@rajeevbiker mai ye bike kharidne ka soch raha hu. Iska milage, maintenance cost,parts cost Kitna hai? Mera daily run under 70 km ka hai. Apka kiya rai hai? Actually iska look bohot pasand aya. Kya bariah k mausam mai piche baithnw walo ko problem ho sakta hai? Kyu ki is bike ka piche ka tyre mai mud guard puri tyre ko cover nahi karta. Or piche agar ek side se ladies baithti hai to footrest mai problem ho sakta hai??
Yamaha me lena hai to FZ dekh lo V3 or V4 engine me dono hi acchi bike hai but FZX V2 engine hai. Or performance same hi hai dono me milage bhi 50+ ka mil jayga
FZ-S से ज्यादा वाइब्रेशन FZ-X बाइक में है।
Ha bhai
Bluetooth connect karne se battery jaldi down ho jata hai. Off rakho
Problem solve hua ya nhi .... Lu ya nhi bas ye cnff bata dijiye sir.... Koi confusion mat chhodna
Problem solve ho gyi bhai.. Rile chagne hua tb jakr bike Okk hui
Abhi filhal bike acchi chal rhi hai. Last time 58 ka milage nikala hu
Lu ya na lu sir ye bata dijiye
@amitsinha953 bhai mai kaise bat du.. Jauri nhi ki jo mujhe pasnd ho wo aap ko bhi ho
@amitsinha953 bike acchi hai no doubt but mujhe nhi pasnd uska reason hai ki mai pahle se 220 chla rha or usme koi dikkat nhi hui
Bhai Amaraon ki battery use Kiya karo, mai wahi karta hu. Ek ek battery 5 saal k upar chalaya hu, stock battery k alawa do aur
Ns or 220 Ka service centre jate Nahi ho kya video Nahi banaye
Bhai 220 recently sale kr diya.. Or NS Bhai use krta hai
रिले को 1 बार चेक करा लें। शायद प्रॉब्लम sholve हो जाए।
Bhai bike khadi rahegi to battery down hoga hi. Meri Himalayan me bhi yahi tha. 15 din na chale to battery nikalwa ke charge karana padta tha.
Bhai 3 se 4 din me hi battery down ho ja rhi.
Kya bluetooth connect kiya hua hain?
Abhi nhi
Bhai battery k wire nikal k jay kro simple
Bhai hemsa y krna possible nhi hai
Bike mein kahin wire current leak Kar raha Hai, body se touch ho raha Hai wire.
Bhai bike ki looks kaisi h real me?
Look to bhut mst hai bhai
Mahine me ek baar nikalte ho kya bhai
Nhi Asia nhi hai bhai
For Bluetooth battery drain problem
Bhai bike to bhut acchi hai but Battery drain ki program bhut jyada face krna pd rha hai.. Every 4th 5th day pr battery utar jati hai...
Bhai Bluetooth problem h mujhe bhi 1 saal mein hee battery change krni pdi ....aur Bluetooth device kharab ho gyi jb se tb se battery theek h
Bhai aaj hi service kra kr laya hu.. Dekho thik hot bhi hai ya nhi
1 week se bike service center pr hi diya tha
Meri taraf se dislike 👎👎👎
Servicing mai kitna kharcha aya?
भाई ₹3400
@rajeevbiker mai ye bike kharidne ka soch raha hu. Iska milage, maintenance cost,parts cost Kitna hai? Mera daily run under 70 km ka hai. Apka kiya rai hai? Actually iska look bohot pasand aya. Kya bariah k mausam mai piche baithnw walo ko problem ho sakta hai? Kyu ki is bike ka piche ka tyre mai mud guard puri tyre ko cover nahi karta. Or piche agar ek side se ladies baithti hai to footrest mai problem ho sakta hai??
@@gopinathdas5330 bhai apna purchase karli yeh vali bike
@@thesg6603 nahi
Bhai konsa purchase kiye@@gopinathdas5330
Banaras sai ho aap??
Ha bhai
Bhai me lu ya nhi😔
Bhai agr 150,160 cc me lena hai to or bhi bhut si bike hai 1 bar others bike ki test ride jarur le lena
@rajeevbiker Bhai aap bata ho mujhe bike baree me mujhe pata nhi aap bata ho kon se lu....
Yamaha me lena hai to FZ dekh lo V3 or V4 engine me dono hi acchi bike hai but FZX V2 engine hai. Or performance same hi hai dono me milage bhi 50+ ka mil jayga
Meri taraf se dislike 👎👎👎