Kanha ji ki dhoti jitni lambi banani h uska double lijiye length. Vaise aap kitni bhi length le sakte hai kyuki usme hum pleats daalte hai to pleats daal k aap length kanha ji k jitni adjust kar sakte ho.
Yahi dress ki maine ek aur video banai hai jisme choli dupatta lehenga dhoti sbhi dress banai hai aapko us video m sbhi details mil jaengi. ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html Radhey Radhey 🙏
Aapke kanha ji ki dhoti ki ready length jitni bhi chaiye usse 3 ya 4 inch jyada lijiye aur pleats daal k ready length jitni b h utni bana lijiye...esi tarah se kamar bhi bana lijiye. Jaise mujhe dhoti ki ready length 12 inch chaiye toh maine length 15 inch li aur usme pleats daal k ready naap 12 " lagbhag banai hai.
Length k liye Kamar se leke paaw tak ka measurement lijiye. Waist k liye inch tape se kanha ji ki kamar measure kijiye. Jaise mere measurement m ye kamar 13" aai hai.
ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html Aap es video ko bhi follow kr sakte h measurement k liye. Esme maine kamar aur length kitni li h vo btaya hua hai
Dhoti ki length aur width maine same li hui hai. Aap kitni b length aur width le sakte ho aur fir usme pleats daal k jitni b length aapko kanha ji ki chaiye utni bana lijiye.
ALSO SUBSCRIBE TO MY COOKING CHANNEL for easy cooking videos
ruclips.net/channel/UCpL9QHAZr7N1J6Rs6YwFewQ
Thanks for watching 😊
Hii
Very nice
Sempl ga nice ga telling mam
Beautiful
🙏🙏🙏🙏🙏. Thank you for this special video ❤️❤️❤️ stay safe and stay blessed 🙂🥰
Most welcome 😊
Thanku di apne itne ache se btaya maine try kia sachi bahot sunder dress bni h radhey radhey
Radhey Radhey 🙏
Ati sunder ,wow so easy way .thanks mam .Radhy _ Radhy .🙏
Radhey Radhey 🙏
😍👌👌👌👌👏👏
Thank you 😊
Aapne kitne inch ki dress bnayi h bhut achhe se btaya h aspne thank u
Most welcome ☺️
Ready length 20" ki aai hai
बहुत ही अच्छी तरह से समझाया आपने और बहुत ही सुन्दर ड्रेस बना दी
राधे राधे 🙏🙏
Radhe Radhe! Thank you so much!
Very nice tutorial , thanku 💕💕
Most welcome ☺️
Radhey radhey🙏 very nice
Thanks ☺️
Radhey Radhey 🙏
What size deities are these for? I have 6 1/2 Radha Krsna Deities. So nice to finally find a video to make outfits!
Very beautiful dress Di
Thanks ☺️
Very nice and esey method🙏 Radhe Krishna
chinmayee Padhy ko
Wonderful Krishna 👗
😘👌👌
😊😊
also for dhoti, first you have shown pleats on the waist from different side and actually when you stiched you have done on the outside
Jai ho
🙏🙏
Beautiful❤ thank you didu
Most welcome ☺️
Bahut bahut sundar
Thanks ☺️
Very easy but tell us about चोली also. मुझे आपका तरीका पसंद आया
कल राधा कृष्ण जी की dress का full tutorial upload होगा। आप जरूर देखिएगा🙏
@@StitchByStitch जरूर ।इंतजार रहेगा। जय जय राधावल्लभ
I like very much....but # mam how many gods is this dress 👍👍 please tell me mam 🙏( jsk)
This is for Radha and Krishna ji
Thanx 👍 but what's size of this dress this is mean 🙏
very good tutorial, but request you to kindly let me know based on what you have taken the measurement.
Thank you 😊
@@StitchByStitch can you please answer my question.
Hello Ma'am apane bahut achhi kahana or radha rani ki dress banaii h
Kiya aap navaratri ke liye mata Rani ki bhi dress bata sakti h
Mata rani Lehenga cutting and stitching :-
ruclips.net/video/yi31C3MidnU/видео.html
👌🏻👌🏻👌🏻
Nice 👍
Thanks ☺️
Hello mam laddu gopal ki dress bna kr batao aap
Will try. ☺️
Bhut Sundar
Thanks ☺️
अपने धोती प्लेट्स अलग बताया सिया अलग साईडसे. कृपया लहंगा किस साइज मूर्ती के लिये बनाया है
5 inch ka lehnga banana sikhayen
Very nice n easy way to make it😊
Janmastmi totaka
Your voice is very sweet🍬🍭
Thank you so much ☺️
Mam 15"inch kanha ji ki dhoti ke liye kitna measurements lagega
Nice👍
Thanks ☺️
Very nice and aap aesi video banate jao or ham like ❤👍 karte jayege mam
Well experienced and beautifully made ..Thankyou so much for such an easy tutorial 😍
Beautiful😍💓
Thank you so much
Yah kitne size ki murti ke liye hai??
4 no ki
@@StitchByStitch kitne inch ke krishna ko sahi ayegi y
Aapki first video mere birthday ke ek din baad upload hui hai very nice explanation didi I am your biggest fan
Thank you so much ☺️
पांच इंच की धोती बनाना बतायें
Laddu gopal ji ka bhi dress bataiye
Will try. Thanks for watching 😊
Gadhi
choli kaise banaye radha krishnaji ki
ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html
Full Radha Krishna ji dress tutorial
Mam ye kapda kha se kharida apne ... ye bhi btaye kapda kha se kharid skte
Kisi b cloth house se mil jayega shayad broket bolte h ish kpde ko
Nice
It's good thank you
Lovely
Thanks 😊
Bahut sundar👍👍
Thanks ☺️
Thank you so much dide ❤️❤️❤️
Most welcome 😊
Mam mujhe 11inch ke kanha ji dhoti bnani h to kitni length rakhu kpde ki?
Kanha ji ki dhoti jitni lambi banani h uska double lijiye length.
Vaise aap kitni bhi length le sakte hai kyuki usme hum pleats daalte hai to pleats daal k aap length kanha ji k jitni adjust kar sakte ho.
Very easy method. Kitne size k banay h apne dress
4 size ka
Plz 6" ki jodi ki dress bnani btaye
How many inches in this ready dress.
13 inch approx
Yeh kitne inch Radha Krishna ki dress banayi hai Apne.. mere 10 inch ke Radha Krishna hai uusme kya same ayega
Ye 24 inch ke Radha Krishna ji ke liye hai. 10 inch ke liye measurement thoda kam lena pdega
Mandir m kanha ki badi murti k liye only front sided dress banani h uski dhoti banane k liye video upload bkijiye
Mem choli ki size kitni rakhni hai
Yahi dress ki maine ek aur video banai hai jisme choli dupatta lehenga dhoti sbhi dress banai hai aapko us video m sbhi details mil jaengi.
ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html
Radhey Radhey 🙏
Chote size me b banaiye please
👌🏻👌🏻
Thanks ☺️
Agar hamne length kam rakhni ho to kis tarah rakhege
Thank you
Mam ya yeh clear krdo mere ko length kis trah see rakhni he aur width
Aapke kanha ji ki dhoti ki ready length jitni bhi chaiye usse 3 ya 4 inch jyada lijiye aur pleats daal k ready length jitni b h utni bana lijiye...esi tarah se kamar bhi bana lijiye.
Jaise mujhe dhoti ki ready length 12 inch chaiye toh maine length 15 inch li aur usme pleats daal k ready naap 12 " lagbhag banai hai.
Okk thanku so much Mam..radhe radhe
Radhe Radhe 🙏
Mam pls bni hui dhoti ka measurement krna bta do
Mam yeh PTA krna he mere ko ke bni Hui dhoti ki length or width kis side se lete he pls bta do abhi meane dhoti stich krni he janmasti. Ke liye
In
4 inch radha Krishan k poshak bataye
Will try. Thanks for watching ☺️
Size kya h
4 no
5 inch ka map batavona please
Will try. Thanks for watching ☺️
Ye kitne sal k baby k liye h
Ye Radha Krishna ji ki dress hai 4 size ki.
Mam jease aap ne dhoti stich kr li he stich dhoti ka ab measurement krna bta do
Mam stich hui dhoti ka measurement krna bta do pls
Length k liye Kamar se leke paaw tak ka measurement lijiye.
Waist k liye inch tape se kanha ji ki kamar measure kijiye. Jaise mere measurement m ye kamar 13" aai hai.
ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html
Aap es video ko bhi follow kr sakte h measurement k liye. Esme maine kamar aur length kitni li h vo btaya hua hai
@@StitchByStitch thanku mam
Mam isme length konsi he
Dhoti ki length aur width maine same li hui hai.
Aap kitni b length aur width le sakte ho aur fir usme pleats daal k jitni b length aapko kanha ji ki chaiye utni bana lijiye.
Mam bni Hui readymade dhoti ka nap Lena bta do kha see length lete he aur kha see width
3 metre Kapda ka Kanha ji ka dress Kaise banta hai 3 metre kapde ka
3 meter m bhi esi tarah se banega bus measurement thoda jyada lijiye.
Mujhe 30 inch ki durga ji ka lehnga choli banana hai measurement bataiye pls
Aise measurement bata pana to bahut mushkil hai. Aapko lehenga ki length aur kamar ki naap maa ke according leni padegi
राम दरबार के लिये पोशाक कैसे बनाऐ
Hi
Uper me kya pehnye
ruclips.net/video/CQGCfKHkH24/видео.html
Beta ji aapane kis number ke Yugal Jodi ki dress Banai hai please mujhe batana Mujhe abhi banana hai
Ye 4 no ki dress hai.
Humare Radha Krishna ji ki total height 24" lagbhag hai.
Mere se thik Nahi bani mam please Help me
Kya problem aai banane m??
Zero size ka design bataiye
R yet t
Phone no chai
Very nice
Nice
Thank you so much ☺️
Nice
Thanks ☺️