@@foujiHR sir aapkaa koe battery to kharab to nahiihai...?? Battery ko one bye one Check karro sir aapko usmmesii kux battery kharab hennepe aapkka back nahhi derahahai...
@jitendraElectronics Ups On button dabaneke badh vhi On nai horaha, kya problem ha koi bata sakta he, direct power denese display on toh hotaha lekin On ka aur middle button dabane par nahi hotahe
Aap pahhele Yek kaam karnaa aapke ups me batterys baharpe lagga hai to batterys and ups ka out put Disconect karke fhir on karkke hamko battanaa kya holaraahai . fhir Aglaa process bataunggga thikhai ?
Sir computer ke liye aapkaa best online ups hii rahhegaa . 1)Inverter me aapkaa bypass kartaa hai exmp. Aapkaa main lines Agar jadaa aaya 250v Ac To aapkaa output bhi utnaa hii degaa. 2) Lekin online me Aisaa nahii hotaa hai aapkaa. Agar main line mestek se 250V Ac aabhi kaye to online ups 220V Ac hi banake degaa thiik hai. Fir yekbat or online ups me Use bhii jadaa voltage aata hai to aapko stablaizer kii jarrurat par saktii hai hannewad🙏
Sir Aapka battery kitnaa Ah kaa hai or ups kitnaa kva kaa hai ye pataa honaa chahiye ... HOURS Pata karnne ke simple formula =Battery Ah×Total Battery voltage ÷aapkaa load kitnaa chaltaahai or chalarahheho hisab baithaye nikal jayegii sir
@@SMTakib Ye fult inverter section me partaahai . Bus soft starter fail ho rahha hai . Aapkaa igbt and igbt driver card thikhai to fir aap output capaciter ko check kar lijye yekbar thanks ...
Bpe ka ups hai Backup nahi de rha bilkul 1 minut tak de rha hai 3 batteries change kri hain Voltage kam aa rhi thi 3 batteries ki Abhi OPu likha aa rha hai Kya kre..??
Ok.. Thik hai Ab Or battery ko bhi check karke conform karnaa parrega naa esii leye . Aap 200 yaa 400w only load do fir check karo konsii battery kaa voltage girrahii hai ...
hai sir online ups me mosfet feal huye hai mosfet chengkarnese pahele drive volt chek kiya but voltage nahi arahahai. Drive ic chege kiya but voltage nahi arahahai please contact number sir
Very nice
thanks for very good informations
wlc ❤️
UPS Apne output se on ho sakta kya
Thank you Bhai Very nice video
Wlc...
Thank you sir❤❤❤❤❤
Most welcome
Isi ups ka repair ka video banai please pawer on nhi ho rha hai
@@pradyumanvishwakarma9772 mainne Isi ke upar bahut video banaaya huu aao mere channel me visit karke dekh saktaa ho dhannewad.
Mere pass ye wala ups hai brand new box packed loge kya
1:52 1:57
Line band hai aur ups ka power off hai to aage current supply camera chalu rahega ya band
Backup nhi aa rha
Kya prblm ho skti h sir
@@foujiHR kitna minutes backup derahaahai 1minutes yaa 10minutes yaa kux vi nahi derahaa hai aapka sir?
@@jitendraElectronicss ek mint se bhi km.... On hote hi off hojata
@@foujiHR sir aapkaa koe battery to kharab to nahiihai...??
Battery ko one bye one Check karro sir aapko usmmesii kux battery kharab hennepe aapkka back nahhi derahahai...
Kuch information Chahiye isle bare mein
Ise charge kaise krte hai
Sir ups mein display per input output show nahi kar raha
pyary bhai online ups k sath soler lag saktay hain yan nai
koi jugar kar k?
Mere pass bpe 3kva ka online ups hai wo charging toh ho raha hai pr on nahi ho raha hai any suggestion
Good information
Kitne ghante ka backup hota
@jitendraElectronics Ups On button dabaneke badh vhi On nai horaha, kya problem ha koi bata sakta he, direct power denese display on toh hotaha lekin On ka aur middle button dabane par nahi hotahe
Reply.....
Reply....
Reply
Rep
Rep
Bhai inverter se isme supply de k machine chala skte h?
Konsi machine hai ?
UPS 230 input supply available but 2mint bad bad beep sound ay raha r uusi time upar bala red light jol raha
kndy suggeste kaya karna ha
Aap pahhele Yek kaam karnaa aapke ups me batterys baharpe lagga hai to batterys and ups ka out put Disconect karke fhir on karkke hamko battanaa kya holaraahai . fhir Aglaa process bataunggga thikhai ?
Yes 12volt karke 6 battery bahar ha
ka ka disconnecte korna ha?
batterys kaa finel conector or out put bhi nikalke sirf input deke on karnnaa kya horaahai
Ok sir
2/4 Din bad karke apko batayn gey kui ki hm abi ghor ka bahar hu
Sir, mera 3 kva ups battery pr on ho rha hai lekinn main supply pr nhi ho rha. Kya kare
@@erhiteshsuman aapka ups me charger chard ya input section me problem hogaa aap check karye ..
onlie ups 10 kva or inverter 10kva mein kya fark hai? office min 30 computer hai konsa lagvaye?
Sir computer ke liye aapkaa best online ups hii rahhegaa .
1)Inverter me aapkaa bypass kartaa hai exmp. Aapkaa main lines Agar jadaa aaya 250v Ac To aapkaa output bhi utnaa hii degaa.
2) Lekin online me Aisaa nahii hotaa hai aapkaa. Agar main line mestek se 250V Ac aabhi kaye to online ups 220V Ac hi banake degaa thiik hai. Fir yekbat or online ups me Use bhii jadaa voltage aata hai to aapko stablaizer kii jarrurat par saktii hai hannewad🙏
Thanks 🌹🙏 you
Full Charging time Kitna ha 3 hours ya 4 hours ????? Ya 6 hours
Back up time Kitna ha ?????
Sir Aapka battery kitnaa Ah kaa hai or ups kitnaa kva kaa hai ye pataa honaa chahiye ...
HOURS Pata karnne ke simple formula =Battery Ah×Total Battery voltage ÷aapkaa load kitnaa chaltaahai or chalarahheho hisab baithaye nikal jayegii sir
Thanks sir
nice very nice
Sir 1kv online ups ka control card ka price kya hai sir
1900
Sir please share contact details
Pixal ups hae ye
Sr ji chalt hua ma 62 aata ha or kuch nahi aata to kya dikat ho sakti ha
@@DharmanderKumar-x4l aapka ups me Dc to Dc section me problem huwahai repair karwanaa parregaa Aapko ...
@@jitendraElectronicss sr ji kharcha kitna aayaga
@@DharmanderKumar-x4l Aap kon thause hai
@@jitendraElectronicss sr ji kharcha kitna aayaga
@@DharmanderKumar-x4l dhekhye mai kathmandu se hu Agar mai banauto rs3500 to 4000 only me bana dungga
On krte wakt OPU error aata hai usko kaise thik kre
Nice
Yeh on nhi ho raya hai
62 signal atahe on diply
@@SMTakib Ye fult inverter section me partaahai . Bus soft starter fail ho rahha hai . Aapkaa igbt and igbt driver card thikhai to fir aap output capaciter ko check kar lijye yekbar thanks ...
Thik ho geya sir
Restart karnne pe ups ho gayaa sir
Bhai Mera Online UPS. Hai Display blinking ho Raha Hai Please Help me bhai
Main line katke bhi check kiyaa sir ?
Bpe ka ups hai
Backup nahi de rha bilkul
1 minut tak de rha hai
3 batteries change kri hain
Voltage kam aa rhi thi
3 batteries ki
Abhi OPu likha aa rha hai
Kya kre..??
@@balvinder0829 sir aapkaa battery kharab ho sakta hai aap battery check karye ya karbaye thanks for comment ..
@@jitendraElectronicss sir 3 batteries change kr di hain already
Jo khrab thi baki theek hain
But no backup
Ok..
Thik hai Ab Or battery ko bhi check karke conform karnaa parrega naa esii leye . Aap 200 yaa 400w only load do fir check karo konsii battery kaa voltage girrahii hai ...
Beep ka sound continue aa rha h, ise kaise band kare
Koi fault show kar rahaa hai kya sir Display me.. ??
Nhi sir
Beep ka sound off nhi ho rha h
Ups ko yekbar restart karke dekho sir
Sir UPS on Karte Hai on ho jata hai charge Nahin hota hai ups off karte hain tab charge Hota Hai kya kare
Sir please help
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ups making continuosly beep noise.and red signal with error ४
Aapka jo error 4 fult is me hai inverter section ka fult hai ...
Yea on nahi horaha
video vejo
On nhi ho rara h
battery or mains donomme ...?
inforise
lỗi đèn đỏ là lỗi gì?
Help me online ups 1kva
Puchho jiii
@@jitendraElectronicss I am using uniline online ups 1kva ups showing battery lamp blinking on display, what is issue?
BPE ka ups h
👍️
Apke contact
Display नहीं दिखाता है,
मेन्स दिया तो चार्जिंग होता है,
आउटपुट भी नहीं आ रहा है,
दोनो मोडपर नहीं आता है
hai sir online ups me mosfet feal huye hai mosfet chengkarnese pahele drive volt chek kiya but voltage nahi arahahai. Drive ic chege kiya but voltage nahi arahahai please contact number sir
Aap yek barii kya karnaa sir ki. aap pahile kishi chala huwa driver ic ko lagaake check karo
firbhi drive voltage nahii aarahaahai to ok control card dalkke dekho ushse hojaanaa chahhiiye
Sir UPS me errore aa rha h help chahiye aapki plz contact me or reply this msg for more info.
Apna number dijiye sir
Please sir
Sir ji aap ka contact number mil sakta hai
Contact number sir
@@msrahman8184 Aap number dejye mai call kartaahu