maaji sadar prnam avam chran sparsh 😊😊 supa mere yah bhi bajaya jat h meri mamy 3:30 baje se hi dhere 2 bajan suru kr deti h bhut acchi jankari di h ap ne dhnywad🙏🙏
bahut achi jankari di h apne aunt .. 🙏 bahut bahut dhanywad.. apka .. itna vistarpoorvak batane ke liye.. deepawali li hardik shubhkamnaye.. 🙏🙏🙏🙏🙏 ap bahut pyari ho meri ma bhi aisi hi h .. bahut ache se koi bat batati h ..
Aunty kya Diwali ke agle din braham muhurat mein Lakshmi Pooja ki sthan par new jhadu se jhadu lagakar soopa mein kooda uthakar ghar ke bhar fekte hai ya khali soopa hi bajakar ghar ke bhar fekte hai?please reply
Maa namaste hamare yaha diwali ki agle din daridra bhagane ka bhidh hota hai aur meri nani aur dadi dono karti hai aur hame bahut bahut achha lagta hai aur aapki jankari bahut achhi hoti hai 💕🌹🌹🌹🙏 thank you maa ❤️💕🌹🌹🙏🥰🥰🥰🥰👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Maa ek bat pujhni thi aapse mere husband bahut bimar rhte h JB ki wo yoga exercises..khan pan v Shi h fir v unko srir me dhukh rhta h aur paisa v lg ja rha h plzzz btaiye kya kru
Radhe Radhe Chachi ji hum bahr me rahte hai to nal ka taja pani Nahi pi sakte hai to pani Bhar kar Jo hum rakhte hai toti ka vo pani pi sakte hai Jaise Ki hum 6:00 me Kala Chana khaa sakte Hai naste me basi roti khaa sakte hai vajn bhadhne me
Mata je agr kese ne bhul se diwali ke agle din ghr m Satyanarayana ke pujan katha keya ho toh..purane ghr m rah th the ar ose ko humne krhed leya..fer humne diwali ke agle din katha kra le..aapse pahle baar jana jo v aapne bataya th..plz batay ab kya kare.. Humne pandit je se kaha th toh onhone koe aapti nae jatay..kuch v nae aisa bataya..ab ye sunne k baad mera mn bahut dukhe ho gaya hai.. bahut koshish k baad humne ye ghr leya hai..plz batay.kuch opay Mata je aap comments ka plz reply keya kre..
Mata ji mujhe ek bat btayiye ye kmr me dada phnna jaruri hota h....??? Agr hain to kis din phne...kyuki Mai nhi phnti hu... Maa ji plz bta dijiye....life me Kuchh presani chl rhi h....Mai sare niyam follow krna chahti hu...pr Kuchh pta nhi h....aapkavidio dekh dekh k sab Sikh rhi hu.....but ye dada wali bat av tk pta nhi chla....
@@SnehaSingh-gp2et ap aunty ki Dainik Surya Puja ki video dekh sakti hain,usmein kamar mein dhaga pehne ko zaroori nahi bataya gaya hai. Sare niyam bhi vistar se dale huye hai. Baki aunty batati hain,ki koi bhi puja ya dharmik karya karte samay aap apne dono hathon mein anguthi zaroor pehne.ruclips.net/video/bpPdtgXpu9g/видео.html
आपको और आपके परिवार को दीपावली के पावन पर्व पर हार्दिक शुभकामनाएं।ईश्वर से कामना है आपके घर एवं मन से अँधेरा दूर होकर प्रकाश, खुशी , सुख ,शांति,सम्पन्नता का वास हो. HappyDiwali 🙏शुभ दीपावली 🙏
Mata ji navratri me mene durga shapshati ka path read kara tha lekin period ke caltech vo path adhura rahe gaya hai kiya karo .mata jiaap koi upay batae
Aunty ji namaskar happy diwali 🙏🙏🌹🙏🌹 dilwali ke dosre din gharse bahar chale gaye the aur jab ghar par aye to ghar me pura pani bhar the galti se nal khola rah Gaya tha pls 🙏🙏🌹 kuch bateye Aisa keu hoa
दीवाली 2021 पूजन शुभ मुहूर्त: ruclips.net/video/9HmTEqmZyRs/видео.html
दीपावली पूजन कलश विधि: ruclips.net/video/quDCCbx7lp0/видео.html
दीवाली विधिवत पूजन विधि: ruclips.net/video/2eih_AU-67k/видео.html
दीवाली के दिन क्या करें क्या नहीं: ruclips.net/video/fg_Mcinc31I/видео.html
दीवाली की अगली सुबह करें घर से दरिद्र भगाने का ये अनुभूत प्रयोग: ruclips.net/video/wn7aKHq24ws/видео.html
आपको दीपावली की शुभकामनाएं
S/w\.
@@pareshdas1589
⁹9
Happy Diwali माँ 🌺🌺💐👏
हर एक नयी जानकारी देने के लिए आप का बहुत बहुत धन्यवाद 👏
maaji sadar prnam avam chran sparsh 😊😊
supa mere yah bhi bajaya jat h meri mamy 3:30 baje se hi dhere 2 bajan suru kr deti h bhut acchi jankari di h ap ne dhnywad🙏🙏
Mataji apne bahut achi jankari di 🙏 apke charan sparsh 🙏 APKO aur apke pure parivar ko HAPPY DIWALI 🙏 MAA LAXMI SAB KE UPAR KRIPA KRE 🙏
Nice sharing ji 👍🏼🌷
Goverdhan maharaj ki jai 🙏
आप का बहुत बहुत धन्यवाद दीदी ,ऐसी जानकारी देने के लिए ।
Aap kahan se ho
Ji namaste🙏🏻
Aapne bht acchi jankari di
Thank you very much 🙏🏻🙏🏻
Happy Diwali 🙏🏻
Aunty ji aap bhut achi jaankaari dete ho thanku 🙏
bahut achi jankari di h apne aunt
.. 🙏 bahut bahut dhanywad.. apka .. itna vistarpoorvak batane ke liye.. deepawali li hardik shubhkamnaye.. 🙏🙏🙏🙏🙏 ap bahut pyari ho meri ma bhi aisi hi h .. bahut ache se koi bat batati h ..
Plz bataiye ki dipavali ke agle din padh likha sakte h ya nhi? Kalam band ke din
Nh
Aapki jankari bahut aachchhi lagi aanti thank you 🙏🙏🙏
Is din pdhai kr sakte hai ya nhi please reply mataji please please
Aunty kya Diwali ke agle din braham muhurat mein Lakshmi Pooja ki sthan par new jhadu se jhadu lagakar soopa mein kooda uthakar ghar ke bhar fekte hai ya khali soopa hi bajakar ghar ke bhar fekte hai?please reply
us din khaali soopa fekate hai
@@AsanZindagi thank u aunty for ur reply. luv u
Maa namaste hamare yaha diwali ki agle din daridra bhagane ka bhidh hota hai aur meri nani aur dadi dono karti hai aur hame bahut bahut achha lagta hai aur aapki jankari bahut achhi hoti hai 💕🌹🌹🌹🙏 thank you maa ❤️💕🌹🌹🙏🥰🥰🥰🥰👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Achchi jankari di aapne.hame nhi pta tha. Mai soch rhi thi kyu saree dukane band rhati hai...parantu govardhan pooja bhi aaj hoti hai. To kaise?kyuk ye bhi to manglikkaam hai? please reply 🙏
बहुत सुंदर मनभावन बात बताई आप भाभी 👌👌👌👌👌👌
Tnq mata ji,bahut useful video thi
Happy Diwali maa ji 🙏🙏
Thanks for your information 💗
Wish a veryHappy diwali aunty🎉🎉🎉💐🌹🎆
Maa ek bat pujhni thi aapse mere husband bahut bimar rhte h JB ki wo yoga exercises..khan pan v Shi h fir v unko srir me dhukh rhta h aur paisa v lg ja rha h plzzz btaiye kya kru
Aapko Diwali ki bahut saari subhkamnye 🙏🏻
Happy Diwali aunty ji✨🎉🎊🎆🎆
Very good suggesstion
आपको और आपके परिवार को ``दीपावली`` की हार्दिक शुभकामनाएं 🧡💛💚
आपको और आपके पूरे परिवार को दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएं
Happy diwali🕯🕯🕯 himanshi ji humse dosti karogi aap
Thanku so much Maa for this information 🙏🏻❤😊
दिवाली, दशहरा में ससुराल जा सकते हैं?
Acchi Jankari ke liye aapko dhanyvad
Auntie mere ghar k bhar aaj rice pade huwe the…. Pls aap btao kya ye kuch problem wali baat h..?
Iska solution kya hai..?? Kya ghar pr iska solution hai..?
koi chinta ki baat nhi hai
Radhe Radhe Chachi ji hum bahr me rahte hai to nal ka taja pani Nahi pi sakte hai to pani Bhar kar Jo hum rakhte hai toti ka vo pani pi sakte hai Jaise Ki hum 6:00 me Kala Chana khaa sakte Hai naste me basi roti khaa sakte hai vajn bhadhne me
Very nice 👍👍👍
चंद्र ग्रहण कितने बजे से कितने बजे तक लगेगा नवंबर में
Ham aage video denge
Radhe Radhe 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Happy Diwali 🙏🏼
Thank you didi bahut acchi jankari
Mata je agr kese ne bhul se diwali ke agle din ghr m Satyanarayana ke pujan katha keya ho toh..purane ghr m rah th the ar ose ko humne krhed leya..fer humne diwali ke agle din katha kra le..aapse pahle baar jana jo v aapne bataya th..plz batay ab kya kare..
Humne pandit je se kaha th toh onhone koe aapti nae jatay..kuch v nae aisa bataya..ab ye sunne k baad mera mn bahut dukhe ho gaya hai.. bahut koshish k baad humne ye ghr leya hai..plz batay.kuch opay
Mata je aap comments ka plz reply keya kre..
Aap chinta na kare, darne ki koi baat nahi hai. Pandit ji pooja karwaye hain to thik hi hai.
bhut majedaar baten sunai maji
आपको और आप के सभी
परिवार को दीपावली
और गोबर्धन पूजा को
बहुत बधाई हो🌸💐💐🙏
दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएं🙏
Mam kya aaj laxmi Ganesh ji ka visrjan Kar sekte hai
ji haa
Thanks Mam
Chachiji Kya 25oct surygrahn ke din mere bedroom ki putai krwa skti hu,Diwali ke phle nhi ho paya,plz reply jaldi kre,plz🙏Mai Reena Bihar se
Canada Mein Pranam ji👏👋💐💐🍎🍎🎁👏👋
Anti aap humlog ke let Etna mehnat karti bhut sikhney ko Mila h thank you anti.
Mata ji mujhe ek bat btayiye ye kmr me dada phnna jaruri hota h....???
Agr hain to kis din phne...kyuki Mai nhi phnti hu...
Maa ji plz bta dijiye....life me Kuchh presani chl rhi h....Mai sare niyam follow krna chahti hu...pr Kuchh pta nhi h....aapkavidio dekh dekh k sab Sikh rhi hu.....but ye dada wali bat av tk pta nhi chla....
Aisa jaruri nahi hai
@@AsanZindagi mujhse kisi ne Kha ki dada nhi phno to suraj bhagwan jal nhi shikar karte hain....
Kya ye sach h...mas ji mujhe niyam dharam nhi pta h....mujhe yesa kisi ne nhi btaya.....aapse bhut Kuchh sakhti hu....
@@SnehaSingh-gp2et ap aunty ki Dainik Surya Puja ki video dekh sakti hain,usmein kamar mein dhaga pehne ko zaroori nahi bataya gaya hai. Sare niyam bhi vistar se dale huye hai. Baki aunty batati hain,ki koi bhi puja ya dharmik karya karte samay aap apne dono hathon mein anguthi zaroor pehne.ruclips.net/video/bpPdtgXpu9g/видео.html
Very nice video 👍👍🙏🏻🙏🏻
बहुत बहुत धन्यवाद आपको
Mam main 3 saal se buri sakti se preshaan hu kya karu kuch upay bataye is se chutkara kaise milega please reply mam
गायत्री मंत्र जप करो आप प्रति दिन 3 माला
Happy diwali dadi ji
Mai vinamr nivedan krti hun aapse mata jiii, mere sasur ji ke chachere bhayi ka dehant ho gya tha,
दिपावली की हार्दिक शुभकामनाएं🙏
ruclips.net/video/R0yOZrMarhwP/видео.html
Thanks mam sahi jaankari ke liye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤
Happy diwali didi ji 💕😊
Ky diwali k agle din jharoo lgana chahiye ya nahi plzz maji btaye
आपको और आपके परिवार को दीपावली के पावन पर्व पर हार्दिक शुभकामनाएं।ईश्वर से कामना है आपके घर एवं मन से अँधेरा दूर होकर प्रकाश, खुशी , सुख ,शांति,सम्पन्नता का वास हो.
HappyDiwali
🙏शुभ दीपावली 🙏
Happy diwali mam an ur family
Y to mujh pata nhi tha auntyji thank u btane k liy
Nice jaankari.dhanywad
Thanks ❤️🙏
Happy diwali thankyou so much
Thanku 🙏
Aapke videos main jitna dekhta hun utna hi gyan aur acchi jankari milti hai.Thank you aunty.
Mam kya Sunday ko tulsi me diya jala Saket hai kartik me please reply
Aap door se diya de sakate hai
Didi bhaiya duj ka Subah wala Puja muhurt Bata dijiye Kyunki dopahar Ek baje se hai itna der tak ham log bhukhe Nahin Rah Sakte
Mata ji navratri me mene durga shapshati ka path read kara tha lekin period ke caltech vo path adhura rahe gaya hai kiya karo .mata jiaap koi upay batae
purnima tak paath pura kar skti hai
Mata ji prashad bhi Charana hai kiya path karne ke baad
Pariva me padhai karni chahiye?? ya nahi or agar nhi toh kyu nahi?? plzzz answer 🙏🏻🙏🏻
Padhai daily karni chahiye sirf saraswati puja ke din nahi.
ji haa, aap padhai kar sakate hai
@@AsanZindagiCoaching and school jana chahiye?
नमस्कार मैम 🙏 दिवाली की अनंत शुभकामनाएं ... आपसे एक प्रश्न है... की दिवाली की पूजा पूजाघर में की जाय या आंगन में ?!!
Aap pooja ghar me yaa aagan me kar sakate hai
@@AsanZindagi जी धन्यवाद🙏🙏
Happy Diwali 👣🙏🙏🌺🌹👌👌👌👌
पढाई कर सकते है ना मेरे बगल कि एक लोग कह रही थी कि दिवाली के 1 दिन बाद पढाई भी नही कि जाती कृपा बताए 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aunty bachpan me maine road k side ghade me gudiya Or kapde chundari rakhi thi wo maine nikal kr dekh lia tha.. Kya galt hua?
God bless us 🌹
ruclips.net/video/R0yOZrMarh/видео.html
Mata ji diwali ki pooja k baad chouki kis din uthaye.purane Laxmi ganeshji ko kis din hatakar naye Laxmi ganeshji rakhe.
Aap ye sab karya next day kar sakate hai
Tantrik kriya se bachne ke liye hamen kya karna chahie please reply
Bahoot aachi jankaari dii aapney Aunty Ji humey toh pata hi nahi tha yeh sab thanks so much
Sihula hona kaisa hota hai is par koi jankari dijiye
Maa ji .ek baat bataiye koi agar pariwa ke din supa me aata de jay to iska kya mtlb hii.pls batay maa ji kya wo koi tantra vidya kar gaya hi. ....
Happy Diwali once again aunty.
*दीवाली की शुभकामनाएं🙏🏻😍आप बहोत अच्छी लग रही है☺️*
Happy Dipawali aunty ji 🙏
Happy Diwali auntyji
dipawali pooja ke samay pooja ke baad diye se aag lag jae aasan jal jai to kya dosh hai soast karen
Namaste aunty ji mujhe chatt puja me korsi bharna h aur diwali ko rat me period aa gya hai to kya mai chatt puja kar sakti hu kripya mujhe btaiyega
Aap poori tarah sudhha hone par hi koi pooja kare
Shi Bat soopa wali Hamare Yaha bhi hota h ye Sab👍
11:32 aisa hmare yha v hota h
Happy diwali 🙏🙏😘😘
Happy diwali aunty
Thank u anti
Maa ji 🙏 aapko aapke pure parivar ko dipawali ki hardik shubkamnaye🙏🙏
Aunty ji namaskar happy diwali 🙏🙏🌹🙏🌹 dilwali ke dosre din gharse bahar chale gaye the aur jab ghar par aye to ghar me pura pani bhar the galti se nal khola rah Gaya tha pls 🙏🙏🌹 kuch bateye Aisa keu hoa
Kisine glsti se nal chalu chhod diya hoga, aap sanka na karen koi bat nahi.
मैं पढ़ाई कर सकते हैं या नहीं🙄
नहीं
यही खोजने के चक्कर में मैं इस वीडियो तक पहुंचा 😂
😅😅 पढ़ाई ना करने के सौ बहाने..
@@Vinay1196 mai bhi
@@Vinay1196mai bhi
Ma'am study kar skte hai
माता जी हमने इस धनतेरस के दिन झाडू नहीं लिया है तो माता लक्ष्मी नाराज तो नहीं होंगी please हमें बताये
Ji nahi, Aisi koi baat nahi hai
thanks mata ji
Happy diwali
Diwali Ki puja ka saman or murtiya hta sakte hai Kya Aunti ji, mandir me rakh sakte hai, saman
ji haa
Namaste aunty ji.😍
Bhaiduj aur gowardhan pooja dono alag alag hoti he...
Dono karsakte he ya dono me se ek karni hoti he please batayi aunty ji.....
Ji haa, dono alag hai, aap dono hi kar sakate hai
@@AsanZindagi 🙏🙏🙏💓💓💓 Thank you auntyji...😍😍 aap pooja vidhi bataiye n dono ki..please
Nice vlog
Mata ji puja choki 2 nohember ko utha skte haey
diwali ke dusre din htaye
Mata ji aap bolte hain ki nhane k turant baad aurton ko sringaar nhi karna chahiye to kya turant cream bhi nhi lga sakte hain
Aap laga sakate hai
Thanku radhe radhe
Happy Deepawali
Nice😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Mata ji prnam