Sir maine 1 exam nahi diya baki mai aagr aache se clear Kar lete hu to ye 1 exam mai jo absent thi mai ye ER lg kar ho jaye ga na sir year back nahi hoga
Bhai mara 1st sem ma English ma ER aaya hai aur assessment vesa par paas hoga mange 1st semester ka assessment dekha nahi raha hai portal par esa per ek video banao bhaiya please please
🚫 sir mera doute clear kr dijiye please: mene 2023 july me admission liya tha mene dec 23 me exam nhi diya fir may june 24 me bhi exam nhi diya ab dec 24 me exam dene ke liye 2nd year me admission lena hoga kya 🚫
Aaj financial management ka exam tha jisme 4 hi question aye the question paper me or mane bhi 4 hi Kiya hai to kya marks bhi kam hi milega ya phir 15 no. Extra diya jayega 5th question ka ?
🚨 Meri confusion clear krdo isi baat pe:- Mera 3rd semester ka exam chl rha hai or mera pehla exam hi miss hogya hai mtlb absent to iska chance milega bina paise diye 5th semester me ya isme back dikha k fee pay krni padegi ❤
Sir maine communication professional life ka internal assessment diya hai par 2 attempt cancel ho gaye apne aap hi open karte hi back ho gya tha ab aap bta sakte ho main kya karu
Sir I’m not getting the reset link on my gmail. I’m not able to login. Last tym toh hogya tha assignments but is baar k assignments nhi de pa rhi hu m. Sbh kuch try krliya but link hi nhi mil rha h start kese hogaa.
Sir mera 5 sem cbcs ER exam ha our mera admit card abhi tak show nahi hua centre not allotted hi show ho raha abhi bhi next week sol visit kara tha tho application sa jam Kari thi abhi tak problem solve nahi hua
Bahi mera aak paper tha er chutt gya is admit card ki bheja sa aaj sol gaya tha Admit card show nahi ho raha tha in logo na bola ki shyam tak admit card aay jayaga jab aaya tho jo sirf aak paper dena tha merko in logo na chutt ba Diya mera tho ya sal karb kar ba diya
Sir mere ek subject m absent thi jo rangmanch ka subject tha dec m or ek hindi ke subject m er aai thi dono hi subject ke abhi tk assignment nhi show hue mere portal pr M 3rd semester se hu
I think app bas jast pass ho kiyuki pass honeke liye 30-33 % lana hota hai apke 24 ayye matlab aap jast pass ho 1 mark se !! Mere hisab se apko itni dikkat nhi hogi app pass hi ho internal assignment mai
Sir please tell ... Mne jab assessment diya tha usme sirf 6 subjet k aare the ek ka aa nahi aara mtlb total 7 hhh pr 6 show hore ek subjet ka show ni hora Ab yrr iska kya kru mtlb kese thk hoga yh kuch solution???
Hllo sir 3rd semester main ER aayi thi or maine abhi Pragyan portal pr login kiya but wo failed bata rha ha aise kuynnnn nd shoŵ nahi hua toh kiya krna chahiye
Sir mere admit card pe 1st semester ka subject show ho rhy hai sol valy bol rahe hai ki exam dene mt jana jbki mai sbb subject me pass hu please bta dijiye kya kru
Sir i have given assignment of computer basic tools 2 times but both time Mark's are not showing what should I do 🤷🏻 sir please tell me this problem 🙏🏻 baad m is subject m back nahi aygi sir??
Sir hindi bhasha sampresahn or sanchaar mai jo anuched lekhan hota hai usme heading likhni hoti h kya ?? oor jaise diary lekhan or anuched lekhan m words limit hoti h 100 ya 150 words but question aayenge 12 marks ke to ye kaise likhenge itna kam to suitable hoga nhi 12 marks vale answer ke plzzzz reply
Plz sir ak problem solve kro maro bhot badi plzz ya comment la reply jarur krna muja Sir ma ic time 3 semester ma hu ok or mara na 1 or 2 sem ma bahut jagah par rejult ma f laga huva h assignment wala box ma but ma pass hu but assignment wala box ma laga huva h f uska kya hoga plzzz uska assesment dubara hoga kya abi tak to nhi hay
Sir Mera 1 subject semester 3 m show kar rah h financial literacy ka subject mujhe kya karna hoga bata dijiye sir or sir m abhi semester 1 ka baccha hu
Sir mera 3rd sem ka English fluency ka exam chhoot gya ab mujhe uska exam mujhe 5th sem main dena padega ya 4th sem me Or iska from. Kish website pe ja kr fillup krna padega!?
@Poojasharma-n1k or kya hi kar sakte hai joh hai so hai abb Dena hi padega second attempt bhi 🥲🥲 sab okay okay bol rahe hai per upload koi nahi kar raha hai !!
Sir internal assignment + theory ko Mila kar pass hote hai na Ya agar koi internal assignment me koi fail ho jata hai aur theory me pass ho jata hai to kya wo internal assignment ki wajhe se fail ho jayegne kya plz reply me
5:11 1st semester 2024 Wale
Thnx Bhai ❤️
Conclusion _ Jo nahi padhega vo sab log fail honge .
He blocked the conclusion comments 😢
Sab views ke bhuke hai yaha per information video se bhi view's kamane hai !! Vo bhi students ka time kha ke 🥲
Conclusion vala mast hai inka boycot krdo agr conclusion block krein toh
Ek to iski vdo puri nhi dekh skte 😢
Or isne conclusions comments blocked kr diye
Sir hamara assessment ka Pragya login nhi ho rha hai failed bta rha h 2 din try kr rhe h
Sir maine 1 exam nahi diya baki mai aagr aache se clear Kar lete hu to ye 1 exam mai jo absent thi mai ye ER lg kar ho jaye ga na sir year back nahi hoga
Reply
Sir konse konse exam online hone wale hain ek baar detail video bana do please...kisko kisko theory jake deni h vo bhi bata do please
Bhai mara 1st sem ma English ma ER aaya hai aur assessment vesa par paas hoga mange 1st semester ka assessment dekha nahi raha hai portal par esa per ek video banao bhaiya please please
🚫 sir mera doute clear kr dijiye please: mene 2023 july me admission liya tha mene dec 23 me exam nhi diya fir may june 24 me bhi exam nhi diya ab dec 24 me exam dene ke liye 2nd year me admission lena hoga kya 🚫
SIR mera economics ME back aa gya tha 1st semester abhi subject Show nhi ho rha hai
Aaj financial management ka exam tha jisme 4 hi question aye the question paper me or mane bhi 4 hi Kiya hai to kya marks bhi kam hi milega ya phir 15 no. Extra diya jayega 5th question ka ?
Conclusion : Important video ha, acche se dekho
🚨 Meri confusion clear krdo isi baat pe:-
Mera 3rd semester ka exam chl rha hai or mera pehla exam hi miss hogya hai mtlb absent to iska chance milega bina paise diye 5th semester me ya isme back dikha k fee pay krni padegi ❤
Er ke liye payment hoga
@@CollegeUpdates er nhi hai ye absent hai paper deke fail hota to er smjh aati hai absent pe bhi er denge to kaise kaam chalega
Koi ek baat batao yaar sem 1 mein (TH) mein hindi mein F aaya tha mera to waps dena padega kya?
@ colleges update
Mene 4 th semester ka exam diya before 2 years kya mai ab continue kr sakta hu next year se please bta do
5th sem mein 1 subject mein absent ho jaate hai to 6th sem mein mauka millega kya nhi?
Sir maine communication professional life ka internal assessment diya hai par 2 attempt cancel ho gaye apne aap hi open karte hi back ho gya tha ab aap bta sakte ho main kya karu
Visit to Sol
Sir last date kya hai assessment ki
Abhi SoL DU open h kya mjhe migration k liye jaana h
Sir government exams mein impact padta hai plz reply
Sir I’m not getting the reset link on my gmail. I’m not able to login. Last tym toh hogya tha assignments but is baar k assignments nhi de pa rhi hu m. Sbh kuch try krliya but link hi nhi mil rha h start kese hogaa.
Same here
Problem kisme h? Gmail me h to Gmail hi change krdo frr
@@Real_amxn.14 I don’t know last semester k bhi assignment same gmail se kiya tha tbh problem nhi ayi but why now ?
@@urvashinegi021 password reset krke dekha? Gmail pe aaya wo link ya nhi
Sir mera 5 sem cbcs ER exam ha our mera admit card abhi tak show nahi hua centre not allotted hi show ho raha abhi bhi next week sol visit kara tha tho application sa jam Kari thi abhi tak problem solve nahi hua
Same prblm
Same problem
Mera bhi ye h bhai show he nhi ho rha tha aaj Jake show hua h 3 ppr chuttttt chuke h bhai
Bahi mera aak paper tha er chutt gya is admit card ki bheja sa aaj sol gaya tha Admit card show nahi ho raha tha in logo na bola ki shyam tak admit card aay jayaga jab aaya tho jo sirf aak paper dena tha merko in logo na chutt ba Diya mera tho ya sal karb kar ba diya
Mera bhi chutti Gaya bhi paper aak paper dena tha bhai sal kharb hogya mera tho😢😢@@SachinYadav-qo8pf
Sir mere ek subject m absent thi jo rangmanch ka subject tha dec m or ek hindi ke subject m er aai thi dono hi subject ke abhi tk assignment nhi show hue mere portal pr
M 3rd semester se hu
Sir 2 attempt diye and 24 marks aaye out of 70 kya hoga aab Kyuki passing criteria ke hisab se fail hai.. ?
I think app bas jast pass ho kiyuki pass honeke liye 30-33 % lana hota hai apke 24 ayye matlab aap jast pass ho 1 mark se !! Mere hisab se apko itni dikkat nhi hogi app pass hi ho internal assignment mai
Mere assement apne aap submit ho rhi h
Sir jiska first year mein ER aaya tha unka assignment nhi hoga kyaa 😢😢 abhi tak date nhi dikha
same problem
Sir ji din admit card aaye the Maine use din download kar liya tha achcha hua pura website bhi nahin khul rahi
Sir 2024 pass out student ki degree kab tak ayegi ???
Sir 1st semester internal assessment ke dono attempt compulsory hai ya 1 dekar leave kar sakte hai
Plzz bta dijiye 😢🙏
Ek bhi de skte ho
@CollegeUpdates dhanyawad sir ji ❤️🙂
Sir me aaj ke paper me late ho gya to isme meri back aayegi ?
Ye promotion cratariya kya hota plz explain😢
Span period kitna hoga nep walo ka?
5th semester ka ER ka exam ho gaya 13 December ko to eska result kb tk aayega sir
Sir me 3rd sem me hu aur mera 1 paper miss ho gya hai kya absent vale next exam me paper hoga uska
Sir 4th year Karna jaruri h
Sir mere practical ke ER subject show nahi ho rhe hai sem 2 and 3 ke sir mein sab mein pass thi par phir bhi f de diya result mein ? Sir pleace reply
Sir agar 5th sem me admission nhi le paye to 5th sem ka paper dobara kb de sakte hai
6th semester back walo ka kya hoga?
Assignment show nahi ho Raha hai ... Do not excess to this content likha araha hai ...
Sir ER subject ke internal assessment ke marks show nahi ho rahe hai
2 th 4th 6th Mai fail h to uska exam kab hoga
Sir! 3rd Semester ke internal assessment wala portal abhi bhi black listed dikha hain 😢😢😢😢
Sir please tell ... Mne jab assessment diya tha usme sirf 6 subjet k aare the ek ka aa nahi aara mtlb total 7 hhh pr 6 show hore ek subjet ka show ni hora
Ab yrr iska kya kru mtlb kese thk hoga yh kuch solution???
Sir mera first 1st semester h toh. Mujhe jan m kitne subject ke exam dene hh
7
International assignment ka last date kab tak hai
Sir agar kisi ka hall ticket hi na aaye ya centre allot na hua ho to kya kar sakte hai ?
Bhai cbcs k bchho k liye bhi internal assessment important h
Hllo sir 3rd semester main ER aayi thi or maine abhi Pragyan portal pr login kiya but wo failed bata rha ha aise kuynnnn nd shoŵ nahi hua toh kiya krna chahiye
Sir mere admit card pe 1st semester ka subject show ho rhy hai sol valy bol rahe hai ki exam dene mt jana jbki mai sbb subject me pass hu please bta dijiye kya kru
Abhi mai 3rd semester mai hu
Sir please bta dijiye kuch
Aap mata jana technical glitches ke wajah se show ho raha hoga koi dikkat wali baat nahi tension mat lo aap
@@ankitraj441 thank you
@shivigupta382 most welcome ji
Kya koi mujhe bata skta h ki joh year repeat kr rha h so kya Sem 1 kai assessment honge?
5th sem b.a program lA ki last kya h
Har koi conclusion likho jisse yh thak jay dilit kr krke and fir har mann le
Is bar centre nearest metro ke bare mein nahin bataya
Sir 5th nd 6th dono me er thii but only 5tha ka hi show ho ra h nd kl exam hai batch 2021-2022
Ho jayega kal tak mai
Sir i have given assignment of computer basic tools 2 times but both time Mark's are not showing what should I do 🤷🏻 sir please tell me this problem 🙏🏻 baad m is subject m back nahi aygi sir??
Sir 5th semester er exam ka result kab tak aa sakta hai
Bhai maine general elective ka paper chod diya hai mai abhi 5 th sem meh hu nep batch meh bhai yeh batoo ab kya hoga please
Sir
hindi bhasha sampresahn or sanchaar mai jo anuched lekhan hota hai usme heading likhni hoti h kya ?? oor jaise diary lekhan or anuched lekhan m words limit hoti h 100 ya 150 words but question aayenge 12 marks ke to ye kaise likhenge itna kam to suitable hoga nhi 12 marks vale answer ke
plzzzz reply
Sir 1st semester me I'd password correct dalne ke baad bhi invalid dikha raha hai jab ki Ek assessment de Bhi diya hai can you gave me solution
Sir mai 2020 ka student hu agar mera kisi sub mai er
Aata h toh kya mai revaluation exam de saktu hu ki nhi abhi mera exam dec ma h please bta dijiye
Sir mera assesment submit nahi hua 100marks me zero hu hai
5 semester admit card sow he nhi ho rahi sir kay karu
Semester 3 ke er ka subject show nhi ho rha h sir
Sir agar ek subject ke internal assessment mae fail hai or theory mae pass to kya ham fail hoge ya pass 1st Semester
ER subject LA internal assignment Show nhi ho rha kya Karna chaiye
Plz sir ak problem solve kro maro bhot badi plzz ya comment la reply jarur krna muja
Sir ma ic time 3 semester ma hu ok or mara na 1 or 2 sem ma bahut jagah par rejult ma f laga huva h assignment wala box ma but ma pass hu but assignment wala box ma laga huva h f uska kya hoga plzzz uska assesment dubara hoga kya abi tak to nhi hay
2022 wale ka college year kitna h 4 year?
Sir ER subject ka assignment opn nhk ho rha h plz reply
Ho toh Raha hai
Sir Mera 5 semester ka basic it tools ka assessment Jo hua tha uske marks show nahin ho raha hai
Sir er assignment nhi show ho rhe 3rd semester k
Yadi koi 1 semester main internal assignment main fail ho jata hai to kya hoga
Sir Mera 1 subject semester 3 m show kar rah h financial literacy ka subject mujhe kya karna hoga bata dijiye sir or sir m abhi semester 1 ka baccha hu
Sir Jo hmari back 1st semester me kab honge
Bhai Mera Hindi ke assessment me Back aai h toh mera assessment online hoga yeh offline or konse semester me hoga 1 semester 😢 plz bata do koi 😢
Sir assessment per marks show nahi kar rahe
1semeter ke exam form fill krna padega kya
Ha er subject ka show nhi ho rha pls bta do kya kare
Conclusion
Sir CBCS 2021 CBCS 5th semester ER k Result kab tak ayaga please reply video banao
Sir mera 3rd sem ka English fluency ka exam chhoot gya ab mujhe uska exam mujhe 5th sem main dena padega ya 4th sem me Or iska from. Kish website pe ja kr fillup krna padega!?
Sir ER ka Assessement kab ho ga
Bhai 6semster er ka exam kab hoga pls reply 🙏🙏🙏
Sir me 5semester ke form nhi bhr pai kya kru please reply
Sir please cbcs students ke liye passing criteria bta dijiye
Mera msg nhi aaya abhi internal assessments ka
BA political science ke bhi assignment submit karne hote hai konse subject dene hote hai
bhai wtf is barcode aur ye kahan se milega??????
Sir in exam k result kb tk aajayega
Bhaiya ek cheez puchni thi kya du sol ke internal assessment mein 2 attempt dena compulsory hai? Ya ek deke bhi chord sakte hai
ek attempt kafi h
Sir ager history upto1700-1857 ka latest Question paper aaye regular valo ka to aap vedio dal dena hmein idia ho jayega Questions ka
Search karle logo already daal di
Sir honours and program walo ka passing criteria same hai kya ❓
Bhaiya plz hindi B aupcharik lekhan kha ke solutions bhi upload kardo
nhi milege yt par answerkey bcz sabke 5 se bhi kam marks aaye hai
@Poojasharma-n1k or kya hi kar sakte hai joh hai so hai abb Dena hi padega second attempt bhi 🥲🥲 sab okay okay bol rahe hai per upload koi nahi kar raha hai !!
er subject assiment dek kuyunhi rha
Sir final datesheet bata do
Sir i A ka login ni horha u
Sir Ak NEP New education policy par video bna do grauation 4 saal ki hai ya 3 ki
Dear graduation to 3 saal ki hi h but 4 year marzi h aap karna chaho to mat sakte ho improvement k liye warna zaroori nhi h 4 year
Sir pls meri help kardo main bhaut pareshan hu mera admit card nhi Aya 3rd semester main or 5th semester main please sir ..........
Abh aa gya ya nhi???
6th semester ke bad 7th semester bhi hogaa kya😢 6
Sir er wale assessment kaise Dene h login nhi ho pa rha h
Black listed dikha rha hai kya?
Sir internal assignment + theory ko Mila kar pass hote hai na
Ya agar koi internal assignment me koi fail ho jata hai aur theory me pass ho jata hai to kya wo internal assignment ki wajhe se fail ho jayegne kya plz reply me
Both are important
Conclusion ❓
Jo bhi vo bacha hai jo inko bolta hai is topic pe video bnao
Please stop it 🙏
2 bar assessment attempt karna imp hai kya
no
Sir bed ke from bhare jayenge