Kuch ghante baad ac ka flap apne aap upar ho jata hai or swing ka button bhi kaam nhi karta uske baad, ac bandh karke chalu karte hai tabhi kaam karta hai...
@@howtouseelectronicproduct 3 star Samsung AC he Aur remote me jo vertical swing wala indicator he uske niche horizontal swing wala bhi indicate lekin remote me horizontal swing ka button nhi he. Remote me ek blank button he without label wala aur vo button press karne par kuch bhi nhi karta
Good video 👍😊
Please ac main C2 show kar raha hey solution please
Wi-Fi connect nahin ho raha hai
@@divyasqdi2107 samsung smart things apps download load karo aur
Same wifi se pair karo
Convert kar lo 40% per
Call registered for service
Hlo remote ki.light ka koi option nhi hai kya isme
Nahi
Remote mai light nhi glow hota???
No
Hamne kl he ac lgaya hai pr room cooling nhi kr raha
Room size kya hai
Aur ton Kitana hai ac ka
G bilkul hmare bhi colling nhi krta😢😢 samsung ka ac
leak ho ra h gas
Same here😅
4 years ho gye hai buy kite nu but cooling nhi hundi samsung ac very bad gas leaking problem
Ek din me ac kitne rupaye ki electricity leti hai
Kitne rupay ki
Star rating per likha hai 8 month 8 hour ka consumption you can calculate that is ideal not fixed unit
Hlo sir samsung ac Hai us par temp show nahi hota Hai ji
Sir digital display hai ac me
Kuch ghante baad ac ka flap apne aap upar ho jata hai or swing ka button bhi kaam nhi karta uske baad, ac bandh karke chalu karte hai tabhi kaam karta hai...
Filter clean karo aur flip bhi
Ceremony easy ke remote mein yah problem hai ki Jaise hi mod 120 per jata hai uske bad 24 per nahin a Raha
Cooling ke like kon sa button press Kernan padta hai
Model ke options per jakar cool ka button press karo
Cool ka option select karo
Mere ac ka remote ma problem hai ya ac ma 24pa Rekha tho automatically 29 ya 30pa chaljara
Room temperature mentain hone ke baad show karega 24 abhi aapke room 29 ya 30 ka temperature hai
Matlab koi problem nhi h
@@rajsharma26194 nahi
Humara fan off hai usko on kaise kre sir please tell me
Wind free model hai ya normal
@@howtouseelectronicproduct Samsung split ac 1.5ton 4 star hai
Main se ac se off karke on Karo otherwise call customer care
Vai remote ko andhere me kese use kare dikhta hi nhi.. Kuch kar k light on kar skte he kya..??
Back light nahi hai
Which mode is better ??😊
For regular cool mode
For Air purifier fan mode
For humidity mode mansoon
Cool mode
Farnehight ko degree m kaise set kre temperature ko reomot m fernheight show kr rha h
Temperature key ko +and - 3 to 5 second press karke rakhe ho jayega
Remote me zone 1 show kartah
Sir mera room cool nhi ho raha h kyu kal hi liye h 😢
120% per chalao
Ac Display mai kuj nahi aa rha 😢..plz tell me
Off kar ke on karo
Mere remote me horizontal swing wala button blank he or press karne par kuch nhi karta
Start rating kya hai 5 or 3
Only 5star me 4way hai
@@howtouseelectronicproduct 3 star Samsung AC he
Aur remote me jo vertical swing wala indicator he uske niche horizontal swing wala bhi indicate lekin remote me horizontal swing ka button nhi he.
Remote me ek blank button he without label wala aur vo button press karne par kuch bhi nhi karta
3star hoga four way swing nahi hoga
@@howtouseelectronicproduct
Ha Bhai manual pe left-right(manually) likha tha
Lekin usage kyu nhi show kr rha
Mere remote ka display chala gaya he per vo remote work kerta he
Ma'am please get repair from Brand
Sir ji casset ac chalu hota h or 1mint ke 3 light blinking karta h ac band hojata h kya problem h plz sher me
Check Kara lo company se
Bhai hamara Ac ka beech wala fliper nhai chl rha
Service Kara lo agar service 6month ho gaya ho to
Jaise hum temperature 16,17,18 rakhte hai waha par kuj nahi aa rha plz tell me sir
Kaha per ?
मेरा रिमोट का टेंपरेचर गड़बड़ हो गया है
Kya hua hai
Mode change ho gaya hai kya
°F ko °C me kaise badle or isme jo deep clean ka option hota hai wo kaise kare
Mere remote me 70
Bekar h