MaashaAllah bahot hi bahetreen baat bayan kiye hai Goosebumps ho gaye😢 Allah taala ham sab ko nafsaani khwahishat se bachaye or Allah ka qurb or sachchi muhabbat ata kare❤ Aameen
Ameen YA ALLAH please ❤ jazak ALLAH thanks for sharing inspired information ALLAH forgive guide protect Help us every moments of life every kind of sin's choose me your most favorite people Ameen YA ALLAH help umatey
Assalmualikum I have a question I'm not beautiful but I want to do hijab but afraid being a reason of any once mocking on me make fun of me that a ugly girl is doing naqab who will see you a fatty girl dark skin girl why you are doing hijab being judge by own family friends and others is so scary kindly answer me
My sister this is what sabr is Allah says indeed I am with one who is patient . When I started niqab I didn't knew if my family will support me but I know Allah will . If Allah likes me in niqab I am willing to sacrifice . You cover yourself for Allah then Allah will be your cover your shield. My be your doing niqab for Alah will become a deed that provide u with jannah . On the day of judgement the people who opposed you for your niqab will say I wish if I had done the same deed as her. May Allah accept your deed of doing niqab
Sister Maliha, all what you think of yourself definitely doesn't exist this way to Allah (sbw), Allah wo musawir hain jinhon ne koi tasweer badsurat nahen banai, agar aesa hota tau wo khud differentiate kar dete ke sirf certain girls should do niqab, apne zehan ko mazbot banaen, ap khud ko aese define karein ge tau logon ki parwa tau phir rahe gi dil mein, mein ne jab niqab start kia tha esi sal tau all I had in my mind was mujhe koi khas zarorat tau nahen niqab ki but wallahi niqab apko andar se change kar deta hai, strength a jati hai insan ke andar, inshallah you'll see ke kuch arse bad apko ahista ahista dosron ki parwa khatum hone lage gi ke koi kia keh raha hai, and believe me tab apko pata Chale ga Jo kuch ap apne bare mein sochti hain wo sirf apke hi demagh tak tha kisi ko apke kisi hal mein hone se farq nahen parta ziada se ziada ye hoga shuru mein log ap per dehan den ge ke apne niqab kia but after that it will be you and Allah aur apko Allah mazeed barkatein dikhaen ge inshaallah❤
Lakin meh sochti hun ye restrictions men k liy q ni?? Itni restrictions women k liy or jahanum meh b zaida ortain hun gi..... Ajkal k lrky shorts pehnty un pr niwab hota kbi na krty. Dont hate me just guide me
Agr ap in ko restrictions smjhy gi to ap ko yeh cheezen restrictions lgy gin. App in ko as a crown smjhy jo ky islam ny ap ko dia hai to wohi lgy ga ap ko. Jha tak baat mardo ki hai to mardo ko bhi Allah ny hukam dia hai pardy ka "Momin mardon se kehdo ke apni nigahon ko neecha rakhein aur apni sharamgah ki hifazat karein. Ye unke liye zyada paakiza hai.’ (Surah An-Nur, 24:30)" Agr aurto ky pardy ki baat ki Jaye to kia women's beauty mn mardo sy zeada pyari nhi hai kia? Agr app ek Diamond ko dekhi gin on the street to kia app us sy attract nhi hogi? Kia azeem mardo ki mothers azeem Aurtein nhi thi? Jab us tarah ki women's hi hamarey muashry mn nhi rhi to hum kesy bol skty hai mard wesy nhi hai. Islam mein maa ko ek bohot hi mukaddas aur aham maqam diya gaya hai, aur is baat ko bhi tasleem kiya gaya hai ke maa bachay ki sabse pehli darsgah hoti hai. Maa ke asar ka bacha ke akhlaaq, tareeqay aur deen par bohot gehra asar hota hai. Jaha tak jahanum mn aurton ki baat hai. Yeh sawaal Islam mein ek bohot common misunderstanding ke base par hota hai. Hadees ke mutabiq, ek waaqia hai jisme Nabi (S.A.W) ne farmaya ke maine jahanum mein aurton ko ziada dekha. Lekin is hadees ka matlab samajhna zaroori hai. Hadees: Hazrat Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai, Nabi (S.A.W) ne farmaya: "Maine dekha ke jahanum mein ziada tar aurtein thi." Sahaba ne pucha, "Kyu ya Rasulullah?" Nabi (S.A.W) ne farmaya: "Kyunke wo apne shohar ka shukr ada nahi karti thi aur bohot zyada shikayat karti thi." (Sahih Bukhari, Hadees 304) Is hadees mein yeh bataya gaya ke aurton ke jahanum mein ziada hone ka sabab unke kuch specific gunah hain, jaise ky na-shukri karna, Zyada shikayat karna. Nabi (S.A.W) ne insano ko unki ghaltiyan samjhani ke liye yeh baat batai. Har shakhs (chahe mard ho ya aurat) apne aamaal ke mutabiq hisaab dega. "Jo koi bura amal karega usko uska badla diya jayega, aur jo koi achhe amal karega, mard ya aurat, wo jannat mein dakhil hoga." (Surah An-Nisa, 4:124) Islam mein adal ka qanoon hai aur Allah kisi ke saath na-insafi nahi karta. Har insaan ke aamaal ka hisaab uske niyat aur kaam ke mutabiq hoga
Bhai islam mein face ka parda toh nhi hai ye baat dr Zakir Naik ne apne bhot se bayan mein khaha hai fir naqab jururi nhi hai baki jo karti hai unko sawab hai
All d attraction is from face. Shairy mai chahray ka zikr q hota hai? Q k chahray say attraction hoti hai.dr israr ka biyan daikhain. U ll get the answer. Adk Allah for guidance. Allah will help in shaa Allah.
@madihaarslan3863 toh ap kya bolna cahte hai ki dr Zakir Naik galat bol rahe hai aur baki vai jo face k baare mein aaisa Bolte hai woh galat bol rahe hai
Yes but you have not mentioned those shaba women who did not cover their face? Why pakistani scholars are obsessed with covering of face? Hijab and decent clothing's are indeed mandatory but niqab is a difference of opinion ruclips.net/video/J4wGcu4ImBs/видео.htmlsi=uNIdnWWr2ITFI1DX
Mashallah Bhai
Allah ham sab ki touba ko Qubool frmayen 🙂💔 or ba parda or ba haya banayen Ameen summa Ameen
اللہ پاک ہمارے دلوں میں ایمان کو اللہ کی محبت کو ہمیشہ کے لیے ڈال دیں آمین ثم آمین 🤍
Ameen Suma ameen
Ameen
Ameen❤
Ameen❤
Amen
I don't write comments much but i was going into bad things i think and this really made me stop for a while and ponder over myself once again
ma sha allah
May Allah protect us from hypocrisy and ignorance Ameen
Allha ham sab ko hedyat da❤❤❤
Ameen❤
MaashaAllah bahot hi bahetreen baat bayan kiye hai Goosebumps ho gaye😢 Allah taala ham sab ko nafsaani khwahishat se bachaye or Allah ka qurb or sachchi muhabbat ata kare❤ Aameen
Mashallah allah sab ko hedayat de aur hame bi
جزاك اللهُ
Allah pak hum sab ko hidayat de😢
Bhttt khubsuraat reminder Dia ap ny bhaii bhttt bhtt shukria ALLAH apko bhtreen jaza dy ammmenn sumammmenn😢
Allah sary orto ko parda karna ka tofeeq day Ameeen
Beautiful reminder jazakAllah
Aaameen ♥️ اللہم انی اسئلک الھدی والتقی والعفاف والغنی آمین
Allah pak hmy aml krny ki himaata dy een😢
Ameen
Ma Sha Allah
Assamualikum wàrahmatullahi wabàrakàtuh 🌹 bhai aap ki ye dua Allahtala kul ummate Mahommadiya ke haq main qubool farmayein ameen summa ameen 🌹
allah mujhe illm dede meri dua qubool krle inshaallah
Aameen summa aameen
Allah pak ham sabko hidayat dein
Allah plz hum sb ko hidayat de de...😭😭
AMEEN 🤍
Ameen 🤲
Allah pak hume nek Amal krne ki toffiqe de .Ameen
SubhanAllah La hawla wala quwwata illa billah
ALLAH humma inni as alukal jannah
Allahumma ajirni minannar ❤
Ameen ❤
Mashaalla Mashaalla Allah ki phan
MashaAllah great
Jazakallah khair
Astagfirullah ❤
Subhan Allah 🥺🥺🥺🤲🏻
Mashallah ♥️
Mashallha ✨
Mashallah
Ameeeennn 🤲🏻💜🌸
❤😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Allah sab ko hadyat da ameen
Ameen❤
jazakALLAH u Khair
Wa Alikum slam
Ameeen
SubhanAllah ❤️
Allah hu akbr 😢
Ameen YA ALLAH please ❤ jazak ALLAH thanks for sharing inspired information ALLAH forgive guide protect Help us every moments of life every kind of sin's choose me your most favorite people Ameen YA ALLAH help umatey
Islam
👇
Ameen
Ameen sum ameen
ammen suma ammen
AMEEN Summa AMEEN 🤲
Aameeen
Mary ps koi ilfaz ni Hy B's Allah pak hmy 5 time pray krny wlaa bana dy
Ameeeeeeen🤲🤲🤲🤲🤲😢😢😢
Can u plz guide me on an other episode
❤❤🎉🎉😊
Ameeeen....🤲🥺
Ameen
Sir ap jo islamic books read krte hai un ka name bata den
😢
😢😢😢😢😢ya Allah hame maf karde
😭😭😭😭😭
❤❤
❤
Shadion py kis trah black k.elawa simple coolour m abaya pehnen is py bhi ntayen kch? Kiun k black m baten shiru kr dety hn apny he ghar walay
Astaghfirullah
🥹❤️🩹
Kindly tell which books you read??
Ye jo baten krte hn inke refrence?
mera ek sawal hai.. koi aurat agr namaz ki pbndi krey quran b prhy ikhlaaq b acha ho tu kiaa agr parda na krti hu tu sb ibadat waste hojaengi
Ibadat to waste nhi hogi ....lekin parda Krna must h ...bohot jaroori h
😓😓😓😓😓😓😓😓😓😞😞😞😞😞
Plzz ap lslam medical college aein
Kaha he ye
@@ShahMuhammad-li1ho Sialkot
Full lecture name or link pls
Tuha ibn jalil wednesday night....search karen
Assalmualikum I have a question I'm not beautiful but I want to do hijab but afraid being a reason of any once mocking on me make fun of me that a ugly girl is doing naqab who will see you a fatty girl dark skin girl why you are doing hijab being judge by own family friends and others is so scary kindly answer me
My sister this is what sabr is Allah says indeed I am with one who is patient . When I started niqab I didn't knew if my family will support me but I know Allah will . If Allah likes me in niqab I am willing to sacrifice . You cover yourself for Allah then Allah will be your cover your shield. My be your doing niqab for Alah will become a deed that provide u with jannah . On the day of judgement the people who opposed you for your niqab will say I wish if I had done the same deed as her. May Allah accept your deed of doing niqab
@@syedshahid870 JazakAllah hukhaira need unlimited prayer 🥺
Allah AP ke leyae asniyan dae
Sis AP is liye kren q k Allah apko hijab me pasnd krty h.
Sister Maliha, all what you think of yourself definitely doesn't exist this way to Allah (sbw), Allah wo musawir hain jinhon ne koi tasweer badsurat nahen banai, agar aesa hota tau wo khud differentiate kar dete ke sirf certain girls should do niqab, apne zehan ko mazbot banaen, ap khud ko aese define karein ge tau logon ki parwa tau phir rahe gi dil mein, mein ne jab niqab start kia tha esi sal tau all I had in my mind was mujhe koi khas zarorat tau nahen niqab ki but wallahi niqab apko andar se change kar deta hai, strength a jati hai insan ke andar, inshallah you'll see ke kuch arse bad apko ahista ahista dosron ki parwa khatum hone lage gi ke koi kia keh raha hai, and believe me tab apko pata Chale ga Jo kuch ap apne bare mein sochti hain wo sirf apke hi demagh tak tha kisi ko apke kisi hal mein hone se farq nahen parta ziada se ziada ye hoga shuru mein log ap per dehan den ge ke apne niqab kia but after that it will be you and Allah aur apko Allah mazeed barkatein dikhaen ge inshaallah❤
Aurat ko eyebrows b chupani chye???
Are zikris Muslim?
Lakin meh sochti hun ye restrictions men k liy q ni?? Itni restrictions women k liy or jahanum meh b zaida ortain hun gi..... Ajkal k lrky shorts pehnty un pr niwab hota kbi na krty. Dont hate me just guide me
Agr ap in ko restrictions smjhy gi to ap ko yeh cheezen restrictions lgy gin. App in ko as a crown smjhy jo ky islam ny ap ko dia hai to wohi lgy ga ap ko. Jha tak baat mardo ki hai to mardo ko bhi Allah ny hukam dia hai pardy ka
"Momin mardon se kehdo ke apni nigahon ko neecha rakhein aur apni sharamgah ki hifazat karein. Ye unke liye zyada paakiza hai.’
(Surah An-Nur, 24:30)"
Agr aurto ky pardy ki baat ki Jaye to kia women's beauty mn mardo sy zeada pyari nhi hai kia? Agr app ek Diamond ko dekhi gin on the street to kia app us sy attract nhi hogi? Kia azeem mardo ki mothers azeem Aurtein nhi thi? Jab us tarah ki women's hi hamarey muashry mn nhi rhi to hum kesy bol skty hai mard wesy nhi hai. Islam mein maa ko ek bohot hi mukaddas aur aham maqam diya gaya hai, aur is baat ko bhi tasleem kiya gaya hai ke maa bachay ki sabse pehli darsgah hoti hai. Maa ke asar ka bacha ke akhlaaq, tareeqay aur deen par bohot gehra asar hota hai.
Jaha tak jahanum mn aurton ki baat hai. Yeh sawaal Islam mein ek bohot common misunderstanding ke base par hota hai. Hadees ke mutabiq, ek waaqia hai jisme Nabi (S.A.W) ne farmaya ke maine jahanum mein aurton ko ziada dekha. Lekin is hadees ka matlab samajhna zaroori hai.
Hadees:
Hazrat Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai, Nabi (S.A.W) ne farmaya:
"Maine dekha ke jahanum mein ziada tar aurtein thi." Sahaba ne pucha, "Kyu ya Rasulullah?"
Nabi (S.A.W) ne farmaya: "Kyunke wo apne shohar ka shukr ada nahi karti thi aur bohot zyada shikayat karti thi."
(Sahih Bukhari, Hadees 304)
Is hadees mein yeh bataya gaya ke aurton ke jahanum mein ziada hone ka sabab unke kuch specific gunah hain, jaise ky na-shukri karna, Zyada shikayat karna.
Nabi (S.A.W) ne insano ko unki ghaltiyan samjhani ke liye yeh baat batai. Har shakhs (chahe mard ho ya aurat) apne aamaal ke mutabiq hisaab dega.
"Jo koi bura amal karega usko uska badla diya jayega, aur jo koi achhe amal karega, mard ya aurat, wo jannat mein dakhil hoga."
(Surah An-Nisa, 4:124)
Islam mein adal ka qanoon hai aur Allah kisi ke saath na-insafi nahi karta. Har insaan ke aamaal ka hisaab uske niyat aur kaam ke mutabiq hoga
Bhai islam mein face ka parda toh nhi hai ye baat dr Zakir Naik ne apne bhot se bayan mein khaha hai fir naqab jururi nhi hai baki jo karti hai unko sawab hai
All d attraction is from face. Shairy mai chahray ka zikr q hota hai? Q k chahray say attraction hoti hai.dr israr ka biyan daikhain. U ll get the answer. Adk Allah for guidance. Allah will help in shaa Allah.
@madihaarslan3863 toh ap kya bolna cahte hai ki dr Zakir Naik galat bol rahe hai aur baki vai jo face k baare mein aaisa Bolte hai woh galat bol rahe hai
To kya apny mehram k liye hum tayaar nahi hosakty 😢 hamy gunah milyga isey? 🥺😔
Nahi aesa nahi hai mehram ke samne hum tayyar ho sakte hai
Alhumdulilah ❤
Face reveal krna gunnah ha Kiya?? 😢
All d attraction is from face. Agar charay ka parda nahi karna to na karain. Lakin phir make up b na karain ta k attraction na ho kisi ko.
Apne husband ke liye to banao shringar kr skte hn na
sub kuch apny husbannd ka sath kr sakty ha tab gunnah nahe hoga
apni har cheez apny husband ka liya krny ka hukam ha
Gonzalez Joseph Hernandez William Rodriguez Jennifer
Yes but you have not mentioned those shaba women who did not cover their face? Why pakistani scholars are obsessed with covering of face?
Hijab and decent clothing's are indeed mandatory but niqab is a difference of opinion
ruclips.net/video/J4wGcu4ImBs/видео.htmlsi=uNIdnWWr2ITFI1DX
Ameen ❤
Ameen
Ameen sum ameen
😢😢😢
❤
❤
Ameen
😢😢😢