Namaz me pant fold karna| Pant Fold Kar ke Namaz Parhna| پتلون اور پاجامہ موڑ کر نماز پڑھنا
HTML-код
- Опубликовано: 4 фев 2025
- Namaz me pant fold karna| Pant Fold Kar ke Namaz Parhna|
پتلون اور پاجامہ موڑ کر نماز پڑھنا
नमाज में प्यांट और पतलून के पैंचे मोडना।
Topic cover:
1.Pant fold karke namaz padhna.
2.Namaz me pant Fold Karna.
3.Pant mod kar namaz parha kaisa hai
4.kya namaz me pant takno se upar rakhana zaroori hai
5.Agar pant namaz me takno se niche hogi to kya namaz nahi kabool hogi
6.namaz me Pant kanha tak ho
7.Namaz me shalwar ko mod sakte hai
8.Namaz me pathloon modana
9.Namaz me kapada sametana
==================================
plz like and share this video.....
subscribe This Channel For More islamic informative videos....
==================================
#dawatehaqq #namazkatarika #engineermuhammadalimirza
#Drzakirnaik
#advfaizsyed
#abuzaidzameer
#maqsoodulhasanfaizi
#muftiakmal
#touseeurrehmanrashidi
#deeneislam
#namaz
#ahlesunnatwaljamat
#ahlesunnat
#ahlehadees
#Barelvi
#deobandi
=========================================
📌Copyright disclaimer:
No copyright intended in this video. All rights belong to the rightful owner!!
====================================
Copyright Disclaimer under section 107 of the copyright Act of 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such a criticism, comment, news, reporting, teaching, scholarships, education, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.
=========================================
Wah Mirza sahb Kia Explain kia Apny. Ab lazmi khayal karnga is bt ka
Khushi huvi ke apko iss jaankari se fayada hua
Pardes myn kaam karta hoon or pent takhno sy nechy rakhna parti hy na rakhyn to problem ho sakta hy is k bary myn kiya hukum hy please rehnomai farmayen shokriya. Malaysia sy.
جہ😅
Mashallah mufti tariq masood sahab ❤
اللّٰہ پاک ہم سب کی اصلاح فرمائے۔۔۔ آمین۔۔۔
اللّٰہ پاک سب کو خود علم حاصل کرنے کی توفیق فرمائے۔۔ آمین۔۔۔ حالات بہت مشکل ہیں کہاں کہاں کس کس کی سنیں۔۔ سمجھ سے بالا تر ہے۔۔۔۔ اللّٰہ پاک اپنے حفظ و امان میں رکھے ۔۔۔۔۔
سب کے اپنے ہی نظریے ہیں جو ان کو فالو کرتا ہے وہ کدھر جائے😭
Mufti akmal saheb ❤❤❤❤❤❤
Thank you for this information
You are welcome,
And share this...
Masha Allah Mufti Akmal Qadri Madni ❤
Ye sabhi ulema mashallah hi hain
@@dawatehaqq7875 Jiska Aqeeda Sahi Hai Wohe Hamare Hai ❤️
@@dawatehaqq7875 Hum Sirf Ulamai Haq Ko Mante Hai❤
Mashallah salam ya nbi s.a.w❤
Zabardast bro
Nice explaination and information about this masala
Masha Allah best informatic video 👍🏼
Jazakallah
Mufti tariq masood s b zindabaad
ماشاءاللہ
Sukriya
Iss topic par apki video badi achchi hai
Sukriya
Good jub 👍
Thanks for your support
Bohat bohat khub Engineer Muhammad Ali Mirza sahab
Sukriya
I really appreciate it...
Thanks
Aameen
Thanks
Nice information
Thanks
Very nice....
Thanks
اَلْحَمْدُلِلّٰهِ. جَزَكُمُ اللّٰهُ خَيْرًا.
Sukriya aapka
Mash Allah
Keep sharing
Very nice
Thanks
Allah
Allah hi hifazat kare,
Bhai mujhe ye pta nhi tha ke modna bhi mana hai kya meri namaze nhi hongi kya😢
Duty ke dauran agar janmaz ko fold Karke us per baith jaya karen to yah Amal kaisa hai jayz hai ya najaz
Ji bilkul jayaz hai
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sukriya apka
Ek Maulana Ne is Paint ke masale ko firaun se Jod Diya To fir kya firaun pant pahnata tha kya
Assalaam o Alaikum to all viewers. From Bareilly Shareef U.P.India.
Walekum assalam wa Rahmatullah.
Up me kya chal raha h bhai😢😢
Bhai tumne tariq Masood shab ki video ko cut ki hai .. unhone bola hai pant fold kr sakte hai ...
Thik hai phir aap zaroorpant fold karein...
Magar, main shaikh Abu zaid zameer aur Touseef ur rehman ki baat ko hi jyada taraji dunga..
Kyun ke isase ISLAMI sha' ar numaaya hota hai aur, kuffar se mukhalifat ki khuli alamat nazar aati hai...
Ab aap ki marzi,
Ek hai ijazat
Aur ek hai sunnat
Agar aap ijazat par amal karana chahate hain to aap ko pura ikhtiyaar hai.
Magar, main chahata hoon aap ko sunnat ka sawal mile aur aap ke darjaat buland ho...
Jazakallah
Allah wa aalam....
@@dawatehaqq7875bhai mai hamesha pant ko fold kr Kai rakhta hun masjid ke andar bhi or bhar bhi .. to Aap mujhe ye btaye .. yai thik hai ya glat hai ... Bohot jada confused ho gya hun mai ... Koi bol rhe hai shi hai or koi bol rahe hai galat hai ... Isliye mai bhot confused ho gya hun .
Mashallah ye to badi achchi baat hai..
Magar ye koi aisa masala hai hi nahi ke aap confused ho jaayein.
Aap bilkul pareshaan naa ho, sabse bada mufti aap ka khud ka dil hi hai, agar aapko pant fold karke rakhkar bhi itminaan nahi ho raha hai to, behatar aap niche utane hisse ko katawa hi do..
Kyun ke, jis chiz mein shaq ya confusion hai use chodakar sunnat jitana bataye aur jaisa bataye wahi karana behatar hota hai.
Allah wa aalam bis sawab....
Behtar yahi hai ke namaz me ho ya kabhi bhi kapda takne se upar rakhe jaye Allah aur rasool ka farmaan mane.kyunki sabse behtar yahi hai
Jazakallah ye apne achchi baat kahi
Moral of the story ye kay painchay fold karsaktay han 👍
Yes
Engineer sahab clear that's matter
Share this video to all your friends
Ehram ku fold karte upar se lungi ku fold karte upare phir kya kare miza sahab
Maine apka jawab aap ki dusri comment mein de diya hai. Allah wa aalam
Pant ko nechy sy aur shalwar ko opar sy fold kar sakty hai?
Behtar hai aap fold karna chodkar apni shalwar aur pant ko takno ke barabar ya takno se upar kar lein yahi behatar hai.
Mjy to aj pta Laga sae kya m glt hun Allah mjy maaf kardy ab nai kro ga pta chal gya ha😢😢
Mujhe badi khushi huvi hai ke, meri iss koshish se aap ko fayada hua,
Ise abb aage aap apne dosto me share karate rahe...
اگر پیٹ پر موڑنا کیا جایز ھے
Behtar hai ke, niche hi katawa le...
9:21 Hadith refrence?
Sunan Abu Dawood,
Kitab ul libas
Hadees No-4086.
taqabbur se niche rehna mtlb
Shayad apne video puri nahi dekhi
Lungi pahenne Wale upar se fold hi karte na
Apne sahi kaha magar, ye lungi yaa tai-band ka hissa hai. Aur ye apke kurte yaa jhubbe mein chip jaata hai.
Lekin pant yaa paijaama ka upar ka hissa aisa nahi hota aur isaka pehaneka tariqa bhi alag hai,
Kanhi ki bhi baat kanhi fit karke aap, apne aap ko bada logical hoshiyar duniya mein to aap sabit kar sakate hain, magar Allah ke yanha sab ki pol khul jaayegi, hamara islam aasani ke liye hai naa ke dushwari paida karke logon ko inhi masa'il mein ulajha ke rakhaneke liye nahi.
Simple si baat hai musalmano ko kaha gaya ke apne paijaame, lungi, pant, ko takano se upar rakhe, ab mujhe aur apko chayiye ki iss hukm ko pura kare, agar aap lungi pehanate hain to lungi ke baare mein fikr kare ke wo takano se niche naa ho is tarah pant wala uski fikr kare baat khatam, kyunke sabse bada mufti to apka dil hi hai, jo bhi amal dil mein khatak aur be-itminani paida kare , wo amal durust nahi.
Allah wa aalam....
MashaAllah sare ulma ne achi sahi baat ki sirf Barelvi ko chhodkr
Kisi ko bhi ijtahadi galati ho sakati hai, ye sab hamare ulema hain
Barelvi kaun hai isme Bhai
kaha mana kiya thoda reference to dedo bhai kuch bhi ! sahih bukhari ki ahadees hai ki allah us shaks ki namaz khubul nahe karta jo apna izhar thaknou k nechay khichta hai
meri hight kam hai, barabar size nahi milta ready made.. aksar namaz me paint fold karleta hun😢
Lagata hai Aap ne adv.faiz sayed ki baat thik se nahi suni...
Jo Takabur ki niyet say neeche rakhe yeh hukum uske liye hai
Azaar ka neechy hona itself takabur k zumry ma ataa hai ye hadees b biyan ki gai ha Brah e karam video puri dekhy
Sahi kaha aapne
Share this video ...
Eng sahab thoda short bataye kahani mat bataye
Aap kehate ho short bataye, baki ke log to kehate hain daleel ke sath detail me samjhao...
Tujhe samajhna hi hai..... Engineer saheb Kiya kr skte hai.... Pahli fursat me nikal...
Deen ke masale Quran wa sunnat se sikhen
Agar koi hamesha se pant fold kar ke rakhta hai to ya koi gunah nhi hai namaz ho jayegi lekin agar koi sirf namaz ke time fold karta hai or pura time nicche latka ke rakhta hai to ya tandroost nhi hai
Sare hi apne gare hai koi hadis se hi bata do
Aapke samane isi masale ko hal karne ke liye yeh video banai hai pehale aap iss video ko pura dekhe...
Ye aapne sachcha kiya
Sukriya apka
Patloon paajamaa fold karo yaa poora nikaloo kya farak hogaa iss mehnat se sab jalker khaak he hone wala hai.
Q ke namaze padhne Aallahne kaha he nahi😮
Ye video unake liye hai jo namaz padhate hain. Agar aap nahi padhate to chodo, kyun yanha comment karke apna waqt barbad kar raho ho.????
@@dawatehaqq7875
Aap ko pershiyen majussi namaze padhnese kiss ne rookaa bhaisab suoobh se leker shaam tak aur ratoo may utt utt ker kerte rahe .
@@dawatehaqq7875
Aapko kaam dhande chodker subeh se leker raat tak aur neend se utt utt ker pershiyen majussi namaze padhne zameen per Maathe ragadne kiss ne manna kiya bhaisab? Aap kerte rahe.
@@dawatehaqq7875
Aap padhte rahe Subaah se leker raat tak aur raat may utt utt ker apna maathaa zameen per ragadte rahe aapko kissne manna kiya ye Pershiyen majusi namaaze padhne bhaisab🙏
Ponche ap usii btt pr
Jo Barelvi ullama bolte hai
Ullama e Ahlesunnat zinda bad
mere khayal se apko pura video sunana chayiye....
Kis se li hadees inho ne
مولوی طارق مسعود کا بیان درست ھے
Sahi hai lekin, behtar to yahi hai ke pant yaa pathloon ko takane se upar ke size ki hi banwayi jaye...
Iske Piche ki vajah koi bhi Maulana Nahin bata raha hai sirf bakbak kar rahe hain sahi jawab kahan se milega
مفتی اکمل کے نزدیک صرف سنت کا ترک کر دینا ہے۔ استغفر الله
مفتی صاحب کیا سنت ترک کر دینا آپ کیلئے کوئی معنی نہیں رکھتا۔
Ek jane ek bath bolte hai ek jane ek bath
Iss me basic baat kya hai usako samajhiye bas,
Sab muslim ulema ke nazdeek pant ko har waqt takano se upar rakhana zaroori hai. Iqhtlaaf sirf isme hai ke namaz me agar kapada takano se niche latak raha hoto, uss kapade ko moda jaaye yaa kaata jaaye yaa yunhi rakha jaaye ...
Inn me mujhe abu zaid zameer ji ki baat jyada achchi lagi
Kitna bhi kuch kr le Ali bhai... Ye log karenge apni firqe ki... Apne matlab ke deen bana liya hai sare log...
Aisa mat kaho bhai, deen ki khidmat ka jazba har ek mein hota hai, kiski niyyat kya hai ye Allah hi behtar janata hai
Abe takkabur wale hi takne ke neeche pehnte hai ye bhi nabi ne farmaya ye kyon chupaate ho?
Sahi kaha, magar logo mein bohat si galat faimiya pehale se phaila di gayi hain...
Sabse bada bdati tarik msod
Toh tarik masood ki islah ke liye aap kya karna chahenge???
@@dawatehaqq7875 ye hamari aur aaki baat kiya sunega aur manega ye to wo jo quraan o hadith ko bhi miscourt karta hai ..
In logon se bhole mslman ki hifazat kare
सही बुखारी पढ़े 5787 जिसका टखना ढका बो हिस्सा जहन्नुम में है अगली एक सहाबी लूंगी पहने नमाज पढ़ रहा था उसकी नमाज तक नही हुई इसलिए की टखने से नीचे है सुन न अवि दाऊद 4086। तकब्बुर है ही कपड़े का लटकना ओके ये नबी ने किलीयर कर दिया रही बात हजरत अबू बकर की की तो बो अनजाने में उनके साथ उनके पेट से लूंगी चली जाती है फिर तुरंत ले लेते है समझे बरना तो आप कहना चाह रहे की अबू बकर किया टखना ढक के नमाज पूरी पढ़ते थे दो ज़बाब नही कोई नमाज नही जिसका टखना ढका हो हदीस के मुताबिक
Achchi clearance diya aap ne
Kaika Acha Jo Sahabi Ko Padrahatha Kaheta Ho Uski Nasihat Durust Kaise Ho Sakti Hai Chahe Wa Sahi Ho@@dawatehaqq7875
SA
Aap log pagal hochukay ho....apni sahi taleem hasil karo....
Hazrat Aadam Alai Assalaam nay kin kapdon mein ibadat kia thaa uska zikar karkay daleel Dakar batayein......Kia aap kee ibadat Allah Taala qubool nahi karegaa???
Apnay bawaqquf dimaagh say yeah devbandi barelvi ahel e hadees or sunnatiyon kaa farq par toe yakjaa hojao....apnay aimano ko toe Durust karlo....
Waqt board kee zameenon ko bech bech kar yeah miulana crorepati horahaa hai....unki dadhee zameen tak aarahi hai aor eimaan janwaron say bhi badtar hai inko sazaa daina seekho....uspar toe bolna seekho....
Dunyaa mein tabdeeli Allah kee moujood shuda cheezon say aarahi hai....log usay sirf explore kar rahay hai
Yeah woh jamat walay hai jo TVs per hindustan kay musalman ko jeena dobhar kardia thaa aor aab khud mobile per apny taang oper karkay hidayatein kar rahay hain....afsos hai kay inka ilm itna mehdood hai kay yeah dunyaa kay hadiyon ok hi nahi samajh payay....haan 72 hooron kaa khoobssorti dikhaa kar eimaan ko pukhtaa karnaa aor dekhaa theek say aata hai....
Apnay iss kaa ilm say bahar aakar qoum kee sahi zurooraton per kaam karein.....likes lekar apni rozi RUclips say banarahay ho ....yeah rozi nahi apni nafs ko dhokaa daina hai....
Kama Alaina Illal Balagh
Ws
Apki aksar baato se me muttafiq hoon , raha masala paiso ke liye youtube video dalna, iss ke liye aap ko naye youtube policy padhani chayiye,
aage raha deen ki khidamat ka masala, iss ke liye hum kab se tayyar bhaithe hai. Ke aap jaise log uthakar aaye to kaam hoga naa, hum apni taqat ke baqadr koshish to kar rahe hain, aapke paas kya meyar aur tarteeb hai wo to batayiye, jab hame deen ke kaam ko karna hi hai deen ko nafiz karna hai to uski shuruwat ke liye apke paas kya tarteeb hai wo bhi batayiye, abb apki baato se to mujhe laga aap adam a.s ki shariat ke mutabik ibadat karwana chahate hain. Shariat to mukammil huvi hai Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam par, aur mujhe isi shariat ke mutabik ibadat karni hai, naa ke adam a.s ke tariqe ke mutabik, adam a.s kya pehane ya nahi pehana wo unake liye tha, iss jadeed dour me jo masale hain, unhe aap ki tarah besabri wali soch se nahi hal kiya jaa sakata, aap ek chote se masale par itana bhadak rahe hain, toh deen ko nafis karne ke liye jo jadeed masale hain unhe kaise hal karenge, sabse pehale ye batayiye iski shuruwat kanha se karenge, uski ek timeline, tareeqa, pehal kadmi ka zaabta to ummat ko batayiye,
Main apke jawab ka muntazir rahunga
Abu zaid zamir ahle hadees khud kah rahe h ki pant fold karna galat h.... Haq wahi jo sar chad kar bole
ruclips.net/video/vSmvwXbAucI/видео.htmlsi=4H9HFUMBnnW18dwQ
Ye to achchi baat hai..
Hame sab ko pant yaa patloon ko utani hi lambi rakhani chayiye jitani ke takane se upar rahe...
Allah ham sab ko iss par amal karne ki toufeeq de...
😂😂😂confused fiq teb he logo ko door kia hoa mesjido or namazo se koi kucch kehta hai koi kuch .