Very helpful video sir ji Thank you, Atal Bihari Vajpayee Vishwavidyalaya Bilaspur University ka bhi migration certificate ke liye online application form bharane ka video send kijiye sar ji
Sir mere migration me last me migration is only for pratibha college likha hai aur mai alag college me admission le liya hu to ye migration valid hoga ki naya migration ke liye apply karna hoga
Sir mere bsc 3 year me atal bihari vajpayee bilaspur University likhay h abhi chenge ho gya h nandkumar University to mai Janjgir me admission lungi to migration lagega ki nai
12th ke baad snpv me admission lene ke baad isme 2 mahine khali study karne ke baad bhi migrarion mil jayega kya ?? Qki mai dusrs college jana chahta hu or waha college ka migtation mang rhe h, qki t.c. College ka diya hu isiliye. please jarur bataye its emergency
Maine apna Graduation 2023 me B.A me ek private college se kiya hai jo pahle Atal bihari university me aata tha but ab Shaheed Nandkumar Patel University Raigarh me aata hai Mujhe apna Graduation ki Degree chahiye iske liye kya karna hoga university jana hoga kya aur kya kya documents lagenge ?
Sir शहीद नंदकुमार पटेल विश्वविद्यालय रायगढ़ के अन्तर्गत संचालित किसी भी महाविद्यालय में प्रवेश के लिए माइग्रेशन की आवश्कता नहीं है baata rai hai to main jo paisa pad kiya tha 250 to usko waps kaise lu... Help me sir pls....
maine urjent mai migration ke liye form dala certificate has been generated likha hai lakin print karne par NO RECORD FOUND Your certificate may not be generated or not approved yet likha aa raha hai, ye kis type ka error hai sir approve hone mai kitta samay lagta h kisi ko malum hai to kripya bataye..
Sir Maine migration ke liye apply Kiya tha aur print Karne ka option Bhai a gya par print KO chhune par no found your certificate so may not generate/approved yet Likha a raha hai
Are bhai ye btaiye ki, mai 2017 me clg me regular candidate tha mgr exam me fail hone ke karan agle sal private student ke roop me admission liya aur 2020-21 me graduation complete hua, ab mujhe migration certificate ki jarurat h ded me admission lene ke liye, to mujhe migration certificate kaise milega
@@VsOnlineTipsAre bhai ye btaiye ki, mai 2017 me clg me regular candidate tha mgr exam me fail hone ke karan agle sal private student ke roop me admission liya aur 2020-21 me graduation complete hua, ab mujhe migration certificate ki jarurat h ded me admission lene ke liye, to mujhe migration certificate kaise milega
Sir Bilaspur university se Raipur University k ek college mei jaane k liye migration k liye apply kiya tha aur mera migration ban gaya Par Vaha Raipur university k (B ed ) college mei feees Bahut jyda Hone k Kaaran maine vaha admission Nahi liya Ab Mujhe fir bilaspur University mei aana hai to Mujhe kya karna padega Sir please reply 😢🙏🏻🙏🏻
Sir maine urgent apply kia tha , but print certificate पर click karne ke बाद migration certificate not generated/ approved yet लिखा रहा हैं क्या karu please बताए
@@suryakantgupta3133 do se teen me reply mil jata h, phir WhatsApp krne ke liye bolte h, WhatsApp krne ke bad, sb jankari sahi rahne pe 1 ya 2 ghante me migration certificate jari ho jata h, phir download ka option bhi aa jata h
@@GauravSingh-eo1bu aa gaya.. university ko mail Kiya tha... Phir jaha form bhara tha waha phir se check Kiya to likha tha ki is number pe apna I'd bhejo karke phir us number me I'd bheja to 1 din me aa gaya.
Thank you sir Mera 6 hours me migration download ho gya normal fees se 🎉
Bahut Sundar 🙏👌
Very helpful video sir ji Thank you,
Atal Bihari Vajpayee Vishwavidyalaya Bilaspur University ka bhi migration certificate ke liye online application form bharane ka video send kijiye sar ji
Private wale ko maigration mile ga ki nii
Private walo ko to TC nhi milta h, wo kya kre
Same Question ❓
Usse phle kuchh to kiya hoga regular? Uska lgega + sath me gap certificate bhi lg skta hai.
Waha likha hai compulsary for regular student
Not for private students
Sir snpv ka pg ka admission from submit ka vedio daliye na aapke channel me 😊😊
Sir mere migration me last me migration is only for pratibha college likha hai aur mai alag college me admission le liya hu to ye migration valid hoga ki naya migration ke liye apply karna hoga
I am in bsc 2nd year ..can I also apply for migration certificate
Kamdheni vishvvidyaly anjora durg ka bhi nikal sakte hai kya
Sir Apply krne k liye GAP cirtificate v lgta hai ky or Non- College wale TC ka kaisekre
Sir..... migration certificate k liye apply krne baad , pending bta ra,,,,,to certificate aane m kitna din lgega sir?
Please reply kariye
AVBV Bilaspur se degree certificate ke liye online application dena padega kya?
Sir mere bsc 3 year me atal bihari vajpayee bilaspur University likhay h abhi chenge ho gya h nandkumar University to mai Janjgir me admission lungi to migration lagega ki nai
Sir ji mai bsc 2 nd complete hai abhi deled ke liye migartaion ki jurrrt hai tohh .kaise niklu.please reply
12th ke baad snpv me admission lene ke baad isme 2 mahine khali study karne ke baad bhi migrarion mil jayega kya ?? Qki mai dusrs college jana chahta hu or waha college ka migtation mang rhe h, qki t.c. College ka diya hu isiliye. please jarur bataye its emergency
Sir mera B. Sc final year complete ho gya hai snpv se to kya mai migration certificate k liye apply kr skti hu??
Kar sakte ho
@@Selfmotive22 but mai private student thi to bhi kr skti hu??
@@kosmos4943 private ka nahi hota
@@kosmos4943 tc ka image upload karna padta hai
Last baar jaha se regular study kiye the waha se milega migration
Maine apna Graduation 2023 me B.A me ek private college se kiya hai jo pahle Atal bihari university me aata tha but ab Shaheed Nandkumar Patel University Raigarh me aata hai Mujhe apna Graduation ki Degree chahiye iske liye kya karna hoga university jana hoga kya aur kya kya documents lagenge ?
Sir degree certificate kaise le snpv University se
Process aur document btayega..
Sir शहीद नंदकुमार पटेल विश्वविद्यालय रायगढ़ के अन्तर्गत संचालित किसी भी महाविद्यालय में प्रवेश के लिए माइग्रेशन की आवश्कता नहीं है baata rai hai to main jo paisa pad kiya tha 250 to usko waps kaise lu...
Help me sir pls....
Bilaspur university ke marksheet me enrollment number fiya hai aur user id nai diya hai sir to kisko likhna hai
Sir main pay kr diya hai phir bhi document upload me please make payment bol raha hai sir kya kren please help
Usur I'd me kya dale
Bhai tumhra cmplt form 7 charano me hua hai mera kyu 6 charno me hua h
3 din ho gaye form bhare abhi tak online certificate bhi nahi aaya download karne ko
Kitne din me Mila bro 😮
@TM_LORD_BEERUS kitne din me mila bhai
maine urjent mai migration ke liye form dala
certificate has been generated likha hai lakin print karne par NO RECORD FOUND Your certificate may not be generated or not approved yet likha aa raha hai, ye kis type ka error hai sir approve hone mai kitta samay lagta h kisi ko malum hai to kripya bataye..
Sir Maine migration ke liye apply Kiya tha aur print Karne ka option Bhai a gya par print KO chhune par no found your certificate so may not generate/approved yet Likha a raha hai
Approved hona baaki hai approved hone ke bad download hoga
Are bhai ye btaiye ki, mai 2017 me clg me regular candidate tha mgr exam me fail hone ke karan agle sal private student ke roop me admission liya aur 2020-21 me graduation complete hua, ab mujhe migration certificate ki jarurat h ded me admission lene ke liye, to mujhe migration certificate kaise milega
@@VsOnlineTipsAre bhai ye btaiye ki, mai 2017 me clg me regular candidate tha mgr exam me fail hone ke karan agle sal private student ke roop me admission liya aur 2020-21 me graduation complete hua, ab mujhe migration certificate ki jarurat h ded me admission lene ke liye, to mujhe migration certificate kaise milega
reply kare please
@@VsOnlineTipskitna time lagta approve hone me
Sir Bilaspur university se Raipur University k ek college mei jaane k liye migration k liye apply kiya tha aur mera migration ban gaya
Par Vaha Raipur university k (B ed ) college mei feees Bahut jyda Hone k Kaaran maine vaha admission Nahi liya
Ab Mujhe fir bilaspur University mei aana hai to Mujhe kya karna padega
Sir please reply 😢🙏🏻🙏🏻
@@chhayanirmalkar3849 urgent vala apply karna tha
@@chhayanirmalkar3849 8 ghante mei aa gaya tha
Sir application I'd note nahi kar paye ab kaise pata kare
Sir maine urgent apply kia tha , but print certificate पर click karne ke बाद migration certificate not generated/ approved yet लिखा रहा हैं क्या karu please बताए
mera bhi bhai aisa hi likha raha hai
Approved hone ke bad show hoga
Bhai aapko migration certificate mila ki nhi
Kitna time lagta h approval milne m
@@suryakantgupta3133 do se teen me reply mil jata h, phir WhatsApp krne ke liye bolte h, WhatsApp krne ke bad, sb jankari sahi rahne pe 1 ya 2 ghante me migration certificate jari ho jata h, phir download ka option bhi aa jata h
15din ho gya h sir phir v certificate generate nhi hua h😢
Mig. Id kya hota h
10 din ho gaya hai migration nahi aa raha hai.
Bhai migration aaya ki ni
@@GauravSingh-eo1bu aa gaya.. university ko mail Kiya tha... Phir jaha form bhara tha waha phir se check Kiya to likha tha ki is number pe apna I'd bhejo karke phir us number me I'd bheja to 1 din me aa gaya.
@@chitesh2022 kya likha tha mail me aur jo site me jo mail id hai usi me
@@GauravSingh-eo1bu haa usi me.. bas apni problem ko likha tha ki apply kiye huye itne itne din ho gaya karke or apna detail diya tha...
Marksheet
Mig. Id aur name WhatsApp krne ke liye bola gya h, mig. Id kya h
Nhi hu pa raha hai sir
Sir mera migration generated bta Raha h pr download nhi ho Raha
Migration generate hua hai ki nhi kaise check kre
Sir Maine migration urgent apply kiya tha 2 din ho gye av tk nahi aaya😢
Mera v do din ho gye
Aaya ki..?
Bhai migration aaya ki ni
@@GauravSingh-eo1bu aa gya
@@viratpatel5366 kitne din me aaya
Sir ji M.A Ka Admission Apply ka Video Bnadijiye Na
ओर sir Raigarh university के किसी स्टाफ का नंबर होगा उसे भी सेंड करे please
माइग्रेशन रिक्वायर्ड में दुबारा उसी कॉलेज ka नाम गलती से लिख दिया। गलत हो जाएगा क्या?????
Plz बताए
Sir privet walo ko bhi admission ke samay migration certificate lagta hai reply dijiye
Ha lgta h