Temkar Mohalla me mostly Kokni log rahte thhe. Lekin yahan Malbari log ke guests house bhi bahot thhe. Pahle Kerala me international airport nahi tha to gulf se aane jaane wale Malabari yaha pe stopover karte. Iske Dimtimkar Road wale naake par bus depot tha jahan se South Karnataka aur Kerala ke liye bus services thhe. Isliye idhar se guzarte hue Kerala ke kaafi cities ke naam yaad ho gaye Trichy Calicut Trivandrum Kasargod (ab inme se kaafi name change ho gaye hain) Iske naake pe Faizabadi bakery thi andar UP bakery jo ab bhi hai. Temkar Mohalla ne badi badi hastiyan di Nagpada ko. Us taraf ke naake pe Ibrahim Belief ki cycle shop thi. Ibrahim Belief lagatar Muslim League se councillor ka election jeette rahe. Parvardigar se yahi dua ilteja darkhwast hai hamare log jo is duniya se guzar chuke hai unki magfirat kare aur jo buzurg hai unki sehat achhi rahe aur umar daraaz ho. Aap bahot mehnat karke ye videos bana rahe ho isliye shikayat nahi karni chahiye bas ek guzarish hai ki sadak ke traffic ke saath thoda purani buildings ko bhi camera me capture kijiye.
Aap Temker Mohallah Mai Calicut Hotel Ruk Ker Batate;Otheb Mobile Cover & Repairing Shop Ruk Ker Batate;UP Bakery Aur Shafi Masjid Aur Eahle Haddis Masjid Aur Hall Ka Detail Bolte Toa Block Aur Achcha Ban Sakta Tha!!!! Good Effort!!!
Hum bhi temkar mohalle k hain hamari shop bhi hai or zain tower m bhi hamari jagah hai nafees khan naam hai mere bhai ka azra garments k naam se bhi famous hai hamari shop or m azra garments hi likh rahi hu 😊
Temkar Mohalla me mostly Kokni log rahte thhe. Lekin yahan Malbari log ke guests house bhi bahot thhe. Pahle Kerala me international airport nahi tha to gulf se aane jaane wale Malabari yaha pe stopover karte. Iske Dimtimkar Road wale naake par bus depot tha jahan se South Karnataka aur Kerala ke liye bus services thhe. Isliye idhar se guzarte hue Kerala ke kaafi cities ke naam yaad ho gaye Trichy Calicut Trivandrum Kasargod (ab inme se kaafi name change ho gaye hain)
Iske naake pe Faizabadi bakery thi andar UP bakery jo ab bhi hai. Temkar Mohalla ne badi badi hastiyan di Nagpada ko. Us taraf ke naake pe Ibrahim Belief ki cycle shop thi. Ibrahim Belief lagatar Muslim League se councillor ka election jeette rahe.
Parvardigar se yahi dua ilteja darkhwast hai hamare log jo is duniya se guzar chuke hai unki magfirat kare aur jo buzurg hai unki sehat achhi rahe aur umar daraaz ho.
Aap bahot mehnat karke ye videos bana rahe ho isliye shikayat nahi karni chahiye bas ek guzarish hai ki sadak ke traffic ke saath thoda purani buildings ko bhi camera me capture kijiye.
Yes 👍 mostly kokani
Ameen Bhai,
Use time barkat ki thi raunak bhi thi mohharam ki degree pakdi thi aur Muharram ka khichda khane mein maja aata tha
Ha bhai kokani log rahte thhe
Okay bhai
Ek number
Shukriya
❤❤ekno❤❤
Shukriya bhai
Aap Temker Mohallah Mai Calicut Hotel Ruk Ker Batate;Otheb Mobile Cover & Repairing Shop Ruk Ker Batate;UP Bakery Aur Shafi Masjid Aur Eahle Haddis Masjid Aur Hall Ka Detail Bolte Toa Block Aur Achcha Ban Sakta Tha!!!!
Good Effort!!!
Rukhke batana ka waqt nahi hota mere pass
Bhsi Kabhi time milega to surati mohalla hujra mohalla ka bhi dalo jara bhai purani yad taaja ho jaygi aur jail road 🛣️ umerkhadi bhi
Dal chuka hu dekho
Hujra mohalla building in detail
Okay
Hum bhi temkar mohalle k hain hamari shop bhi hai or zain tower m bhi hamari jagah hai nafees khan naam hai mere bhai ka azra garments k naam se bhi famous hai hamari shop or m azra garments hi likh rahi hu 😊
Mashallah
Zain tower ki do number ki building mera mayeka tha😢
Okay sister
Bhai woh bahen ki ID kya hai mai bhi Temkar Mohalla mai rehta tha Sayad woh pechan ki nikle ❤
Nahi
Bas kya bhai?😢
Kya bapu chacha bhool gya ?
Kon?
Maska paau 😢
Ji
Ye mehfil m arbi pafhte the
Mashallah