Yeh bnda dil ka bahut Accha hai and struggle krke yeh sb achhive kiya Very kind heart man Choti choti khushiya hamne sath share ki hui hai Miss you bhai and lots of love ❤❤
Every IITian story - Meri 11th barbaad thi - Maine mehnat kee - Mein IITian ban gaya Beech ka experience jo sunne aate hain vo kyon kabhi nahin batate ho yaar 🥺 hame bhi usse problems solve karne ka idea mile
Bro hindi medium ke liye ek sir ha search karo ashish singh lecturer NEET /JEE ek bar dekho to phir apne app pata chal jayega or ek baat jee mains and advanced ka paper hindi medium me vi hota ha ❤❤❤❤❤
@@Ugftbcgghjjxxजिनका हो जाता है न भाई वो ऐसेही फालतू का ज्ञान देते है। मेरे jee mains me 75 % aaye hai mere pas na phone tha laptop nahi coaching किया है self study फोन january में लिया और april me exam दिया। 😅 I proud of Myself ❤
@@IITian425 kyu bro bas me tumhe ye khena chahta hu ki Darna mat ye exam itna bhi tough nhi is exam ka pattern ache samjho bas tum apni 11th ache se Krna jee aspirant yehi galti krte hai ki vo apni 11th waste kr dete hai isliye tum apni 11th concept ache se Krna or unhe numericals me apply karna All the best 🤗
Starting package doesn't matter that much aage jaise skills honge salary adjust ho jayegi apne aap aur ye 35 lakh bhi ctc hoga in hand 20 lakh tak hi milenge waise bhi
Bhai journey to bata di🙌।। Mene 11th me maje kiye😂 aur ab jee 2024 ka syllabus dekh rha hu... Josh talk team please ek road map jee main and advance hindi medium ke students ke liye video laiye🙏🙏
Sahi bol rhe ho Bhai koi Hindi medium walo ke liye bhi kuchh Karo yrrr....... Aisa nhi hai ki unko padhna nhi aata,lekin phir bhi maximum teacher log toh English medium walo ko hi padha rhe hai
Comment box me bahut saare comments ess tarah ke hai ki inke paas laptop kahna se aaya aapko ek baat bta du meri ek dost hai uske papa sabji bechte hai aur voh bahut gareeb hai par uske paas labtop hai jo use uski mausi ne diya tha toh aisa ess bhai ke saath bhi huaa hoga kisi ki baat ko direct galat bolna acchi baat nahi hai 😢😢😢
Thnx bhaiya for being my hope, me mp board se hu or me bhi afford nhi krr skta offline classes kl mne jaise taise PW ka online subs. Lia or aaj hi demotivate ho gya tha ki kuch nhi bn rha na smjh aa rha h, pr ab jo hoga dekha jayga apna 100% dunga me bhi dropper hu aaj hi pehla din tha mera ,thank you bhaiya
Mujhe iit kanpur (4th in nirf ranking) me Material science mil rha Aur iit dhanbad (10th in nirf ranking) me Mechanical engineering Ab mai bahut hi confused hu kyuki acchi iit me kharab branch aur thodi niche ke iit me thoda better branch mil rha To ek sir se baat krne per unhone kaha baat sahi h ki agar tum it sector me jana chahte ho to kanpur se opportunity jyada milegi, but aisa nhi h ki dhanbad ekdam pichda hua h, upar se mechanical ka ek strong support tumhare pas rhega, coding aur skill development woha se bhi kr loge.. baad me log skill dekhte h branch ya iit nhi.. to kyu mechanical jaise bade branch ko hath se jane dena.. Abhi tumhari soch jo hai kya pata 4 saal baad badal jaye, may be 1 saal me hi coding bekar Lage ya kuch aur jyda accha lagne Lage, tab kanpur wala branch se koi support nhi milega but dhanbad wala as a support ya secure career ki tarah lifetime rhega chahe to coding ki competition beat karo ya nhi, itne cs walo ke bheed me jagah bana pao ya nhi ek second option rhega So iit dhanbad ko upar rkha choice filling me Please suggest me kya sahi kya galat ya mai kya karu, ya jo ki sahi h wo?
Mera 12th Mein 95% aaya hai bhaiya aur Main self study kar di thi 14 Ghanta aur mummy papa ka naam Chhupa hai pura school mein top per hun jila mein Naam Aaya Hai Mera aur main bahut acche se taiyari ki thi bhaiya so much main ITI kare kar lunga Mujhe Vishwas Ho Gaya
Kya aapne 11th me school ki padhai hindi me ki aur jee ki English me ? Ya aapne 11th me English medium school me admission le liya ? Please reply for your junior
Hii sir mai bhi Hindi medium se hu aabhi mere 10 ke exam diye hai Lekin sir mai koi Coaching afford nahi kar sakta sir aap mujhe koi solution bata dijiye please sir mujhe koi rasta bata dijiye
Bro hindi medium ke liye ek sir ha search karo ashish singh lecturer NEET /JEE ek bar dekho to phir apne app pata chal jayega or ek baat jee mains and advanced ka paper hindi medium me vi hota ha ❤❤❤❤❤
We want rajwant sir ko Josh talk pe lane ke liye like karo.
Pw most awaited heart rajwant sir 👍
Yeh bnda dil ka bahut Accha hai and struggle krke yeh sb achhive kiya
Very kind heart man
Choti choti khushiya hamne sath share ki hui hai
Miss you bhai and lots of love
❤❤
खुप खुप बेटा चांगले काम केले आहे, धन्यवाद!
Waah 😂 tumhi tya mulache vadil ahat ka
Bhai ki story bohat motivate krti hai meko..
Jb bhi kabhi demotivate hota hu yahi video dekhta hu hamesha
Every IITian story
- Meri 11th barbaad thi
- Maine mehnat kee
- Mein IITian ban gaya
Beech ka experience jo sunne aate hain vo kyon kabhi nahin batate ho yaar 🥺 hame bhi usse problems solve karne ka idea mile
True
Sahi bola bro👍👍
Me aaunga jis din us din baat karuga
@@ayushbhomraj7066 🙏 मेरी शुभकामनाएं आपके साथ हैं :)
@@Abbu724 🤝
Pw se rajwant sir ko lao heart of student❤
It was his 14 hours constant hardwork for a year that bring him here
Salute to this guy👍
Bhak itna to jhut bol rha h ye
❤❤😍😍😍❤❤😍
Rajwant sir coming soon❤️❤️❤️
Ab tak ki sabse inspire story
We want to see Rajwant sir here 😇
Bro hindi medium ke liye ek sir ha search karo ashish singh lecturer NEET /JEE ek bar dekho to phir apne app pata chal jayega or ek baat jee mains and advanced ka paper hindi medium me vi hota ha ❤❤❤❤❤
Aisa inspiration har bande me hona chaiye aur ye banda na down too earth hai mtlb bhai sahb inse sikh har kisi ko leni chaiye ❤
Thanks brother ❤❤❤ samjhane ke liye
Really great bro, you set an example for students who can't afford coaching . Hats off bro
Ha book kharidne ke paise nahi thae lakin laptop kharidne ka tha
@@Ugftbcgghjjxxजिनका हो जाता है न भाई वो ऐसेही फालतू का ज्ञान देते है।
मेरे jee mains me 75 % aaye hai mere pas na phone tha laptop nahi coaching किया है self study फोन january में लिया और april me exam दिया।
😅 I proud of Myself ❤
@@UgftbcgghjjxxBhai chuthiye laptop government ne provide karaya tha
@@Ugftbcgghjjxx 12th me achha percentage ane pe laptop milata h...
By government
@@Dubey_viraj self study me sirf 75.
Bhai tumne hindi medium walo ko motivate kar diya h thanks bhai
यशस्वी भव संजीव बेटा
अति उत्तम प्रेरणादायक भाषण🎉
Very inspiring story Bahut aage jaoge Beta Mera beta bhi self study se bilkul chhote city UP ke bilkul gramin parivesh se Neet qualify Kiya hai
Great story salute h aapko 🙏🙏🔥🔥
Setting a proper example of constitency hardwork.
Bhaiya app nee to confidence bhar diya ! 🔥
Thank bro dil se❤❤
It is really motivating . after watching this i have started believing in myself thakyou so much brother🥺🥺❤❤
Thanks Josh talks team it really most mentorship free of cost..
It's really really very helpful ❤
Bahut hi motivational tha bhaiya ..mai bhi soch raha tha ki ab chhod du jee but ab nahi ..fir se ladenge
Thanks Bhai apna experience shere karne ke liye
Motivational! 🎉
bache ke pass books kharidne ke paise nahi laptop hai wah ham abhi bhi phone pr dekte hai
Bhai sab online me chutiyapa banate hai
Relatable bro mne khud ye sb dekhna kbka bnd kr diya 😂
@@b10ninjaop13 mai mobile se para hu
@@b10ninjaop13 lekin vo laptop to use 10 th ke percentage basis pe mila hoga bro
2nd hand tha
आज तक का सबसे मोटिवेशन वीडियो
YEHI BAATEIN TO BAAD MEIN YAAD AAYEGI 😊
Tq brother most motivation
Thanks Josh take 🙂🙂
Bhai mera bhi yesa hi mindset hai.. 12th hua . . ..jee di...or upsc ke bare me soch rha tha......ab jee advance ki tyari chalu krne wala huu...😊
Salute hai bhaiya aapko
I'm also a dropper .... This is an actual experience
We want Rajwant sir in josh talk❤
Thanks Bhai 😊😊
Bhaiya Dil jeet liya ❤️❤️❤️
Thanks bro motivate karne ke liye🎉🎉🎉🎉🎉
To All Jee aspirant 2024
Let's crack IIT Bombay 👑 🤛
Thank you
Mujhe dar lag rha he 😕😕
Me abhi 11 th me hu
@@IITian425 koi tumhe mar nahi Raha hai dar kyon Raha hai bete ye ladai Bina dare hona chahiye think logically clear ho jayega tumhara aasirwaad hai 🤚
@@IITian425 kyu bro bas me tumhe ye khena chahta hu ki Darna mat ye exam itna bhi tough nhi is exam ka pattern ache samjho bas tum apni 11th ache se Krna jee aspirant yehi galti krte hai ki vo apni 11th waste kr dete hai isliye tum apni 11th concept ache se Krna or unhe numericals me apply karna
All the best 🤗
@@futureiitians6375 thank you Bhai ❤️❤️❤️
Hats of to you bhaiya
we want Rajwant sir 😍
Practice+practice+............................ =jee advance/neet/upsc/nda
Lecture+lecture+..................... =movie
Thank you sanjeev bhaiya now my courage lavel 101%
Very inspiring very motivating 🔥🔥💯💯
Ha book kharidne ke paise nahi thae lakin laptop kharidne ka tha
Best bhaiya ❤❤❤
Congratulations bro ❤❤
finally my favourite bhaiya
Acctualy this guy story motiveted me because i am also a hindi medium student
Teachers:- Sabse pahle aapko darna nahi hai🙂🙂
Uskr baad phatne lage to self believe strong kare😢
Mai bhi lakhimpur kheri se hu
THANK YOU BHAIYA FOR THIS RIGHT GUIDANCE 😊
90-93 go subscriber thaa tabhi se channel ko follow kar raha hu ❤
Thank you bhaiya motivated karne ke liye
Gajab story Bhai 🎉 mera iit kanpur se hua hai lekin pakage 35 lakh ka hai 😢
Starting package doesn't matter that much aage jaise skills honge salary adjust ho jayegi apne aap aur ye 35 lakh bhi ctc hoga in hand 20 lakh tak hi milenge waise bhi
Who Want RJ Sir Like 👍👍👍👍👍
🔥
RJ matlab ?
Rajwant sir
@@DoorKaRaahi RAJWANT SIR
We want rj sir on this platform
Proud of you bhaiya
Bhai journey to bata di🙌।।
Mene 11th me maje kiye😂 aur ab jee 2024 ka syllabus dekh rha hu... Josh talk team please ek road map jee main and advance hindi medium ke students ke liye video laiye🙏🙏
Sahi bol rhe ho Bhai koi Hindi medium walo ke liye bhi kuchh Karo yrrr.......
Aisa nhi hai ki unko padhna nhi aata,lekin phir bhi maximum teacher log toh English medium walo ko hi padha rhe hai
Wah bhai hindi medium se thae par 11 , 12 mae to English medium compalsary hota hae😢😢
Thankyou so much bhaiya
Aapne exam hindi medium se diya ya English me
Rajwant sir ko bulau Million mai views ayegi 🎉
same as me .
let see mai vaha pahunch pata hu ya nahi
My dream is IIT❤
Meri 10 barbad hai 😂😂😂😂mana ki 75+ cross kya 😂😂😂 but ....ghar mai jina haram kar dya tha 😢😢😢😢😂😂😂😂😂
Comment box me bahut saare comments ess tarah ke hai ki inke paas laptop kahna se aaya aapko ek baat bta du meri ek dost hai uske papa sabji bechte hai aur voh bahut gareeb hai par uske paas labtop hai jo use uski mausi ne diya tha toh aisa ess bhai ke saath bhi huaa hoga kisi ki baat ko direct galat bolna acchi baat nahi hai 😢😢😢
Sir aap iit k liye konci book padi please reply me
You are great bro.....🙏🙏
Thnx bhaiya for being my hope, me mp board se hu or me bhi afford nhi krr skta offline classes kl mne jaise taise PW ka online subs. Lia or aaj hi demotivate ho gya tha ki kuch nhi bn rha na smjh aa rha h, pr ab jo hoga dekha jayga apna 100% dunga me bhi dropper hu aaj hi pehla din tha mera ,thank you bhaiya
Inspiration story for all students thanks bhai
Kya Hindi me jee ka exam de skte h
Mujhe iit kanpur (4th in nirf ranking) me Material science mil rha
Aur iit dhanbad (10th in nirf ranking) me Mechanical engineering
Ab mai bahut hi confused hu kyuki acchi iit me kharab branch aur thodi niche ke iit me thoda better branch mil rha
To ek sir se baat krne per unhone kaha baat sahi h ki agar tum it sector me jana chahte ho to kanpur se opportunity jyada milegi, but aisa nhi h ki dhanbad ekdam pichda hua h, upar se mechanical ka ek strong support tumhare pas rhega, coding aur skill development woha se bhi kr loge.. baad me log skill dekhte h branch ya iit nhi.. to kyu mechanical jaise bade branch ko hath se jane dena..
Abhi tumhari soch jo hai kya pata 4 saal baad badal jaye, may be 1 saal me hi coding bekar Lage ya kuch aur jyda accha lagne Lage, tab kanpur wala branch se koi support nhi milega but dhanbad wala as a support ya secure career ki tarah lifetime rhega chahe to coding ki competition beat karo ya nhi, itne cs walo ke bheed me jagah bana pao ya nhi ek second option rhega
So iit dhanbad ko upar rkha choice filling me
Please suggest me kya sahi kya galat ya mai kya karu, ya jo ki sahi h wo?
keep it up vro, bhai dono branch lund he. Kahi se kuch support nhi milega. Finally coding hi krni he
Most waited session for me Good Bro
Yes bro
Thank you
Thank you bhaiya hum bhu hindi medium se hai but English medium se padhai kar raha hun
Bro aap kis class me ho ?
Aur kya boards ke exam hindi me doge
Aur jee ke exam English me ?
Please reply bro
Pehli baat to itna thumbnail kyun change karte ho 😑😑😑
Please tell the RUclips channels from where you studied
Mera 12th Mein 95% aaya hai bhaiya aur Main self study kar di thi 14 Ghanta aur mummy papa ka naam Chhupa hai pura school mein top per hun jila mein Naam Aaya Hai Mera aur main bahut acche se taiyari ki thi bhaiya so much main ITI kare kar lunga Mujhe Vishwas Ho Gaya
IIT not iti
jab chhota phone tha inke paas to fir result laptop pe kaise check kiya bhai !!!!
Khrid liya hoga or kya😂
Everything is temporary like everyone have their own story but papa ke dost ke ladke ne iit ki preparation ki ya gya is permanent 😂😁
I am also hindi midioam school and now study in English and now I am study in class 11th for JEE
Batch liya h kya English medium ka
@@ArbazAnsari-d8e yes
Kya aapne 11th me school ki padhai hindi me ki aur jee ki English me ?
Ya aapne 11th me English medium school me admission le liya ?
Please reply for your junior
Your channel is my go-to whenever I need a boost of motivation. You're making a real impact💪
Really inspiring❤
Hlo
Yarr depression bahut hota hai study krte huye
Lagata hai hoga ya nhi
@@SomnathKendre-y6x apni taraf sai full hardwork de bhai
🎉🎉
Thanku..
गरीबी इंसान को उम्र से पहले mature कर देती है
😔👍🏻
@@bakwaas_02 😢
Shi bat h garibi bahut bekar cheej hoti h😢
Very nice 😂😂😂😂😂😂
Atleast iske pass laptop tha hmare pas to vo b nhi h or m select hogya iit Bombay 🎉❤
Which books of physics and maths you solved ?
Aap youtube pr kha se lecture dekhte the
You are True inspiration..
What a journey...
Good luck 🤞
Ye mock test kaha se dene lage aur laptop kaha se paa gaye
Sir mene 12th 2023 me pass ki h me kisi wajah se 2024 me paper nhi de payi to kya me 2025 me jee mains ka paper de sakti hu please reply sir🙏🙏
Good 👍🏻
Bhai
Aap reseve category me ho kya ?
Bhaiya aap kis branch se the???
Hii sir mai bhi Hindi medium se hu aabhi mere 10 ke exam diye hai
Lekin sir mai koi Coaching afford nahi kar sakta sir aap mujhe koi solution bata dijiye please sir mujhe koi rasta bata dijiye
Bro hindi medium ke liye ek sir ha search karo ashish singh lecturer NEET /JEE ek bar dekho to phir apne app pata chal jayega or ek baat jee mains and advanced ka paper hindi medium me vi hota ha ❤❤❤❤❤
What was his rank in JEE Main and Adv.
Thanks bro 🎉🎉🎉😊
Bhai please apne koon si book follow kiye pcm me hindi medium me
aap kon sa chanel se pdhte the ❤
😅
Mai bhi lakhimpur se hun , feeling so proud of him !!!
Sir aapne jee ki preparation hindi medium se ki hai ya English medium se