ज़िंदगी की व्यक्तिगत टूटन को साहिर साहब ने नायाब सोच वाले गीतों के साथ दुनिया को समझाईश के साथ लौटाई है इसका कोई दूसरा सानी नहीं मिलता। ईश्वर उनकी रूह को हमेशा जन्नती रखे आमीन।
Being a fan of great Sahir Sahab dil ne yahi kaha Wah wah Kya kamal ki yaado ko zinda kiya,aur khubsurat baaten ki aap dono ne waqt ka pata he na chala God Bless both of you..pls keep sharing old memories.
साहिर साहब को इतने करीब से जानने में आपकी इस video recording का बहुत शुक्रिया। ये सही है निजी जिंदगी के बहुत से पहलू ऐसे होते हैं जो पहिले कभी अदब के दायरे में ढके - छिपे होते थे पर ज़िन्दगी की कमाई, किताबों के पन्नों में दास्तां कहती थी। साहिर साहिब की ज़िंदगी भी शायरी के उन पन्नों की तरह थी जिस पर उनकी निजी जिंदगी की दास्तां चस्पा होती थी ....😊
So many memories of SAHIR SAHAB ,WHICH TILL TODAY WAS NOT KNOWN.THANKS FOR MR NADIADWALA WHO SHARED HIS THOUGHT,THANKS TK YOU ALSO WHO TRIEDTO BRING TO US THIS THOUGHTS.
Excellent interview .... i think you should have one more round of interview with Raj kumar kapoor he has a lot more to tell about sahir sahab . One of the best interviews ever heard on sahir .
Naseem sahib, Sahir is the best poet of the sub-continent lndia of 20th century(filmy & literary). I have friend in Boston from Bomby,he told me he was a neighbour of Madhubala.. He relates that i n Bomby there was a project to make a movie on the life of Sahir but it has been shelved.Could you please shed some light on this project. Prof.Dr Nasir Fazal Cambridge USA
This is no doubt that Sahir Ludhianvi was a great poet and has produced so many songs of Indian Film Industry. Love you Jawaid Naseem sahib, you have presented a beautiful story of Sahir Ludhianvi sahib. Wish you good luck
जावेद भाई,,मै १२ साल का हुगा तब से साहिर साहब को सुन रहा हु,,आज ६७ की उम्र हो चुकी है,,आज पहेली बार मैने साहीर साहब को महेसुश कीया,,मेरे पसंदीदा सायर को,,बहोत बहोत शुकरीया,,
You are taking lots of effort to get information related to the great legends,I think this the great work you are doing for the people. Great work Javedsab. Best of luck.
Why did the people not realise his value and the value of what was left behind by him as manuscripts!!!! ? Sahir Ludhianvi - a name which catapulted film songs all together onto a formidable plane and made them dazzling jewels single handedly... Salute🙏 and Thanks Mr. Jawed and Mr Rajkumar for all the amazing stories you brought to us.
ساحر صاحب پر اپ جو یہ ایپیسوڈ بنایا ہے قابل تعریف ہے۔ بہت عرصہ کے بعد ساحر صاحب پر اتنا بہترین ایپیسوڈ دیکھنے اور سننے کو ملا آپ اس ایپیسوڈ میں اپ نے ان کی شخصیت کے ساتھ پورا انصاف کیا۔
Javed Saab aapka tahe dil se shukriya itne bade shksiyat ke Malik aur la jawab shayar Sahir Saab se Judi baton se mutasir karwaya aur mai Ravi sahab ke bare me bhi sunita rahta hun. Phir se aapka shukrguzar hun.
Einstein’s Quote about Mahatma Gandhi fits perfectly well about stature of Sahir Ludhianvi’s Poetry & Philosophy in Literature & Bollywood history-- “Generations to come will scarce believe that such a one as this ever in flesh and blood walked upon this earth. (said Einstein of Mahatma Gandhi)” Sahir’s poetry & wisdom would shine on this earth long after we have perished. SAHIR= Wisdom of Aristotle+Brilliance of Einstein. Sahir Ludhianvi was FIRST A PHILOSOPHER who wrote poetry to convey his GOD GIVEN WISDOM & life experiences of his own to common man for his/her welfare in his poetry. Every word was carefully crafted & inserted in the right context to convey true message from that great thinker for A given situation (issue facing common man under similar circumstances).Not even one other published poet in any language has addressed so many diverse issues facing the mortals in his/her work as Sahir has done in impeccable manner & forceful combination of words. Long after we (mortals) have perished immortal poetry by SAHIR would shine on this earth with light radiated by NEXT SUN after demise of the present Sun.
मैंने तो सुना है कि साहिर साहब बिना मां के किसी मुशायरे में जाते ही नहीं थे.मुकदमे के दौरान भी उन्होने पिता के ख़िलाफ़ मां के साथ रहने की मर्जी ज़ाहिर की थी.
Kya likhu alfaaz hi nahi mil rahe...! Sahir sahab ki perchhaiyan mere haath yun hi lag gayin thi jab main 15-16 saal ka tha...bss..parchhaiyan ek baar padhna shuru ki to phir ek bhi panna miss kiye bagair padhta chala gaya...shayari ke asli fankaar the Sahir Sahab ❤️❤️👍🙏
Sahir sahab ki zindagi par ye guftgu behtreen unki zati zindagi afsosnak itni badi shaksiyat ka malik andar se kitna tanha tha allah taala unhe jannat me ala maqam ata kare Ameen
This poetry was composed by Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York.. ḳhuun apnā ho yā parāyā ho nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir bam gharoñ par gireñ ki sarhad par rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai khet apne jaleñ ki auroñ ke ziist fāqoñ se tilmilātī hai tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ kokh dhartī kī bāñjh hotī hai fat.h kā jashn ho ki haar kā sog zindagī mayyatoñ pe rotī hai jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai jañg kyā mas.aloñ kā hal degī aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī bhuuk aur ehtiyāj kal degī is liye ai sharīf insāno jañg Taltī rahe to behtar hai aap aur ham sabhī ke āñgan meñ sham.a jaltī rahe to behtar hai bartarī ke subūt kī ḳhātir ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko ghar jalānā hī kyā zarūrī hai jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ aao is tīra-baḳht duniyā meñ fikr kī raushnī ko aam kareñ amn ko jin se taqviyat pahuñche aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ jañg vahshat se barbariyyat se amn tahzīb o irtiqā ke liye jañg marg-āfrīñ siyāsat se amn insān kī baqā ke liye jañg iflās aur ġhulāmī se amn behtar nizām kī ḳhātir jañg bhaTkī huī qayādat se amn be-bas avaam kī ḳhātir jañg sarmā.e ke tasallut se amn jamhūr kī ḳhushī ke liye jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf amn pur-amn zindagī ke liye
Sahir saheb ke bare mein bas yehi kaha ja sakta hai kih ..Tu sab mein hai, par sabse zuda lagta hai.. Aur to honge but par tu to Khuda lagta hai. Sahir saheb ki zindagi ke in pehluon ko samne lane ka bahut shukriya.
Thandi hawaye lehrake aaye, Shahi ke zanjeere thod te chalo ! Nazonke pale katon pe chale, Jaam Thamle with S D Burman, Kiska Rasta dekhe, Tera mujhse hai pehle ka naata koi with R D Burman
Bahut badiya mulakaat hai, aap ka sleeke se sawaal Krna aur Kapoor ji ka bahut tahamul se jwab dena tareef ka haqdar hai. Sahir ji ke samkali poets ke privaron se Kia kuchh aur jankari nhiN mil sakti , jaisa ki Shabhana Azmi, Javed Akhtar, Raushan ji ke bete, Mahinder Kapoor ke bete, Mala Sinha, Wahida Rehman etc. etc. ?
Sahir had a Oedipious attachment with his mother I do not agree that Sahir was not happy with her He had a life long attachment for Amrita Pritam No interview about Sahir can be complete without mentioning her Sudha Malhotra was the other one No body has ever mentioned about the Zohra ,the lady the guest has mentioned
Sahir was, no doubt, a great Urdu poet, a very renowned poet but he hardly wrote any Ghazal. At least I have not found it. Shakeel, on the other hand, was better known for Ghazals. Pl. acquaint me with his Ghazals, if any. Thanks.
Sahir sahab par ek aur video zarur banaiyega, yahan to maine gaur kiya ki aap ki jaankari kapoor sahab se jyada rahi koi khaas pahlu ka zikra kapoor nahi kar paye, khair mujhe aap ke dusare video ka intazaar rahega 👍👍
बहुत ज्ञानवर्धक जानकारी आपको सत सत नमन
ज़िंदगी की व्यक्तिगत टूटन को साहिर साहब ने नायाब सोच वाले गीतों के साथ दुनिया को समझाईश के साथ लौटाई है इसका कोई दूसरा सानी नहीं मिलता। ईश्वर उनकी रूह को हमेशा जन्नती रखे आमीन।
Mr Rajkumar Kapoor has given great account of unknown spaces of Sahir Sahib's life. He spoke in very simple and straight forward manner.
Mahan shaayar aur geetkaar, Sahir Ludhihyanvi, ko salaam.
Being a fan of great Sahir Sahab dil ne yahi kaha Wah wah Kya kamal ki yaado ko zinda kiya,aur khubsurat baaten ki aap dono ne waqt ka pata he na chala God Bless both of you..pls keep sharing old memories.
साहिर साहब को इतने करीब से जानने में आपकी इस video recording का बहुत शुक्रिया।
ये सही है निजी जिंदगी के बहुत से पहलू ऐसे होते हैं जो पहिले कभी अदब के दायरे में ढके - छिपे होते थे पर ज़िन्दगी की कमाई, किताबों के पन्नों में दास्तां कहती थी।
साहिर साहिब की ज़िंदगी भी शायरी के उन पन्नों की तरह थी जिस पर उनकी निजी जिंदगी की दास्तां चस्पा होती थी ....😊
एक ही shabd behetarin.. जावेद जी kahan se dhund के late है ऐसे अनमोल लोग! बहोत खूब shukriya 🙏
Bahut bahut shukriya...sahir saab ke baare mein kuch aur sunne mila..
Very neat and clean presentation, Very nice and beautiful. Thankyou Sir.
Thanks for the wonderful old memories. These are priceless. Excellent job. Jai hind
So many memories of SAHIR SAHAB ,WHICH TILL TODAY WAS NOT KNOWN.THANKS FOR MR NADIADWALA WHO SHARED HIS THOUGHT,THANKS TK YOU ALSO WHO TRIEDTO BRING TO US THIS THOUGHTS.
Excellent interview .... i think you should have one more round of interview with Raj kumar kapoor he has a lot more to tell about sahir sahab . One of the best interviews ever heard on sahir .
Naseem sahib,
Sahir is the best poet of the sub-continent lndia of 20th century(filmy & literary).
I have friend in Boston from Bomby,he told me he was a neighbour of Madhubala..
He relates that i n Bomby
there was a project to make a movie on the life of Sahir but it has been shelved.Could you please shed some light on this project.
Prof.Dr Nasir Fazal Cambridge USA
This is no doubt that Sahir Ludhianvi was a great poet and has produced so many songs of Indian Film Industry. Love you Jawaid Naseem sahib, you have presented a beautiful story of Sahir Ludhianvi sahib. Wish you good luck
What is beautiful in this?
The best interview my father aslam sahirludhnavi driver death in 2002
A great poet, shyer.......Immortal !
जावेद भाई,,मै १२ साल का हुगा तब से साहिर साहब को सुन रहा हु,,आज ६७ की उम्र हो चुकी है,,आज पहेली बार मैने साहीर साहब को महेसुश कीया,,मेरे पसंदीदा सायर को,,बहोत बहोत शुकरीया,,
My all time favourite poet.
Remained true to his expressions and remained lonely......
वाह आनन्द आ गया। लाजवाब। क्या बात सर। आप भी आप ही हो
You are taking lots of effort to get information related to the great legends,I think this the great work you are doing for the people.
Great work Javedsab.
Best of luck.
Saahir Saab ki "Parchhaiyan" ka har sher mera favourite hai ❤️❤️❤️❤️❤️
Great Sahir ludhiyanvi 🙏
Seema Shaikh ji, 'Parchhaeeyaan' Gazal nahi ek lambi nazm hai aur sher gazal ke hote hain
Ye sab log majrooh ya jo bhi pehle k lekhak hai wo kohenoor k hire the jo kahi kho gaye bus ab hame ka hi na mi sake ge
Why did the people not realise his value and the value of what was left behind by him as manuscripts!!!! ? Sahir Ludhianvi - a name which catapulted film songs all together onto a formidable plane and made them dazzling jewels single handedly... Salute🙏 and Thanks Mr. Jawed and Mr Rajkumar for all the amazing stories you brought to us.
Excellent. Jawaid Naseem Ji.
Many thanks for sharing memories of our beloved poet
Appreciate your efforts and style of presentation to you and Kapoor ji
Best episode any Sahir Sb. Rajkumar Kapoor Sb. and Javeid Naseem Sb deserve thanks.
Thank you for the enlightening talk.lovely.
Sahir best of the lot.He outshine all great of his time. They were all very good.
Hats off to you Jawaid bhai for such a wonderful presentation. Beautiful ❤️❤️
Value of time
Very natural precious interview
बहुत बढ़िया जानकारी।
Good
ساحر صاحب پر اپ جو یہ ایپیسوڈ بنایا ہے قابل تعریف ہے۔ بہت عرصہ کے بعد ساحر صاحب پر اتنا بہترین ایپیسوڈ دیکھنے اور سننے کو ملا آپ اس ایپیسوڈ میں اپ نے ان کی شخصیت کے ساتھ پورا انصاف کیا۔
Javed Saab aapka tahe dil se shukriya itne bade shksiyat ke Malik aur la jawab shayar Sahir Saab se Judi baton se mutasir karwaya aur mai Ravi sahab ke bare me bhi sunita rahta hun. Phir se aapka shukrguzar hun.
Einstein’s Quote about Mahatma Gandhi fits perfectly well about stature of Sahir Ludhianvi’s Poetry & Philosophy in Literature & Bollywood history-- “Generations to come will scarce believe that such a one as this ever in flesh and blood walked upon this earth. (said Einstein of Mahatma Gandhi)” Sahir’s poetry & wisdom would shine on this earth long after we have perished. SAHIR= Wisdom of Aristotle+Brilliance of Einstein. Sahir Ludhianvi was FIRST A PHILOSOPHER who wrote poetry to convey his GOD GIVEN WISDOM & life experiences of his own to common man for his/her welfare in his poetry. Every word was carefully crafted & inserted in the right context to convey true message from that great thinker for A given situation (issue facing common man under similar circumstances).Not even one other published poet in any language has addressed so many diverse issues facing the mortals in his/her work as Sahir has done in impeccable manner & forceful combination of words.
Long after we (mortals) have perished immortal poetry by SAHIR would shine on this earth with light radiated by NEXT SUN after demise of the present Sun.
well explained
The 1 n the only 'SAHIR' in the realm of poetry n lyricism, no other poet of modern era comes anywhere near 2 this great poet.
I strongly agree with you.
Salam bhai. Sahir jaisa koi nahi.Thank you
मैंने तो सुना है कि साहिर साहब बिना मां के किसी मुशायरे में जाते ही नहीं थे.मुकदमे के दौरान भी उन्होने पिता के ख़िलाफ़ मां के साथ रहने की मर्जी ज़ाहिर की थी.
मां को वह शायद अकेली किसीके भरोसे नही रखना चाहते होंगे.
Rafi sahab ke bare me aapse hamesha sunita rahta hun.sunta
Very well done. Gave insights into life of a great poet, hitherto unknown
Sahir was Everest of poetry
His all songs had hidden and deep meanings.
Langda Aam hae Aane me waqt lagega
Bahot hi maza Aaya nok jhok
Aur sahir ludhyanvi sahab ke bareme dilchasp malunaat hui
@@RashidAnsari-pj2iw nok-jhonk kiske beech thee. Is video se aapko Sahir Sahab ke baareme jaankari mili ya unke driver ke baareme?
@@RashidAnsari-pj2iw j
Beautiful voice, great expressions, amazing presentation honest and true story .hard work is cleary seen. This is rare combination.congrats .
Yes absolutely right
Great Sahir Ji. 🙏🏻🙏🏻
हमें ऐसा साहिर दोबारा नहीं मिलेगा ।
Great legends truly close to my heart .
Great presentation
एक खूबसूरत दस्तावेज़!
Kya likhu alfaaz hi nahi mil rahe...!
Sahir sahab ki perchhaiyan mere haath yun hi lag gayin thi jab main 15-16 saal ka tha...bss..parchhaiyan ek baar padhna shuru ki to phir ek bhi panna miss kiye bagair padhta chala gaya...shayari ke asli fankaar the Sahir Sahab ❤️❤️👍🙏
He was great poet
Great Sahir Ludhianvi Sahib.
Shahir लुधियानवी ❤️🖊️
جاوید صاحب. بہت بہت شکریہ. انٹرویو بہت اچھا رہا.
Sahir sahab ki zindagi par ye guftgu behtreen unki zati zindagi afsosnak itni badi shaksiyat ka malik andar se kitna tanha tha allah taala unhe jannat me ala maqam ata kare Ameen
Hame afsos hota hai jankar ki voh kitne tanha the itni badi duniya me, l
Kamaal ka programme Sahir ji yaad me.
MILE STONE LYRICIST OF THE BOLLYWOOD
SAHIR SAHAB
NEVER BEFORE
NEVER AGAIN
You are doing great work sir
Bhai ko lakhon aadab. Aap nay bhai kamaal kar diya. Dil soul garden 2
Bahut hi behatreen program.
Very best.Prof.Dr.Nasir Fazal gold medalist Cambridge.
Itne bade shayre, jinke geet sikdonn. logon ka dil ko chhua, unka ant bilkul akelepan me,
Shayd unhone yahi chaha, phirbhi dukh toh lagta .
This poetry was composed by Philosopher poet SAHIR LUDHIANVI.He also wrote "Aye shareef insano" My 2 cents from New York..
ḳhuun apnā ho yā parāyā ho
nasl-e-ādam kā ḳhuun hai āḳhir
jañg mashriq meñ ho ki maġhrib meñ
amn-e-ālam kā ḳhuun hai āḳhir
bam gharoñ par gireñ ki sarhad par
rūh-e-ta.amīr zaḳhm khātī hai
khet apne jaleñ ki auroñ ke
ziist fāqoñ se tilmilātī hai
tank aage baḌheñ ki pichhe haTeñ
kokh dhartī kī bāñjh hotī hai
fat.h kā jashn ho ki haar kā sog
zindagī mayyatoñ pe rotī hai
jañg to ḳhud hī ek mas.ala hai
jañg kyā mas.aloñ kā hal degī
aag aur ḳhuun aaj baḳhshegī
bhuuk aur ehtiyāj kal degī
is liye ai sharīf insāno
jañg Taltī rahe to behtar hai
aap aur ham sabhī ke āñgan meñ
sham.a jaltī rahe to behtar hai
bartarī ke subūt kī ḳhātir
ḳhuuñ bahānā hī kyā zarūrī hai
ghar kī tārīkiyāñ miTāne ko
ghar jalānā hī kyā zarūrī hai
jañg ke aur bhī to maidāñ haiñ
sirf maidān-e-kisht-o-ḳhūñ hī nahīñ
hāsil-e-zindagī ḳhirad bhī hai
hāsil-e-zindagī junūñ hī nahīñ
aao is tīra-baḳht duniyā meñ
fikr kī raushnī ko aam kareñ
amn ko jin se taqviyat pahuñche
aisī jañgoñ kā ehtimām kareñ
jañg vahshat se barbariyyat se
amn tahzīb o irtiqā ke liye
jañg marg-āfrīñ siyāsat se
amn insān kī baqā ke liye
jañg iflās aur ġhulāmī se
amn behtar nizām kī ḳhātir
jañg bhaTkī huī qayādat se
amn be-bas avaam kī ḳhātir
jañg sarmā.e ke tasallut se
amn jamhūr kī ḳhushī ke liye
jañg jañgoñ ke falsafe ke ḳhilāf
amn pur-amn zindagī ke liye
Sahir Saheb aur Anand Bakshi Saab , Gulzaar Saheb, Majrooh Sultan Puri ,Kaif Saheb r all Legends of Indian Cinema
बहोत बढिया ......
Nice Video
🌱🌱🇮🇳🌱🌱
Sahir sahab 🙏👍
Bilkul laajwab mulakat hai👌👌👌👌👍👍👍👍👍
Jawaid bhai, very nice very nice very nice.
Rehana sultan actress ( chetana} was also very close to sahir ludhianvi ... you can interview her also . She had also purchased a flat from him.
Wao sir ji
GREAT SAHIR LUDHIANAVI 💌
Very nice bhai sahaab bahut khoob
Sahir saheb ke bare mein bas yehi kaha ja sakta hai kih ..Tu sab mein hai, par sabse zuda lagta hai.. Aur to honge but par tu to Khuda lagta hai. Sahir saheb ki zindagi ke in pehluon ko samne lane ka bahut shukriya.
Jawed bhai bhaut bhaut shukriya Jo aapne sahir sahab ko phir se dinda kar diya
Sahir means Jadugar. Sahir really Jadugar of words.
Sahir Sahib ji ,
Yeh dunia agar mil bhi Jaye to kya hey
Episode lamba hai koe baat nahi hum dekhenge and sunege
Bahuoot achha
Sahir sahab bejor sahir sahab ki git sunkar mai gahraiyon me dub jata hun
Koi misal
Thandi hawaye lehrake aaye, Shahi ke zanjeere thod te chalo ! Nazonke pale katon pe chale, Jaam Thamle
with S D Burman, Kiska Rasta dekhe, Tera mujhse hai pehle ka naata koi with R D Burman
Hamari duaa rang Layi bahut achche bhaijaan
बहुत उमदा, जाविद भई, क्या केहने, माशा-अल्लाह
Kiya kehne hindu sikha raha hai kaho Masha'Allah 😭😭😭🙏🙏👍
wah wah
Dil ke gha v ke binakavit
-ta likhi nahi jati,!!!
🤗👍💕
Very. Historical. STORY………. Allah give. him. JANNA……….USA 🇺🇸LA
Aap unke Adabi shair the 💯👍👍🙏
Véry Nice
Subhanallah ! Bemisaal peshkash.
Bahut badiya mulakaat hai, aap ka sleeke se sawaal Krna aur Kapoor ji ka bahut tahamul se jwab dena tareef ka haqdar hai.
Sahir ji ke samkali poets ke privaron se Kia kuchh aur jankari nhiN mil sakti , jaisa ki Shabhana Azmi, Javed Akhtar, Raushan ji ke bete, Mahinder Kapoor ke bete, Mala Sinha, Wahida Rehman etc. etc. ?
Sahir had a Oedipious attachment with his mother
I do not agree that Sahir was not happy with her
He had a life long attachment for Amrita Pritam
No interview about Sahir can be complete without mentioning her
Sudha Malhotra was the other one
No body has ever mentioned about the Zohra ,the lady the guest has mentioned
Jawed naseem sahab aap ko mubarak ho ke bahot achchhe videos bana rahe hain
Sahir was, no doubt, a great Urdu poet, a very renowned poet but he hardly wrote any Ghazal. At least I have not found it. Shakeel, on the other hand, was better known for Ghazals. Pl. acquaint me with his Ghazals, if any. Thanks.
Khuda ki duniya mai kami kaha hai ,variery of kavi, geetkar,shakil badayuni,Shailendra,majrooh .......
Salutes
Aslam bhai laa jawab thhe
Rare information.
Kitne kismat wale the jo sahir sahab ke sanidhya me the unko samajhna aur padhna sare kaynaat ko samjhne jaisa tha
मां और साहिर साब के बारे जावेद अख्तर के तासुरात बिलकुल अलग हैँ, इस प्रोग्राम में कही बातें सही हो सकती हैँ
Sahir sahab par ek aur video zarur banaiyega, yahan to maine gaur kiya ki aap ki jaankari kapoor sahab se jyada rahi koi khaas pahlu ka zikra kapoor nahi kar paye, khair mujhe aap ke dusare video ka intazaar rahega 👍👍
It deseves best salutes. U r a unlimited gemmm
Enjoyed so many times. Please search another Raj Kumar type, gentleman
sure..
Very good
Meri jaan sahir❤️