Very informative discussion by Xaryab Sahib, but, not convincing reasons for the lost memory of human souls. It's a tough question of why the memories of human souls have been erased. Saying that it was requested by Human (Bashr) Souls to Almighty Allah for erasing their memories seems an opinion of Xaryab Sahib.
Kaisay proven ha ye claim hota ha ore kisi ka claim kisi doosray insan ke liyay daleel neyi hoti.ab koi insan kahay ke uss ne nabi e pak ko dekha ore unho ne mujey bataya ke falah kaam ker do ab wo baat ya wo khuwab kisi doosray insan ke liyay kaisay daleel ho sakti ha.ho sakta ha kisi insan huzoor ko dekha ho ho sakta ha na dekha ho.
Ek sawal ka jawab dediye,, k jab Allah nay farishton ko hukum dia sajda ka tou iblees udahr kya karaha tha vo tou jinn tha aur jinnat ka tou likha hua hi nahi hai k farishton k sath jinnat ko bhi sajday ka hukum mila ho..,,,?
Ap b molvio ki tarah puri ayat nahi parhtey apney matlab ki philosophy mat ghrhein adhi ayat chorh di scene poora beyan karein ek iblees ney sajdey se inkar kiya or Rub ko chalange b kar raha hey sunein.iblees ko ghusa tha kis baat ka .bola Jis tarah too ney mujey behkaya muje b ijazat dey k mein tere bandon ko behkaon . Rub ka sara program samj aa jata hey poori reality samj aa jati hey abi philosophy or parhna ho gi ab or ilm hasil karein xaryab hi rahein molvi na banein Iblees k is jumley mein bohat kuch chupa hoa hey poori kainaat ki creation insan ki creation sab kuch itney choti si ayat mein hey apni islah kar lein
Mohtarram ye unn ka point of view ha ore unn ki understanding ha ager ap unn se agree neyi kartay tu unn se sawal karain ya debate karain ager ap ke pas ilm ha tu. Warna aysay badikhlaq lehja mat ikhtiyar karain baat Allah ke deen ki ker rehay hain ore lehja iblees wala apnaya howa ha
Very nice
Xaryab hashmi buhut hi different angle btaty hain.
Since then, I watched Xaryab hasmi's program i frequently check janjua sahb's podcast.
I do the same
It is one of the tuffest questions attempted to address.
Love you xaryab sir😊
Very informative discussion by Xaryab Sahib, but, not convincing reasons for the lost memory of human souls.
It's a tough question of why the memories of human souls have been erased. Saying that it was requested by Human (Bashr) Souls to Almighty Allah for erasing their memories seems an opinion of Xaryab Sahib.
Roohaniat main mushahida kia hota hai ?? Aur iss ki kia ahmiat hai?
Hazrat Zunnon Misri ko ehd alast achi tarah se yaad tha, aur ye baat proven hai
Kaisay proven ha ye claim hota ha ore kisi ka claim kisi doosray insan ke liyay daleel neyi hoti.ab koi insan kahay ke uss ne nabi e pak ko dekha ore unho ne mujey bataya ke falah kaam ker do ab wo baat ya wo khuwab kisi doosray insan ke liyay kaisay daleel ho sakti ha.ho sakta ha kisi insan huzoor ko dekha ho ho sakta ha na dekha ho.
Farishta rooh kaise nikalta hai? Kya rooh sirf farishta hi nikal sakta hai? Kya rooh sirf farishty ko nazar ati hai?
Sir qallu balla kisne kaha ruh ya nafs ne
Ek sawal ka jawab dediye,, k jab Allah nay farishton ko hukum dia sajda ka tou iblees udahr kya karaha tha vo tou jinn tha aur jinnat ka tou likha hua hi nahi hai k farishton k sath jinnat ko bhi sajday ka hukum mila ho..,,,?
iblees b farishta e tha pehly
Assalamualaikum sir
Sir mera ail swal ye hai ki qabr ya barzakh main azaab ya swal jawab kis ko ho ga ..rooh ya nafs ko..
Rooh se hoga nafs se nahi nafs ka talluq apki body se hai tamam gunah insan ki zarooriyat ki wajah se hai,, rooh tou Allah k qabze mai hai
Agar rooh Allah k qabzay main hai to jism kis k qabzay main hai ?? Nafs kis k qabzay main hai??
Nafz baikhtiyar ha.ore jism bi nafs ke ikhtiyar main ha@@mohammadalichanal674