Nishashta Winter Special Desi nuskha Quick Result
HTML-код
- Опубликовано: 10 фев 2025
- Nishashta is a dish for new mother it's very healthy for mother
Nishashta ek bohut hi healthy dish Hai new mothers ke liye aur Sardiyo ke liye bhi aur Jo dimaghi kaam karte Hai unkeliye bhi bohut fayede mand saabit hoti Hai kyinki ye dish dryfruits vagera see banti Hain Jo aapko sharirik thakawat dimaghi thakawat se bachati Hai saath hi saath aapki health bhi improve karti hai.Isko banana bhi kaafi asaan Hai
Ingredients:-
Five Seeds
Paancho Magaz
1. Watermelon
2. Melon
3. Cucumber
4. Pumpkin
5. Poppyseed
50gm Cashew
50gm Almond
50gm Coconut
20gm Poppyseed
8gm White Pepper
6-8 Raisins
100gm Sugar
20gm Makhane
700ml Milk
50ml Desi Ghee
2 Green Cardamom Хобби
Bhule bisre rivayati nuskhon ke ahya ke liye mubarakbad Aapa.
MashaAllah appi vry gd recpi
Aap nay boht peyaray tareqay say banana sikhaya thankyou sooooooo much
+Kaniz Mushaffy ji
Thanks for like our recipes
Maa ki kami toh vaise koi nahi bhar sakta but iss tarikei ki cheezein itni pyar se bataa kar kahee na kaheen aap vo jageh bharti hain.
Inshallha jarror try karogi bohat hi achi dish h sardi ke liye
+Simran Kaur ji
Thanks dear
Meri mummy banati thi nishasta..... Main bahut dino se iski recipe dhoondh rahi thi.... thank you so much ma'am
Thanks for sharing.... Its very important for new mom
mughe aapki recile bhut acchi lgti h or m try bi krti hu
+Syed Faiz Ali ji
Thanks for like our recipes dear
Bahot badhiya shahi vyanjan batane me liye dhanyvad
+Ravi Soni ji
Very very thanks for like our recipes
mashallah appointment ye bht hi fayedi ki chez hoti hai hum bachpan Mai sardiyo Mai pure the bachpan Mai.
+Just fun ji
Yes dear good recipe
Very ❤👍👍👍nice. M khud v banaoundi hundi ha ji menu tasty lagdi hai old is gold mere mother v banaounde hunde c. Thanku ji
Bohat Umdha
Excellent
Jazak Allah khair for the lovely recipe
+Alina Khawaja ji
Thank you so much dear
bahut khoob appi bahut kaam ki cheez batayi aap ne
+Mohd. Kabir ji
Bohot bohot shukriya
Buht hi zabar dast. Testy respi
+musarat khan ji
Thank you sister
Wah bohat zaiqe dar nishasta recipe btai ap n excellent hmary yaha powder form m milta h ye bohat mazedar bnta h
Masha Allah bahut badiya Inshallah Mein zaroor banaongi
+शेख अनु الشمري ji
Shukriya
Btaiyyega zarur ki kesa bna
bhot hi lajawaab recipe h mam Amazing 👌👌👌👌
+Rachana's Rajasthani Rasoi. Ji
Thank you sister
thank you so much aapki recipes mene save kr li h qk muj baby hone wala h November me or mere koi nh ye sb krke dene wala so thank again muj bht help Mili apki btayi recipes se ab mere hsbnd dekh ke bna lenge thanks a lot
Your welcome dear
Jazakallah khairon healthy recipe
+mahejabeen sayed ji
Thank you sister
Mainy banaya...boht mazay daarh bana hai......
+Phuppa Jaan ji
Thank you so much
Masha Allah.
bahut laziz
+Azhar Khan ji
Shukriya jazakallah
Assalamualaikum baaji ye bohat accha hai sardiyo ke liye main Mumbai se apki fan hu Allahhafiz.
+Samrin Waghoo ji
Walekumassalam dear yes zaroor use karen love you
AOA thanks a lot for rep your all recipes r superb respect from Pakistan
Very delicious recipe.
Bilkul dil k karib rahne wale special guest ko mai ye zarur khilaungi..
+Kishwer Sultana ji
Bohot pyari baat kahi he aap ne
👍بہت خوب
ویسے باجی ہمارے ہاں جسے نشاستہ کہتے ہیں وہ میری دادی اور نانی امی گندم کو بھگو کے کئی کئی دنوں تک اس سے نکالتی تھیں اور پھر میوہ جات اور گھی کا استعمال کرکےبناتیں تھیں
Ye recipe bhi bohot zyada purani he
Salam bahen nice video. Bahen aapki aavaz bahut sweet he
Aoa aapa. Mera talouq Karachi Pakistan say hay sap ko pehlay apna tariff kerwa chili hon aapa Kiya barya receipt batai hay AP nay dil kush ho Gaya Mera naam aamna hay aur may sap ko apna guru manti. Hon Sara Ghar sap ki tarkebo ka fan hay Allah AP ko lambing umer day aur sap k buchoo ki kushyo dekha aameen
Apke Kangan bahot pasand aya hume
Mjedar hai baji
+Mohammad Kaif ji
Shukriya jazakallah
Sister too good thanks
+Arifa Qureshi ji
Your welcome
Samina Ji zabardast dish sikhai hay.mujhay tu uski buhat talaash thi...yey subah hi Khana sahih rehta hay? Ya Kabhi BHI lay sactay hain.detail say batanay par AAP ka khalooz Zahir Hota hay.khush rakhain sab ko Khushi dayti Hain AAP.jazaakAllah.
+Farzana Saleem ji
Thanks for like our recipes dear aap isey morning me use karen to zyada better he
Dii ji pacho magaj m khaskhass bhi h .phir bhi dubara khaskhass leni h kya ji.bhut hi achi recipe h .
winter ki aur bhi recipes btae...we are waiting,😘😘😘😘 .. bohot acchi recipe h.
+AYESHU AHMED ji
Inshaallah jaroor bataynge shukriya
boht ache hai
+Ayesha Ramzan ji
Bohot bohot shukriya
Apki Awaz kitni achchhiii hai 👌🏾👌🏾👌🏾👌🏾
Alhumdulillah
Appki yhe lal aloo pakana mujhe bhaut pasand Ai hai main jarur try karungi or appko bataungi kaise bani hai,,
+Chandan Das ji
Thank you sister
Assalaamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barakaatuhu My Dear Baaji ji. Aap ki recipe bahot achchi aur zaikedaar h...MASHAALLAH. Lekin woh Chawal k Nishaste ki original recipe dijiyega plz.Tnx. Tc ... Allah Haafiz 🤗😙🤗
+Farzana Usmankhan ji
Walekumassalam dear Thanks for like our recipes inshaallah zarur bataynge
m? assalam o alekum main pehli martaba aap sey comment kar raha hun aap bhi bohat tarekey sey samjhati hean aap ki cooking ko main bohat ghor sey dekhta hun or esi recepi main seave bhi kar leta hun abhi kuch der pehley aap ki video main aap k
in jamia masjid dilli ka bazar aap key gher k kareeb tuk gay mager aap ka gher nahi dekha afsos hua marey waley dain yani mother and father bhi dilli k re heney waley they LAL Quan Mohala Rodhgreyon Hmdard Dawakhey k qareeb Isliaey bhi aap ka program yani Video Ghor sey dekhtey hein Aap ki video bhi bohat aachhi hoti hey meri bivi bhi pasand karti hey lekin aik baat zaroor kahun ga k sub sey aachhi video jo main or meri bivi dekhtey hean woh Nisha madulika ki hi hey barey aaram or sakoon sey batati hean hamarey hissab sey pehla number nisha ji ka or dusera number aap ka hey baqiya Batain baad Main aap ka boht waqt ley liya Mazret chahta hun Allah Hafiz mera ki board kharab hey markeet janna nahi hota chun key main ghar main akser cooking karta rehta hun apnni bivi ko tukleef nahi deta yeh mera Jok tha derasl meri bivi ka BP bohat high reh ney laga hey oper ka 170 to 180 thank u & aalah hafiz ku u
+Tariq Hussain ji
Walekumassalam bro aapne to mashsa Allah ek bohot pyari si kahani likh di apni baton me sab kuch byan ho gaya kuch ahsas kabhi nahi marte akhir tak sath rehte hen bohot bohot shukriya jazakallah
Bht acha bolti h aap or recipes ko koi jod nahi h apki 😘
+Xyz Abc ji
Bohot bohot shukriya aap ka
Zaika Dilli 6 mash Allah zabrdust or lajwab
Zaika Dilli 6 mash Allah zabrdust or lajwab
Aapa hmary ghr ki speciality hy ye Nashasta💖💖💖💖💖
Love it.....mri ami ny kuch din pehly he bnaya hm sbk liye.....
Bsss apny iski pasta bnae....hm sbb kuch dry he grind krty hen.phir jb peena ho tbb desi ghee me 2 spoon fry kr k dudh dal dety hen.
By hddd yummmmy hota hy ye.
Gud job💖💖💖💖💖💖
+Sob Shah ji
Very good dear Thanks
Zabardast video n recipe. Sister kia AP Hamida dehlvi ki Sister hain unnka bhi yt chennel ta.
Thank you Dear. Nahi m bhi unko sirf RUclips k through hi janti hoon or kafi psnd karti hun
Jzakallah
Assalam o alikum aunty... Mare ami bhi aisy he banate hain but us mai makhanai nhi dalten aur ghee jb garm krte hain tu choti elaichi k sath long aur 2,3 sabat kali mirch b dalte hain.. Buht acha banta hai ye
👍
+Aina Aa ji
Very good dear Thanks
+Aina Aa ji
Walekumassalam
Zaburdast,ub mairi furmaish bhi pori kr dain ,achwani
+Rahat Nazim ji
Inshaallah bohot jald hi
Masha Allah appi thanks for this video👍👍👍may Allah always bless you appi........app bahut bahut sweet ho☺️
Love ur recepies
+Manjit Singh ji
Thank you so much
Mene abhi apka chennal subscribe kr diya hy..🔔
+MRS KASHIF QURESHI ji
Your welcome dear
عمدہ
thankiu Anty g Allah pak ap Py Rehmat ey khas rakhy.
kindly tell m 1 thing anty g every week kia mtlb hr hafty daily lon Gur ki path r quantity kia ho.
+noor Rana ji
Week me ek bar khayen one cup
thanx mam mey kal he bnane vali huu
+Gurmeet Kaur jj
Thanks for like our recipes dear
Thanks for the nishasta recipe
+Nirmal Kaul ji
Your welcome
Nice recepie
+Nadia Khan ji
Thank you sister
har har mahadev🙏🙏🙏
.AP kuch sugar walo kyliye bhi btaiye Jo unhy bohat kmzori hojati h plZz
Salamat rahin ameen Allah human ameen
+Alina Khawaja ji
Shukriya jazakallah
Jazakillahu khyer dear baji bhut hi zabarzast quwaat bakhsh giza hai
+Sadiya Munshi ji
Yes dear shukriya jazakallah
Aslamoalaikum zabardast recepie plz ye bhi btaaye ke kitni miqdar me kitni dfa pi sakte hai yaani ke ek week me ya ek month me kitni dfa peena behtr ha👏👏👏thanks
+Quratulain Yaseen ji
Walekumassalam sardiyon me roz p sakte hen miqdar video m batai he
As salaamu alaikum Aunty nishashta mujhe boht2 pasnd hai inshaallah main zrur try krungi phir aap ko btaungi Allah Hafiz Love you Aunty 😚😚😚
+Hanzla Akhtar ji
Walekumassalam dear Thanks for like
Good
As-salaamualaikum aapa....aapka shukriya...achwaani ke baare me aapne zikar kia...achwaani kahi harira toh nahi...i am not sure?...anyways, issi tarah se aapke lajawaab recipes dekhne aur seekhne ko milte rahe...Allah se yahi dua hai aap ko sehat de aur Imaan ke daulat ata farmaye....Jazaak Allah kherr... Mehwish shah
+shahishtiyaq1 ji
Walekumassalam dear no dono different hen& Thanks for your love sister
Wow...Very...Deliciously..
Good For health...
Really...Motharma...
Shukrya...😀🍝👍👍
Hmm
Asslam alaakum very nice
Asalam o alikum, baji apke bane khana muje buht pasand h, ye makhane mene pehle nai sone kia h ya Pakistan me kia kehte h isko ye btaden plz.
Am Na phool makhana
+Am Na ji
Walekumassalam dear bohot shukriya
Asia Batool yes
Asalawalelum baji hum apki bayatae hue recepi he tyr kar ge
Walekumassalam dear shukriya
Bohot pasand h
+Razia Khan ji
Thank you sister
aoa bhout zabardast bajii❤👏
+Shahana Sajid ji
Walekumassalam dear shukriya jazakallah
good information mam
+Pradnya Parab ji
Thank you so much
Nice apa
Hello Di,Mera baby 4n half month ka ho gya hai.. mujhe bones me,back me ,hath pair me pain rhta h..kya me es time lungi to farq pdega..pls reply 🙏
Wow maza aagya
Very nice 😄
Zabrdust kia cheni k bajy gur dal sakty han
+Mano Billi ji
No
zabardast .
+saman Izbat ji
Thank you so much
Nice recipe baji aap delhi6 me Kahan rehti hain
Near Delhi gate
Awsome recipe
+Baba ruby ji
Thank you
Thank u Mam for this recipe
Mam superb tasty. Mam mare bal bohat girte hai .ar mje sb khate hai k demagi kamzori hai .ma use kar sakti hn.mam mari mother ki death k bad bohat stress raha to phr bal girne lage .god bless u .may live long life with happiness. Mam is ka powder bana kar rakh lain
+Naseem Akhtar ji
Ye bhi faydemand he or zyada dimagi takat ke liye aap hamdard ka khameera abresham hakeem arshad wala khayen bohot accha he
anty Bht achi resipe h Ye Weakness k liey h ya wese e enrgy k liey.😍
+noor Rana ji
Dono purpose k liye he Thanks
Salam . I am one of your subscriber . Please shall you guide me to buy a pressure cooker . I am a Pakistani . But I want to try an Indian p cooker . Hopeful of your answer .
+Bushra Sial ji
Your welcome dear aap prestige ka pressor cooker len best he
Zaika Dilli 6 Thanks a lot for your caring attention . Jazak ALLAH
Aunty nishashta or achwani me kya farq hai?? After delivery kya zyada behtar hota h peena??
assalamualaikum aunty kya hum isko delivery k bad kha sakte hai new mother. plz rply
JazakAllah khair🌹🌹
+Rubina Shakir ji
Bohot shukriya
Salaam. Bahut barahya
Yummy racipe very nice
Nice aapa haa aapa please acchwani k recipe batay
assalamualaikum aapa bahot achchi dish hai. Aapke jab 25000 subscriber the aapse mai tab se judi hu
+all ways happy ji
Walekumassalam dear Thanks for your love & support bus aap mere sath rahen love you
tasty and healthy recipe
+Nikhat Suhail ji
Thank you sister
Wow zaberdast 👍👍👍💖🌹🏵⚘
+Rida Ka Kitchen ji
Thanks dear
Zabrdast 🤙🏽
Nice....
+muskan Gawandi ji
Thank you
ghar pa pan awr mouthfreshner banana sikhain plz respect from Pakistan
Paan recipe:
ruclips.net/video/e6duPBH-0c8/видео.html
Mouth freshner:
ruclips.net/video/ZHeIymmfybc/видео.html
I have tried this in this morning and this is really amazing thanks. can you also give the recipe of Achwini.
+shaky bond ji
OK I will make soon & Thanks for follow our recipes
Very nice
+i love this show. Fiza prveen ji
Thank you so much
Baji ye garmi me kha sakte h
Yes after delivery kha sakte hen
Assalam alaikum .sardiyo k liye sehet baqsh tohfa ..plzz ye bata de k kitny din tk lena hai kitny din k gap se kha sakty hn please
+Hanan Huizaifa ji
Walekumassalam dear sardiyon me roz morning me le sakte hen
Very nice, please show us how to make Kaanji with black carrots(the sour red drink with preserved carrots in IT,)
+Samaha Syed ji
Ye recipe aap hamare dusre chennal samina,s kitchen tips par dekh sakte hen Thanks
Nice!!
baji ap zabardast ho
السلام عليكم
آپی هم سعودیہ میں رهتےهیں یهاں خشخش نهیں ملتی تو هم سکپ کرسکتےهیں اشوانی اور نشاستہ سے پلییییز ضرور جواب دیجیے مجهےانتظاررهےگا جزاک اللہ خیر
Well done 👌plz up load achwani recipe .
+Mohammad Ali ji
Inshaallah zaroor bataynge
Wow yummy ....😋😋
Baaji ye ceramic ke bartan kahaan se lete ho aap mujhe bade aache lagte hain iss tarhaan ke bowl aur plates
+Kanchan Pal ji
Fateh puri chowk se dear
Zaika Dilli 6 thankyou 🤗
Superb
+Chandrakant A Pote ji
Thank you