Led flood Light repair in Hindi | led flood light repair kaise Kare | how to repair led flood light

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 5 дек 2020
  • Topic covered -
    1. Led flood light repair in Hindi
    2. Led flood light repair kaise Kare
    3. How to repair led flood light
    4. Led light repair
    5. Led flood light 50w repair
    Hello friends
    My name is Amar and you are watching our RUclips channel mechanical search
    Dosto aaj ke video me mai aap logon ko led flood light repairing ka aisa behtarin aur jugad wala tarika bataya hai jis tarike se aapko jaha par paise kharch karne ki jarurat hoga waha par aapko ek rupye bhi kharch karne ki jarurat Nahi padega
    to doston agar aapko yah video achha lage to like jarur kijiyega aunor agar aapko electrical avam electronics se jude har tarah ke Repairing video ke sath sath dainik jiwan me upyog kiye jane wale har chhoti se chhoti chijon ke repair ke bare me ek unik idea ke sath sikhna chahte hai to aap hamare channel ko jarur subscribe kijiyega
    Thank you so much
  • НаукаНаука

Комментарии • 46

  • @bramahanandasontakke106
    @bramahanandasontakke106 2 года назад +3

    VALUABLE INFORMATION SIRJI.

  • @shivamahto2183
    @shivamahto2183 2 года назад

    Ak no. Jugad .....kamal ka

  • @laddi6615
    @laddi6615 3 года назад +1

    मान गए अमर भाई क्या दिमाग लगाया आपने 🙏👍👍👍👍👍👍👉❤🇮🇳

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 года назад +1

      Kya bat hai mere dost laddi bhai Bahut Dino bad aapka comment padne ko mila

  • @nandrammali4221
    @nandrammali4221 3 года назад

    Super duper sir

  • @ravichaudhary3111
    @ravichaudhary3111 2 года назад

    Thank you ji

  • @Farmankhan-bb5in
    @Farmankhan-bb5in 3 года назад

    Good idia but Iwill try it.

  • @user-zv9sg7qv5i
    @user-zv9sg7qv5i 6 месяцев назад

    Light ko shot kese kare

  • @vanshmishra747
    @vanshmishra747 2 года назад +1

    70 watt ki led boomb light me hi
    5'' inch circile me h

  • @ShankarYadav-ow7xx
    @ShankarYadav-ow7xx 3 года назад +1

    Good

  • @Aadersh.
    @Aadersh. Год назад

    50 ward mein chuk bhuk kar raha hai uska Karan kya hai bataiye sar

  • @kuldeepnarayn
    @kuldeepnarayn 2 года назад

    ट्यूब light में चार wire होते हैं केसे जोड़े

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 года назад

      Bhai agar aapka tube lite glass wala hai yane choke wala hai to aapko tube light ke 4 wire ko series me jodna hoga jaise ki dono side 2-2 wire hoga to aapko dono side se koi sa bhi ak ak wire lena hai aur dono ko aapas me jod dena hai aur baki ka jo ak ak wire bachega use choke ke output me ak ak wire jodna hai

  • @rahulkatare802
    @rahulkatare802 2 года назад

    I want Phillips 10w led driver chalu hai 2 Chahiye kya courier se mil sakhta hai

  • @dildarmuradpur9819
    @dildarmuradpur9819 3 года назад +1

    50w chep lightcard kitne ka .ilega

  • @SwingMotor
    @SwingMotor 2 года назад

    Ampere kitne need hoga?

  • @binodfacts179
    @binodfacts179 Год назад

    Bina multimeter KE kaise thik kare

  • @Rahulyadav-vz1ou
    @Rahulyadav-vz1ou 3 года назад +1

    १०वाट कि चिप लाइट कितने कि मिलति है

  • @ELECTRICLIGHT786.
    @ELECTRICLIGHT786. 2 года назад

    Driver kaise tik karte hai

  • @dattajadhav6886
    @dattajadhav6886 2 года назад

    इसका led किट कहा मिलेगा

  • @mukeshkhamar.9225
    @mukeshkhamar.9225 3 года назад

    Very nice sir ji

  • @narendrasingh9157
    @narendrasingh9157 2 года назад

    DC out put kabhi same colour nahi hote

  • @RajeshKumar-ne5ur
    @RajeshKumar-ne5ur 3 года назад

    Ser mere pass1500w.aur200w.ka SMD plate Pada Hua Hai Uska driver Nahin jal gya tha fek diya use kis tarike se repair Karen uska driver kahan per milega aur pleat sahi h ki kharab kaise pta chale

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 года назад

      Bhai driver ke liye aap apne kisi najdik ke electrical shop me pata kare ya usse manga sakte hai
      Aur plate ke sare smd led ko 9v ki battery se ek ek karke sabhi led ko check Kare sahi wala jalega aur kharab wala nahi jalega

  • @kunalgraphics123
    @kunalgraphics123 2 года назад

    30 w फोकस को कोणास ड्राइवर लगेगा

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 года назад

      Agar aapke pas led tube light ka driver hoga to wah isme kafi achhe se work karta hai
      Agar nahi hai to aap 12w led bulb ka driver use kar sakte hai
      Agar wah bhi nahi hai to aap 9w led bulb ka driver hi use kar sakte hai

  • @kamleshprajapati8341
    @kamleshprajapati8341 3 года назад

    iski led strip kaha se laye online par kis naam se search kare please reply

  • @gauravmehta5965
    @gauravmehta5965 3 года назад

    Led kitne watt ka lena hai ye to btai

  • @jatintechnicalguru
    @jatintechnicalguru 3 года назад

    Ye 1 rupey mein sahi hai?

  • @rajumishra9718
    @rajumishra9718 3 года назад

    Agar light band our chalu ho kya problem he sir

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  3 года назад +1

      Bhai yah blinking problem ho sakta hai jis karan se light fast blinking karta hai aur Kabhi Kabhi slow blinking problem karta hai to aap pahle light ke sabhi smd led ko kisi 6 volt ki battery ya 9v ki battery se sare led ko Bari Bari se check kare agar koi led kam Jale ya Nahi Jale to us led ko Tod kar soldering iron se short karde
      Aur agar sabhi led sahi hai check karne par to aap circuit driver me lage capacitor jo fata ya fula huwa hoga use change karde problem solve ho jayega

    • @shivamahto2183
      @shivamahto2183 2 года назад

      Bahut badhiya

  • @narendrasingh9157
    @narendrasingh9157 2 года назад

    Misguide very very dangerous

  • @lohitkumarrana6905
    @lohitkumarrana6905 3 года назад

    Faltu

  • @JuberKhan-dx9yn
    @JuberKhan-dx9yn 2 года назад

    Sir kya akele led light direct jala sakte he kya bina driver ke

    • @mechanicalsearch
      @mechanicalsearch  2 года назад +1

      Nahi bhai aisa galti aap Kabhi na Kare aisa karne se aapke led light ke sare led fuse ho jayega
      Kyoki led light DC voltage se chalta hai na ki AC voltage se OK bhai
      Aur aap bataye ki aapka led light me Kya problem hai
      Kya uska driver kharab ho chuka hai?

    • @starglass5433
      @starglass5433 2 года назад

      @@mechanicalsearch z