खूब जमा रंग जब मिल बैठे Khan Cha और Suri Sahab | Jungle Stories | Hindi Podcast | Sherkhan | Ep 12
HTML-код
- Опубликовано: 8 фев 2025
- आज आएगा खूब मजा क्योंकि आज शेरखां के साथ हैं ‘वो’ जिनका था आप सबको इंतज़ार… ‘वो’ जिनका ख़ाँ चा की जंगल की लगभग हर कहानी में हुआ है ज़िक्र- ‘द ग्रेट सूरी साहब’. तो चलिए Sherkhan के एक और एपिसोड में सुनते हैं जंगल की कहानियां शेरखान उर्फ़ खां चा उर्फ़ asif khan और Ajay Suri के साथ.
#sherkhan | #junglepodcast | #junglestories | #wildlifepodcast | #wildlifefacts | #wildlfestories
________
Click Here For Latest Podcasts► aajtak.intoday...
#Podcast #HindiPodcast #AajtakRadio
Like Us On Facebook ► https: / aajtakradio
Follow Us on Twitter ►https: / aajtakradio
Instagram ► / aajtakradio
Telegram ► t.me/aajtakradio
Ajay Suri sahab ko dekh kar sun kar bahut achha laga
Aap bhi kabhi aaiye sir is podcast me.. or why not shoot one podcast in junglee resort itself ❤
Podcast with awasti ji
@@DEVKINANDANSHARMA-kw4tq right ✅
Vivek sir❤
App bhi aao is podcast me
शेरखान की एनर्जी इस बार कुछ अलग ही थी। ऐसा लगा जैसे बरसों बाद वो किसी ऐसे शख्स से मिल रहे हों, जिनके साथ हर याद खास है। उनकी आंखों में जो चमक थी, वो वही चमक होती है जब आप किसी पुराने दोस्त से मिलते हैं और दिल में वो सारी पुरानी बातें, मज़ेदार किस्से ताजा हो जाते हैं। लेकिन इस बार शेरखान इतने एक्साइटेड थे कि सूरी साहब को बोलने का मौका ही नहीं मिल रहा था। हर वक्त बस शेरखान की बातें, उनके किस्से। ये बहुत ही आम बात है जब एक्साइटमेंट सर पर हो, तो हम अक्सर दूसरों की सुनने से ज्यादा खुद की बोलने लगते हैं। और शेरखान की तो अलग ही लीग है - उनके किस्सों का खजाना कभी खत्म होने वाला नहीं लगता।
आगे के एपिसोड्स का इंतजार और भी बढ़ गया है। सूरी साहब के साथ शेरखान की ये दोस्ती, इनकी बातें और किस्से, सब कुछ इतना रियल और जुड़ाव भरा है कि ऐसा लगता है जैसे हम भी उनके साथ बैठकर उन कहानियों का हिस्सा बन रहे हों।
बहुत-बहुत प्रसन्नता हुई कि शेर खान ने आज उनके साथी सूरी साहब से मिलवाया. खान चा आप से विनम्रता पूर्वक निवेदन है कि इसी तरह हमें इन किस्सों से अवगत कराते रहिए. हाँ जी एक बात और है शायद यहाँ इस यूट्यूब पॉडकास्ट पर views कम हैं, लेकिन फ़िक्र नहीं अच्छी चीजों के नुमाइश कम ही लोग करते हैं आज भी, पहले भी. किन्तु हम और आप और बाकी सारे श्रोतागण इस यात्रा को जारी रखेंगे.
Finally! Better late than never.. Darr lagna shuru ho gaya tha specially after what was said in the last episode. Kahin..? Khoob rang jamaya jab doh yaar mil baithe sangh! Enjoyed the full episode filled with historic ‘kahani’ & ‘kisseh’. Long live Sher Khan! Sunil, New Jersey
Jungle Zindabad!
I'm Rahul Biswas Kolkata and I'm deeply inspired by your remarkable thought and love for 🐯 @Asif Sir (Sher🦁khan)
Tigers, the apex predators, play a vital role in maintaining the jungle's delicate balance.
Their loss would have catastrophic consequences on the entire food chain.
Moreover, the jungle's destruction affects indigenous communities, displacing them from their ancestral lands and disrupting their way of life. I'm big fan of Machli, Kalua and Ustad.
Today's blog was great with Suri Sir..
This is my humble request Pls make a blog with Arzoo Khurana
Amazing group hai asif Bhai aapka... legendary dost hai aapke....saabhi ko mera salam hai...
Khan cha plz jim corbitt sahab ki story agle podcast me jaroor add karna. Jungle jindabaad ❤❤❤❤❤❤bahut sara pyar jalandhar Punjab se
Aaj jab yah podcast dekh sun raha hun Raheja films aur Suri sahab ki bahut sari yaden taji ho gai. Unke Jungle documentary ke shaayad hi koi episode Maine miss kiye honge. Main Bahraich se hun aur aaj jab aap Bahraich ke bhediye ka jikr kar rahe hain to Aaj hi news ayi hai ki chhatha bhediya jisko langda kah rahe the usko gaon walon ne Peet Peet kar maar Dala. Tom alter sahab ki awaaz aur Andaaz to bahut hi badhiya the. Unke character ke bare mein aapse sunkar achcha Laga.
Jungle Zindabad, Mai Abhijeet Sinha Lucknow se. Aaj Suri sahab ko dekh kar aap ke saath bahut अच्छा laga Khan sahab par Jamshedji ko aaj miss kar rahe hai. Suriji ki wildlife knowledge bahut उम्दा lagi. Dhitoo Tiger ki story maine apne channel par dali hai jab David Hunt uska Pehla Shikar hua tha. Ye episode zabardast hai.
Khan cha love as always
Khan cha aur suri shaabha zinda-baagh
Khan cha sab Kamal hai
Abhi shuru kiya hai mazedar aur rochak aap ho hi
Baki jai ho jai ho jai ho
Jungle zinda-baagh
जंगल ज़िंदाबाद 🐯♥️
खां चा उर्फ आशिफ खान साहब और सूरी साहब को मेरा प्रणाम। आप दोनो को बाते सुनकर जंगल के प्रति उत्सुकता पैदा हुई है । खान चा से छोटा सा निवेदन है की आप अपने शो पर आरजू खुराना जी को इनवाइट करें । चर्चा दिलचस्प रही 🙏
Jungle zindabad ... Suri sahab ko mashkaar ... Jungle Zindabad !!!!
Machaan par 49 din. Aah ❤ Lovely. Have read it and lived Raja ji of that time with those loving adventurous stories.
Jungle Jindabad....Maja aa gaya aap dono ki guftagu sunkar....... Anil, Ambala
Finally! Suri Sir se mil liye hum!!! Thankyou Khan Cha! ❤
अब मैं पक्का कह सकता हूँ। दुनियाँ में गुलाब भाटी नाम का कोई इंसान एग्जिस्ट ही नहीं करता।
खान चा थैंक्यू यू सो मच सूरी साहब से मिलवाने के लिए।❤❤
Kya batt hai..
Aaj to double maza aya..
Do experts agar ek sath kahani sunaye to sunane wale ko aur kya chahiye 🙏
Suri sahab big fan aaj dekh hi liya apko kabse apne naam ke kisse sune the ❤
ShareKhan ki saari team ko bahut saara pyar. Kasam se dil khus ho jata hai.
#JungleZindabad
Suri saaab❤. Nd 🦁 khan Saab
Jai -Veeru of wildlife ❤
Suri sahib se aaj hi bat hui thee,boss ham intzar kar rehy they ki purni team kaa koi program is chanel par aye woh aaj safal ho gaya ,thanks for.myself Samuel Singh,,
Finally wait ends. Thanks. Dr. Dinesh Kumar Canada
Suri sahab to kaafi experienced nikale.....
Areeyyy kya baat hai!!! 🗣️🗣️🔥🔥
Jungle Jindabad
Wonderful Conversation ❤❤
Asif Saab great video as always. Maine aapke video 29:20 sec pe bheja hai apne bhai ko ye batane ke liye insaan se gira hua duniya me koi nai hai. Aapke batane ke tareeqe me dam hai na isliye.😂
Jungle zindabad, Namaste Asif ji, Jamshed ji, aap se nivedan hai ki agle video me Yellow throated Marten, Dhols, inki baare me podcast batayein, tigers, leopard in badi carnivores ke baare me kaafi baatein hoti hai, aapse guzarish rahegi ki Indian bears ki prajati aur hamare junglo me paaye jane wale baki carnivorous animals ke baare me jaankari dene ki kripa kare.
Eager to see more such episode with Suri sab.
Khan cha . Namaste. Aaj to aape balle balle kr di.
Suri sahab ko dekh kr itni Khushi ho rahi hai ki samajh hi aa raha kya comment karu .thank u & lov u khan cha.
Jungle jindabad ❤
JUNGLE JINDABAAD ❤
Namaste Khan cha sir😊
Sir aapki ye videos aane vaale time mein storytelling ki masterpieces ban jaayengi
Mera aapse ye question hai ki kya cheeton ka kuno aana shero ke translocation mein baadha ban raha hai. Kya ye in gire hue insaano ki koshish hai. Baaki main aur kuchh nhi bol sakta. Aap aur janta toh samajhdaar hai hi😅
Thank you Khan cha ❤
Jungle jindabad.
Ye episode bahut bahut aatchi lagi . Jim corbet park ki har baat muje aatche lagte hei .Mei corbet park ki har rest house,har raaste ki khabar janti hue .Dhikala guest house ki Pande ji ki baate ek episod me mention kar sakte hei.
David Bassil Hunt (1934 - 22 February 1985),hunt ki autobiography hei “ Confessions of a Scilly Birdman” .Woh park ke onder Tiger ne kill kiya 1st erupean hei .
Thanks.
Jungle Zindabad
Namaste Khancha
Mera nam Darshan Patel hai aur me Gandhinagar, Gujarat se hu.
Khan cha bachpan se wildlife channels dekh ke bada hua hu. Log mujhe bachpan me "discovery" keh ke bulate the😅.
Main apko Mera ek bachpan ka kissa sunana chahta hu. Hum log family tour pe Gir gaye hue the. Aur hum log jungle cross kar hi rahe the aur hamari car ko lions ke pride ne pura gher liya aur ek lioness hamare samne ek cattle ko dabocha hua leke ayi aur sabne milke pura sikar khaya. Wo kissa me jab 4-5 sal ka tha tab ki bat hai. Lekin aaj bhi wo mujhe yad hai.
Phir padhai ke chakkar me jungle se nata Tut Gaya aur abhi me padhai ke liye Jaipur aya hua hu aur yaha Jhalana leopard sanctuary me regular visit karta hu. Bas sirf jungle ka sukun mehsoos karne ke liye.
Khancha kabhi gir national park pe aur Jhalana leopard sanctuary pe bhi koi episode banaye.
Comment thodi badi ho gayi maafi chahata hu. Alvida Khancha
Jungle zindabad
Real interesting podcast❤️💯
Khan cha ❤
What a lovely experience?
Corbett tiger reserves is the best jungle. ❤
Waiting For Next Vlog 🎉❤❤
आज आसिफ ने गुरु दक्षिणा दे दी।❤
Behtreen
100k mubarakho khan cha
👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻
🎉🎉
Khan cha aapka pran pura hua aapka 1 lakh subscriber ho gye
नमस्कार सूरी साहब
Tom Alter a living legend
Suri Sahib, please visit Sasan Gir, it will be fun to see gir lion here
Haa ji..muje bhi khushi hogi ki aap gujrat gir aye to..hamare maheman baniye sir
Madhya Pradesh ki state bird Tiger nahi Paradise Flycatcher (Doodhraaj)hai.
Bring awasthi sir in podcast ,he has good wildlife knowledge
👍
"सबसे पहले बता दूं , जमशेद भाई जिंदा हैं।" 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
😮😮😮😮❤❤❤❤
🐯❤️
Best part is
Student life me paise kahaa hote the GURUDEV 🙌🙌🙌
खान चा आप शेर खान में आप अलग ही रूप में होते हो और तीन ताल में दुधी का बदमाश लड़का वो भी कमलेश ताऊ के साथ तो गजब ही जोड़ी है
How anyone can do internship with you guy's
Please tell
Sri nidhi ko janati hu..best he vo aur correct ji
khancha aapne to Suri saab se milwa diya ....lekin hamare "teen taal" ke Sardaar Gulab bhaati se kab milwayege .
Gangadhar he Saktiman hai..😂
कुछ पीलीभीत के जंगलों के बारे में भी बताएं
Kshitij bhai ab aap kab aare??
Black tshirt hi shi thaa khancha.....theme lgti thi ek
Aary bhai manipur pe video banalo
सर एक एपिसोड पोचर के ऊपर बना प्रवीण कुमार गाजियाबाद
Pakki Baat hai, aaj 🍹chali hai... @Khan Cha, Sach boliyega.
asif bhai daru mat peena aur kuch exercise karo. aankh laal ho rahi hai. Apna khayal rakho.
Khan cha aap suri saab ko bathkarne dijiye
Hamara jungle prem ka kissa:
2017 me shaadi ke baad honeymoon pe Bandipur Tiger Reserve gye the! Tiger to nahi kidha par ghar ki tigress khafa ho gai thi ke honeymoon pe adventure ko. Krata he be! Fir iss mat pe manaya ki mangal sirf jungle me hi ho sakta he!
Here within 5 minutes of posting 😂
jamshed vaiya ko keya ho giya?
दुधवा भी कमतर नहीं है। Tiger elephant, नदी यहाँ भी है।
I was in the jim corbett park when dithu tiger kill the David hunt i saw his dead body and I saw alive David hunt. I also made one blog name is[ man eater tiger of KHINANOLI] my blog name is wild life with kuldeep
Khancha.....jummeraat ka waada Krke.....jumme ko deed krwaaa rhe hai aap....ghalat baat h🙌🙌
Hetsof to ambani ji ab pata chala kyu wo wild life par invest kar rahe hai.200 cr per year by single tigress machali
Boring.
Plz sir 5 6 din me ek episode daal diya karo
Itne dino baad.. kyu. Srf jawab. Aur jamshed bhai kaha h
Agar shekhan jamshed bhai aur suri bhai agar sab hote to kya bt hti. Khan sir log aapko pansd krte h jamshed bhai ko bhi bas... Sabko nhi
Jungle zindabad
Jungle Jindabad