दीपक जी, मेरे भिंडी के पौधों को लगाए हुए लगभग 40-45 दिन हो चुके हैं, पौधे भी काफी हरे-भरे और स्वस्थ दिख रहे हैं पर उनमें अभी तक फ्लावरिंग शुरू नहीं हुआ है। कृपया कुछ उपाय बताएं।
Sir neem khali to aap pahle se use karte hai.lekin jab nimatod ho jata hai tab kya karte hai.sir koi medicine bataiye jo effective ho.mere plants me baar baar nimatod ho jata hai
Deepak ji, mere cucumber plant ke sare leaves yellow ho Gaye Hain kagaj ki tarah and plant murjha rahe hain😭...kindly bataiye kuch upai hain kya ise thik karneka?? Aap agar kindly reply kijiyega to bohot accha lagega😔
Mere ynha amrood aur anar k podhe Lage h me homemade fertilizer deti hu Jo kitchen waste hota h uska banaya h cutting aur Pani bhi time se deti hu but fruits nhi bnte😢😢😢😢😢
Mere yaha bhi 48 ka temprechar hai ..or mere kaddu or bhaindi lauky lal bhajee sab jal chuke hsi ..humne unn paudho me barabar panee dala but sab khatam ho chuka
मेरा शिमला मिर्च का प्लांट में Leaf Curl Virus Ka Attack hai और बहुत केयर करने पर भी ठीक नहीं होता है तो क्या करे मेरे मेरे यहां 31°C तक तापमान है और मैंने नीम Oil Ka Bhi स्प्रे किया लेकिन अभी तक ठीक नही हुआ और मेरा 1 शिमला मिर्च का प्लांट सुख गया और 2 प्लांटस जिंदा है क्या करे 😢
Neem oil ka spray nahi usko jado me dalte hai taki neemtod na ho jo jado me ganth bana deti hai jiski wajah see podhe ki growth ruk jati hai or leaf curl ho jata hai or log spray karte rahte hai jiska koi fayeda nahi jubki virus jado me hota hai ok bro
हमारे गार्डन से आज कद्दू करेला बैगन चौलाई की भाजी torai चेंच भाजी ककड़ी भिंडी पोदिना की पत्ती धनिया की हार्वेस्टिंग हुई है cg रायगढ़
Sir aap harvesting karke sabji tray me daalte ho to vo Jo sound aata hai vo such me bahot acha lagta hai😊
Thanks
Kakadi our karele sathame lagaye to kakadime kadavahat aati he
Sir, harvesting ke baad sabjiyon ka weight karke bhi bataye, aur interesting lagega
Super harvesting
Thanks
Nice harvesting
Sir aap itti saare plants ke liye mitti kha se laate ho? Mere tarf nhi mil ri jada
Bhai mujhe apke chat PE aana he😊.very nice.i m also a plant lover.
दीपक जी, मेरे भिंडी के पौधों को लगाए हुए लगभग 40-45 दिन हो चुके हैं, पौधे भी काफी हरे-भरे और स्वस्थ दिख रहे हैं पर उनमें अभी तक फ्लावरिंग शुरू नहीं हुआ है। कृपया कुछ उपाय बताएं।
Hamare odisha me bahut garam h 50degree
Sir neem khali to aap pahle se use karte hai.lekin jab nimatod ho jata hai tab kya karte hai.sir koi medicine bataiye jo effective ho.mere plants me baar baar nimatod ho jata hai
Hi bhaiya mere kakadi ke bel m kakadi q nahi Banti please batana kya kare
Sir mere baygan ke ful zhad rahe he to hum kya kar sakte he.. Please bataye
Hamare podhe bhi mar gaye, Delhi me boht garmi he 😢
Very very nice 😊
Thanks a lot 😊
Sir all season flower kit ke seeds kb plant krunga? Konse month mai abhi toh 41°C + temperature hai
june month se lagana start kijiye jab barish start ho jaye
Hamare yaha kisan log kehte he mitti ka bartan ke tukre agar podhe ke jar par rehenge to us podhe ke sabji karwa lagta he
Grow bag kha se lete h ap
Mera Tej patta ka ped kyon Sukh Gaya uska koi upay bataiye please Radhe Radhe
Very nice
Hmare to plant jal gye h grmi bhoot tej h
Thanks
Mera Tamatar podhe mai sar rahe hai .uska kya solution ho ga
Nahi kakdi yah fir tori Aksar kari Bijali hai voh pehle se hi beej asa hi aajata hai ishliye 👍
ok
Wow
Soil mix bataye
Kya iss samay karela aur kheera ke beej lagana sahi rhega purane waale ped mar chuke h
Yes
Deepak ji, mere cucumber plant ke sare leaves yellow ho Gaye Hain kagaj ki tarah and plant murjha rahe hain😭...kindly bataiye kuch upai hain kya ise thik karneka?? Aap agar kindly reply kijiyega to bohot accha lagega😔
Aap plant ko hata dijiye kyonki tej garmi me itna jayda damage hone ke baad plant ka recover hona tough hai
Wow, very nice
Thank you! Cheers!
👍 nice
Thanks
Mere ynha amrood aur anar k podhe Lage h me homemade fertilizer deti hu Jo kitchen waste hota h uska banaya h cutting aur Pani bhi time se deti hu but fruits nhi bnte😢😢😢😢😢
sir ap trees kaha see kharidteho
Sir Aap india ki kis city se hain
मानसून सुनने से पहले क्या क्या तैयारी करें गार्डन
Bhaiya aap itne kam time me itni harvesting kese lete ho pls reply bhaiya
koi extra cheej nahi hai proper watering and khad dete jaiye aapko bhi itni hi harvesting milegi
Organic bazar par rose ki variety nahi h please rose ki variety bhi provide kijiye
Rose ko seeds se ugana kafi muskil hota hai isliye seeds available nahi hai
@@TerraceGardening aap video bna k instructions de Dena us trh follow kr k uga lenge aap available krwa dijiye plz
Bhai mere fruit k ped me fal nhi aa rha kya dalu. Anar anjeer apple ber, orange mango. Amrud sab lga rakha hu.
Koi bhi batao
Pehle reason pata kijiye fal na aane ka fir useke hisab se jis cheej ki kami hai use door kijiye
Bhai ji wo kaise pta hoga. Plz suggest.
A bhi tak koi khad nhi dala hu mai lagane se ab tak
आपका टेरेस गार्डन कितने स्केअर फिट है
Sir mera dragun fruit ka podha sukh rha hai usme koun sa khad Dale please reply
sabse pehle to use dhoop se bachahiye kyonki dragon fruit dhoop se khrab hota hai uske baad khad dijiye
@@TerraceGardening ok sir thank you
Mere yaha bhi 48 ka temprechar hai ..or mere kaddu or bhaindi lauky lal bhajee sab jal chuke hsi ..humne unn paudho me barabar panee dala but sab khatam ho chuka
So sad aapne green net use ki thi?
Deepak ji aap apne terest garden me akele kaam karte hain ya kisi ki madad lete hain
kuchh aur logon ki bhi madad leta hu main
Kakadi ko sunday or tuesday ko nhi todna chahiye use kakadi kadvi hoti he
aapko kisne bataya ye?
हमारे यहां दिल्ली में तापमान 49 से हो रहा है मेरे काफी पौधे मर चुके हैं
Haan yrr main bhi delhi se hunn...mere mogre or gulaab k plant care karte karte bhi sookh gye😢😢
same mere yaha bhi tempratue 45 tak ja raha hai but plants abhi survive kar rahe hain
@@TerraceGardening konsi khaad daalun jo plant growth bhi bhi kre or phool bhi aayein plzz 😞😞
@@TerraceGardening mujhe plants se bahut pyaar hh or jab vo aise sookhte h to bhot dukh hotaa hhh😫😫
@@TerraceGardening phoolon k plant me konsi khaad daalein
भैया करेला की वजह से ककड़ी और खीरा करवा हो जाते हैं प्राकृतिक परागण के करण
ok
Aapka Rooftop Area Kitna hai Jisme Gardening kar Rahe hai
Total 2600 SF
Sir, I tried alot from last two months to grow vegetables from seeds and cuttings, nothing grows, what to do
Try again in rainy season or winter season
200,250 ke beej kharidenge
Kakdhi nahi ahe rHi cucumber nahi ahe rHe
🍁
Ye sabzi lagbhag 160 ki hai. Jaipur muhaana mandi
Ok
Mehnat aur ghar ki sabji ki koi keemat nahi.Yeh anmol hai.
Lokki ke bail bachni bahut muskil ho rahi hai
Aap parval kyon nahi lagate hain
Agar kakri ya Cucumber ke aas pass Karela lagaya jaye to kakri karbi nikolta he
Mere yaha baigan fool lag rha h lekin sab fool sukh ja rhe h lauki, kaddu, bhindi kharab ho gaya mai allahabad se hun 😢😢😢😢😢
कद्दू और लौकी में हैंड पॉलिनेशन करके देखें
मेरा शिमला मिर्च का प्लांट में Leaf Curl Virus Ka Attack hai और बहुत केयर करने पर भी ठीक नहीं होता है तो क्या करे मेरे मेरे यहां 31°C तक तापमान है और मैंने नीम Oil Ka Bhi स्प्रे किया लेकिन अभी तक ठीक नही हुआ और मेरा 1 शिमला मिर्च का प्लांट सुख गया और 2 प्लांटस जिंदा है क्या करे 😢
Neem oil ka spray nahi usko jado me dalte hai taki neemtod na ho jo jado me ganth bana deti hai jiski wajah see podhe ki growth ruk jati hai or leaf curl ho jata hai or log spray karte rahte hai jiska koi fayeda nahi jubki virus jado me hota hai ok bro
Poshak super yus kro
Sir mere Ghar per dragon fruit ka podha h 2 year ka lakin us me abhi tak dragon fruit nahi laga
Condition kaisi hai plant ki agar growth proper nahi hogi to fruit nahi aayega
Sir aage se phoda jal chuka hai to per us se aage growth chalu h to kya kre
ruclips.net/user/shortsVVXPaxC5S8E?si=WjTnKbosi6K5KIol
ruclips.net/user/shortsVVXPaxC5S8E?si=WjTnKbosi6K5KIol
Tamatar ke seat jab bhi lagaen aap publish Karen
Sure, will update you
Sir aap kaha ke h
MP
Saare bij acche h lekin ladyfingers nhi ugi Kyo
Temprature high hai dekhiye kaha mistake ho rahi hai aapse?
Banana ka fatlazar dalne se sare paudhe kharab ho gaye
Appne jyada dal diya ya fungus lag gai kya issue hua bataiye
First
Yes thanks
Uluuu banayaaa badada maja ayaa, putna video 🎥 dal diyee😮😂🤧🤐😒🤷♀️😏🤭🤡😤
Thoda price to km kr lo
SIR MAIN GROW BAG LENA CHAHTA HUN
organicbazar.net/collections/grow-bags
Usse achha h ki le ke kha le
Hall batao ji
Hello