Paper to hard tha kafi...PYP jaisa nhi tha..slightly higher..GS to hilegi bi nhi..baki eng is little better. Reasonig takes time so math m time kam bchta h..Math is calculative alot I think anyone who was able to solve 70-75 Q shd b okay..
@@HT-nd7pt haa same...mere me PYP mocks me 157 tk Gaya score..consistently 130-140+ raha bt aaj wsa ni lga... ..paper thoda sa hard hai aur exam hall pressure bhi rhta h..border pr h mamla..maybe lucky hue to IN.. hopefully we get good normalisation marks.. shift to Hard lgi mujhe..
Mera aaj 2nd shift me exam tha, Bhai GK or math ne rula diya. Reasoning ke wakai me 3 questions aise they jo normal time se jyada time consumed kar rahe they. Math thoda calculative tha, overall 2nd shift moderate hi tha.
Pichle saal se isbar ka paper thoda higher level pe h To oviously avg bhi girega and vacancy ko dekhte hue cutoff bhi girega 130 ke around hi rehga Likh ke deta hu , ans key ke bad milenge
Bhai 17 3 Rd shift 25 reas 25 English 19 math or 1 gk Bhai chance hai khuch reason puri theek hai 1 question gk m glt hai 😢gk m bs 1 theek hai 2 no gk m hai bss
Mera 125 ban raha obc se hoon 17 September 1st shift jo ki moderate tha .. english me pyq vocab nji tha 2 vocaab naya tha maths me time taking 3^4 questions tha .. reasoning bhi moderate tha gk bh hard tha
Kuch keh nhi sakte bhai lekin agar general category se ho aur 120+ ho to mains ke liye prepare karo. Kya pata normalisation me theek thak no. Badh jaye. 130 -132 cutoff jani chahiye general ki after normalisation.
@@superkamiguru7985 sob to yahi bol rahe hai Maine to khud v diya Doubt to hai na... easy shift me kitna safe rahega Rbe Subham bhai ne khaha 145 safe hai 10th 2nd
Expected to bht hi kam logo ka hua hoga..jinki prep bht hi achi hogi ki kch bi aa jaye they know..hard practiced ppls Bt wse aage ka prep krne m kch kharabi nhi h..Na bi hua tb hi aage kaam ayegi prep in next one..jyda padhai karke kisi ka bura to nhi hua h aajtak
Wasa toh shi bol raha ho aap Lekin yaar jab mehnat karta ha lekin nhi milta toh yaar dil dukta ha yrr baut baki padna toh ha he Muja lagta toh nhi mera pre nikalega ess baar bhe pichle baar bhe 139 tha lekin normalisation ka baad yrr 147 hu 3 no.. sa cut off clear nhi hui soch chlo koi nhi agli saal pkka nikal lu ga ess bar ussa bhi jayada kharab performance rhi gs ka wajah sa
Prepare for mains bro.....prelims will be cleared. You have good opportunity to get one. Don't waste your time on cut-off. Thank me after prelims result.
17 September 2024 3rd shift 😭😭
Hmm😂
Hmm😢
Ye to vakai me tough tha
Toughest till now 😪
19th sep 3rd shift😢
Paper to hard tha kafi...PYP jaisa nhi tha..slightly higher..GS to hilegi bi nhi..baki eng is little better. Reasonig takes time so math m time kam bchta h..Math is calculative alot
I think anyone who was able to solve 70-75 Q shd b okay..
haaa yaar mne bhi itna padha mahino se pata nahi kya kami thi ki 73 attempt hua bas jabki mock acha tha mera score 150 tak
@@HT-nd7pt haa same...mere me PYP mocks me 157 tk Gaya score..consistently 130-140+ raha bt aaj wsa ni lga...
..paper thoda sa hard hai aur exam hall pressure bhi rhta h..border pr h mamla..maybe lucky hue to IN..
hopefully we get good normalisation marks.. shift to Hard lgi mujhe..
@ank.elv.070 konsi shift thi apki ?
@@rohitnavrange3550 3rd 17sept
Correct analysis Bhai slightly tougher than previous year
Mera aaj 2nd shift me exam tha, Bhai GK or math ne rula diya. Reasoning ke wakai me 3 questions aise they jo normal time se jyada time consumed kar rahe they. Math thoda calculative tha, overall 2nd shift moderate hi tha.
Bhai mera bhi aj 2nd shift tha Ek antonyms tha irrevalent option me tha kya question tha ap Bta skte ho kya
bhai mera bhi 2nd shift tha..gs ka maine 19 attempt kiye the jisme 13 sahi hua h
aap log kitne attempt kiye ho?
@@mohdnematullah288 75 bs yr
Aaj second shift thi gs ormath kesi thi guys
Starting me paper bahot easy the aur kuchh dino se paper tough ho gayi hai
Paper ka level fluctuate hua hai
😅kon bola
Bahar se baithke paper aasan hi lagta hai
Humko b apna tough lagega or tumhara aasan
@@fullthejosh mere frnds ka exam mere se baad tha usi se pta chala
@@ROBINSON1975-y3i andar Wale se v baat Hui bhai mere frnd ka exam mere se baad me tha usne bataya uska shift tough tha
@@ankeshkumar1846 Ho sakta hai tough ho
Koi na koi toh tough Ani hi hain
Lekin aisa nahin hai ki baad ki sari shifts tough ayengi or starting ki easy
Today's 2nd shift gk was totally unpredictable could attempt only 18.english vocab all new words in synonyms and antonyms.
अब तुम्हारा cut off wale video pe view ja raha hai to roj cut-off ki video pelte rahe
😂 sahi bolaa
Bhai ka exam ho gya ab bhai roj ek bakaiti katega😅
Yrr exam do or shubham sir ka wait kro
75plus attempt h to mains k liy lgg jao
18th 3rd shift maths bhut calculative tha 😢 bhut km attempt hua
Anyone from 12 sep shift 3?
17th sept, 2nd shift(UR) - I am expecting 124-125 raw score. Am i supposed to prepare for tier 2? 😭😭
Haanji kriye
Ni
Lavel accha tha math ka or gs ka 17 k second me
Same shift, getting 160+
Itna hi score mera ban rha h but main obc se hun smjha nhi arha h mains ki tayyari karun ya na krun
23 or 24 me bahut diff h exam k lavel ke 20 number kam huye h sabke
Pichle saal se isbar ka paper thoda higher level pe h
To oviously avg bhi girega and vacancy ko dekhte hue cutoff bhi girega 130 ke around hi rehga
Likh ke deta hu , ans key ke bad milenge
pta n kuch logo ko alg hi confidence h bolrhe h same hi easy aarha h same cut off jayegi😂😂
@@ayushlegend3946 ans key ke bad milenge nehi ye kahi pe .. bas hype badhane aate h kuch log
Bhai Kasam se ek do youtuber toh cutoff 160 bata rahe hai 😂😂😂😂😂
@@ayushlegend3946 bhai tick lagane mai kya lgta hai !!
@@tututoo6973 Ek aur attempt
What's the difficulty level for sep 17 3rd shift?
M sc category se hu 56 attempt h accuracy 90 percent h
prepare for mains bhai
Ni hoga.. 10-15 marks hi upar niche hote hai SC category m...128-130 + to minimum cutoff hogi
56 kiye tab 100 percent rakhte yaar accuracy ko
Last yr 126 thi to is saal 110-115 k mid hogi
@aanchal8296sc m 127-130 jaayegi...kahan ho aap, 2023 m kitna aaya tha pta h aapko?
Bhai 17 3 Rd shift 25 reas 25 English 19 math or 1 gk Bhai chance hai khuch reason puri theek hai 1 question gk m glt hai 😢gk m bs 1 theek hai 2 no gk m hai bss
Itni hard thi GK??
@@shivamsharma_28 maths hard thi isiliye time ni bacha paya bhai
Agar 68 sai h to
Obviously
Mera 125 ban raha obc se hoon 17 September 1st shift jo ki moderate tha .. english me pyq vocab nji tha 2 vocaab naya tha maths me time taking 3^4 questions tha .. reasoning bhi moderate tha gk bh hard tha
Same shift bhai attempts kithne aap ka
@@arjunmanicreations535595
Kitne hue bhai apke
@@Amanjangra1712 70 attempts obc 126+ raw score any chances
Mera approx OBC mein 135 raw marks bn raha hai kya mujhe mains ke preparation karni chahiye.... I am confused now
Jarur Bhai without any doubt 135 after normalisation jaega likh ke le loo
Aaram se bhai.. aapka pre clear hone se koi maai ka laal nhi rok sakta😅
@letssingforever5244 😂😂😜
Ye 135 vala.suruat me exam rha hoga ab hota to kya hota😂😂😂😂😂
Bhai tumhar 125 aayga answer key aane k bad
Easiest shift ka raw marks kitna hona chahiye? Like 10th 2nd shift
Kuch keh nhi sakte bhai lekin agar general category se ho aur 120+ ho to mains ke liye prepare karo. Kya pata normalisation me theek thak no. Badh jaye. 130 -132 cutoff jani chahiye general ki after normalisation.
Tumko kisne bataya ki yahi easiest shift hai?
@@superkamiguru7985 sob to yahi bol rahe hai
Maine to khud v diya
Doubt to hai na... easy shift me kitna safe rahega
Rbe Subham bhai ne khaha 145 safe hai 10th 2nd
@@knowledgeworld3296 easy shift to hai, magar easiest shift to abhi ke liye bolna muskil hai. Answer key ke bad confirm hoga.
@@knowledgeworld3296o bhai 145 raw to nahi chahiye chahe easy kyo na ho itni to cut off bi nhi Jane wali
भाई 120..3rd shift 17 September sc category.. Kya chance hai
Raw score for OH category? Mine is around 90-95, 17th sep 3 shift.
OH kya h?
Bhai Maths ka Sab Bol rha bara Tough hai Ye batao aap Maths kaisa Aa raha hai Kis Mock type please reply bro
Easy hai bro maths reasoning to one go Mai 20-22 kr skate hai
@@Rahulnews24 bhai kon konse topics doable aa rae hai?
On an average 23-23 easily bann rha hai 2 ques thoda calculative hai and 1 wo vowel consonant wala type aa rha hai
Aaplogo m se kisika shift 3 m exam hua tha kya to plz btaiye usme kitna hard aa rha h
Mera ajj 1 sift tha mujhe kafi tough laga ...
Abhi tk 146 raw score h may be ek do or galat ho ews se hu should i prepare for mains pr not
Date & Shift?
100%
@@shivamsharma_28 today 2 nd shift
@@shrutigupta6363same shift maths was very calculative..
Bhai 17 sep shift 3 baut hard thi gs mein 7 sa 8 question he shi ha mera 131 bn raha ha UR mein kya mein mains ke tayari karu ya nhi bhai
100% chalu krdo tayyari, agar kahi nikal gya toh bhot pachtaoge ki kaash 15 din aur mil jate
@@TubeDhillon kar lo... normalisation bhi hoyega...wht if you get IN..baad m pta chla kam prep time ki wjh s ruka..
Ha Bhai karni toh ha par yrr jo expect kya tha wo ajj hua nhi
Expected to bht hi kam logo ka hua hoga..jinki prep bht hi achi hogi ki kch bi aa jaye they know..hard practiced ppls
Bt wse aage ka prep krne m kch kharabi nhi h..Na bi hua tb hi aage kaam ayegi prep in next one..jyda padhai karke kisi ka bura to nhi hua h aajtak
Wasa toh shi bol raha ho aap
Lekin yaar jab mehnat karta ha lekin nhi milta toh yaar dil dukta ha yrr baut baki padna toh ha he
Muja lagta toh nhi mera pre nikalega ess baar bhe pichle baar bhe 139 tha lekin normalisation ka baad yrr 147 hu 3 no.. sa cut off clear nhi hui
soch chlo koi nhi agli saal pkka nikal lu ga ess bar ussa bhi jayada kharab performance rhi gs ka wajah sa
108 raw marks oh category... should i prepare for mains....reply in english please
Prepare for mains bro.....prelims will be cleared. You have good opportunity to get one. Don't waste your time on cut-off. Thank me after prelims result.
Mera 125 araha hain obc main. Kya prep kau main?
17 sep 1st shift 75 correct out 76.general
❤
Answer key kha hai
Bhaiya mains ki preparation kese kare konsi path se agar bata de right direction main kese karna chahiye for every subject
18th sept 1 shift m-21, E-24, R-23, gk-16. 6 galat ho gye h at max ek do aur galat hoge. Expected no 145-148 ur.should i prepare for mains??
Telegram pe update nhi de rhe ho yar
Mains ki tyari krna is good per cutoff itna kam bhi nhi mayega
10 sep 3rd shift 😢😢😢
100℅ right🎉
81 questions attempt 17 2nd shift 6-8 questions may be wrong. mains ki tyari suru kr du kya (OBC)
Wrong konse thai bhai ????
@@amitgoswami0003 are mtlb mene jo kiye he wo wrong ho skte he exam ke sare questions to shi the 😂
@@amitgoswami0003 plzz reply mains me lag jau kya 72 se 75 ke bich me questions right he mere
Mere to 150 tak ban rahe hai obc category 17 September 1st shift
Total attempt 88
Gs me 19 me se 17 sahi hai
125 banega answer key aane do
@@ehtashamulqaiyum80 bhai mere previous year me bhi 150-160 ban rahe the aur gs maine verify bhi Kari thi to mere 19 me se 17 sahi hai
Sir maine 60 solve kiye hai SC category
Testbook main merea score 105-111 ke around rahta hai
Mere chance hai kya clear hone ke
Yes chncehai mains ki prep kro
Ni hoga❌
@@aanchal8296kyu nahi hoga cutoff 200 jayegi kya
batao 111 laake b inhe naukri chahiye general wale 140 pr b dar re hai
@@abhishekmishra-ri1khyhi haal h general ka bhai...bht nainsafi h
Normalised marks 150 Unreserved cut off pahuch jayega, dekh lena. Raw marks 138-140 laana hi padega to qualify for Mains.
Hmm..500 vacancy h na😂😂
@@smashlord-kz1wl😂😂 ye apne aapko subham jain sir smjh gye, bol rhe h dekh lena
Bhaang khaye ho ka bey ??? 😅😅😅
@😂😅ROBINSON1975-y3i
2 nd shift muskil hi ari hai
Bhai ya sc st ke 100 tak kaise ho Jayega itna Kam ni
100%hoga
@@targetaddastudy8051 aise kaise hog a pichli bar hi 127 gya Tha SC ka aur raw lagbag 119 itna Kam to koi nhi Bata rha I think 110 tak to chhauye
17 sep 1st 😢😢😢
Kitna hua Bhai
@@Amanjangra1712 95
@@Amanjangra1712 tumhara
tum 95 attmpt krkbhi ro rhe ho😂😂
@@Kashyapabhi_yt maths mai 20 hi kiya hu time manage nhi hua reasoning mai bhi tukka maar diya 2 questions 🥲
Itni kam raw score
Mera obc approx 142 ke aaspaas hoga .....
Same here @Ashok Ujjawal
Which shift
Obc 130 anny chance
same bhai mera bhi 130 around ban raha hai (OBC)
Bhai Mera 131 bn raha ha UR mein kya mein mains ka tayari karu
@@TubeDhillon बिलकुल भाई तैयारी करो आप 100% आपको mains देने का मौका मिलेगा चाहे जिस दिन रिजल्ट आये आप देख लेना
180K agar bulata hai to 140+ jayegi cut off
UR 157 ban rhe h
Kb tha exam?
Kiska wait phir
Bk sirf view lene ata h faltu bol k .
itne rwa score par safe hoga chahiye UR 132
obc 128
sc 123
st 118
Only if the shift is hard