@@HindiTricksandMasti sir Aadhar card aur Sahara society me name mismatch hai to Sahara society me Jo name hai wahi name Aadhar me change kr re-upload kr shakte hai
ek bond hai uska membership number ke last digits galat ho gaye hai,use sahi karne ka koi tarika hai kya, kyunki portal pe koi option memberships number edit karne ko nahi hai
Membership number sahi dalane ke bad bhi valid membership number dalane bol raha hai or 12 digit ka membership number hota hai error aa raha hai 14 digit ka membership number dalane ke liye iska kya solution hai
Bhai agar kisi ke paas 10 se jyda society pe paisa jama hai aur 5 mein us person ka name mein kuch mistake hai jaise koi spelling aur kuch mein alag naam hai toh kaise karna hoga kripya bataye 🙏🙏
Jankari to sahi h lekin portal hi nahi kam kar raha h login karte tame OTP ka vikalp nahi aata h re samisation nhi ho rah h ye Shahi kab tak ho ga mera 17770 ka bound h mujhe re samisation karna h or mai ne affidevid 100RS ka Stam se noteri karvaya h wo chalega affidevid sharable hi h
Sir maine 10 rupees ka stamp paper ke sath affidavit banaya hai , kya ye sahi hoga upload kerna , or photo per bhi notary ki stamp jaruri hai, please help jaldi
शपथ पत्र का pdf डालना अच्छा लगा
और इसे सही भरना भी अच्छा लगा
Thanks ❤️❤️🙏
@@HindiTricksandMasti sir document kon sa upload kare jisme name aadhar Card se match karta hai usko ya jo Sahara ke document se match karta hai
आपका जानकारी बहुत ही अच्छा लगा सर जी
Perfect information.... Thanks for sharing this kind of amazing content
Thanks
@@HindiTricksandMasti sir Aadhar card aur Sahara society me name mismatch hai to Sahara society me Jo name hai wahi name Aadhar me change kr re-upload kr shakte hai
Thank you for uploading the affidavit form link
VERY NICE INFORMATION WITH AFFIDAVIT FORMAT
शपथ पत्र का pdf भेजा
अच्छा लगा
कई लोगों के काम आएगा
THANK YOU SIR FOR INFORMATION
very nice information sir
Sapath patra ke saath jo documents lagane h vo sahi naam ke hisaasmb se ho ya galat naam ke hisaab se
Jo adhar par naam h us hisab se
Sahi naam
Afidivite kitne dino tak vaid hota hai issue of date
Sir 2 me dono name alag alag hoto lua kare 2 affidavit banavaye ya ek hi me dono name likh le
jo document hai umse konsa documents upload karna ha?
Sir agar 4 sa jyda societies hai to kaisa affidavit fill kar sakte hai?
Usi me table badha ke table bana le
10 se jyda ho Tab kaise karein jagah hi nahi hai.
Sir agar parti ne do tarah se signature kiya hai dono society Mai to kya kre please reply sir @@HindiTricksandMasti
Sir ye bataiye ki agr avedak angutha lagata hai to kya affidavit pr anguthe ke nishan ko verify krwana hoga kisi govt officer se
Hand writing me likh sakte h
Notary stamp paper par karwana hai kya
Angutha lagane wale signature ki jagah pe angutha laga sakte hai
ek bond hai uska membership number ke last digits galat ho gaye hai,use sahi karne ka koi tarika hai kya, kyunki portal pe koi option memberships number edit karne ko nahi hai
Agar coustomer sign nhi krta ho to kya affidavit pr thumb laga sakta hai kya......❓
Affidavit ke sath stamp bhi lagega kya please batane ka kasht Karen
Stamp paper kharidna jaruri he?
Sir Agar Ist Time Form Fill Kar Rhe Hai Or Name Mismatch Hai To Uske Liye Kya Kre Please reply ❤
भाई किसी भी अनुमंडल के नोटरी से मुहर लगवा सकते हैं क्या या फिर अपने ही अनुमंडल से करवाना पड़ेगा........कृपया बताएं
My father's name mismatch, aadhar, pan, voter same, but in the bank pass book another name, can you help some suggestion
Sapath patr me name pen se likhana hai ya computer type
Pen
KYA HUM AFFIDAVIT FORM MAIN APNI HAND SE CAPITAL LETTERS SE BHAR SAKTE HAIN
Haan
Account number and membership number me kya difference hai or membership number kaha milega
shahara bond paper ya passbook me mile jayega membership number yani सदस्यता संख्या
Affidavit kaisw download kre
Good 👍🏻❤
Thanks
Notary kaha se milegi ?
Potal pe wo section nahi bata raha hai jaha resubmit kar afhidebit ko jama karna hai wo wala
Sir, Bond gum ho jane par claim kaise kare.
Date of birth alg alg hai kya kare bataiye sir
Sahara Bond Aadhar card main Naam alag alag hai to yah Shapath Patra Laga sakte hain kya
Date of birth galat h to kya usme bhe ye lagega
Bhai notary kisi bhi location m ho kra salte h n khi se bhi out of mp h tobhi y nhi
Bank or sahar me name ak lekin aadhar me alag h jaise sahar me lala ram kumawat h or aadhar me lala ram hi h
Same mera bhi yahi hai problem bank account ka name change karana hoga pehle ju adhar me hai wo karana hoga
naam to same h dono me kya aage shree/shrmti lgne se bhi mismatch hota h passbook me aage shree likha baki naam pura same h
Kitane rupay ka Notary krwna h jara bataye❓️
1st attempt me affidavit kaise upload kre
Affidavit ya notary dono hi chahiye
Thank you!
You're welcome!
Maine decripency me sudhara karke document Notorized karvaya hai. To muje kya karna chahi ye.notorized document upload karega tochalsaktahsi?
Gave me your contact
Sahara India copper society ke Jagah per hamara India copper scientist ka Mohar laga hua Ho uske liye kya kiya jaega
Membership number sahi dalane ke bad bhi valid membership number dalane bol raha hai or 12 digit ka membership number hota hai error aa raha hai 14 digit ka membership number dalane ke liye iska kya solution hai
Helpline number pe call kijiye
11 number hote
Sir Agar do logo ka claim hai same CRN pe toh affidavit 2 baar kaise upload hoga??
Dono ko 1 pdf me attach kar lo
What is the value of stamp to be affixed
Kitne rupaye ka nottery lagana hai
Kya shri or Mr ka bhi koi panga hain?
Ek hi society ki 3 hai 10k 9k 0r 7k to un ka membership number ek hi wo bhi likhna hai kya
H
Yah format nikalte kaise nilkate kaise hai
Bhai agar kisi ke paas 10 se jyda society pe paisa jama hai aur 5 mein us person ka name mein kuch mistake hai jaise koi spelling aur kuch mein alag naam hai toh kaise karna hoga kripya bataye 🙏🙏
affidavit me un pancho ka vivran likhen jiseme galat hai
Sir isme stamp duty kitne ka karvana hota he??
Answer mila
Jankari to sahi h lekin portal hi nahi kam kar raha h login karte tame OTP ka vikalp nahi aata h re samisation nhi ho rah h ye Shahi kab tak ho ga mera 17770 ka bound h mujhe re samisation karna h or mai ne affidevid 100RS ka Stam se noteri karvaya h wo chalega affidevid sharable hi h
agar 10 mei naam galat hai fir kya kare option toh 5 ka hi hai
Sir maine 10 rupees ka stamp paper ke sath affidavit banaya hai , kya ye sahi hoga upload kerna , or photo per bhi notary ki stamp jaruri hai, please help jaldi
Number?
1st time fill karna h but 5 mein name alag h 5 mein sahi
Sir Aadhar card aur Sahara me name mismatch hai to Aadhar card me name change kr ke Sahara me Jo name hai wahi kr ke re-upload kr shakte hai
Bhi kya hua tumhara Mera bhi name mismatch bta rha hai
Sapath patra ka PDF kaise prapt karen
Kripya Shapath Patra ka PDF bhejen
Sir mere Sahara doc me surname add hai baki kisi doc me surname nhi hai
Usse koi problm nhi hot upload kr do mil jayga chinta mt kro baki kismat pr dpend krta hi💀
लेकिन मेरा 4 गो मे एक जो सबमिट नहीं हो रहा है।
Notary kaha se hoga
How to fix date of birth mismatch
Affidavit form kaise download kare
Link Diya gaya hai
Thank you
You're welcome
Sir eski pdf kaha milegi
please share the correction afedavet
कितने रुपये कें स्टाम्प पेपर पर नोटरी बनवाना है
notri wala batayega yahan pe kuchh mention nahi hai
Husband name me addhar card me naam 'Swa. Mohan kumar ' h to affidavit me bhi 'swa mohan kumar ' likhna h ki 'mohan kumar'
Jo Aadhar me hai wahi
शपथ पत्र कैसे मिले
Naam dono me same hi hai fir bhi ye bata raha ki naam match nahi kar raha.
Resumisson ke portal pe login karke wahA se check kijiye kya bata Raha hai
Send pdf of Affidevit Thanks
isko submit kha krna h😊
कहा link है yrr
Aree bhaiya ek or dikkat aa rhi he me aapko kha pr connect kr skta hu
Vha pr jo action wale me form update nhi ho pa rha he vo wala format nhi aa rha ek pop-up show ho rha he
Meri dadi ka hai 16k jo mer chuki hai aur adharcard v ni hai
🥲
0:56
Pdf size
Link dubara bej de
From pdf din
Lora Milega सहारा Amit Shah
Ap ka contuck numbar dijiye
society has not uploaded of/mf for this membership number. kindly contact society affidavit
Mera to Bond Upload karne me bhi yahi bata raha hai
Signature hindi mein karen or English mein please reply me
Hindi me
Kuch solution Mila?????