Bro technicality jo insaan diesel saver k sath hi apni hp shreni main sabse jayda torque, power or load pe bhi rpm bnakar rakhne wala tractor lega to vo mahindra hi rakhega. Kyu ki ye a sirf taakar ka sath hi iske engine ka firing order itna behtreen hai ki ye constant power deliver karta hai. Maaf karna bhai agar kisi ko meri agli baat buri lagi par sach kadwa hota hai or baat ye hai ki jo insaan apni calculation karke ek samajhdar insaan mahindra tractor k ilava kisi aur ki taraf nooh nahi karega. Mere grandfather ne 1988 main, yani ki aaj se 32 saal badh bhi vo hamaare paas hai lekin pehle mahindra B 275 heater engine k sath 35 hp, 4 cylinder main aata tha. 2011 main hum ne usko DI karwaya, head pump, bore stroke pistons crank ki configuration mahindra 585 wali karwa k apne tractor ko 35 hp se 50 hp ka karwa liya or fully load pe ab usne kahi 5 ltr se upar ni liya or nomaly ghante ka 4 ltr leta hai. Aisa koi kaam nahi jo na kar sakta ho. Bro mahindra ne chahe international se B 275 liya, B ka matlab England or america main yehi model mc cormick k name se bHut kamyabi se bika. Par sirf india main iski DI karke aisa improve kiya ki aaj puri duniyan main sab se jayda mahindra hai jo na sirf india balki 2010 se ab tak har saal world ka no 1 tractor selling brand hai apni power, consistency, less maintenance or maximum torque with backup torque k kaaran no 1 hai duniya main.
Bai trale Mai bahut acha h computer manje Mai b acha h sbse jyada khichai h isss tractor ki
Mahindra Best No 1 Tractor
Nice 👍👍👍👍👍👍👍
Badhiya jaankari de hai nikhil bhai ram ram
राम राम भाई आपकी 100 100 बार राम राम
Punjab mein Arjun Kamjab Hai Kyoki Yaha Ganne Ki Kheti Nahi Hoti
Good job Bhai
Bhai thoda aawaj tej bolo jo sunai de aur jisse baat karo uski bhi sunai de dhanyewad
1 low me awaj Badal jati hai tractor ki Shaktimaan k rotavater par.
9liter per hours
Bro technicality jo insaan diesel saver k sath hi apni hp shreni main sabse jayda torque, power or load pe bhi rpm bnakar rakhne wala tractor lega to vo mahindra hi rakhega. Kyu ki ye a sirf taakar ka sath hi iske engine ka firing order itna behtreen hai ki ye constant power deliver karta hai. Maaf karna bhai agar kisi ko meri agli baat buri lagi par sach kadwa hota hai or baat ye hai ki jo insaan apni calculation karke ek samajhdar insaan mahindra tractor k ilava kisi aur ki taraf nooh nahi karega. Mere grandfather ne 1988 main, yani ki aaj se 32 saal badh bhi vo hamaare paas hai lekin pehle mahindra B 275 heater engine k sath 35 hp, 4 cylinder main aata tha. 2011 main hum ne usko DI karwaya, head pump, bore stroke pistons crank ki configuration mahindra 585 wali karwa k apne tractor ko 35 hp se 50 hp ka karwa liya or fully load pe ab usne kahi 5 ltr se upar ni liya or nomaly ghante ka 4 ltr leta hai. Aisa koi kaam nahi jo na kar sakta ho. Bro mahindra ne chahe international se B 275 liya, B ka matlab England or america main yehi model mc cormick k name se bHut kamyabi se bika. Par sirf india main iski DI karke aisa improve kiya ki aaj puri duniyan main sab se jayda mahindra hai jo na sirf india balki 2010 se ab tak har saal world ka no 1 tractor selling brand hai apni power, consistency, less maintenance or maximum torque with backup torque k kaaran no 1 hai duniya main.
Right information thanks
Had em tractor rpm today he
Blade khatm hai roter k
Bhai .mere pass h lekin iska battery or self me problm h jise mane 50 bar company me complain krdi h iski koi sunwayi ni h
same here
वाह जी वाह
Only mahendra
Bhai rotavator ke upar ensan ko khada mat rakho..
Acha nhi hai..
Jan ja sakti hai Yar..
So please rotavator ke upar kisi ensan ko khada na rakhe..
Nikhil bhai kuch log 52 hp ka batate he
2 model hai iss main
स्पीड ज्यादा होने की वजह से मोटी कटाई कर रहा है
Hn ji chal jada h
2 low me chalana chahiye
Bhaiya ji apna number de send kar do
nayaka mahenadra leo
Bahi apna no do
16 9 28 k tyro se koisa bhi ganne ki jutai nahi karta
Gharta bahut h mahindra
Arjun hai hamari pas bas ak hi problem hai... High 1st me rpm drom hoti hai....
जुताई अच्छी नहीं कर रहा है
Bhai apke hisab se kon sa tactar achi jutai krta h
Ese tractor ko 2 low me chalo 1500 rpm bar