Jazakallahu khair Cutting karte waqt front ki length 5 inch zyada rakhiyega q k bahot se longon ne comment Kiya k un ka Abaya front se chota ho gaya , hum is Abaya mein front and back saath mein cut karte Hain aur shoulder bhi cross kar k cut hota hai, agar aap front zyada lenge to koi problem nahi hogi, baad mein extra length cut kar dein.
Assalamwalekum thoda sa confusion hai yeh 2 layer mein fabric ki cutting karna hai ya 4 layer mein aur 3 layer stich karne ke baad shoulder and sleeves cross mein cut karna hai
Ap ne bohot acha ce samjaya tnx, but, ap ne khud k liya es abhay banaya kya? Me meri liya banae he but pic jesa nehi bana,or meri 9 mitar kapra barbad 😢😢
Kaise kharab ho gaya , kya aapne sahi measurement liya tha?Is abaya mein jo neeche wali layer hai us ki lambai zyada rakhna . hota hai q k shoulder bhi usi me lete hain is liye samne se thoda uncha ho jata hai length zyada leinge to ye problem nahi hogi
Kya aapne circle sahi cut kiya tha, agar zara bhi kam zyada hua hoga to front uncha ho jayega . Is abaya mein half inch uper hona normal hai q k hum shoulder bhi usi me se banate hain aur jab sleeves join karte hain to half inch(0.5 inch) kam ho jata hai .Agar bohot zyada ferk aa raha hai to cutting wrong hui hogi
Lekin mam agar ham 3rd leyar me front wale said par ek inch extra mark krke matlb opn said par 10 inch mark krke Baki circle pe 9...9...mark karege to samne uncha nahi hoga shayd
Bohot bohot shukriya mujhe is Abaya ki kating ki bohot zaroorat thi mashallah bohot acche se samjaaya aap ne jazakallah
Jazakallahu khair
Cutting karte waqt front ki length 5 inch zyada rakhiyega q k bahot se longon ne comment Kiya k un ka Abaya front se chota ho gaya , hum is Abaya mein front and back saath mein cut karte Hain aur shoulder bhi cross kar k cut hota hai, agar aap front zyada lenge to koi problem nahi hogi, baad mein extra length cut kar dein.
Jazak Allah for sharing... I will try n let you know..
Please do
Mashallah bahot khub.
Assalam o alaikum
Ye Abaya bahut he acchi hai,
Pr mujhe button wala nhi bana na
Full round 3 layer ki cutting or stitching bataye please
Walaikum assalam
InshaAllah koshish karoongi
Full round se avr bi zyda acha lagega mam plz ye bi tarika Bata dijiye
Masha allah bahut pyara samjha samjha ke bola hai apne🎉
JazakAllahu khair
Ma shaa Allah aapka samjhane ka tareeka bht accha laga😍Maine pehli baar dekhi aapka video pr fan ho gayi❤️
JazakAllahu khair
Keep supporting me 😊
Me too❤
Bhot mast
Masha allah
Hm di accha se samajh gyi massallah
JazakAllahu khair
Assalamualaikum api,,,,plz make a tutorial vedio of Manjiya borka. Plz api plz,plz,plz.....
Walaikum Assalam
Please aap photo send karein insta pe
Agar bado ka bnaan ho to bhi 3 inch ki hi patti lagaynge?
Haan
bohat hi achhe tarike se samjati ho aap thakyou
JazakAllahu khair
Keep supporting me
Nice👍👍👏👏
Alhamdulillah❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊
Assalamualaikum 🌹 mam mashallah bahut achcha bataya hai Allah aap ko hamesha khush rakhe ameen aapko kamyabi ata farmaye Allah bless you 🤲🌹🥰🥰🥰🥰
Ameen summa ameen
JazakAllahu khair 💞
Nice
ماشاء الله عليك انا نادية من المغرب
اسلام علیکم
جزاک اللہ خیراً کثیرا
@@Heenaspassion وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته
وانت من اهل الجزاء
من اين انت
Thank you sooo much for this video
My pleasure
Mam strip ko oreb kata hain ya straight
Straight
Masha Allah❤️
مدینہ شریف سے سلام تی ہو
JazakAllahu khair
Masha Allah Super Sister this habaya how many yar?
7 to 8 metres
Perfect explanation jazakallah 😇💜
Ameen ❤️
Assalamwalekum thoda sa confusion hai yeh 2 layer mein fabric ki cutting karna hai ya 4 layer mein aur 3 layer stich karne ke baad shoulder and sleeves cross mein cut karna hai
Walaikum assalam
Fabric ko 2 layer mein hi rakhna hai , shoulder ko seedha hi rakhna hai aur arm round sleeves k liye cross mein cut karna hai.
مساء اللہ
Great job pls will you cut out the neck when you're making it close?
Ok
Mam 54 inch length...kitni height k person ko suit kre g?
❤
Isme kitna kapda lgega
❤❤❤❤❤❤❤
Shukriya baji
JazakAllahu khair
Even doll looked beautiful after wearing abaya😅
😊
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkata hu bade kapde pe cutting aur stitching karke dekhae appi
InshaAllah koshish karoongi
jzak Allah
Ameen
❤️👍
Ji ye halka febric h esme lining nhi laga q
Ye layer mein banaya jata hai to apne aap mota ho jata hai aur lining lagane ki zaroorat nahi padti
Aur egaing me kurka ..
?
Assalamualaikum mam is Abaya ke shoulder 9 inch le sakte hai kya please please mam reply me
Walaikum assalam
Haan le sakte hain,lekin 9 se zyada nahi , nahi to shoulder latak jayega
Widh bta dain kapdy ki atleast kitni honi chahye?
60 inches se zyada honi chahiye
Doll hi mili thi kya
Ji 😅
Abiya k liya katna kapra chiya please bolo please 😊
8 metres
Mam aabiya ko kitna kapda lgay gah
Video mein bataya hai, please watch full video
Thanks
How much fabric is required to make an abaya 54 inches long?
For simple Abaya 3 metres
Layers Abaya 7 to 8 metres
Fabric width should be 60 inches
Thanku mam
Ap ne bohot acha ce samjaya tnx, but, ap ne khud k liya es abhay banaya kya? Me meri liya banae he but pic jesa nehi bana,or meri 9 mitar kapra barbad 😢😢
Kaise kharab ho gaya , kya aapne sahi measurement liya tha?Is abaya mein jo neeche wali layer hai us ki lambai zyada rakhna . hota hai q k shoulder bhi usi me lete hain is liye samne se thoda uncha ho jata hai length zyada leinge to ye problem nahi hogi
Price kya hai mujhe kharidna haai
Assalamualaikum sisss I can't understand how to cut please sis
Walaikum assalam
Sister video ko slow motion mein dekhein, Kai bar repeat karein , InshaAllah samajh aa jayega.
Mai ne ye try Kiya mam lekin . Ye piche se thik aa rahi hai lenth samne Kam ho raha hai
Kya aapne circle sahi cut kiya tha, agar zara bhi kam zyada hua hoga to front uncha ho jayega . Is abaya mein half inch uper hona normal hai q k hum shoulder bhi usi me se banate hain aur jab sleeves join karte hain to half inch(0.5 inch) kam ho jata hai .Agar bohot zyada ferk aa raha hai to cutting wrong hui hogi
@@Heenaspassion nahi mam circle bilkul sahi cut Kiya tha lekin 3 inch upr ho raha hai front me
Lekin mam agar ham 3rd leyar me front wale said par ek inch extra mark krke matlb opn said par 10 inch mark krke Baki circle pe 9...9...mark karege to samne uncha nahi hoga shayd
Samne se uncha ho raha hai mam plz thoda bataiye
Kitna miter kapdha çhahiye is mi
im from bangladesh, 56 lenght ke liye kitna inch,metar fabric lena hogi
60 width and 8.5 metres fabric
How mani mitter need metterial
Dear video mein bataya hai
Bary arz ka 8 meters btaya Hy video me
Piche zyda avr samne Kam ho raha hai
Fabric name plz
Maine crepe fabric use Kiya aap koi bhi Burke ka fabric use kar sakte hain.
Plz rply mam
Mai SE me aeisahi abaya parches ki thi bahut kharab aaya😡😡😡😡
Aap khud se banayein , InshaAllah achcha banega
Muje abaya aapke pass silvana he aap si denge
Ji zaroor
Bohot bohot shukriya mujhe is Abaya ki kating ki bohot zaroorat thi mashallah bohot acche se samjaaya aap ne jazakallah
Thank you so much for watching my video ❤️
Masha Allah