Bahut dino se paye banane ke liye soch rhi thi kal aapki recipe dekh kar bana liya bahut hi behtareen bane poori family ko pasand aaye mai paye nhi like karti magar kal mujhe bhi shorba kafi achcha laga thanks a lot for such a awesome👍 recipe
@@ZaikaeLucknow ghar mein paye ubal kar rakhe thai shaam ko shaadi mein jana tha isliye nhi banaye aap ki recipe dekh kar fauran bana liya jo mushkil kaam tha dhona ubalna wo toh ho hi gya tha pyaz laal karke masala pees kar daal diya is tarah jaldi bana liya 👌ok
This is Amazing Recipe, Hum Hamesha kahte hai ki HAMARE LUCKNOW jaisi khane ki dish apko puri duniya me kahi nahi milegi, TASTE to MASHALLAH se Behtreen hota hai har khane ka. aapne bahot hi behtreen tarike se banaye hai PAYE. Thank You Ma'am
Shukriya thank you ❤️❤️ & ye recipe already uploaded hai dear 💖 Bade ka traditional salan ki recipe video link below 👇 ruclips.net/video/O7t9g_K3Hyg/видео.htmlsi=BXYUS8GLvl9qdiJr
Nahi hoti hai gravy gadi ya meethi total 6 medium sized ki pyas use ki hai so 2.5 kg paye me itni to jayegi hi ...waise kam add karna chahe to kam bhi kar sakte hai
Bahut badhiya tareeke se pakaya hai,,, taste bhi achcha hi hoga lekin ek baat meri bhi Maan kar try kar lijiye,,,last stage me Hara dhaniya Patti nahi daalna chahiye,,,iss se gosht ka maza dab jaata hai,,,bina hara dhaniya Patti bhi try kijiye,,gosht ka original taste bina hara dhaniya Patti ke hi milta hai
Javitri Hari ilaychi zayfal ka pawder...is powder ka video link mai yaha de Rahi hai aap ko puri detail mil jayegi is ki .. video link below 👇 ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=xVhUvP0zAbctYTof
Mashallah dekhnemehi lajawab lag raha hai😊
9 like So delicious tasty yummy recipe 😋😋😋 dear friend stay
Thanks and sure
Mashallha bht zabardast thanks for sharing ❤❤❤
Most welcome dear 💞
JazakAllah khair 💕💕
Jazaak Allah for this authentic recipe 🤲
Mai from 🇵🇰
Shukriya 💕💕❤️
Mashaallah good beautiful zaiqedar hai 👌
JazakAllah khair 💕💕
Waah maza a gaya kaash khane ko bhi milta
Thanks a lot for your lovely feedback ☺️
Ye h original recipe. ...👌👌👌😋😋😍😍
JazakAllah khair 💕💕
MashAllah zabardast 😊😊
JazakAllah khair dear 💖💖
Wow behtreen
Jazak Allah dear and stay connected with us.
Bahut dino se paye banane ke liye soch rhi thi kal aapki recipe dekh kar bana liya bahut hi behtareen bane poori family ko pasand aaye mai paye nhi like karti magar kal mujhe bhi shorba kafi achcha laga thanks a lot for such a awesome👍 recipe
Yaar itni jaldi banaa bhi liya 😃❤️
Thanks a lot... JazakAllah khair dear sister ❤️💗💕
@@ZaikaeLucknow ghar mein paye ubal kar rakhe thai shaam ko shaadi mein jana tha isliye nhi banaye aap ki recipe dekh kar fauran bana liya jo mushkil kaam tha dhona ubalna wo toh ho hi gya tha pyaz laal karke masala pees kar daal diya is tarah jaldi bana liya 👌ok
🙂 hmm... MashaAllah...sahi hai great 👍
بہت بہت شُکریہ ایسی لذیذ ریسیپی کے لئے
Masha ALLAH dekhne me bahot hi ziyada Laziz lag rahi hai mere mu me pani aa gaya 😋😋
Jazak Allah for ypor lovely comment
Seriously bahut hi accha kag raha dikhne me to khane me kitna tasty hoga bahut accha laga me zaroor try karungi
JazakAllah khair dear ❤️
Feedback bhi zaroor share kijiyega 🙂
Masha Allah bahut khoob 👍👍😋😋😋😋😋😋
JazakAllah khair dear 💖❤️
Very yummy recipe beautiful sharing ❤
JazakAllah khair
Wow...this recipe sounds FANTASTIC!!! I love the attention to detail and the well documented steps. Thank you for sharing your work.
Thanks so much! 😊
This is Amazing Recipe, Hum Hamesha kahte hai ki HAMARE LUCKNOW jaisi khane ki dish apko puri duniya me kahi nahi milegi, TASTE to MASHALLAH se Behtreen hota hai har khane ka. aapne bahot hi behtreen tarike se banaye hai PAYE. Thank You Ma'am
Most welcome dear ❤️ thanks too for your valuable feedback 💕💖 JazakAllah khair ❤️❤️
Nice recipe
So yummy ,will surely try
Sure dear thank you 😊
Zabardast recipe 👌👍🏻👍🏻
Thanks
Excellent
Thank you and stay connected with us
Lazeez paaye . recipe
Shukriya dear 💖💕💕
Zabardast
Thank you so much and stay connected with us
Nice recipe 😊 please ek baar beef curry ya bde ka salan bnane ki recipe bhi share kijiye ❤
Shukriya thank you ❤️❤️ & ye recipe already uploaded hai dear 💖
Bade ka traditional salan ki recipe video link below 👇
ruclips.net/video/O7t9g_K3Hyg/видео.htmlsi=BXYUS8GLvl9qdiJr
MashAllah
Swk very yummy and delicious paya recipe ❤❤ ap b lucknow se h anty❤
Jii dear😊
Waw mazedar delicious ❤
Thanks a lot and stay connected with us.
Mouth watering
Thanks a lot
So so nice cooking Mam God bless you and your team aameen Suma aameen 💝
Ameen ❤️❤️
Liked the recipe excepting adding of Dahi.
i understand what you say but adding curd help to enhane the flavour
I am watching this while I am fasting 😂😂
👍😍
Aapne dahi dal kr bhoona nhi? Hm aise banate h to dahi ka kachchapan rhta h. Kyon
Waw❤❤❤❤❤❤
in many state and city mcd provide license to seller to sell meat, all process are legal.
and thank you for your comment and stay connected with us
Assalam o alaikum Paya ki recipe to bht behtareen h Zara barah handi ki recipe bhi batadijiye Jo paye me chane ki daal dal kr banayi jaati h
Walekumassalam
Ji in sha allah jald 👍🏻❤️
جزاك الله خيرا كثيرا
Hm bhi ese hi banate h. same.
Shukriya for feedback 🙂
Very good recipe for you 😊❤❤
Thank you and stay connected with us
Nais
Thank you so much and stay connected with us
Awesome recipe Mam, please show lucknowi tunday ke mutton briyani and pasanda seekh kabab recipe please Mam
inshaAllah dear sure
Walikum Asslaam diuu Pyaz hi pyaz ubal m alg.. Fir bina fry ki hui pyaz fir fry ki hui bhi pyaz Kitna diuu
Total 6 medium sized pyaaz hai ab itni to add hoti hai
onion ka use ziyada kia ha gravy thick or sweet ho jati ha.
Nahi hoti hai gravy gadi ya meethi total 6 medium sized ki pyas use ki hai so 2.5 kg paye me itni to jayegi hi ...waise kam add karna chahe to kam bhi kar sakte hai
میں آپ کی نئی سبسکریبر ہوں ❤مجھے آپ کی ریسیپی بہت اچھی اس طرح سے اپ اچھے اچھے کھانے ہمارے ساتھ شیر کرتی آرہا کریں آپ کا دل سے شکریہ 😊😊😊😊❤❤❤❤
آپ کا بھی شکریہ آپ کے پیارے تبصرہ کے لیے جزاک اللہ خیر ❤️❤️❤️
Bahut badhiya tareeke se pakaya hai,,, taste bhi achcha hi hoga lekin ek baat meri bhi Maan kar try kar lijiye,,,last stage me Hara dhaniya Patti nahi daalna chahiye,,,iss se gosht ka maza dab jaata hai,,,bina hara dhaniya Patti bhi try kijiye,,gosht ka original taste bina hara dhaniya Patti ke hi milta hai
🤔 hmm
Hme to lucknow k alawa kahi ka taste nhi pasand aata..ap ki hi recipes follow krti hu kyunki lko ka taste milta h
Thanks a lot dear for your valuable feedback 💕💖❤️ JazakAllah khair ❤️
🙏
اسلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Shukriya ❤️💖
Apki recipe to bahot achchi hai par oil bahot zada use kare aap. Aur kya dahi ki jagah hum ek tamatar mila le to taste more or less wahi hogi
Dono ka zaika alag hoga dono hi acha hoga
Mujhey punjabi style paaey zeyada pasund hain
aap is recipe ko bhi try kare, Insha Allah zaroor pasand ayega apko.
@@ZaikaeLucknow
InshaAllah zarur tru karon gi💚💚
How can get beaf paya in India it’s so strange
Any how recipe is amazing 👍🇺🇸
Khushbu Ka masala Kia Hy???
Javitri Hari ilaychi zayfal ka pawder...is powder ka video link mai yaha de Rahi hai aap ko puri detail mil jayegi is ki .. video link below 👇
ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=xVhUvP0zAbctYTof
@@ZaikaeLucknow jazakAllah
Itni asaan recepie hai k iske lie to do din ki chutti le k bnana pdega l
Bilkul nahi dear aap jaldi ke liye cooker ka use kar sakte hai aur fir paye ki recipe quick to kabhi nahi banti ab degi zaike ka maza lena hai to 😍😅
Laajawaab mera bharat mahan salute to over constitution ❤
Shukriya 💕 😃
We do not add oil to the receipe.saari chiknaee paye se aati hai.
Wow can you please please share the recipe thank you
Yh potli wala tarika mujhe ku6 acha nhi lgta ..🤭🤭🤭kya 2no cheze piss kr daal skte h kya..????
Potli se flavour aata hai pise huye se wo flavour nahi aata ..but agar agar pisa daalna chahe to ek ek chammach dono ka add kar sakte hai
Oil bohot ziyada hai
Apne hisab se kam kar sakte hai
Salan ka color yellowish hy
Red hai
Awaz Sahi nhi ai.khushbu k masala pr
Thank you for telling me the problem, next time i will more care full. stay connected with us.
Khusbu ka powder shayd btana nhi chatey,
Khushboo ka masala powder ki details recipe video link below 👇
ruclips.net/video/KIeXFwHisKg/видео.htmlsi=sSj90RogpCoARYcM
By mistake sound dab gyi
आलू गोश्त तैयार कर दिया बाजी ने बस आलू ही नहीं डाले
Ab dear aap aise Aalu gosht banati hai mujhe nahi pta🙂
Piyaz ku jaladiya aap ne...nehari kharab kardi