हमारे घर में हनुमान जी के मदिर और रसोई के एक ही दीवार है और मेरा सबसे बड़ा भाई रसोई में non veg ला कर बनाता है और रसोई में ही शराब और non veg खाता है और मैं रामायण लाना चाहता हूं और daily रामायण का पाठ करना चाहता हु क्या मुझे रामायण लानी चाहिए क्या मैं रामायण ला कर पाठ कर सकता हु 🙏 रिप्लाइ जरूर करे 🙏
कलश शांत होने के बाद उसको पहले दिन ही हटा देंगे उसके बाद नवे दिन समाप्त करेंगे हवन करके तब कलश की स्थापना फिर से करनी पड़ेगी क्या? और जो अखंड दीप जलाएंगे वह तब तक ही जलाएंगे जब तक पाठ करेंगे या फ़िर पूरे दिन रात जलना चाहिए ?
Nahi nahi bas pehle din रख सकते हैं फिर नही रखना नौ दिनों में भी जरूरी नहीं सिर्फ एक दीपक रख सकते हैं वो भी न हो तो पहले दिन अच्छे से पूजा कर लिए बस इतना ही कर लिए तो काफी है जय सीताराम राधेश्याम
Nhi... dikkat nhi Bas kaksh shubhta ka prateek h Bhagwan ko priy hoti h kalash ki sajawat sthapana aadi Bas isiliye karte hain Sath hi kalash me sabhi devi devtao ka ak sath vas hota h ekathha sabhi ki puja ho jati h
Hello didi Mein bhi roz ramayan paath karna chahti hu. Ramayan paath soru karne se phale mujhe apni pooja ghar per kya rakhna hoga.. Aur mujhe sanskirt nhi aati is video me aapne jasa bataa hai agr usko karne me koi galti ho gyi to, kya aap kuch aasan tarika bta sakti hai jisse humse bhool se bhi koi galti na ho...
पूजा के अंत में राम nam sitaram naam sankirtan kiya jaye to ab galti maf hoti h Sitaram sitaram aisa gana h..ya japna h..kuch mala Ya 8-10 minutes bhi jap le..ya jyada jitna time ho Yeh har puja ki safalta ke liye kiya jata h Dusri baat hridnyas karnayas mahilao ke liye jaruri nhi... Purushon ke liye bhi jo kisi karan se na kar paye koi dikkat nhi.. Sidhe maanas shuru kare Mera dusra channel h..shiv hari upasana isme maine granth dikhate hue path kar ke dikhaya h sunaya h
Kuch nahi chhodna padega Par kewal hindi me nahi mool path jaisa likha h waisa hi padhna hota h sath me Hindi kewal apne smajhne ke liye apki ichha ho to padhiye par avadhi to padhna hi h
@@spiritualwoman79 okay 🙏 but ,...roj krni chahiye ya nhi yahi confusion he qki,...akshay tritiya k din se humne ramayan padhna start kiya h nd tab se lekar aaj tak ramayan ki 1 time to aarti krte hi h to,...yahi poochhna tha ki roj kr saktey he ya nhi or kabhi kisi kaaranvash chhoot jaye to kya kre?? Yahi janna tha ma'am
दीदी 🌿🥀🌺 जय सीताराम 🌿🌺🥀🌹🙏 धन्यवाद 🌿🌺🥀🌹 🙏
Bahut pyaara ❤❤❤
Dil se dhnayabaa didi ❤❤
Jai jai sri sitaram 🏹🏹🏹🏹
Jay sitaram 🙏🙏❤️
Superb didi ap jaisa abhi tak kisi ka esa vdeo nahi dekhi hu superb se upar plz ese hi bidhi se vdeo bnake dale....🌹🌹🙏🙏🌹🌹🙏🙏🌹🌹🌹🙏🙏sitaram 🌹 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Excellent. . Recitation is also nice.
Jai shree Ram
Bohat achhe se aapne pooja vidhi samjhai ha bahan...thank you so much
बहुत सुन्दर समझाया बहन आपने भगवान श्री राम की कृपा सदा आप पर बनी रहे 🙏🙏🙏
Bahut bahut dhanyawad 🙏 apko jay sitaram 🙏
Jai shree ram
Bahut sunder sister
बहुत बहुत धन्यवाद आपका
Dhanyavad 🙏
Good presentation.
Aapkaa schitr samghane ka tarika super hai aur b vedio bhejo
ruclips.net/p/PLbi4ZmA2vvDBVsop94rWU001DAiBtGF8C&si=CaCuGcn2G1MhGgBB
हमारे घर में हनुमान जी के मदिर और रसोई के एक ही दीवार है और मेरा सबसे बड़ा भाई रसोई में non veg ला कर बनाता है और रसोई में ही शराब और non veg खाता है और मैं रामायण लाना चाहता हूं और daily रामायण का पाठ करना चाहता हु क्या मुझे रामायण लानी चाहिए क्या मैं रामायण ला कर पाठ कर सकता हु 🙏 रिप्लाइ जरूर करे 🙏
🙏🏻🙏🏻
रामचरित मानस पाठ समाप्त होने के पश्चात क्या रामचरितमानस के चौपाई/दोहा का भी हवन करते है?
Ramayan ko mandir me kis jagah par rakhna cahiye
कलश शांत होने के बाद उसको पहले दिन ही हटा देंगे उसके बाद नवे दिन समाप्त करेंगे हवन करके तब कलश की स्थापना फिर से करनी पड़ेगी क्या?
और जो अखंड दीप जलाएंगे वह तब तक ही जलाएंगे जब तक पाठ करेंगे या फ़िर पूरे दिन रात जलना चाहिए ?
Might Ramadan paranoid autism per havan vidhi bataye
Hanuman ji ko aasan kaha par de
जो गौरी गणेश बनाए हैं उनको पूजा के बाद क्या करना चाहिए
Kya humko har bar jab ramcharit manas pdhte hai tab aavahan krna hoga ?
Di agr hum one month me ramayan poori kre tab bhi hume kalash rkhna honga kya plz btaye .Jai shree ram 🙏
Nahi nahi bas pehle din रख सकते हैं
फिर नही रखना
नौ दिनों में भी जरूरी नहीं सिर्फ एक दीपक रख सकते हैं वो भी न हो तो
पहले दिन अच्छे से पूजा कर लिए बस इतना ही कर लिए तो काफी है
जय सीताराम राधेश्याम
Ok thank u di Sitaram 🙏
Jai shree ram 🙏 didi
Kya kalash na bhare to कोई दिक्कत है क्या
Nhi... dikkat nhi
Bas kaksh shubhta ka prateek h
Bhagwan ko priy hoti h kalash ki sajawat sthapana aadi
Bas isiliye karte hain
Sath hi kalash me sabhi devi devtao ka ak sath vas hota h ekathha sabhi ki puja ho jati h
Daily pooja kara hai? Or first time please reply ji
Hello didi
Mein bhi roz ramayan paath karna chahti hu. Ramayan paath soru karne se phale mujhe apni pooja ghar per kya rakhna hoga.. Aur mujhe sanskirt nhi aati is video me aapne jasa bataa hai agr usko karne me koi galti ho gyi to,
kya aap kuch aasan tarika bta sakti hai jisse humse bhool se bhi koi galti na ho...
पूजा के अंत में राम nam sitaram naam sankirtan kiya jaye to ab galti maf hoti h
Sitaram sitaram aisa gana h..ya japna h..kuch mala
Ya 8-10 minutes bhi jap le..ya jyada jitna time ho
Yeh har puja ki safalta ke liye kiya jata h
Dusri baat hridnyas karnayas mahilao ke liye jaruri nhi...
Purushon ke liye bhi jo kisi karan se na kar paye koi dikkat nhi..
Sidhe maanas shuru kare
Mera dusra channel h..shiv hari upasana isme maine granth dikhate hue path kar ke dikhaya h sunaya h
Kya mein ramayan Hindi me padh sakti hu..
Didi
Mein Roz Ramayan padhna chahti hu...per mein pyaz lahsun se sabji banati hu. To kya mujhe pyaz lahsun chodna padega aur kya mein Hindi mein ramayan padh sakti hu
Kuch nahi chhodna padega
Par kewal hindi me nahi mool path jaisa likha h waisa hi padhna hota h sath me
Hindi kewal apne smajhne ke liye apki ichha ho to padhiye par avadhi to padhna hi h
Thankyou didi
What to do after reading last page of ramcharitmanas
Hawan ,brahaman bhojan,daan,ramcharit maanas bhi daan kr sakte h..
Jaisi samarthy waisa kre na ho na kre jo karna ho kar sakte h
Kalash ka kya karein? Agar koi bina sakalp ke padhe toh??
Pehle hila do thoda sa.. fir jab Deepak shant hone k baad gamle me daal do jal aadi chawal aadi chidiya kha legi
Ye puja sirf pehle hi din karni h
Panchopchar bidhi se karke dikhaye
Ek baar ramayan samapt hone ke baad firse continue kar skte hain kya??
Ha bilkul..
Ma'am kya roj ramayan ki aarti karni chahiye ya nhi??
Jaise ichha..
Sabhi bhagwaan ki to karte hi h usi aarti se ramayan ji ki bhi ho jayegii
Ramayan ji ki aarti bhi hoti h jo piche likhi h
@@spiritualwoman79 okay 🙏 but ,...roj krni chahiye ya nhi yahi confusion he qki,...akshay tritiya k din se humne ramayan padhna start kiya h nd tab se lekar aaj tak ramayan ki 1 time to aarti krte hi h to,...yahi poochhna tha ki roj kr saktey he ya nhi or kabhi kisi kaaranvash chhoot jaye to kya kre?? Yahi janna tha ma'am
Nhi mai to nhi krti ..roj
Jai shree Ram