🇮🇳 INDIAN REACTION ON LARSHA PEKHAWAR | ALI ZAFAR FT. GUL PANRA & FORTITUDE PUKHTOON CORE | PASHTO

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 ноя 2024

Комментарии • 91

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад +10

    4:30 ye pashto ka folk song hay jo sadiyon se hay. Ali isko originally ga raha hay. "Tujh ko qasam hay meri" isi folk song ko translate krk derive krk bnaya gya tha to tune same hona must hay na. Wo urdu gana isi se to bana tha

  • @hayasyedkiduniya5066
    @hayasyedkiduniya5066 9 месяцев назад +10

    *Tujh ko qasam hai meri na aana hath khali (Singer Jawaid Akhter)* bouhat old Pakistani song hai. Hairat hai k aap ko kaise yaad hai. I think is song par sara kaam Ali Zafar ne khud kiya hai. Ali Zafar production house par shayed tafseel mil jaey Ali Zafar channel par shayed mowjood hon details. Gul Panra bouhat famous pashto singer hain or apni awaz ki tarha bouhat pyari hain.

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад +6

    3:19 ye music originally kashmir ka nai, kpk province ka hay, aur ye instrument "rabab" se niklta hay

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад +5

    3:13 shuru k shot Peshawar ka hay. Is song ko Peshawar ki setting me banaya gya hay. Peshawar ko pashto language me "pekhawar" bhi kehtay hain aur yai song ka nam hay "larsha pekhawar"

  • @binteusman370
    @binteusman370 9 месяцев назад +8

    Manan please react Laila O laila and Ally muhnja marwara by Ali zafar same trha ki vibe k songs hen... Sun len baat. Actually ye sare cultural songs hen Pakistan k different qoum, culture and province k..

  • @shaziaiqbal9820
    @shaziaiqbal9820 9 месяцев назад +9

    Ali zafar ki naat balagu ulabka molehill bhi zaroor sunyn

  • @abdulqayumkhan9096
    @abdulqayumkhan9096 9 месяцев назад +3

    Best song and zabardast reaction

  • @noorikhan9737
    @noorikhan9737 9 месяцев назад +1

    You guess correct...tuj ko qasam h na aana haath khali...i m amaze u still remember this old song

  • @msabbasi01
    @msabbasi01 9 месяцев назад +1

    Yes we sing "tujh ko qasam ha meri na aana hath khaali" on dholkis at our weddings and donoun songs ki tone is similar.

  • @nabeelk9057
    @nabeelk9057 9 месяцев назад

    Basically Ali has sung this song as a tribute to those who speak Pashto in Pakistan. This is an old Pashto song so there might be other copies of it in Urdu etc.... but original is in Pashto.
    Initially he had sung a song called Laila O Laila in Balochi language. Then people started requesting him to sing in other major languages spoken in Pakistan. So next he did Allay in Sindhi, then this one.
    Apparently he will be releasing one in Saraiki aswell which is spoken in Southern Punjab region in Pakistan.

  • @samiullahshaikh2241
    @samiullahshaikh2241 9 месяцев назад

    Yes u r right tujh ko kasam hai meri na aana hath khali

  • @humasohail6168
    @humasohail6168 9 месяцев назад +2

    Aaaalaaaaa👍from 🇵🇰💚

    • @humasohail6168
      @humasohail6168 9 месяцев назад

      Thank you request Pura karne ke lye ye old song hai isse dubara renew Kia gaya hai

  • @ShehlaWaqar-g5z
    @ShehlaWaqar-g5z 9 месяцев назад +2

    Thanks 🎉

  • @somaymaan7349
    @somaymaan7349 9 месяцев назад +1

    Nice reaction

  • @sadiailyas7629
    @sadiailyas7629 9 месяцев назад +1

    Beautiful song

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад +1

    Pakistan ki music industry me ek khas bat hay, especially punjab lahore me, (k most of the singers n bands lahore se hi hain) k ek dusre ko support bht krtay, buhat unity bhai chara hay, koi jealousy competition nai hay. 90s n 2000s me sab bands k musicians ek dusre k liay bhi bjatay rahay etc. Is trah ali zafar ki adat hay k wo young talent ko bht promote krta aur jab koi new singer aey usay feature krwata.
    So us se pahlay 'alley' ek sindhi song me ek young bachi 12 sal ki gaya, ali ne usay promote kia. To yaha ye pashto me gul k sath gaya. Gul panra pashto songs me ek big name hay. Likin isk urdu songs etc nai hain aur isk mainstream songs me bas ek ye aur ek coke studio me atif aslam k sath hay "man amadam" jo ek farsi+urdu song hay. Gul ne farsi me gaya atif ne urdu me. Do react on that also

  • @faizaislam.4863
    @faizaislam.4863 9 месяцев назад +2

    Agar is pr reaction kia hai tou Ali Zafar k 'Allay' pr bhi react krein. Wo bhi cultural song hai 💥

  • @findjobs7858
    @findjobs7858 9 месяцев назад

    Allay song by Ali zafar ye sindhi song h bohat pyara

  • @Tariqkhan-cm7tu
    @Tariqkhan-cm7tu 9 месяцев назад +3

    React Pashto New song Naray baran by sahir Ali bagga and Laila khan

  • @sweethome6936
    @sweethome6936 9 месяцев назад +1

    G wo bhi pakistani pushto song hai

  • @sadiailyas7629
    @sadiailyas7629 9 месяцев назад +2

    Please react on Ali Zafar ' s Balaghul Ulaa

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад

    2:33 ali zafar ne ek sindhi folk song gaya "alley" wo yaha start me background me chal raha. To dada kehtay humari zuban me ga k batey. To phir agay ali zafar ne ye pashto folk song gaya hay

  • @ghulamasghar5093
    @ghulamasghar5093 9 месяцев назад +1

    React on alay aslo sung by ali zafar

  • @abdulqayumkhan9096
    @abdulqayumkhan9096 9 месяцев назад +1

    Plz ab meri farmaish be Ramzan se pahaly pori ker dain kiyun k Ramazan me koi ganay nahi sunty .

  • @ASH-cp1wf
    @ASH-cp1wf 9 месяцев назад

    It is remix of pushtu song aur bhai g ye song bht old hae aur esi song ko urdu translate kiya gia tha
    Ruhi ko qasam hae khali hath na ana Tara Tara gulab lana

  • @iqrabatool7677
    @iqrabatool7677 9 месяцев назад

    Is ka Urdu version hai wo ye Phasto culture song original
    Love from Pakistan 🇵🇰 KpK❤❤

  • @Azizullah-h3b
    @Azizullah-h3b 9 месяцев назад +1

    Abhi to maine link share Kar Di Hai please is per video banaa De

  • @parisaeed4610
    @parisaeed4610 9 месяцев назад

    In this song flowers of Peshawar are mentioned becz Peshawar is known as city of 🌹

  • @sairaovais1849
    @sairaovais1849 9 месяцев назад

    Ye dono quite aik hi tone songs kun ye song pashto language me hai or jo song ap keh rehe hain wo osko likhne or gane walo bhi pashto or pakistani hi hain

  • @Zaid.pathan2626
    @Zaid.pathan2626 9 месяцев назад

    Pekhawar 2nd mean Peshawar and Gul Panra most famoust poshto language singer

  • @nailaomar6194
    @nailaomar6194 9 месяцев назад

    Ap ne meri request abhi tk poori nahi ki.... Sahir ali bagga song mera khida jaane

  • @findjobs7858
    @findjobs7858 9 месяцев назад

    Allay song by Ali zafar

  • @FaizanMansoor-tz3dp
    @FaizanMansoor-tz3dp 9 месяцев назад

    Plzz react on lala o lala ali Zafar and Muja...

  • @nailaomar6194
    @nailaomar6194 5 месяцев назад

    Ji bhai... Jonsi composition ap keh rahe hen wo isi p bani thi... Ye bht purana pashto song he

  • @malakandvlogs7975
    @malakandvlogs7975 9 месяцев назад

    Bhai sab se pehli baat ye hai kai ye song aur composition hai pashto ka aur ye pathano ka cultural song hai
    Aur ye song pehli baar istarha record howa tha 1952 mai Larsha Nangrahar ta kameez toor mala raora jo ke radio pe pehli baar suna tha logo ne os se pehle bhi ye song log mehfilo me sunty thy phir ye song Afghanistan ke ek famous singer hai usne gaaya uske baad 1975 mai ek pashto movie mai gaya gya aur uske baad phir ye buhut se singers ne gaya abhi ye ali zafr ne pashto singer gul panra ke sath gaaya
    To iska composition pashto ka hai
    aur buhut purana hai jo urdu song is compose pe bana hai tujh ko kasam hai mery na aana haath khali wo song is song ka copy hai agr yaqeen nahi hai to is song ke baary mai research kejiye shukriya.

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад

    React
    - "the sibbi song" by Abid Barohi
    - "Man Amadam" by Gul n Atif Aslam

  • @nadiakamal3271
    @nadiakamal3271 9 месяцев назад

    Its our local language pashto song

  • @nadiakamal3271
    @nadiakamal3271 9 месяцев назад

    Its very very old song. Larsha peshawar ta qameez tor mala rora means jab peshawar jao to muje black dress lakar dena and red shawl

  • @muhammadhamdan8447
    @muhammadhamdan8447 9 месяцев назад

    Pushto ke aur songs pr bi reaction kare plz like bibi shirini

  • @hamzaqureshi3173
    @hamzaqureshi3173 9 месяцев назад

    Dil Faqeer there Liya hua hai song reaction

  • @areebsiddiqui8224
    @areebsiddiqui8224 9 месяцев назад +1

    LARSHA PEKHAWAR old pashto song hai

  • @SualehaKhan-xd1ls
    @SualehaKhan-xd1ls 9 месяцев назад

    This song is very old probably that song would be "inspired"

  • @Khan_MahNoor..
    @Khan_MahNoor.. 9 месяцев назад

    please react to ali zafar PAHARON KI QASAM song

  • @soniabatool4944
    @soniabatool4944 9 месяцев назад

    Gul panra ka Atif Aslam k sath Coke studio ka song Mann amadeham react krein

  • @ranafunzone5680
    @ranafunzone5680 9 месяцев назад

    (Ishq Janon Dewangi) drama Ke OST or (Kmzarf) drama Ke OST pr React kren pr React Kren ✅

  • @ajmalajmal2257
    @ajmalajmal2257 9 месяцев назад

    Ali zafar or gul panra b singer ha......

  • @AliRaza-qk8su
    @AliRaza-qk8su 9 месяцев назад

    Yes wo issi gaane ka Urdu version he

  • @manahilsultan-b9f
    @manahilsultan-b9f 9 месяцев назад

    this song is very old peshawari song

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад

    React on
    - "the sibbi song" by Abid Barohi
    - "Man Amadam" by Gul panra n Atif Aslam
    Dono songs best hain especially the sibbi song which is a remix with some electronic music.

  • @juveriafarooq2132
    @juveriafarooq2132 9 месяцев назад

    Ost kahan chale gaye??????🙏

  • @malikahmedfarazawan1651
    @malikahmedfarazawan1651 9 месяцев назад

    Khaie pa review karo jnb Abh to 11 episodes ho gai hain

  • @nadiakamal3271
    @nadiakamal3271 9 месяцев назад

    Jo song ap kehrahy hy wo kisi ny urdu mey gaya hy r ye original song pashto mein hy

  • @miranmasabhadi2540
    @miranmasabhadi2540 9 месяцев назад

    🎉🎉🎉good🎉🎉

  • @florad629
    @florad629 9 месяцев назад

    React
    - "the sibbi song" by Abid Barohi
    - "Man Amadam" by Gul n Atif Aslam
    Dono songs best hain especially the sibbi song which is a remix with some electronic music.

  • @nailaomar6194
    @nailaomar6194 9 месяцев назад

    Ap ne jonsi compostion kahi he wo isi song p he actually.... Ap ne sahi pehchana... Ye pathan music he... Or pekhawar peshawar ko kehte hen pashto men

  • @foziausuf7144
    @foziausuf7144 9 месяцев назад +4

    Tujh ko qasam hai isi pashto song ka urdu translation hai buht purana lok song hai yeh new version hai.

  • @MuhammedAkmal-j5d
    @MuhammedAkmal-j5d 9 месяцев назад +1

    Taqdeer ost plz

  • @aimannasir3655
    @aimannasir3655 9 месяцев назад

    React on OST of mera naam yousuf hai

  • @SaBa-k4b
    @SaBa-k4b 9 месяцев назад

    گل پانڑاں
    Gul paanraan

  • @angelnoor9655
    @angelnoor9655 9 месяцев назад

    Plz react on coke studio all songs

  • @usamaNadeem-k2q
    @usamaNadeem-k2q 9 месяцев назад

    Hbl Psl 1 or 2 pay reaction do Alli zafar ka

  • @Baby_boo18
    @Baby_boo18 9 месяцев назад

    Plz do reaction on allay song by Ali zafar ❤😢

  • @AyeshaMazhar-
    @AyeshaMazhar- 9 месяцев назад

    React on Jannat se aagay ost

  • @Azan_Rajpoot_324
    @Azan_Rajpoot_324 9 месяцев назад

    React on Hadiqa kiani song janan

  • @RealxingSound
    @RealxingSound 9 месяцев назад

    Yup that song was copy of this song its an old song and ali zafar remake that song so Bollywood copy the tune from old song

  • @stisfymind
    @stisfymind 9 месяцев назад

    Ya usi song ka pashto version hy

  • @ahmerali8859
    @ahmerali8859 9 месяцев назад

    Bhai yeh track Indian film ka hai Mithun ki hai per woh bhi purana song hai Pakistan ka uski copy hai aur yeh song Pakistani song ki copy hai

  • @rizwansaeed6319
    @rizwansaeed6319 9 месяцев назад

    Bai wohi ha ya pashto ma ha

  • @juveriafarooq2132
    @juveriafarooq2132 9 месяцев назад

    Isi song ko pashto me gaya hay

  • @saleemzafar3430
    @saleemzafar3430 9 месяцев назад

    Wo Jo ap song bata rahy ho wo copy Hai is song Ki ye Ali Zafar ne ReMix kia Hai

  • @nusratparveenanwar5994
    @nusratparveenanwar5994 9 месяцев назад

    Original song is in pushto Laad sha Pekhawar ta qamees tor maka rawrha
    Tujh ko qasam original ki copy hai urdu mai
    Gul panrha is a pushto singer

  • @HassanBasheer-x9e
    @HassanBasheer-x9e 9 месяцев назад

    Brother ya Pakistani old song ha Jo 50 sal pahla ha pashto fim akhri hamla

  • @usamaNadeem-k2q
    @usamaNadeem-k2q 9 месяцев назад

    Yeh cover song h

  • @shaziaansari7592
    @shaziaansari7592 9 месяцев назад

    Ye song bohat hi purana hai 60 ki Pakistani movie ka pakhtoon zuban mein hai
    Or ise bohat se singer gaa chukye hein or ap ne Jo kaha
    Tujh ko qasam nah ana
    WO is ka Urdu vrson hai

  • @miranmasabhadi2540
    @miranmasabhadi2540 9 месяцев назад +1

    pishawar

  • @Emonn011
    @Emonn011 9 месяцев назад +1

    It is an old Pushto song....try to search for Larsha Nangarhar!❤

  • @Monsoonvlog
    @Monsoonvlog 9 месяцев назад

    Ya Pakistani old song hai lekin is song ko Ali Zafar ne phir banaya hai or is song ko india ne copy kiya tha

  • @sheikhusama8961
    @sheikhusama8961 9 месяцев назад

    Larsha pekhawar originally song in 1972 and than copied in Bollywood amitabh bachan movie

    • @starmenahil267
      @starmenahil267 7 месяцев назад

      No its originally from pakistani movie n pashto song india copied this song in their movie

  • @ajmalajmal2257
    @ajmalajmal2257 9 месяцев назад

    Ye pashto language me ha or tujko qasam urdu me ha same ha dono

  • @usamaNadeem-k2q
    @usamaNadeem-k2q 9 месяцев назад

    Bhai khani darma ko pora episode py reaction do warna maza ni ata

  • @honestreview12336
    @honestreview12336 9 месяцев назад

    Ya song boht purna hy ali zafar ny dobra sing Kiya hy es ko aur tum ko qasim hy mari es ky original song sy hu bnaya hy

  • @IbrahimMughal-bl9vp
    @IbrahimMughal-bl9vp 9 месяцев назад

    Jis song ki ap bat kr rhy ho wo copied h bollywood min. First or all ye song rona lela ny gaya tha ye bangladeshi song h orignal.

  • @TheKayani
    @TheKayani 9 месяцев назад

    woh gaana bhi pakistani hai toh copy kaise hua😂😂

  • @juveriafarooq2132
    @juveriafarooq2132 9 месяцев назад

    Mjhe ap k AJ kl k reaction blkul psnd nhi aarhe

  • @hayasyedkiduniya5066
    @hayasyedkiduniya5066 9 месяцев назад

    *#Sawari** Song By Actress Hira Mani*
    *#Lapataa** OST*
    *Allah o Akbar Cock Studio*
    Aap k reaction ka wait hai.

  • @DEENKIBATIN004
    @DEENKIBATIN004 9 месяцев назад

    Beautiful song