Guruji pranaam, koti koti dhsnywad, bahut sare sawalon aur bhrantiyon ke jawab mile hai apse milne se pehle mein dar ke puja karti thi ki mera mere pariwar ka bura na ho par apke prastuti har video ki aur apka bhav aur vyakhyan se mujhe yeh clear hua ke bhagwan prem ki chiz hai aur ab meri puja ka bhav mein prem sa mujhe mehusu hota hai darr toh hai hi ni, sahastra archan aur pranaam
Vipra var jai jai sitaram hamara parnam savikar kariye.kapila vart aap ji ke marg darshan se poora huya hum sab sitaram ji yehi hi parathna karte hai aap aise hi hum badh jivo ka marg darshan karte rahe dhanewad jai jai siyaram🙏🌺
Mujhe aapka video bahut achcha Laga kya Kanya bhojan Navratri ke bich mein kabhi bhi kara sakte hain kyunki uski mummy ko Kanya bahut kam milati hai shighra bataen
Mai 15 sal se kar rahi hu per pichle ek sal se sirf do din yane 1aur 8 va ya 9 va kyonki ab kuch helth problem ho. Rahe hai Mata ji. Maf karo Dhanyawad acharya ji aap ke jankari se Mann halka ho gaya 🕉️🙏🙏🙏✋✋✋🕉️
Pranam Guruji aapane ek adbhut aur Sundar baat kahi hai thank you so much .aur Guruji hosake to Bala Tripura sundari ke bare me video banai ga kya hum navratri me ma Bala Tripura sundari ke mantra jaap kar sake .
Guru ji pranaam mujhe putra prapti ke upaye bta dijiye aap ki bahut aabhari rhungi mujhe phele se pyaari si beti hai ab aapki kripa se ek putra ki ichha hai
Thank you for your authentic information...pls do make a video about havan kund and share some links for genuine copper havan kund and the recommended sizes if any.... Thank you
guru ji kya akhand jyothi ke bina bhi roj diya ker ke ghatstapna kalash stapana ker sekthe he kya ya phir astami ke din kanya bhojan karati hu us din ma devi kalash stapana ker ke puja ker sakte he kya
Guru jii yedi ek ghr me do jane navrari kre to kalsh do rkhe ya ek hii nariyel sab btaye plz or navrari me jeen mata jii hamari kuldevi hh to kuldevi ki aarti pehle kre kya or Ganesh jii ki aarti Kab kre
Guru ji ek baat btae... Vrat hum 9 days kre nd kanya pujan me hum vrat ka Udyapan kre ya 10th day krte h. Please btae. Bhut confusion h.. 9 din fast rakh ke 10th day kanya pujan (puri+halwa+chawle) kre ya asthami ya navim pe kre
Kripa kur ye batein ke nariyal ko kalash pe seedha rakhna sahi hota hai ye lita ke? 2. Kya hum wahi nariyal jo saal ke phele navratri mein sthaphit kiya tha rakh sakte hai? Jai Mata di.🙏
पंडित जी प्रणाम, मैं यह जानकारी प्राप्त करना चाहता हूं पूजा करने का विस्तृत वर्णन किस ग्रंथ में किया गया है उस ग्रंथ का नाम बताएं। और बताएं की पंचोपचार व षोडशोपचार की जो प्रक्रिया आए हैं वह किस प्रकार पूर्ण होती है यह भी किस ग्रंथ में लिखा हुआ है कृपया उसका नाम बताएं??
Pranaam gurujii 🙏navratri mein har roj devi ka shringaar karti hu tab devi ki murati uthani padti hai devi ki murti chotisi hai to yah sahi hai galat Yah bata dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐
Namshte jee, Mai pichle 3 saalo se aastami ka nirjala vrat karti aa rahi hu Par iss saal se pandit jee ke kahe anusar maine hamare yaha ke ek prasiddh durga maa ke Mandir mai kalash sasthapna kar rahi par mai sirf ekkam aur aastami ka vrat rakhna chahti hu To kya bich ke dino mai khana bannane aur khane mai mujhe kya niyam karna hoga.... Weise maine mahalaya ke din ghar jitna ho saka us anusar saaf safai kar liya h Aur bina pyaj lasun ke senda namak se hi bhojan banaungi Par kya mai saso tel masale tamatar ya aur kisi tarah ki sabje ka proyog khane mai Ekkam aur asatami ko chod kar baki dino kha sakti hu
Kya Kalash me nariyal na rakhne ki jagha chawal bhar kar rakh sakte h maine ek video me aisa daikha tha or me janna chahati hu kya Aisa bhi hota h kiu ki kuchh log kehte h nariyal ghar me parshad ke rup me nhi laina chahiye kuchh kehte lai sakte hai or nariyal ko behte pani me visarjan karna bada mushkil ho jaata hai behta pani aas-pass nahi hai bahot dur h waha Jana thoda mushkil ho jaata hai fir Aisa lagta h koi mana karega visarjit karne k liye kiu ki log kabhi kabhi nahi karne daite
Guruji namsatay guruji kaya aap Bata saktay hay k kaya hum ghar pay hi devi ke paran parthista Navrate may karsakatay hay ....agar ha to aap video bana o gay aap to hum aapake khub aabhari rahay gay ...hamaray yaha bhraman maharaj bhi nahi hay ...to pls aap hamrai manokaam na puri karay
Namskar guruji Hamare yaha astmi ke din havan hota hain or astmi ke din hi upvas chhodte hain. Agar kumarika pujan nhi karte to kya paap lagta hain?? Humare yaha nhi karte hain kumarika pujan
Guruji sadar pranam 💐💐💐🙏💐🙏 hamare ghar me bhagwan ne sabkuchh diya hai dhandhan sab paripurn hai lekin muje par hamesha arop lagaya jata jab ki meri koi galti nahi hoti hai me thak chuki hu.koi upay bataye meri mansiksthiti bigad rahi hai muje ,😭😭😭
जय श्री राम, जय श्री राधे राधे श्याम राधे राधे कृष्णा, जय मां दुर्गा शक्ति जी की जय, जय हनुमान, हर हर महादेव
Satik baat bole aapala ek ek sabd sahi he
Aap Bahot achha gyan dete ho aap ka bahot dhanyvad
Om Ganesh prabhu bohot achha esh Navratri ham purn sradha our apke marg darshan anushar kare ge khub abhar prabhu ❤💞😘❤
Guruji pranaam, koti koti dhsnywad, bahut sare sawalon aur bhrantiyon ke jawab mile hai apse milne se pehle mein dar ke puja karti thi ki mera mere pariwar ka bura na ho par apke prastuti har video ki aur apka bhav aur vyakhyan se mujhe yeh clear hua ke bhagwan prem ki chiz hai aur ab meri puja ka bhav mein prem sa mujhe mehusu hota hai darr toh hai hi ni, sahastra archan aur pranaam
Vipra var jai jai sitaram hamara parnam savikar kariye.kapila vart aap ji ke marg darshan se poora huya hum sab sitaram ji yehi hi parathna karte hai aap aise hi hum badh jivo ka marg darshan karte rahe dhanewad jai jai siyaram🙏🌺
Dhanaywad guru ji jankari pradan karnay k liyea. Bhagwan aap ka aur hum sab ka kalyan karren.
Thank you Sir information, Jay Mataji 🙏
Bahut hi achchha vedio hai.
Jai mata di 🙏
Bahut achhae se baate batte hai clearly batte h
धन्यवाद 🙏 🙏 🙏 आपके महत्वपूर्ण मार्गदर्शन के लिए !!!
🙏🌼प्रणाम आचार्य आनंद जी 🙏🌹
🙏🌺 चरण स्पर्श आचार्य आनंद जी 🌺
धन्यवाद गुरुजी कोटी-कोटी प्रणाम🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️
जय सीयाराम जय हनुमान 🙏
Bahut hi achha bataya apne jai mata rani ji
जय माता आदिशक्ति जगत जननी माँ जगदम्बा आप के चरणों में बारम्बार प्रणाम 🙏🚩
जय सदगुरू ....
Mujhe aapka video bahut achcha Laga kya Kanya bhojan Navratri ke bich mein kabhi bhi kara sakte hain kyunki uski mummy ko Kanya bahut kam milati hai shighra bataen
Mai 15 sal se kar rahi hu per pichle ek sal se sirf do din yane 1aur 8 va ya 9 va kyonki ab kuch helth problem ho. Rahe hai Mata ji. Maf karo
Dhanyawad acharya ji aap ke jankari se Mann halka ho gaya 🕉️🙏🙏🙏✋✋✋🕉️
Kis kis n notice Kiya ki Annad ji k piche white roshani h ??
That is light bro
Bro vo green screen ya light ka effect hai😂😂😂😂
@@SCIENCEWORLD-r9i 🤣🤣🤣
thank yo so much for video. very important information . God bless you 🙏
Sadar charan sparsh Aacharyaji 🙇♀️
धन्यवाद गुरुजी आपको कोटी कोटी प्रणाम 🙏
Khup chhan sangitae guruji
धन्यवाद गुरुजी🙏
Jai Shree Krishna Guruji 🙏
बहुत अच्छा लगा गुरु जी
Hari Om🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Om Jay Ganeshji🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Jay Mataji🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Pranam🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
🙏 Aabhar .
Bahut bahut dhanyavaad!! 🙏🙏khub j upyogi mahiti💐💐jay jagadambe
Jai Jai ma sherovali
Aadesh Aadesh jay jay Gurudev Aadesh
Jai mata di 🙏🏻🙏🏻 sader Charan sparsh 🙏🏻🙏🏻🌺🌹 Guru ji 🙏🏻🙏🏻
Pandit ji Namaste, me sabhi barsa navratri kartahun, yehi navratri v kerne chahatahun, jankari ke liye dhanyawad
Jai mata di
Pranam Guruji aapane ek adbhut aur Sundar baat kahi hai thank you so much .aur Guruji hosake to Bala Tripura sundari ke bare me video banai ga kya hum navratri me ma Bala Tripura sundari ke mantra jaap kar sake .
Jai gurudev
Om nam shivay 🙏jay ma durga
Gurudev apko mera pranam 🙏
गुरू जी नवरात्री मे रात्री जागराण व उसके महत्तव का फल बताने क्रिपा करे
Guruji pranaam 🙏 guruji agar hum navaratra ki fasting karte hain , to hum paran kab kare? Kanya Pujan kare? Kalas bisarjan kab kare? Pranaam
Your energy is so divine
Dhanyvaad
@@KarmkandByAnandPathak apne itna purana comment ka reply kyu kia
Radhe Radhe guruji🙏 atisundr margdarshn,Dhanyawad!. Kripya 1 prashn hai hmare yahan parad shivling hai,hum niymit jalabhishek krte hai,navratri ke dino me bhi kr skte hai kya....ya Pani me shivling rkh Diya Jaye?
Kya hum ghar mai khud se havan kar sakte hai kya 9 din??? Agar kar sakte ho toh please uski information ki video banav bahut help hogi aapse !
Havan kund kon si dhatu ka hona chahiye pl. Btaye Thanks🙏🙏🌹
Yes maine
Guru ji pranaam mujhe putra prapti ke upaye bta dijiye aap ki bahut aabhari rhungi mujhe phele se pyaari si beti hai ab aapki kripa se ek putra ki ichha hai
Aadarniy Aacharya ji pranam kripya Kalash per nariyal kis prakar Rakha jata Hai uska ek video banaen aapki ATI kripa hogi 🙏🙏
श्री सीताराम
Pranam guruji
Jai Shri Krishna 🙏
Thank you for your authentic information...pls do make a video about havan kund and share some links for genuine copper havan kund and the recommended sizes if any.... Thank you
Guru ji lalita pujan ka simple tarika bataye...
guru ji kya akhand jyothi ke bina bhi roj diya ker ke ghatstapna kalash stapana ker sekthe he kya ya phir astami ke din kanya bhojan karati hu us din ma devi kalash stapana ker ke puja ker sakte he kya
Pranam Guru dev, aapko navrati ki hardik shubhkamnaye 🙏🏻✨ Kuch jagho le pashu bali ki pratha hai, kya iss pratha ka shastrokta praman hai?🙏🏻
Prnam guru dev🌹🌹🌹🌹🌹 🌹🌹🌹👏👏👏👏🌹🌹🌹👏👏👏🌹🌹🌹👏👏👏👏👏👏
Navarati puja path havan karne ke liye kaunsa pustak aur granth lena chahiye.
Guruji navratri mai saptshati,,navarnav mantra,,durga namavali,,, Shree suktam,,ya Anya sadhana ki information dijie
Starting ke two vart rakh.sakte.hai kya🙏
🌹🌹🌹जय माता दी 🔱🙏
Jai shree krishna 🙏
jai mata di 🙏🙏
Navratri me two vart 9 or 10.april.ko.rakhkar.hum Attami.ki.kadae kar sakte hai.kya.
Navratri ke navdin mantra jaap aur shhrotram ki jankari dijie
Navratri me rudra sadhna kar skte h kya ? Or rudra sadhna kese kre nyas ye sab btay
Agar akhand diya bar bar buj jata ho to kripya aap bataye diya kaise lagaye or kaise diye ko lambe samy tak jalakar rakh sakte hain?
Sir navratri me bahar Jana pade to kya hair cut aur shaving kar sakte hain?
Ha..aap Sankalp nai lete hai .. daily Durga saptshi nai padhte hai ..aap pandit nai hai ..aur jrurat hai to hair cut aur saving kar sakte
Guru jii yedi ek ghr me do jane navrari kre to kalsh do rkhe ya ek hii nariyel sab btaye plz or navrari me jeen mata jii hamari kuldevi hh to kuldevi ki aarti pehle kre kya or Ganesh jii ki aarti Kab kre
Guruji meri swastha acchi nahi kya mai shuru or akhri ke vrat rakh ke kanya bhoj kar sakti hu kripya 🙏 time nikaal ke zarur bataye 🙏jai Shambhu
क्या व्रत करने वाला हेयर वाश कर सकता, और कंघी.... साबुन वगैरा यूज कर सकते है क्या?????
Guru ji ek baat btae... Vrat hum 9 days kre nd kanya pujan me hum vrat ka Udyapan kre ya 10th day krte h. Please btae. Bhut confusion h.. 9 din fast rakh ke 10th day kanya pujan (puri+halwa+chawle) kre ya asthami ya navim pe kre
Kalash sthapana karneke bad kya akhand diya 9 dino tak jalana hi padega ya sirf aarti karane tak hi diya jalana hai
Kripa kur ye batein ke nariyal ko kalash pe seedha rakhna sahi hota hai ye lita ke?
2. Kya hum wahi nariyal jo saal ke phele navratri mein sthaphit kiya tha rakh sakte hai?
Jai Mata di.🙏
Kreem matra ke jankari deje gurudev
Jai Mata Di 🙏
Jay mata di.
पंडित जी प्रणाम, मैं यह जानकारी प्राप्त करना चाहता हूं पूजा करने का विस्तृत वर्णन किस ग्रंथ में किया गया है उस ग्रंथ का नाम बताएं। और बताएं की पंचोपचार व षोडशोपचार की जो प्रक्रिया आए हैं वह किस प्रकार पूर्ण होती है यह भी किस ग्रंथ में लिखा हुआ है कृपया उसका नाम बताएं??
👌👌👌bahot sundar btaya aapne
👌👌👌
Namaskar
Pranaam gurujii 🙏navratri mein har roj devi ka shringaar karti hu tab devi ki murati uthani padti hai devi ki murti chotisi hai to yah sahi hai galat
Yah bata dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐
Jay mataji
Guruji javare kab ugane chiye navratri k din ya ushke agle din
Namshte jee,
Mai pichle 3 saalo se aastami ka nirjala vrat karti aa rahi hu
Par iss saal se pandit jee ke kahe anusar maine hamare yaha ke ek prasiddh durga maa ke Mandir mai kalash sasthapna kar rahi par mai sirf ekkam aur aastami ka vrat rakhna chahti hu
To kya bich ke dino mai khana bannane aur khane mai mujhe kya niyam karna hoga....
Weise maine mahalaya ke din ghar jitna ho saka us anusar saaf safai kar liya h
Aur bina pyaj lasun ke senda namak se hi bhojan banaungi
Par kya mai saso tel masale tamatar ya aur kisi tarah ki sabje ka proyog khane mai
Ekkam aur asatami ko chod kar baki dino kha sakti hu
Kya Kalash me nariyal na rakhne ki jagha chawal bhar kar rakh sakte h maine ek video me aisa daikha tha or me janna chahati hu kya Aisa bhi hota h kiu ki kuchh log kehte h nariyal ghar me parshad ke rup me nhi laina chahiye kuchh kehte lai sakte hai or nariyal ko behte pani me visarjan karna bada mushkil ho jaata hai behta pani aas-pass nahi hai bahot dur h waha Jana thoda mushkil ho jaata hai fir Aisa lagta h koi mana karega visarjit karne k liye kiu ki log kabhi kabhi nahi karne daite
Guruji namsatay guruji kaya aap Bata saktay hay k kaya hum ghar pay hi devi ke paran parthista Navrate may karsakatay hay ....agar ha to aap video bana o gay aap to hum aapake khub aabhari rahay gay ...hamaray yaha bhraman maharaj bhi nahi hay ...to pls aap hamrai manokaam na puri karay
Guru ji karwachuth per bhe video bnana please guru ji
Namskar guruji
Hamare yaha astmi ke din havan hota hain or astmi ke din hi upvas chhodte hain. Agar kumarika pujan nhi karte to kya paap lagta hain?? Humare yaha nhi karte hain kumarika pujan
Ohh.. asthmi ko he kar sakti Kanya poojan
Dashmi ko hi choki htaye, kis samay please btaiye
kya 1 samay sendha namak le sakte hai
Bina pandit k kalash sthapna aur puja kar sakte hai
Ha
@@ranjananand4772 dhanyvad
Navratri ke vidhi kounsi shastra main likha hai khane pine ka vidhan kanha likha hai refrence ke saath de
🙏🙏
🏹🚩जय माता दी 🔱🚩
🪔🌺🙏🌺🪔
Guruji sadar pranam 💐💐💐🙏💐🙏 hamare ghar me bhagwan ne sabkuchh diya hai dhandhan sab paripurn hai lekin muje par hamesha arop lagaya jata jab ki meri koi galti nahi hoti hai me thak chuki hu.koi upay bataye meri mansiksthiti bigad rahi hai muje ,😭😭😭
Bholenath par faith rakhe
Surya ko jal arpit kre
@@ranjananand4772 ji dhanyawad guruji ham aesa karti hu.💐💐💐
Apne kha vesa vishnusahtra stotram or shree suktam ka path, ram Nam ka jap, Om namo bhagwate vasudevaye, Om namah shivaya,aek aek mala karki hu💐🙏
Kya kunware larke vrat kar sakte hain
Please reply
Ji ha kar sakte hai
🙏🙏Aap ko koti koti dhanyvad 🙏🙏
कलश कुम्भ के ऊपर से हरित जो चले जाये कलश डक जाये इसका फल क्या है आचार्य जी
Masik dharm ke doran kya vrt KR skte hai
Ky ek bachhi ko 9 din khila sakte
मेरे मन में प्रश्न है और में कमेंट्स के द्वारा पूछ भी सकता हु पर ये यजमान कमेंट्स के रिप्लाई नही देते ....☹️
Guru ji aap shree ganesh ji ka naam pehele lijiye 🙏