@@vindeshkaushik Thank you sir aapne reply kara meri bhi ye same problem thi or sir ek suggestion bhi dena chaunga ki aapko ye necessary chize video me bata deni chaiye thank you
Thanks for the detail video. Maine payment kar di but documents upload karna hai. Mere ko 220 SqM wali plot slect karni hai toh woh option kahan per hai. Thanks
Sir meri salary total 3 lakh hai par incentive sahit 5 lakh income hai aur itr bhi fill krta hu to konsa Option salect kre Upto 3 lakh vala ya 3 to 6 vala
Sir mein government employee hu Aur SC category se belong karta hu, too mujhe kis category se form fill karna chahiye... State government ya SC category, pls bataye
सर मेरा पेमेंट कट गया अकाउंट से ओर फॉर्म स्टेटस पेमेंट सही टाइम पर नहीं हुआ ऐसे आ रहा हे और 48 घंटे से ज्यादा हो गया ओर पेमेंट वापस नहीं आया और फॉर्म भी सक्सेसफुल नहीं हुआ में क्या करूं अब सर
Sir mene Credit card se pay kiya h now it is mentioned that agar allotment nhi hota toh bank account me pesa aaega toh bank account detail kahan dalni h
Bhai ji mere form me refund k liye bank details fill ka option nai aaya payment sucess h gyi kya karu jda me phone kara bole jis account say cut hue ussi me aa jyngs after draw kya karu
Mera registration govind vihar aavsiya yona mai kar diya hai Iske baad aane wali yojna hai patel nagar Kya mai apeni wife ka registration usme kar sakta hu
Income certificate ke liye Salary slip ya jo proof ho aapke pas vo chahiye! Aap tehsil me jana, vahan sab clear ho jayega aapko kya documents chahiye! 👍
@@vindeshkaushik kuchh nahi submit payment ke bad submit kar diya recipt print ho gai jda se phone par bhi control numbers aaye upload ka kahi option hi nahi aa raha
JDA Atal Vihar Yojna: ruclips.net/video/oc3-HpKVWsQ/видео.html
Govind Vihar JDA Scheme: ruclips.net/video/M_YpKYSjPpg/видео.html
WhatsApp Group: shorturl.at/lbtBv
Thanks sir bahut achchi jankari share ki aapne sabhi doubt clear kar diye
Welcome! 🙂
Abhi ke liye bas apply karna h na, agar allotment hua uske bad documents upload karne h. Right?
😮 ITR ya form 16 nii ho vo kya kre
Income certificate nii h
Jaise home tuition vgera krvate ho vo kha se laynge
Income certificate ban jayega!
Sir last date se phle documents upload krna jaruri h ya lottery k baad bhi kar skte h btaye please
Documents lottery ke baad chahiye! Abhi nahi...
@vindeshkaushik thanks sir 🙏🙏
BhI abhi banl details kaise dale paise cut gye bank details dalne ka ni aadha refund k liye
सर नमस्कार
मैने अभी ये फॉर्म भरा
पेमेंट सफल हो गया पावती भी आ गई।
अब बाकी डॉक्यूमेंट कहा अपलोड करे।
जैसे आधार pan itr ईटीसी
Abhi documents upload nahi karne hai, vo allotment ke baad chahiye! 🙂👍
@@vindeshkaushik ok sir thank you
And special thanks for your prompt response 🙂
@@vindeshkaushik Thank you sir aapne reply kara meri bhi ye same problem thi or sir ek suggestion bhi dena chaunga ki aapko ye necessary chize video me bata deni chaiye thank you
@@everythinghabibi69 Ji Bilkul!
Sir Jesé payment Kardia QR SE fir refund kse aayega
Thanks for the detail video. Maine payment kar di but documents upload karna hai. Mere ko 220 SqM wali plot slect karni hai toh woh option kahan per hai. Thanks
Documents abhi upload nahi karne hai aur Plot size select nhi karna, Income category select karni hai, accordingly plot category select ho jayegi...
@@vindeshkaushik FIR KAB HOGE DOCUMENTS UPLOAD
@@VijayTech2022 Documents after allotment!
Family income means in joint family
Payment refund kaise hoga agar plot nhi mila to
Jis method se aapne payment ki, same method se refund hoga!
If someone is a government employee, can he apply under unreserved category?
Yes!
Document upload ka to koi option hi nahi hai...or booklet mein bhi kahi pr bhi likha nahi ki kya kya document upload karne hai
Documents upload nahi karne, documents after allotment chahiye!
Can apply whose income is greater then 20 lakh
Yes!
@vindeshkaushik my income is greater than 20 lakh can I apply for MIG B
Sir meri salary total 3 lakh hai par incentive sahit 5 lakh income hai aur itr bhi fill krta hu to konsa Option salect kre
Upto 3 lakh vala ya
3 to 6 vala
Sir mein government employee hu Aur SC category se belong karta hu, too mujhe kis category se form fill karna chahiye... State government ya SC category, pls bataye
Kisi bhi category me apply kar sakte ho!
सर मेरा पेमेंट कट गया अकाउंट से ओर फॉर्म स्टेटस पेमेंट सही टाइम पर नहीं हुआ ऐसे आ रहा हे और 48 घंटे से ज्यादा हो गया ओर पेमेंट वापस नहीं आया और फॉर्म भी सक्सेसफुल नहीं हुआ में क्या करूं अब सर
Authority ko payment receipt ya screenshot email kardo aur call karo unhe. Aur bank se bhi contact karo ek bar!
Form fill krte time Document submit krna h kya
Nahi, Documents allotment ke baad chahiye!
If someone is in SC category. Can he apply under "unreserved" category?
Yes!
Sir मैंने QR code से payment किया है ( क्रेडिट कार्ड से) तो payment भी क्रेडिट कार्ड में आयेगा क्या।
Most probably!
sir annual income 12lakh+ hai , kya hum family ke 3 member apply kr skte hai kya ?
Only one member from one family can apply!
Can delhi govt employee apply for this scheme? Kindly reply.
If you're a domicile of Rajasthan, you can apply.
Thanks @@vindeshkaushik
Sir mene Credit card se pay kiya h now it is mentioned that agar allotment nhi hota toh bank account me pesa aaega toh bank account detail kahan dalni h
Bank account ki details fill nahi karni hai kahin. Most probably refund aapke credit card me hi aa jayega!
Thank you for responding
Sir lottery me name nahi aya tho registration amount vapas mil tho jayega na
Yes!
Sir army person income certificate officer se sign kale fillp karna h ky
सर फोटो ओर vdo कब डाउन लोड कब होंगे। हमने पेमेंट कर दिया
Download karne ka option show nhi ho rha hai!
Sir mera registration ho gaya hai lekin abhi document kab lagane honge please reply
Documents upload nahi karne abhi, Vo allotment ke baad chahiye!
@vindeshkaushik thank you sir
Sir jiski annual income 7-8 lakh h vo konsi category aayega
MIG Type A
2 schme me apply kar sakte h jya ek saath
सर क्रेडिट कार्ड से पेमेंट करने म क्रेडिट कार्ड म ही जायेगा क्या।
Hanji
ST categary wala konsa select hoga option
Sir General category me kon konse document ready rakhne honge
Sir sainik category me plots mila to kitne rs me milega last me?
Pls help
Vo depend karta hai aapne konse plot size ke liye apply kiya hai!
Bhai iski condition aisi bhi hai kya ki jiske naam se apply karna hai uske naam pe rajasthan mein koi ghar nahi hona chahiye?
Agr kisi ki income 6 lakh se kn ho to wo apni income se upr ki category me apply kr skta h?
Nahi!
Sir meri itr 3.50 lakh aur meri wife ki itr 2.55 bhari h last year to konsi income group me form bhare
3.50+2.55 = 6.05 Lacs... MIG Type A
Kya ek aadmi dono sceame me aaply krr skta hai?
Yes!
@vindeshkaushik Documents abhi chahiye ya allotment k baad sir
person residence in rajgarh can apply for this scheme??
Sir alg alg scheme me ek vykti bhr skta h kya
Yes!
Bhai Documents kaha upload karne hai yai option kaha per hai please batao bhai
Documents upload nhi karne hai, allotment ke baad chahiye documents!
Bhai ji mere form me refund k liye bank details fill ka option nai aaya payment sucess h gyi kya karu jda me phone kara bole jis account say cut hue ussi me aa jyngs after draw kya karu
Vo refund aa jayega khud! Don't worry!
@@ANKURSHARMA-ed7fk bhai JDA ka number dedo
State govt employees chooes krne pr bhi categary bharna pdega kya..
Husban wife alag alag apply kr skte hai kya
Nahi!
Ek name se ya alg name se. Husband wife alg alg krde kya
Nahi!
@vindeshkaushik ek vihar me ek. Alg alg vatika m to kr skte hai
कोई बंदा आइ टी आर नहीं भरता है तो आय प्रमाण पत्र कैसे बनेगा?
Ban jata hai! Tehsil jana aap ya fir kisi Jan seva Kendra se contact karna!
31st is the last due date extended, mai apki help kr sakta hu bharne me
Sir moolniwas kitne din me ban jata h
@@arunmaharshi5170 Ban jayega within 1 week. Tehsil me jakar baat karna aap!
is process ke baad application form kese fill karna hai
Watch this video: ruclips.net/video/Uww9SvbP9IM/видео.html
Avedn ko kenshi krna h to rpye vaps aayege
Mera registration govind vihar aavsiya yona mai kar diya hai
Iske baad aane wali yojna hai patel nagar
Kya mai apeni wife ka registration usme kar sakta hu
Kar sakte ho!
Kahi dusre registration mai rs na kat jaye sir
Can a person from Delhi or UP can apply in this scheme. No relation with Rajasthan.
No!
IS SCEME M PLOT H YA FLAT
Plot!
sir mera papa job krte hai mai khuch nhi krta kya mai form bhr shkta hu aur income kya dhikhao pls btao
Agar aapki age 18+ hai to aap apply kar sakte but uske liye appko income certificate chahiye!
@@vindeshkaushik income certificate kaise bnwana pdega
@@AJAYKUMAR-in1xr Tehsil se!
Kisi ki income 20L+ ho to vo kaise apply karen?
Select 18-20 lacs income and apply!
Documents kse upload honge
Documents upload nhi karne abhi! Documents after allotment chahiye!
Sir login password kya hoga
Mene payment krdi
Ab login kese krna hai Dobara
Please help sir
Payment hogi but aagey kuch nahi hora
Aapka form submit ho gya hoga!
@ sir check kaha se kre
Ki form submit hogya
SSO id se login k baad bhi kahi kuch show ni hora
Please sir help
Aapka WhatsApp number dedo
@@vindeshkaushik sir me form download nahi kr paaya
Eske lie help kro sir plz
Me form Kaise download kru
Always be short & brief & fast
Sure! 🙂
Abhi koi document upload nahi karna h lottery ke baad upload hoge
Form m refund ka option to aa nhi rha h nhi mila plot to pese bafis kese aynge account m sir refundable wala amount
Well explained
Thanks! 🙂
Sir payment kr diya lekin failed ho gya or account se debit ho gye ....any solution
Refund aa jayega!
Same mere sath bhi hua hai
@@vindeshkaushik kb tk aayega sir
@@rohanghunawat5683 aapka aaya kya refund?
@@rohanghunawat5683 aaya ya nhi aapka refund?
jinki income 7 lakh se 12 lakh k beech me hai vo konsa option select kare
@@vikramsinghrajawat5579 Good 👍
MIG-A
M haryana ka hu meri wife rajasthan ki h to kya m apni wife ke name se fill kr sakta hu ??
Nahi!
Prateek aurilia me nikle the vaise koi h abhi
🎉🎉❤❤
Document upload kese hoga
Documents upload nhi karne abhi! Vo allotment ke baad chahiye!
3 Lak me milega Palot ya nhi
serving jawan konsi category select kare
Sir serving soldier konsi category se apply krega
Plot ki lambai kya h l
Ye detail available nhi hai!
Hi, Sir
Ek Ghar se 2 form bhar sakte h kya.???
@@morirco.164 Ek family se ek application form allowed hai!
Mein air force me hu job krta hu ......toh mein kya meri wife ho housewife h .......uske ke naam se form bhar skta hu kya ?????
Bhar sakte ho! Lekin income aapki bhi count hogi!
अगर भाई लॉटरी में हमारा नाम नहीं आता तो यह पैसे वापस मिल जाएंगे क्या
Yes!
@@vindeshkaushik kitna wapas milega...?
Vapas Pase kitne milenge
@@rudrasharma.4995 1000 katega
1000 not refundable
6-12 lac walo k kitne plots h
Btaiye
11
11
@@sanjeevpacholi1141 patel nagar me 6-12 lac k kitne plots h btaiye
Viklang h to kya apply kr skta h
Kar sakte hai!
M OBC se hu form bharte time OBC category nahi aata, m konse category se form bharu
Unreserved!
Viklang catagory aati h kya
Yes!
इस एरिया में जमीन की मार्केट रेट क्या है
Market rate reserve rate se zyada hai! Sushant City me 30-35000 ke rate hai!
income certificate mein kya document jaega ?? aur kaise kaha s nikala jae
Income certificate ke liye Salary slip ya jo proof ho aapke pas vo chahiye! Aap tehsil me jana, vahan sab clear ho jayega aapko kya documents chahiye! 👍
Sir payment refund kase hoga
Online hi aa jayega refund!
Processing fees non refundable hai kya?
Sir documents upload ka to option hi nahi aaya
Aapka form submit ho gya?
Ji ho gaya
@@bhagwansinghrathore1Payment ke baad kya option aaya?
Sir koi bhi option nii aa rha h
@@EpisodeExploler Payment ke bad print download or koi bhi option nhi aaya.
Reserve rate kya hai
14,000/- per Sqm
Documents upload option kha hai
Payment ke baad konsa page aa rha hai?
@@vindeshkaushik payment ke bad koi nhi page nhi aaya
Payment bhi ho gaya
@@bhagwansinghrathore1 Login karke dekho firse, ab kya show ho rha hai?
Documents upload ka option nahi aa raha
Payment karne ke baad kya option aa rha hai?
@@vindeshkaushik kuchh nahi submit payment ke bad submit kar diya recipt print ho gai jda se phone par bhi control numbers aaye upload ka kahi option hi nahi aa raha
Same here , payment kr di but koi option nhi aya . Na hi koi mail , message confirmation ka kuch nhi aya
Kese karna h upload
@@tikamjangid8431 nhi krne , lottery nikli uske bd krne h
Kya locations h h sir
Village Naari ka Bas on Kalwad Road!
ST wale bar skte hai kya
Yes!
Sir ST category me service wala or non service ka alag thodi na hai reservation... Ek hi hoga na. ...
Mere ko sikar road pr lena h
Sir aap say contact kaise kar skte hai
WhatsApp at 9818072145
Thank u sir tomorrow ill contact you
Koi bhi bhar sakta h kya
Hanji koi bhi bhar sakta hai!
Ya job kr ne wala ho
Sir please help
Login ID or password kaha se milega
Payment k baad
Document upload kha se honge
Documents upload nhi karne hai, vo after allotment required honge!
Document upload ka option nahi aa raha he
Hanji documents after allotment hi chahiye!