Antenatal care to overcome complications associated with micronutrient deficiencies during pregnancy and to support maternal health and fetal development.
Shukriya aap ke comment ka! Pregnancy ke doran Duphaston aksar diya jata hai agar kisi ko hormone progesterone ki kami ho, jo ke pregnancy ko support karne ke liye zaroori hota hai. Is se pregnancy ko sustain karne mein madad milti hai. Ascard ko aksar diya jata hai taake blood clotting ka risk kam ho, jo ke kuch special cases mein zaroori hota hai, jaise ke blood circulation improve karne ke liye ya phir preeclampsia se bachne ke liye. Lekin har case different hota hai, is liye apni specific situation ke liye apne doctor se zaroor mashwara lein.
Aap ki baat bilkul theek hai. Hum koshish karte hain ke patients ko har cheez wazeh tareeqay se bataayen, taake unke sab sawaalon ke jawab mil sakein. Aap ke feedback ka shukriya!

Good
Thanks
Nice
Thanks
Hi
Yes
To ap. Ny. Mujy duphstn or ascard kyu di
Duphston and ascard is not multivitamins
Shukriya aap ke comment ka! Pregnancy ke doran Duphaston aksar diya jata hai agar kisi ko hormone progesterone ki kami ho, jo ke pregnancy ko support karne ke liye zaroori hota hai. Is se pregnancy ko sustain karne mein madad milti hai. Ascard ko aksar diya jata hai taake blood clotting ka risk kam ho, jo ke kuch special cases mein zaroori hota hai, jaise ke blood circulation improve karne ke liye ya phir preeclampsia se bachne ke liye. Lekin har case different hota hai, is liye apni specific situation ke liye apne doctor se zaroor mashwara lein.
Or dr saima not available at RUclips any query plz contact physically With her
Itna sb patient ko b bta dia kre please patient to kuch puchty a ap bataty ni