Really bht khoob apki recipe or apki sadgi see btana bht acha lagta h phele doosre kitne recipe channel dekhti thi jab se tmara chanel dekha h tab se sab ko chor Diya B's tumhe hi dekhti hu love u.
Q ke mujhe ese pakane me koi bhi problem hoti h na to aap bht ache se recipes bata dete ho thanks isi liye me aapko aunty nhi kahu gi mummy kahu gi thanks maaa hum log k liye itni mehnat karne k liye love you mummy
Thank you appa you are so beautiful main aapki Sabhi video Dekhti hun aap bahut accha khana banati ho please Agali video mein Mere Liye pasta ki video dalna I love you
aslamualykum aap ne phle 25 g bola baad me 50g bola to 25g he ya 50g. Dusri thali me masala banana chahti hu to aap se clear karna chahti hu mera masala biger na jaye please reply me
Shayad sab samaj gaye me nahi...didi me aapki bahut badi fan hu...apki har recipe follow karti hu...par pehle apne kaha dusri thali ke sab 25gm hai...phir bhunte waqt apne kaha 50gm hai...plz ek baar aur bata dijiye ya to description box me recipe likh de...plz me sach me garam masala banana chahati hu...plz
Excellent di,ap bht achchi tarhase harr 1bath batate hu
Mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah
Afroz aapa aap ki recipe 👍👍 bohout acchi hoti hai mashallah mai Roz banati hu
masha Allah very nice garam Masala recipe Alhamdulillah Allah aap ko khush rakhe baji aap ke liy dil se 👍🏻❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aapke masale ki baat sabse alag he I like it 👌👌👌😍😍😍
Hi Afroz ji aap kya Bol rahe ho yahan Banglore mai nahi milaraha aap please ingredients mention kardegea I will be very helpful
Ingredients plz description box me do na aunty or Kitna Lena hai 25 gm ya 50 gm plz confirm karo
Mashallah 😍 ♥️
Aap mirch powder khonsa use karti ho aur please koli recipe share kijiye bahut mast hoti hai
Ye sare ingredients k naam ap plz description me dal de na plz
Really bht khoob apki recipe or apki sadgi see btana bht acha lagta h phele doosre kitne recipe channel dekhti thi jab se tmara chanel dekha h tab se sab ko chor Diya B's tumhe hi dekhti hu love u.
Ap kitna easily sab bana leti ho 👌👌👌👍👍👍
Malwani masala ki b recipe pls
❤️😘 Ur so sweet appi thanku for the masala receipe ,aapki biryani ka masala bataye na plz
aapi aaap boht great ho , love from Pakistan, stay blessed
Kuch mistake huoa hai,pahele aap ne bataya 25 gram,fhir baad mein aap bhol rahe ho 50 gram.confuse hu.
Allah aap ko aur aap ki family ko hamesha khush rkhe Aameen
Ye masala toh mere ghar meh aaram se 4 mahina jayega 👌
Q ke mujhe ese pakane me koi bhi problem hoti h na to aap bht ache se recipes bata dete ho thanks isi liye me aapko aunty nhi kahu gi mummy kahu gi thanks maaa hum log k liye itni mehnat karne k liye love you mummy
Afroz bahan aapka samjhane ka Tarika bahut achcha hai
MashaAllah Baji your homemade garam masala is superb 👍🌹
Mashaallah apka garam masala powder ki rasipy superbbb h
Baji aap ke masala Mirchi ki recipe share kare plz
Your explanation is perfect mam... Keep it up... Good going...
Mashallah anti app key sarey desha buhat achi hi Allah app ko salmat rakey hamesha kush rakey Ameen 🤲
#Neha dream kitchen
aap start me 25 bole aur last me 50 dusri plate ki
25 grm h ya 50grm
Bht acche masha allah
Appa ma first viwers hu means ma na phela dekhi videos 😇
Thanks
Lal phool kiya hota hey plz koi btado.kyunke afroz sister ne javetri alag se li thi.
Wo lal phool nhi hai 😂
Wo achi wali javitri hai😂
Or wo local wali javitri hai😂
Home made garam masala. Super
Mashallah
Mashallah baji
MashaAllah baji bahut achcha h
👌👌👌👌👌
tandoori chicken masala dry homemade recipe bataiye
Madam Malvani masala bhanao na plz
Please description me sab chizo k naam or quantity batao na please i request
Bhan ji bhot badiya thanks
Nice....mashallha✨❤💞
please mention ingredients name here
Wow massaallah lajawab masala banaya
Bhan ji chikan BIRYANI ki recipi bataye pls
Aaj meni andaa Lal masor ki daal banaye the buhut acha bana rha
Thank you appa you are so beautiful main aapki Sabhi video Dekhti hun aap bahut accha khana banati ho please Agali video mein Mere Liye pasta ki video dalna I love you
Salam walekum aapki raciepy muje bohat pasand h or aapa aap kaha se ho
madam ,maslela naam aur kitni qty dalni hai wo lekea batawo
aslamualykum aap ne phle 25 g bola baad me 50g bola to 25g he ya 50g. Dusri thali me masala banana chahti hu to aap se clear karna chahti hu mera masala biger na jaye please reply me
Mashallah thanks baji
Abeda mere dadi ka name hai
Bahut accha khana banaty hai ap
Ap ki recipe bhut acchi lagti hai
Ap ki recipe trai karti hu
Bhut badiya 👍👍👍👍
Wooow super. Tc god bless you
Different recipe hai 👌👌 kuch new hai RUclips ma
Shadi karo gi
Hmm important recipe 👍👍
Chawal ki roti soft kaise banaye... Bataya. Plz... 👌Thnks for garam masala method 👌
Add cooked rice paste in rice flour while kneading the dough ....aapki roti soft aur acchi banegi
Miss mera ye sawal hai ki ap ne sare masale ek saath q nahi bhooje pls iska replay de du pls
Salam nice gram masala👍🇵🇰
Assalamu alaikum aapa mein confused hun aap ne pahle25 gm bole aur baad mein 50 gm to aapa 25 ya 50 ?
Aapa main aapko bahut pasand Karti hun aur aapki sari video like karte hain
Chikan briyani simpal recipe batao pla
Lal phool javithri hai kya
Ye lal phool kya hai issey english mein kia boltey hai plz answer me
मसाला मीरची कैसे बनाते है बताये
Bas aapke hatho jaisa test aajaye maula mere bhi hath me.ameen
Please chola Bhutara ka recipe dalya
Mashaallah Inshaallah me bi banawogi
Aap jo hai wahi raho natural koi tention nahi RUclips rocks
Thanks
Thank u 👍❤️💖💖
Appa plz manje motton sherva recipe bataye
Fish masala powder batao
👌👌👌
Appa tilpara ko English main Kia kehte hai plz bataye yaha milna mushkil hai
Kya malum pada tilpara kya hai? Mujhe b nahi milra
Mashallah♥🌺
Kali tiri aur lal phul kya hota h
Assalamualaikum
یہ ڈگر ہھول اور لال پھول کیا ہوتا ہے پہلی بار سنا
Kay Garam Masala Afroz kitchen aabhari rakhte ho Agar fridge Mein Rakhenge to kharab Nahin Hoga Na
Afroz ap k bartan boht safe or cahmakty hain
Very nice 😍😘
Lal phool kya he details batein
Laal mirchi aur gram maslala mix banana batao na apa jo masala Maharashtra wale banate h
Nice 🍂🌸🍂🌸🍂
Aapa lal phool aur jawetri me kya farq he?
?
Bohat accha video 👍
Appa aap Mumbai mein kahan per rahti Ho
Jevantri kya hai nahi samjha.... Plsss clear batao
Aapa kya kya hai discription box me likh do bahut cheeze alag hai plz likhdo..
Dhaniya 50 grams
1 jayphal
Cardamom 20 grams
Chakri phool 20 grams
Kabab chini 20 grams
Shahi zeera 20 grams
Lal phool (rampatri) 20 grams
Triphala (Nagkesar) 20 grams
Phatar ka phool 20 grams
Javitri 20 grams
Tezpata 1 cup
Black elaichi 25 grams
Long 25 grams
Kali mirchi 25 grams
Sonf 25 grams
Zeera 25 grams
Dalchini 25 grams
Sont 25 grams
Khash khash 25 grams
1st plate has 20 grams each, and 2nd plate has 25 grams each. It's not 50 grams. it's 25 grams.. I hope this helps
Then y did she say 50gms each in 2nd plate?
Mast
👍👍❤❤👍
Agar 2 month k banana ho
Good apa
Nice 😊 video
#learn cook fun with parveen bakash
Shayad sab samaj gaye me nahi...didi me aapki bahut badi fan hu...apki har recipe follow karti hu...par pehle apne kaha dusri thali ke sab 25gm hai...phir bhunte waqt apne kaha 50gm hai...plz ek baar aur bata dijiye ya to description box me recipe likh de...plz me sach me garam masala banana chahati hu...plz
Me ap ki har dish banate ho
Assalam walekum Aap Par Sab Ko Mera Salam ghar mein aap bilkul mat ghabrao ham log ka aapki recipe samajh mein a rahi hai
Nice apaA
Me aapko mummy keh sakti hu na aap mujhe bht pasand ho m bht dino se aapke chanel ki fan ho gai hu or aapko to pucho hi mat
Nice 👍
Thank you 🥰🥰🥰
yah Kali mili kya hai
Mujhe bhi bana kar do na aapke style ka garam masala
Afroz aapa biryani banao na