Sir meri PLI Machurity september thi mere record office se August ka paisa jama kiya lekin post office me jama hua nahi hai o bol rahe he August ka apdet karke lao please bataiye
Aap galat bol rahe hain kee mera maturity 08 Aug ko tha main usi din maturity form deposit Kiya lekin mujhe 22 sep ko bank main credit hua.main jabhi Post office main pucha tow woh bolata hain kee amount computer main generate nehin hua woh vi form head post office main deposit Kiya tha.
Good night sir ji meri PLI 30.06.22 ko puri ho gayi thi lekin abhi 27/09/22 ko money transfer huaa hai ji unka kahana hai ki aapki policy update nahin thi FIR bad mein Maine usko update karaya FIR bole system nahin chal raha server down hai abhi jakar ke 3 mahine bad paise mile hai ji abhi m kya kar sakta hu ji btao
Yah kaarvayi Desh ki Rajdhani golghar post office nai Delhi ki hai abhi aap batao iska mujhe interest milega upar se mere ko jo paise bataye the usse bhi bahut kam mile update hue the tab mujhe ₹100000 ki policy aur ₹100000,₹2100 update wale paper per likha hua tha lekin mere a/c m 201664 rs aaye Hain 17 sal ki policy thi 475 Mahina 2005 se 30 June 2022 tk iska mujhe Kitna Paisa Milana chahie tha or Kitna kam Mila hai ji pls send me your phone number please
Sir meri pli poori ho chuki hai Head postoffice prayagraj me jama kr diya tha mujhe ak hapte baad bulaya gya tha Mai gaya to mujhe check mila maine home branch me box me daal diya 20 din ho gya abhi tk paisa nahi aaya mere ac. Me
Sir aaj hame post office me bola gaya ke maturity ka paisa easy way me lene ke liye post office ka account kholwaiye,aur usne account kholwa diya us head post office me jahan se hamara maturity ka paisa milega...koi ghotala to nhi karega ye log paisa ka jo post office me hi account kholwa diya hai maturity ka paisa lene ke liye,pahle maine dusre bank ka detail bhara tha maturity ka paisa transfer ke liye
नमस्ते सर जी
बहुत बढ़िया जानकारी है।
Sir pli sep mai matured ho gaya
Maine delay claim process mai dala and the date is 19/11/22 not yet credit in my sbi a/c . Please suggest...
nice information
1 safta ya 10 din ka...jo duration gap ho raha hai uska rate of interest...kaha se melega...?
Good information
Bhai palak hi nahi jhapak raha .
Good practice ❤
Sir meri PLI Machurity september thi mere record office se August ka paisa jama kiya lekin post office me jama hua nahi hai o bol rahe he August ka apdet karke lao please bataiye
Pay slip dedo post office me
Delayed ka interst kaha se our kon dega sir pls iske baare mein vedio banaye
Nice video sir
Sir pil surrender kr liya check aaya hai galti se check kho gaya hai pls help me
Thank you sir
Sir
PLI maturity ke liye post office saving bank account hona jaruri
Sir disability person ki PLI kaise hoti h.
Or kitne sum assured ki ho sakati h
Sir 2 Aug ko dacument submit kiye hai abhitak machurity amaunt mila nahi
Sir pli ko ppf account me convert krva skte kya ???
Aap galat bol rahe hain kee mera maturity 08 Aug ko tha main usi din maturity form deposit Kiya lekin mujhe 22 sep ko bank main credit hua.main jabhi Post office main pucha tow woh bolata hain kee amount computer main generate nehin hua woh vi form head post office main deposit Kiya tha.
Kuch log thik se kam nhi krte isliy..warna procedure yahi h fast
Sir abhi tak pli update hi nahi Kiya.. maturity date 02/08/2022 tha ... lekin update nahi Kiya Mar ke baad
Sir post office ki highest interest ki
Koi scene bataye per years 40 thousand invest kr sakta hu
Rpli policy ka 10 dec ko maturity ho giya he kb credit hoga
Prr pli policy par kitni baar loane mil sakta h
Per pli policy par kitni baar loan mil sakta h
Sir mera pli police SANTOSH Endowment HAI JISE MAINE AUG 2014 ME KHOLA HAI JISKA PRIMIUM 1975 HAI .
MUJE BONUS KAHA JAMA HUA DEKH SAKTE HAI?
Pli ki emi m GST SGST bhi charge hoti h kya
Pahle 2.25%thi abhi 4.50% hai
@@APOGuruuji thanks
Sir, is sal ka bonus kwise pata kore?
RUclips में PLI Bonus rate by apo guruji search करें
Agar Jo Banda fogi mai ho, agar apna permanent address ma naho, soty nahi ja paraha hai uske liye kia upai hai?
sir mene 4 month paisa bhara hai to me paisa utha sakta hu
Good night sir ji meri PLI 30.06.22 ko puri ho gayi thi lekin abhi 27/09/22 ko money transfer huaa hai ji unka kahana hai ki aapki policy update nahin thi FIR bad mein Maine usko update karaya FIR bole system nahin chal raha server down hai abhi jakar ke 3 mahine bad paise mile hai ji abhi m kya kar sakta hu ji btao
Yah kaarvayi Desh ki Rajdhani golghar post office nai Delhi ki hai abhi aap batao iska mujhe interest milega upar se mere ko jo paise bataye the usse bhi bahut kam mile update hue the tab mujhe ₹100000 ki policy aur ₹100000,₹2100 update wale paper per likha hua tha lekin mere a/c m 201664 rs aaye Hain 17 sal ki policy thi 475 Mahina 2005 se 30 June 2022 tk iska mujhe Kitna Paisa Milana chahie tha or Kitna kam Mila hai ji pls send me your phone number please
Kaise update karye sir please inform
Sr meri pli maturity completed ho gai h 1 march ko document bhi sambit kar diya h paisa nahi aya kya karen
Sir mene pli APS se lon liya tha lekin koi amount koi interest jama nahi kiya policy metur ho gayi bond jama hai kiya Karen please
notary karani padegi Bhai
Sir Pls Update
Mera PLI mature ho gya hai
Ab PO vale keh rahe k apko PO me AC open karna padega
Kya other bank AC me credit nahi ho sakta amount ?
Sir e-banking active nahi ho raha hai kya kare
Sir mera 40 day's hogaya avi tak account may credit nahi howa
Meine pli ke paise lene hai please koi btaye kha se millenge
Sir meri pli poori ho chuki hai
Head postoffice prayagraj me jama kr diya tha mujhe ak hapte baad bulaya gya tha
Mai gaya to mujhe check mila maine home branch me box me daal diya 20 din ho gya abhi tk paisa nahi aaya mere ac. Me
Pli konsay post office main hai kaisay pata karay plz advice.
Video available on my RUclips Channel APO Guruji .. must watch
@@APOGuruuji mera pli kat raha hai lekin post office mai so nahi kar raha hai kay karwai ki jay
PAO or ko letter likho ,... update ho jayega.. video dekho RUclips channel APO Guruji par
Sir mane 12 sep ko prosess kiya tha par abhi tak cheque nhi aya
Sir aaj hame post office me bola gaya ke maturity ka paisa easy way me lene ke liye post office ka account kholwaiye,aur usne account kholwa diya us head post office me jahan se hamara maturity ka paisa milega...koi ghotala to nhi karega ye log paisa ka jo post office me hi account kholwa diya hai maturity ka paisa lene ke liye,pahle maine dusre bank ka detail bhara tha maturity ka paisa transfer ke liye
No..fast payment ke liye..ye sahi h
Post office ka halat bahut bura hain isi se achaa bank hain sa bakbas hain.
Interest jyada h..bank se double...
Ek ghnte me return....
Mera ko surender krni h policy ..
Krwa do ...wtsp number do
Good information