I tried this recipe today...and it was fantastic, can't believe that without tomatoes, pudina, dhanya, lemon the biryani can be so 😋.... Thank you heaps for sharing... Also what was amazing is your proportion of oil n salt was perfect for 1kg chickeb and 1 kg rice.... Will make it again .. Awesome recipe
@@ZaikaeLucknow chicken alhamdulillah bahoot accha bana tha ghat pat .mere husband ko south Germany Jana tha Maine kahan Khana kha kar jayiye..vo office se jaane wale thy..phir Ghar ane ko tayaari ho gaye..Maine apke method ka korma chicken bana diya subkuch mix Karke jaese Apne bataya tha..Maine Yahan se korma paste Liya hai use use kiya aur dahi wagera daal kar sub ek sath mix Karke Rakh diya.. wakayi main bahoot jaldi ban gaya aur chole bhi banwane thy roti bhi aur chawal bhi sub half hours main ban gaya aur Maine 2meal unhe 2 days ky pack Karke de diya . mashallah se accha bana tha roza kholne ke baad humne khaya tha..I will try your methods of cooking.. gajar ka halwa kaese banati hain? ..ghat pat Jo ban jaye😃
Bht shukriya sis...apne meri recipe try ki..aur ye toh apke hatho ka kamal hain...jo aap bana payi itna zaikedar chicken and other items...me toh just direction hi deti apne videos me aap sab logo ko..mehnat toh apki hai😍♥️...and quick gajar halwa recipe link 👇:- ruclips.net/video/5oWwvnLrCvU/видео.html
App ki her recipes mujhe bahut pasand hai mere husband ka spine ka operations hua tha wo theek se chal nahi pate the maine app ki gond makhane ki recipe bana kar di unhin bahot aram mila ab wo chalte bhi hain aur sare kaam bhi karten hain thank you so much
Most welcome dear 😍 JazakAllah khair ❤️ Mujhe bahut khushi hui ki meri ek recipe aap ki life me itni badhi Rahat ki sabab bani... Alhamdulillah ❤️ sab Allah ki shan hai .. Thanks for sharing your experience 😊❤️
Aapka channel is a godsend … i’ve already made idrees ka korma and mungi ki dal with anda and they were delicious. Your channel deserves a million subs … i usually note recipes i like par aapki to sabhi recipes itni achhi and unique hain kay kaunsi likhu kaunsi chhodu pata nahi chalta … 😄 thank u for your uploads 🙏🏼😇
The way you cook and describe the cooking process with every minute details is awesome.. One can easily learn cooking techniques after going through your videos... Great work ma'am..thanks for sharing your recipes with us...
Boti kabaab maene Bnaya sach me bht tasty bna tha ekdum shaadi ke jaisa taste quki mae bhi lucknow ki hu lekin mujhse mutton korme ka taste badhiya nhi aata hai ap pl mujhe btaye
Ji,, Bahut shukriya dear ❤️ Mutton ki aur Mutton korma ki kai tarah recipe channel par uploaded hai Mai yahan is ki puri Play list ki link de rahi hu aap link par click kar ke recipe dekh sakte hai Mutton korma ya Mutton ki aur bhi bahut si recipe.. Video link 👇 Mutton Recipe: ruclips.net/p/PLguXo8P9F1pgiCw487HFCXPjXDu-Scgr-
Main Lucknow seab mughe channel mil gaya Apne side ke khaano KY recipe...one year se main alag bana Rahi thy Jo bhi recipe Ati RUclips thy Pakistani aur Kashmiri..ab mil gaya.. inshallah apka channel help karega Meri.. mughe bahoot new spices ka pata Chala..2hours se dekh Rahi hoon... Inshallah Shaam ko chicken Kisi ek method se banaungi..par mere pass bahoot Kuch spices nahi hai.. intezaam Karna Hoga..mere Ghar par isi method se Khana banta hai almost..thank you writing from Germany
Baji maine ye biryani try ki thi... Mere office k liye waha sabko pasand aai... Thanks ☺️ aapka method bahut exact taste deta hai. Meri ek request h chicken nahari recipe share kijiye wo bhi ready made masala k sath 😊
Aap Dabur ka Ros water and kewda water le sakte hain achcha hota hai Jo Mai bhi use karti hu aur meetha ittar aap koi bhi brand le le jo aap ke aas pas milta ho sab ek jaisa hi hota hai aur choti sheesi le kyo ki Bahut Kam Dali jati hai
Bahut shukriya dear JazakAllah khair ❤️ And BIRYANI pot ka naam "Ok " hai par ye online available nahi hai aur ye hamne jahaa rahti hu wahi ke pas ke market se liya hai
اسلام و علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ ماشاءاللہ ، ماشاءاللہ ۔۔۔۔ سبحان اللہ جناب : آپکی بہت ساری وڈیوز دیکھیں ہر recipe ایک سے بڑھ کر ایک۔ کس کی تعریف کروں ، کس کی تعریف نہ کروں۔ اب وقتا فا وقتا بناونگا انشاءاللہ آپ جو خوشبو بڑھانے کیلئے مصالوں میں additional مصالے ڈالتی ہیں ، وہ انداز بہت خوب ھے جو کسی اور کی recipes میں نہیں ھوتا۔ بہرحال بہترین چینل ، بہت اعلی recipes ، مصالوں کا بہترین تناسب ، تب ھی تو آپکے کھانوں ذائقہ اور لذت سے بھرپور بنتے ہیں ۔ اگر ھو سکے تو Sweet dish کی recipes بھی دیجئے گا۔ بہت بہت شکریہ آپکی دعاؤں کا طلبگار ابو حسن محمد اکمل 🇨🇦 سے
Yellow chilli powder agar nahi mile to is ki jagah red chilli powder ka use Kiya ja sakta .. Aur agar aap ke aas paas ke kirana stores me nahi milta to online Amazon se aasani se purchase kar sakte hai .... Aap ki aasani ke liye purchase link mai yahaan de rahi hun please click here 👇 amzn.eu/d/cIfcylc
MashAllah. Thank you so much, you made my life so easy. My newly we'd daughter didn't know any cooking.... Wasn't interested but after marriage I was getting calls every day. Mama how do you cook this and that. I told her to subscribe to your channel. Jazak Allah khair now I'm told, mama I cooked xyz and it was better than yours.
Javitri Hari ilaychi zayfal ka pawder se panta hai khushboo ka masala ... Is recipe ki video already uploaded hai video link below 👇 ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=0C3zCNNGR0YDEYmw
Wa alaikum assalam dear ❤️ Mughal khano me aroma ke liye use kiya jata hai Amazon se aap aasani perches kar sakte hai Link mai yahaa de rahi hu please click here 👉www.amazon.in/dp/B07THCTWML/ref=cm_sw_r_apan_glt_fabc_WG56TYS2RY3FT8JTAWCK
Ghee can be added and saffron is also added and other meetha itar can also be added.ahr If you can't find meetha itar then you can add only kewda water.
Chan bhi sakte hai 👍 But gharo me zyatar aise hi bana lete hai kam quantity wali haa zyada bana rahe hai ya mutton ki banaa rahe hai to chan kar le jis se niche ki kirchiya zyada hoti hai haddi wagairah
Food essence hota hai ye dear... Mughlai khano me daala jata hai...kuch drops Jaise kewra water hota hai usi tarah ka ek alag essence hota hai meetha ittar
Briyani essence alag hota hai dear...jo sirf briyani me dalta hai But meetha ittar bht se saalan aur meethe recipes me padta hai Kisi purane grocery per jayenge to apko mil jayega inshallah aaraam se😃
I tried this recipe today...and it was fantastic, can't believe that without tomatoes, pudina, dhanya, lemon the biryani can be so 😋.... Thank you heaps for sharing...
Also what was amazing is your proportion of oil n salt was perfect for 1kg chickeb and 1 kg rice.... Will make it again ..
Awesome recipe
Thank you so much for your lovely and great feedback 💖 JazakAllah khair ❤️❤️❤️
@@ZaikaeLucknow chicken alhamdulillah bahoot accha bana tha ghat pat .mere husband ko south Germany Jana tha Maine kahan Khana kha kar jayiye..vo office se jaane wale thy..phir Ghar ane ko tayaari ho gaye..Maine apke method ka korma chicken bana diya subkuch mix Karke jaese Apne bataya tha..Maine Yahan se korma paste Liya hai use use kiya aur dahi wagera daal kar sub ek sath mix Karke Rakh diya.. wakayi main bahoot jaldi ban gaya aur chole bhi banwane thy roti bhi aur chawal bhi sub half hours main ban gaya aur Maine 2meal unhe 2 days ky pack Karke de diya . mashallah se accha bana tha roza kholne ke baad humne khaya tha..I will try your methods of cooking.. gajar ka halwa kaese banati hain? ..ghat pat Jo ban jaye😃
Bht shukriya sis...apne meri recipe try ki..aur ye toh apke hatho ka kamal hain...jo aap bana payi itna zaikedar chicken and other items...me toh just direction hi deti apne videos me aap sab logo ko..mehnat toh apki hai😍♥️...and quick gajar halwa recipe link 👇:-
ruclips.net/video/5oWwvnLrCvU/видео.html
@@ZaikaeLucknow wah mashallah kya khoob jawab dia housla afzai hoti hai is se, aur samne wale ki nek dili ka pata chalta hai ,salam aap ko host sis
Aap ki biryani bhut hi khubsurat or bhut hi testo bani. Aap ka shukriya.
Itne km masalo ki Biryani muje bouhat hi pasand hai.insha Allah zrur try krenge
Ji zaror banaiyega...apke feedback ka intezar rhega mujhe🤗❤️
Aap bht ache tarike se btati h Or saare dish laajwab hote h
Dil se shukriya apka 🤗♥️
My favourite dish 😍thank you ma’am
Most welcome dear ❤️
JazakAllah
Assalamualaikum Bahot achchhi recipe thi try kiye hai alhamdullilah 👍👍👍👍👍👍, shukriya 🌹 aunty
Walekum assalam my dear ❤️❤️
JazakAllah khair ❤️💗💗
Wow definitely i am gonna try this thank you mam
Most welcome❤️
Waiting for ur feedback 😁
Mashaallah bhut achi deikh rhi h
Jazakallah 🤗❤️
MashaAllah bohat testy i will try inshaSllah
Shukriya.. waiting for your feedback 👀❤️
Humare Lucknow k khano ki baat he alag hai
Plss galawat k kawaab ki recipe share kijiye
Hr jgh ki biryani bana chahiye different taste
Lucknow ka nice bahen
🌺 Shukriya ❤️
App ki her recipes mujhe bahut pasand hai mere husband ka spine ka operations hua tha wo theek se chal nahi pate the maine app ki gond makhane ki recipe bana kar di unhin bahot aram mila ab wo chalte bhi hain aur sare kaam bhi karten hain thank you so much
Most welcome dear 😍 JazakAllah khair ❤️ Mujhe bahut khushi hui ki meri ek recipe aap ki life me itni badhi Rahat ki sabab bani... Alhamdulillah ❤️ sab Allah ki shan hai ..
Thanks for sharing your experience 😊❤️
I'm frm Hyderabad
Hyderabad ki biryani world famous
But mujhe bht lgra recipe banaungi zaroor kl hi
Bht acha
Zaroor ❤️
And then your feedback ♥️🌹
excellent recipe as always!!!
Thank you so much 😘♥️♥️
Masha Allah... Yess sis this is the real lucknowi biryani 😘😘👍👍
JazakAllah khair dear ❤️❤️❤️❤️
Aapka channel is a godsend … i’ve already made idrees ka korma and mungi ki dal with anda and they were delicious. Your channel deserves a million subs … i usually note recipes i like par aapki to sabhi recipes itni achhi and unique hain kay kaunsi likhu kaunsi chhodu pata nahi chalta … 😄 thank u for your uploads 🙏🏼😇
Most welcome dear ❤️❤️
Thanks too for your lovely feedback 😍❤️❤️
I love this so much... thanks for sharing..👌👌👌👍
Most welcome dear ❤️
Mam mai aapki fan ho gai
Shukriya dear😘
Good zabardast recipe ❤️😋👍😋
U teach each and every recipes very well👍 thanks you
Bahut shukriya dear ❤️
JazakAllah khair 🌹❤️💕
The way you cook and describe the cooking process with every minute details is awesome..
One can easily learn cooking techniques after going through your videos...
Great work ma'am..thanks for sharing your recipes with us...
Thank you so much for appreciating me...I really feels blessed from these kind of comments on my recipes💫♥️
Boti kabaab maene Bnaya sach me bht tasty bna tha ekdum shaadi ke jaisa taste quki mae bhi lucknow ki hu lekin mujhse mutton korme ka taste badhiya nhi aata hai ap pl mujhe btaye
Ji,, Bahut shukriya dear ❤️
Mutton ki aur Mutton korma ki kai tarah recipe channel par uploaded hai Mai yahan is ki puri Play list ki link de rahi hu aap link par click kar ke recipe dekh sakte hai Mutton korma ya Mutton ki aur bhi bahut si recipe..
Video link 👇
Mutton Recipe: ruclips.net/p/PLguXo8P9F1pgiCw487HFCXPjXDu-Scgr-
Mashallah very nice recipe
Thank you so much ❤️
Main Lucknow seab mughe channel mil gaya Apne side ke khaano KY recipe...one year se main alag bana Rahi thy Jo bhi recipe Ati RUclips thy Pakistani aur Kashmiri..ab mil gaya.. inshallah apka channel help karega Meri.. mughe bahoot new spices ka pata Chala..2hours se dekh Rahi hoon... Inshallah Shaam ko chicken Kisi ek method se banaungi..par mere pass bahoot Kuch spices nahi hai.. intezaam Karna Hoga..mere Ghar par isi method se Khana banta hai almost..thank you writing from Germany
It's my pleasure dear😍...try all the recipes...and give me your feedback..😁
Baji maine ye biryani try ki thi... Mere office k liye waha sabko pasand aai... Thanks ☺️ aapka method bahut exact taste deta hai. Meri ek request h chicken nahari recipe share kijiye wo bhi ready made masala k sath 😊
inshaAllah zaroor... wait for some days..😊
JazakAllah khair 💕❤️😘
@@ZaikaeLucknow okay baji waiting for you with best recipe 😉😊
Lajawab.. Biryani.. 😋
JazakAllah khair dear ❤️❤️
Yummy recipe. What is khushboo masala ?
Khushboo ka Masala recipe link dear
ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=JpgnmEU6eabqnENX
Can we add few green chillies or will that change the taste? I like little spicy food
Yes you can👍🏻
Kya Bolun waah 👍
Thanks dear ji ♥️♥️
Madam ek acha sa Kewra water, rose water, mitha atar ka naam bolo ......jo biryani keliye chahiye 🙏
Aap Dabur ka Ros water and kewda water le sakte hain achcha hota hai Jo Mai bhi use karti hu aur meetha ittar aap koi bhi brand le le jo aap ke aas pas milta ho sab ek jaisa hi hota hai aur choti sheesi le kyo ki Bahut Kam Dali jati hai
Mashallah bht khoob
Aapne jis handi me chawal boil kiye aur dum kiye uska naam share kar dengi please
Bahut shukriya dear JazakAllah khair ❤️
And BIRYANI pot ka naam "Ok " hai par ye online available nahi hai aur ye hamne jahaa rahti hu wahi ke pas ke market se liya hai
@@ZaikaeLucknow ok thanks
Waaahhh👌👌👌
Masha Allah
Shukriya ❤️
اسلام و علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ
ماشاءاللہ ، ماشاءاللہ ۔۔۔۔ سبحان اللہ
جناب : آپکی بہت ساری وڈیوز دیکھیں ہر recipe ایک سے بڑھ کر ایک۔
کس کی تعریف کروں ، کس کی تعریف نہ کروں۔
اب وقتا فا وقتا بناونگا انشاءاللہ
آپ جو خوشبو بڑھانے کیلئے مصالوں میں additional مصالے ڈالتی ہیں ، وہ انداز بہت خوب ھے جو کسی اور کی recipes میں نہیں ھوتا۔
بہرحال بہترین چینل ، بہت اعلی recipes ، مصالوں کا بہترین تناسب ، تب ھی تو آپکے کھانوں ذائقہ اور لذت سے بھرپور بنتے ہیں ۔
اگر ھو سکے تو Sweet dish کی recipes بھی دیجئے گا۔
بہت بہت شکریہ
آپکی دعاؤں کا طلبگار
ابو حسن محمد اکمل 🇨🇦 سے
انشاءاللہ زارور ملیں گے۔ Recipe بھی اگے اپ لوڈ ہوتی رہیگی..اور آپ کی زرہ نوازی کا بہت بہت شکریہ ❤️❤️💗💗جزاک اللہ خیر 💕
Best biryani recipe 😋
Shukriya dear ❤️
Mashaallah
Jazakallah 💕
Yellow chilli k bare me bata den pls
Yellow chilli powder agar nahi mile to is ki jagah red chilli powder ka use Kiya ja sakta ..
Aur agar aap ke aas paas ke kirana stores me nahi milta to online Amazon se aasani se purchase kar sakte hai ....
Aap ki aasani ke liye purchase link mai yahaan de rahi hun please click here 👇
amzn.eu/d/cIfcylc
Allah pak jaza e khair de mazeed taraqi de Ameen 🤞
Summ ameen♥️
بہت زائقہ دار لگ رہی ہے بریانی آپکے کھانے کی ہر ترکیب بہت اچھی ہوتی ہے کیا ہم مٹن استعمال کرسکتے ہیں چکن کی جگہ ❤️🇵🇰
bilkul ji bas dhak kar thodi der paka lena hai mutton galne tak
Very nice
MashAllah. Thank you so much, you made my life so easy. My newly we'd daughter didn't know any cooking.... Wasn't interested but after marriage I was getting calls every day. Mama how do you cook this and that. I told her to subscribe to your channel. Jazak Allah khair now I'm told, mama I cooked xyz and it was better than yours.
Cute😂
Aap Sella use karti hai Ya arwa chawal.
Dono... biryani recipe ki requirement ke hisaab se
Is recipe me arwa yani kachca basmati rice use kiya hai
Can I made it without Meetha Attar? Please tell me
yes you can skip
Mam did you strain the rice?
yes dear
How to store them
You can store in freezer upto 3 months without any problem dear ❤️
Ye khushbu ka masla kiya he ?
Javitri Hari ilaychi zayfal ka pawder se panta hai khushboo ka masala ...
Is recipe ki video already uploaded hai video link below 👇
ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=0C3zCNNGR0YDEYmw
Yellow chili powder Lucknow me kaha milega plz bataye.
Lucknow me aasani se kisi bhi kirana store par mil jayega
Tasty
Salam , but what is metha ittar? I am in Houston TX .
Wa alaikum assalam dear ❤️
Mughal khano me aroma ke liye use kiya jata hai Amazon se aap aasani perches kar sakte hai
Link mai yahaa de rahi hu please click here 👉www.amazon.in/dp/B07THCTWML/ref=cm_sw_r_apan_glt_fabc_WG56TYS2RY3FT8JTAWCK
Kolkata style biryani bnaye 🙏
InshaAllah zaroor
Shukriya ❤️
@@ZaikaeLucknow ap lucknow me rehti h kya
@@zarnaznaqvi2318 Lucknow side se belong Karti hoon par present me kai salo se delhi me rahti hu
चावल किस ब्रांड का इस्तेमाल करना है ?
Kisi bhi brand ka achchi quality yani a one quality wala kachcha basmati rice lena hai
Jaise India gate Ya lal Qila ya dawat koi bhi
Can we add some ghee? And can we add saffron instead of meeta attar?
Ghee can be added and saffron is also added and other meetha itar can also be added.ahr If you can't find meetha itar then you can add only kewda water.
@@ZaikaeLucknow i made this, skipped meeta attar as i could not find and added saffron and some ghee. It was the best! Loved it
...jhol ko chankar lena hota hai na
Chan bhi sakte hai 👍
But gharo me zyatar aise hi bana lete hai kam quantity wali haa zyada bana rahe hai ya mutton ki banaa rahe hai to chan kar le jis se niche ki kirchiya zyada hoti hai haddi wagairah
Peeli mirch to kanpur biryani me jati hai
Awadhi briyani me bhi jati hai, aur Lucknow ke most of the khano me peeli mirch ka istemal hota hai
Assalamalaikum. Yeh awadhi ka kya matlab hai
Lucknow ko Awadh bhi kahte hai
Thodi different hai
Yeh to idrees bhai ki dukan ki biriyani hai
Nahi ye authentic lucknowi BIRYANI aur Idrees se mach to karegi hi but same nahi hai unki thodi aur Shahi hoti hai
Metha ittar kya chez h smjh nh aya
Food essence hota hai ye dear... Mughlai khano me daala jata hai...kuch drops
Jaise kewra water hota hai usi tarah ka ek alag essence hota hai meetha ittar
@@ZaikaeLucknow thanks for replay
@@ZaikaeLucknow apka matlb essans biryani ka
Briyani essence alag hota hai dear...jo sirf briyani me dalta hai
But meetha ittar bht se saalan aur meethe recipes me padta hai
Kisi purane grocery per jayenge to apko mil jayega inshallah aaraam se😃
@@ZaikaeLucknow Pakistan me kis nam sy Mily ga
The tip for burning chicken pieces very useful does not tell real type age of rice at all barman used is most important
Allah bless you! MashaAllah
Thanks
Very nice
Thankuu ♥️