Home Theater Chalao 12-0 Power Adaptor Se | Home Theater | Home Theatre | 12-0-12 | 12 0 12
HTML-код
- Опубликовано: 9 фев 2025
- Home Theater Chalao 12-0 Power Adaptor Se | Home Theater | Home Theatre | 12-0-12 | 12 0 12
technical projects experiment
home theatre
home theater kaise chalaye
home theater ko battery se kaise chalaye
12v se home theater kaise chalaye
12v battery se home theater kaise chalaye
12v baittry se home theatre ko kaise chalayen
home theater car me kaise chalaye
home theater ko car me kaise chalaye
car me home theater kaise chalaye
12v se home theater chalaye
gadi me home theater kaise chalaye
home theater
220 volt se home theater kaise chalaye
car me home theatre kaise chalaye
home theater board wiring connection
• Home Theater Wiring Co...
For Contact 👇
www.technicalprojectsexperiment@gmail.com
12v Power adaptor Amazon 👇
amzn.to/3QYxuzf
2.1 home theater board Amazon👇
amzn.to/3UW0RDk
follow me on Instagram
/ technicalprojectsexper...
follow me on Facebook
/ 106568065375866
#hometheater #hometheaters #hometheatersystem #transformer #poweradapter #amplifierboard #amplifier #hometheatrerepair
kamal hai, dual supply vala ic single supply pe chal raha hai, vo bhi speaker dc blocking capacitor ke bina.
Your big fan 😊
4ic wala board par SPEAKER 🔊 chal raha hai liken subwoofer nahi chal raha hai please reply 😳
Aapne power supply me kya use kiya hai?
Bhai Jada amp ka Changer lagao
20 30 How to check IC? Good or bad?❤❤❤
Ye kam to karta lekin 12v ki vajah se es ki pawar kam ho jata he 24 v se badiya sakega 😊
Yes😊 video me bhi ye bat batayi gayi hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok sar thanks
💯 working brooo
Bhai 24v pe chalega kya🤔
Yes chalega lekin dono capacitor change karna padega, Input voltage se minimum 25% jyada vala capacitor lagana padega, aap 35v 4700uf vala capacitor use kare output bhi achcha milega
@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok bhai 👍🫡🫡🫡🫡
Me to galti se multimeter ko resistor mode pe dal ke 220v ac me dal diya 🙂 ab vo bhi nipat gya
😊😊😊 koi bat nahi bhai Naya lo ab
vai hamare pas bass filter hein jiska capacitor 25v1000mf, ab me DVD smps se chlane ke liya kon sa capacitor lagaun? Please help me❤❤
DVD amps ka output voltage kitna hai?
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT 12-24v
Input voltage se minimum 25% jyada vala capacitor lagana padega, aap 35v 4700uf vala capacitor use kare output bhi achcha milega
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT thanx
Isme 8 inch ka woofer laga skte hai
30w ka subwoofer se performance achcha milta hai, woofer chalega lekin high bass output nahi milegga woofer se aawaz fatne lagega volume badhane par
hum isse car battery ke sath chala sakte hn ???
Ispe video channel available hai aap yeh video dekhe👇 bahut information milegi
ruclips.net/video/ssr3N32b6_Y/видео.html
Sir please mujhe bataya mere pass pc ke smps hai us se kaise chalaou please please 24v se
Computer smps se chalane ka video channel par already available hai aap yeh video dekhe👇
ruclips.net/video/F9B5Sfdq244/видео.html
👍
Thank you 😊
Mobile charger 5.1 board work kartha hai ya nahi
Mobile charger ka output 5v hota hai, aur home theater board 12 0 12 se chalta hai, to mobile charger se nahi chal payega
Sound quality ekdam Tatti ho jayega
Ampere jyada dena hoga achcha performance milega 👍
12v ki bettery se chalega
Battery kis tarah connect karte hai Is pe video channel par available hai aap yeh video dekhe👇
ruclips.net/video/ssr3N32b6_Y/видео.html
Bhai 12. 0 12. Ka ic he 0. 12. Se cal jayga kya Bhai
Video me jo steps bataye gaye hai usko follow kare zarur chalega 👍
Are bhai maine try kiya tha mere baord ka cepistor fat gya 😂😂😂😂
Pehle Capacitor change karna padega video me bataya gaya hai, aap video pura dekhte nahi ho to aisa problem ho jata hai, is liye video pura dekha kare bhai👍
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT5.1 homethatare board me 3 ic 2030 he or 2 ic 2050 he 13 0 13 transfarmer laga sakte hai kya
Vaise to 12v transformer bhi 14v output deta hai aapke pas 13v vala hai to 15v to dega, transformer laga sakte hai lekin ic overheat hone k chances hai, ic overheat hoti hai to transformer use mat karna
Are bhai video ke sath music q lagate ho 🤦🤦
Background music lagane se video jyada boaring nahi lagti hai, aur iska volume kafi down hota hai bhai
Lekin bhaiya 5v output nhi de raha😢
Yes bhai video me bhi bataya gaya hai 7805 ic ko alag se supply Dena hoga tabhi 5v output milega, iske liye board se ic ko alag kare aur 12v supply de
Agar Mai isme
12 volt or 10 amp du to
Is ko hum maximum 12 0 12 3A de sakte hai matlab 24v×3A=72w ho jata hai.
Aap 12v×10A= 120w connect karenge to, over power input hone se board kharab ho jayega
Kaha sa Sikha vai galath information kiyou data ho paila Kam siko badh ma sikha na ok
Aapko agar yeh information galat lagta hai to aap gharpe try kare, aapko pata chal jayega sahi aur galat kya hai
Bhai Bluetooth card me line nahi araha
Yes, 3v output niklta hai is liye bluetooth module on nahi hoga iske liya alag se 7805 voltage regulator ic lagana padega power supply k sath
Bhai isme board me audio ic ka kya no. Hai
TDA2030
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT ok thnx dear ❤
Welcome bro 😊
apple valley california
19 volt adapter se chalega ka nahi bhai
Yes, chalega 😊
Battery ke sath chlega kya
Kitne volt aur ah ki battery hai
12v 8 amp@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT
Yes
12+-0-12- नया आया हे..इस टाईप का
Online Admission class
Kaise kare
Online koi class abhi tak to start nahi Hua hai q k subscribers ki jyada demand nahi hai, fir bhi aapko kisi topic pe video chahiye to bataye channel pe upload karne ki Koshish zarur karunga
Laptop ke adaptor pr work karega usme 19.5v Milta hai
Yes work karega, lekin video me jo steps bataye gaye hai unko follow kare
A tarika se chalega kya?
Yea galat information de rahi ho
Reply me
100% work karta hai video pura dekhe aur video me jo instructions bataye gaye hai use follow karo
Wrong information ❌❌❌
100% work karta hai, aap video me jo steps bataye hai unko follow karo
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT bro ic aur wire overheating
Kounsa wire over heat ho raha hai
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT + aur - ka
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT kitna volt chahiye 20w home treather ko run karne ke liye
Subwoofer work nahi karta hai
Aapne kitna voltage aur current input me diya hai
4440 board chalega
Ha chalega, lekin aawaz thoda kam aayega
@@TECHNICALPROJECTSEXPERIMENT bass ayega
Bass badhane pe awaz clear nahi aayegi, 4440 ko minimum 5A to chahiye full bass k liye
Wrong and misleading
100% working! You have to try this first
Fake video
This is real video bro. 100% working
You have to try this at home
Try kiya hai, lakin kam nahi kar raha hai
Power supply kounsa use kiya hai
Fack video 😢
100% work karta hai, aap video me jo steps bataye hai unko follow karo
Right
Ek to background music jyada sun raha h aapki awaj kam , or dusra jab kuch mension karte ho tab bhi aapki awaj dab jati h . Dislike
Kr diya tera comment dislike 😂😂😂
12v 1 amp se chalega
Chalega lekin voice output down milega, 3A to chahiye