Or Mera Par Dada Ka Jamin Apna Naam Kar Liya Hai To Usse Apna Jamin Kaise Le Please Help Me Sir Block. Anchal. Rekad Room. Sabhi Jagah Se Purana Khatiyan. Khesra Panji. Jamabandi. Nakal. Sara Kagjat Ka Apil Kiya Hu (Manga Hu) Par Unlog Ne Saf Dene Se Inkar Kar Diya. Bolta Hai Purana Khatiyan Jamabandi Nahi De Sakte Niyam Ke Viroodh Hai. Kabhi Bhota Hai Phata Hai. Sir Please Help Me, 🙏
Sir bhut sa khesra no hai ur khata no bhi alag alag to har khesra no ka form allag alag bhana hai .ur ekhi khata no me kaey khesra no hai to ek hi form me bharna hai koriya bahumuly sujhao den
Kya pratek khesra ke liye alag alag form bharna hai Aur dada ji nidhan ho gya bahut din pahle baad me 2 hissedar ne apna hissa jamin bech diya jamabandi dada ji hi name se hai ( Rasid bhi kat ta hai dada ji hi name se usme kya kare
Sir jamin sarbe ke liye current Rashid hona Aanibaray hai kya mere pass off line ka Rashid hai kya ousse sarbe hoga kya sir please🙏 sir bataiye (kyoki mera jamin net pe nahi chdha hai, Parimarjan kar diye hai to keese hoga kitna din me net pe chadhr jayega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
प्रत्येक खेसरा के लिए अलग अलग फार्म भरना होगा
एक ही फॉर्म भरना है अगर रैयत एक ही है और खेसरा एक से ज्यादा है तो
Agar raiyat ke nam me do jagah alag alag nam hai jaise harnandan aur dusri jagah harnaray ho gya hai jabki admi ek hi hai @@KnowledgeAffairsUpdated
Fir bhi ek hi form bharna hai ji
Ek farm kaise aaye ga bahut sara khesra hai@@KnowledgeAffairsUpdated
Sir ye form two2 h one mai kya hota h
Vote for video on form 3.1
प्रपत्र 3.1 पर वीडियो के लिए लाईक करें:----
बहुत अच्छी जानकारी दिये । धन्यवाद!
मस्त विडियो लगा सर जी
Bahut achha laga. Bahut bahut dhanyawad.
बहुत अच्छा लगा सर जी
बहुत अच्छा लगा। धन्यवाद।
Good information 👍 sir
Thanks for good explanation 🎉🎉
Useful. 👍👍
very good
Bahut achha jankari diye sir.....Dhanyvad
Nice video for every Bihari ❤❤❤❤
Bahoot acha laga mujhe
Good information sir
Thanks sir
Very good sir
1. Mauja me mera 5 jamin hai to uska khata plot laise likhe ya alg alg form fillup kre
Bahut badhiya,Sir 🎉🎉🎉,
Very good
Bahut achha laga thank you
Very -Very nice video .Sir
Nice video
Accha hai
This is a Excellent video
Very good ❤
OM Hari Jai NIOS. Justice for NIOS Deled please help us sir please
Every plot ke alag alag prapatra bhara jayega.
Bahut achha laga
Wansawali me thoda confusion h sir plz video bna dijiye 😢😢😢😢😢
Okay ji
💐🌹💐💯
सर्वे प्रतिपत्र के लिए कोटि-कोटि धन्यवाद 💯💐
कृपया आप अपने इस से यह स्पष्ट करें और बताएं,एक व्यक्ति के पास दो चार मौजा जमीन हैं तो अलग-अलग प्रतिपत्र देना ही होगा उनको भी समक्षिए साथ साथ घर,बाड़ी का जमीन जहां तहां वेलगान होता था क्या अगर एक ही मौजा में घर और जमीन दोनों है तो वो खाता फ्लोट प्रतिपत्र में भराएगा या नही अलग अलग करना पड़ता हैं।
एक ही में भरना है एक मौजे की सारी जमीन को
Mera 5 jamin hai. Form 2 5 fill up karna parega kya?
Good
Pustaini jamin hai ek baap ke do bete hai ek bhai ka tin ladkiya hai jisase dosra dhokha jamin likh liya hai,us jamin pr batwara kes chal raha hai esme kya krna hoga sir pls help
खटियाणी जमीन है दखल कब जाना है तो कैसे फॉर्म भरे
Thek hee
Mera pitaji 4bhai h aur unme 2bhaie k dehant ho chuka h ..serveye m jamin kinke naam per form fill up hoga
ऑनलाइन सर्वे फॉर्म भरने का विडियो बनाएं
Good👍👍👍
पूरा जानकारी दीजिए जिसके पास तीन खाता है 10 खेसरा है वह फॉर्म कैसे भरें
Sir nagarpalika wale kaise vanshawali banwayenge please sir reply
Mere pitaji ke pass 34 plot hai aur vah akele Malik hai to kya ek hi form mein Sara plot bharna hoga...... Please reply😊
A form bharkr online krke chhod denge to ho jayega ya phir surve sivir me jama karna hoga
Online bhi ho jayega
बहुत ही सुन्दर ढंग से समझाएं। बहुत ही अच्छा लगा। भाई मेरे पिताजी तीन भाई थे।जमीन के बंटवारा मौखिक रूप से हुआ है। पर कुछ पिता जी के नाम, दादा एवं चाचा के नाम पर है। मंझले चाचा के नाम पर ज्यादा जमीन है।तो उसमें कुछ दिक्कत नहीं होगा।
अगर आपसी सहमति है तो कोई दिक्कत नही होगा
@@KnowledgeAffairsUpdatedaapsi razamandi nh h to
Fir to civil court jaiye
Ek Katha jameen hai... aur do bhaiyo ka usme joint naam se kewala hai... Aur joint raseed bhi kat ta hai...
To kya dono bhai ko alag-alag form fill karna hoga ya koi ek bhi karega to chalega....
Ek hi form bharna hoga jisme dono bhaiyon ka name rahega raiyat wale colomn me
Ahar kewala ek admi ke nam se hai pr register 2 me do admi ka nam aa gya hai aur online v do admi ka nam dikha rha hai tb kya krns hoga
@@KnowledgeAffairsUpdatediske liye kuchh ray de
Is topic par alag se video bana diya hun
@@KnowledgeAffairsUpdated But... Ek bhai sirf apna hi name Dale to kya uska form except hoga ya nhi....
Koi problem to nahi hoga na sir....
Please Reply...
Sir this form will fill up according the no of plot or onlyone
Only one
Sir khata 1 hai aur khesra 1se lekar 12 tak hai aur chohaddi bhi alag alag hai usko kaise bharenge
Rakwa khatiyan ke anusar ya naksha napi ke anusar bharna hai ,
Khatiyan ke anusar
Ek hi Form2 me sabhi alag alag jamin ka khata khesra kaise hoga sir
Form 2 alag alag jamin ke liye alag alag bharna parega kya
Alag alag plot ke liye alag alag khata khesra hota hai kya
Sir upar gram me jis moja me jamin hai wo bharna hai kya???
Or agar ek hi moja me bohot sare khesra hai to kya ek hu form me bhar sakte hai
Haa ji
Is ka Microsoft word m h kya
Kharidgi jamin ka kon sa form bhrayga plz reply kare
Only form 2
Jis khet k jamabandi me tauji no. Ho
Khata ya khesra no. Nhi ho to kaise check kare online
आप अपने चैनल पर फॉर्म 📃अपलोड नहीं किया है फॉर्म अपलोड कर देते तो और अच्छा होता। फार्म 2 जमीन की घोषणा पत्र फॉर्म
डिस्क्रिप्शन में लिंक डाला हुँ डाऊनलोड कर लीजिए
Sir ishme ek se jyada jamin ka details bhar skte hai na yadi raiyat ka naam same hai to??
Please reply
Haa ji
Sir mere 3 district me jamin tho alag alag from bharna padega?
Haa ji
मेरा जमीन अनाबाद उसका भी सर्वे होगा बिहार सरकार है उसके लिए क्या करनापड़ेगा
Jamin dada ji ke name tha ..2012 me karmchari ke pass jamin fatbandi karke chad gya hai...kuchh jamin me 1/2 hai and kuchh me full plot chada hai...but khatiyan ke according 1/2 hona chahiye...pichle saal chacha ki death ho gyi hai...kya ek pitaji and chacha ke 2 ladko ke sath dena hoga ya ..sab log alag 2 denge and is case me sabke samne pita ka name likhna hoga
Sir mere par dada ji ke naam se jameen hai toh form kaise bhare.plz sir reply jarur kijiye
Sir saran district me kis tarikh ko survey kab hoga
Vanshawali par video banaye sir
Okay
ASthai pata me dusre state ka pta daal sakte h kya?
Haa ji
Prapatea 3(1) Kaise bharna h espe bhi jald se jald video banaye.sir
Bihar ke khagaria me jamin servey kab se shru hoga
Shuru hai ji
Mere pardada ke nam se jamin hai aur abhi mere papa ke nam se karwana hai to raiyat wale me sabse pahle kinka nam likha jayega
Sir Jamin mere pitaji k name se but dastawej mere chacha log nhi de rhe hai to kaise bhare . Please bataye
हर प्लॉट का अलग अलग फॉर्म भरना होगा ?
नही एक ही भरना है
आजमगढ़ खेत चकबंदी आएगी कि नही
Kul rakwa likhenge to chaudi kis plot ka likhenge .qki plot to bahoot sara hai
Kul rakaba nahi alag alag plot ka rakba aur chauhadi likhna hai
Sir mera jamin ka khata number galat chad gaya h ab mutation nhi ho rha h toh kya mere liye v yah from bharna chahiye
2017 me jamin rasitri karwaye wah aadmi v mar gaya please help me
Haa sabko bharna hai
Sir , mera Jamin pe ghar bana hua hai .aur oo jamin bihar sarkar ka hai.
Uska koi bhi kagaj nhi bana hai !
Uske liye khata kaise khulega sir please मार्गदर्शन दीजिए 🙏🙏🙏
Is topic lar already video bana diya hun jo ki bihar jamin survey wali playlist me hai wo video dekh lijiye aap
Aapka dought clear ho jayega
Sarkar Koi Niyam banae jo dakhil kharij ki prakriya Aasan ho sake
Sir jee bansawali kaise banaye or kaha se banaoye iska bhi vedio bana dijiy sir jee please most urgent hai
Okay ji
Hello sir please tell me what documents we should attached while submitting form 2
If I have purchase land, I have registry paper. Is it necessary to submit वंशावली
Deed copy , rashid and aadhar card
If your land is on your name than vanshawali is not required
शहरी जमीन जहां नगरपालिका एवम नगरनिगम है वहां के जमीन का भी सर्वे होगा क्या?
हाँ जी लेकिन अभी नही
पहले ग्रामीण इलाकों का होगा उसके बाद वहाँ का होगा
Bhaiya jameen mere mother ke name pe hai to isme sirf unka name hoga ya bacho ka bhi likhna padega..
उन्ही का होगा अगर वह जीवित हैं तो
Gaya me survey kab hoga sir
Mere dada ji ke zamen ka btwara ho chuka hai or mere papa on unke bhaion ne v apme nam se apne apne hisse ka rasid v katwa rahe hia or mutation v complete hia to kya . Usme v hame vansawali form bharna hoga ya fir sirf form 2 se hi kaam ho jayega
Sirf form 2
Agar 2,3 khatiyan ho tho sab k liye alag alag bharna huga?
Nahi ek hi form bharna hai
@@KnowledgeAffairsUpdated bhai khasra jaada hai agar 1 page m nahi aaya tho,, aur ek question bhai khatiyan mere dada ji aur unke bhai k naam p hai..mere dada ji k ek beta hai mere papa.aur unke bhai k 3 ..phir ansh kaise likhenge agar 1 ansh likhenge phir tho 4 ro m barabar bat jaayega..but karna ye hai ki 3 bhai aadhe m aur mere papa aadhe m
Sir mere pardada ne jamin likhai hai jisme sabhi khesra savik survey ka hai kya hoga ???
भाई 6 है बराबर हिसेदार है
खाता.10 गो हैं तो अलग अलग फॉर्म भरना होगा एक फॉर्म में तो अटेगा नहीं
Sir Aapka Batai Bat 100% Sahi Rahata Hai 1947 Ke Bad Jo Sarwe Huaa Usme Koi Or Hamara Bansh Me Samil Hokar (Gotiya Banke) Jamin Ko Le Liya Hai Or Wo Kahi Se Aakar Basa Hai Or Gotiya Ban Gaya Hai Or Mera Par Dada Ka Jamin Apna Naam Kar Liya Hai To Usse Apna Jamin Kaise Le Please Help Me Sir Block. Anchal. Rekad Room. Sabhi Jagah Se Purana Khatiyan. Khesra Panji. Jamabandi. Nakal. Sara Kagjat Ka Apil Kiya Hu (Manga Hu) Par Unlog Ne Saf Dene Se Inkar Kar Diya. Bolta Hai Purana Khatiyan Jamabandi Nahi De Sakte Niyam Ke Viroodh Hai. Kabhi Bhota Hai Phata Hai. Sir Please Help Me, 🙏
मौखिक बंटवारा हो चुका है अपने अपने भाग पर सभी फारीक शांतिपूर्ण ढंग से काबिज हैं तो वैसी स्थिति में दखल कब्जेदार के नाम से खाता खुल जायेगा....?
हाँ जी
Ye survey kitna din chalega
Jab tak complete nahi ho jata
Waise July 2025 tak complete karne ka lakshya hai
क्या आप पावर दिया हुआ जमीन मुझको मिल पाएगा रजिस्ट्री नहीं हुआ है रजिस्टर 2 में भी लेने वाले का नाम नहीं है तो क्या कर सकते हैं
Sir bhut sa khesra no hai ur khata no bhi alag alag to har khesra no ka form allag alag bhana hai .ur ekhi khata no me kaey khesra no hai to ek hi form me bharna hai koriya bahumuly sujhao den
Ek hi form bharna hai aur form agar bhar jaye to dusra teesra bharna hai
Sir naksha me jamin 6 decimal hai aur khatiyan me 5 decimal hai to form me kaun sa rakba bhare naksha wala ya khatiyan wala
Is par detail me video bana diya hu ji aap wo dekh lijiye
Aapko fayda ho jayega is survey me
पूरा जमीन दस्तबेजी है तों फिर क्या करे
self purchase land hai 1 year pehle...kya kya forms bharna hoga
Sirf form 2
Sisters Ka BHI naam dena hoga kya sir ,
Haa ji agar sister hissa nahi mang rahi hai to nahi dene se bhi chalega
वंसावली का वीडियो बना दीजिए
ओके जी
Kya pratek khesra ke liye alag alag form bharna hai
Aur dada ji nidhan ho gya bahut din pahle baad me 2 hissedar ne apna hissa jamin bech diya jamabandi dada ji hi name se hai ( Rasid bhi kat ta hai dada ji hi name se usme kya kare
Sir jamin sarbe ke liye current Rashid hona Aanibaray hai kya mere pass off line ka Rashid hai kya ousse sarbe hoga kya sir please🙏 sir bataiye (kyoki mera jamin net pe nahi chdha hai, Parimarjan kar diye hai to keese hoga kitna din me net pe chadhr jayega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Offline rashid se bhi ho jayega
Aur kitne din me net par dikhayega ye to aapke CO hi bata sakte hain
Aak khata me 8 plot hai , jiske liye spece kam par raha hai , yesi situation ne kya kare
2 form bhar dijiye
Zameen ka rashid bhi update karwana hoga kyunki main 40saal se rashid nahi katyawaye hain kahtayina zameen hain
Haa ji
ek hi khesra mein 2 ya adhik baar jamabandi hain tho kaise bharen, plz reply.
Khridi hui zameen h ek hi person ke name pe reyat me kitne bhara jayega?
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Good