Sir agr sat tak leave lena hai...next day sunday hai to joining mndy ko krnge..to kya sunday include hoga leave me..ya sat tk hi include hoga?? Ya friday tak leave le aur saturdy ko join krle....sunday jisme include na ho...
Sir, Mera 1 hi beta h or wo 17 years ka h , use fever h , doctor ne dawai likhi h and 1 week ka bed rest likha h,. Is base par maine 30 din ki CCL apply ki h, toh reject ho rhi , reason ye bata rhe h ki , bed rest 1 week ka hi h toh avedid avkash ki avadi adik h, bataiye sir kya kare, bed rest nhi likhwate h toh kehte h ki doctor ne bed rest nhi likha or ab likha h toh kehte h ki jitne din ka likha toh utne din ka hi milega, lekin sir, doctor toh 5 -5 din baad bulate h, bataiye ki agar m sirf 15 din apply krti hu or fir aage 15 din k liye doobara extend kerti hu toh wo second time CCL me count ho jayega, or agar aur aage need hui toh mere liye problem ho jayegi..,... Please help sir, what to do.....one more thing bete k boards bhi h , studies bahot effect ho rhi h....... Please guide 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir mujhe 30 din ki CCL leni hai jruri kaam se... meri beti 1 yr ki hai or wo beemar ni hai theek hai to sir uska beemari ka kuch dikhana pdega kya record hme,... Kya kya document lgaye sir... Btaye plzzzz
@@shikshavibhag beti k lie doctor se kuch likhwa le 1 month ko or iske alawa applicetion lga de CCL lene ki.... Bus yhi 2 document lgane hoge kya sir...??
@rehanafaridi CCL अन्य leave से अलग है। Matrinty Leve,cl ,medical leave me आप Apply करते हैं। अवकाश पर जा सकती है। लेकिन ccl में ऐसा नहीं है। उसके Approve होने पर ही अवकाश पर जाना होता है। इसलिए 5 दिन पहले आवेदन करना सही रहता है। यही सबसे सही तरीका है। वाकी आपकी मर्जी आपकों किस हिसाब से करना है।
Kya baby ke medical pr doctor ka mohar aur din likha hona compulsory hi
Sign hi pryapt he bed rest kab se kb tak he ye likha hona chahiye
Sir, doctor ne agar bed rest 1 week likha h toh kya hum maximum days i.e., 30 din k liye apply nhi kr sakte h?
New rule ke according agar hm ko ccl lene ho to kya change ayega kya incharge se sign kerana hoga
Forward karana hoga
Sir new update according kya kya document chahiye
शपथपत्र अब नहीं लगेगा।
आप ये वाला Video देखें 👇👇👇👇
ruclips.net/video/TVi2sfrDiW8/видео.htmlsi=a4IdhjqGEeGLDRw7
Ab jo latest rule aaya hai usmein affidavit nahi bnwana hai
Ha Ji bilkul sahi kaha apne new rule a achuka he ab
Ccl lene ke kitne din pehle apply karna chahaiye online 20:22 20:26
5 day kafi he
Wo document aadesh kaise download kr sakte hai
Konsa document chiye apko
Agar head ne application forward nahi ki hao toh kya 2days ke baad auto forward ho jati hai beo ko??
Forward Karna Hota He Apne Aap Nahi Hote He
Upload documents ki total size kitni honi chahiye ??
200kb
Sir agr sat tak leave lena hai...next day sunday hai to joining mndy ko krnge..to kya sunday include hoga leave me..ya sat tk hi include hoga??
Ya friday tak leave le aur saturdy ko join krle....sunday jisme include na ho...
5 Tak leave le aap and 1 Suffix Add karna Jesse apka Sunday add nahi hoga and joing Monday ko ho jyge
Agr aap 7 tak leave lege tak koi option nahi he apko 5 Tak hi lene hogi
Kya ABSA ko ccl send krne k bad screenshot lekar unke Number or bhi send krna hota h
Esa compulsory to nahi he but reminder ke roop me send kar sakte he
Medical ka jo document hi vo government hospital se hi banaana hi ya kisi bhi hospital se banwa sakte hi
Kese bhee clinic se bhee chal jayga
Kya ye site UP m hi kam krengi.
Haryana m online kaise kre?
Agar ccl me leave available 0 dikha rhi to kta kre
Brc par contact kare aap
Medical ka prchi lgana jruri h agr bachcha bimar nhi h to prchi kha se milegi to kya ccl nhi milega?
Aapko kes adhar par CCL lena he apko
@@shikshavibhag Bachcha 4 month ka h
@nirbhayvlog4507 achha
Ap bs application likh kar upload kar de
Sir sunday k bad monday se apply kr skte hn kya
Ha prefix me 1 likh dena
Ek help chahiye
Okk kya help chahiye apko
Sir last year ccl li thi lekin uska last year ka aadesh download nhi ho rha hai
Konsa adesh
@@shikshavibhag sir hamne last year ccl li thi uska record show nhi ho rha hai last year kaise download hoga
Last year ka show na hone par koi problem nahi he aap es sal le le ak year me 3 bar le ja sakte he
@@shikshavibhag sir ye sab to jankari hai hame lekin wo aadesh chahiye hame salary ruki Dali hai isliye
@gaurishivpandit2533 achha ye matter he
Sir, agar 30 din ki CCL Leni h toh kya doctor k prescription par bhi 30 din likha hona chahiye, kya ye condition compulsory h.......
CCL alag he and medical alag hota he
Ab apko kya lena he pahle ye clear kare aap
CCL me kese ki jarurat nahi he
Medical me doctor ka likha hona chiye
CCL CHILD BASE PAR MELTA HE
Kya ek bby ho to....720 days eki bby pr use kar skte hai ?
ccl ya maternity joining dalni hai per us din school nahi ja pa rahe hai to kya kare?
Eska koi samdhan nahi
Use din Jana chiye
Agar joining approve ho jaye tab us din ki CL manya hogi?
Tab Manya Ho jyge
Sir ek baar mein maximum kitne din ki ccl leave le sakte hain
30 din tak es se related go 01-03-2023 ko jari Kiya gya tha ki maximum ak bar me 30 din ki CCL de jya
@@shikshavibhag ok thank you sir 🙏
Mujhe ccl leni h 11 dec se 30 dec tk to kya m suffix me 15 day dalkr 16 jan ko join kr skti hu
Ji bilkul but ak bar aap absa sir ya brc par contact jarur karle Tabhee aap esa kare
Aur jab ccl ka proforma bhar rahe ho to hand written application ki jarurat nahi hai
Sir, Mera 1 hi beta h or wo 17 years ka h , use fever h , doctor ne dawai likhi h and 1 week ka bed rest likha h,. Is base par maine 30 din ki CCL apply ki h, toh reject ho rhi , reason ye bata rhe h ki , bed rest 1 week ka hi h toh avedid avkash ki avadi adik h, bataiye sir kya kare, bed rest nhi likhwate h toh kehte h ki doctor ne bed rest nhi likha or ab likha h toh kehte h ki jitne din ka likha toh utne din ka hi milega, lekin sir, doctor toh 5 -5 din baad bulate h, bataiye ki agar m sirf 15 din apply krti hu or fir aage 15 din k liye doobara extend kerti hu toh wo second time CCL me count ho jayega, or agar aur aage need hui toh mere liye problem ho jayegi..,... Please help sir, what to do.....one more thing bete k boards bhi h , studies bahot effect ho rhi h....... Please guide 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ji bilkul apki help ki jyge
Ab ye jaruri to nahi he ki doctor bed rest likhe tabhee CCL mele
CCL KYA AK HI BAR MELTE HE KYA Total Lagbhag 700+ melte he aap le sakte he
18 year se Kam ke child par aap le sakte he
2 nd bar CCL lene me kya pruhe kuch nahi i think
Sir mujhe 30 din ki CCL leni hai jruri kaam se... meri beti 1 yr ki hai or wo beemar ni hai theek hai to sir uska beemari ka kuch dikhana pdega kya record hme,... Kya kya document lgaye sir... Btaye plzzzz
Ha, 30 Din ke liye apko kuch na kuch banbana hoga
Agr bhee 1 yr he
Medical Related Banbana hoga kuch
@@shikshavibhag beti k lie doctor se kuch likhwa le 1 month ko or iske alawa applicetion lga de CCL lene ki.... Bus yhi 2 document lgane hoge kya sir...??
@sonukushwaha2892 video dekh le aap pura complete Information he
Pdf kitne kb ka hona chaiye
Ccl lene ke kitne din pehle apply karna chahaiye online
5 day
@rehanafaridi Ye compulsory nahi he ke 5 ay pahle karna hoga but approve hon eme time lagta he esliye 5 day kaha he
@rehanafaridi CCL अन्य leave से अलग है। Matrinty Leve,cl ,medical leave me आप Apply करते हैं। अवकाश पर जा सकती है। लेकिन ccl में ऐसा नहीं है। उसके Approve होने पर ही अवकाश पर जाना होता है। इसलिए 5 दिन पहले आवेदन करना सही रहता है। यही सबसे सही तरीका है। वाकी आपकी मर्जी आपकों किस हिसाब से करना है।
@rehanafaridi ak bar me 4
10 days
Phone nm de de apna
9532808287
Thank you