Bhai aap ka video acha laga ..mere ghar ka inverter me light (bjli) cut hone se phele 230volts out put..our (bjli) light jaane k baad ya ni k power cut ho ne k baad out put 210volts aaraha hai keya problam hai plz bataye
Hi Bro, Microtek inverter me Transfermer se Voltage kam aa rahi hai. 🤔 Low Volt (White) Wire me approx 165-175v or High Volt (Red) Wire me approx 279-285v aata hai. Or, Charging ke Time: Low Volt (White) Wire me approx 69-72v or High Volt (Red) Wire me approx 115-120v aata hai. Transformer me problem hai ya Motherboard me. Please reply...
Mera Microtek inverter 900 model thunder/bijli ke bad voltage down ho gya aur humming sound karte hai. AC current se thik se chalte hain. Current off hone ke bad low voltage aur humming sound suru hota hai. Sir, iske kya karon ho sakte hain. Aap ka sujawa ka intezar hai
1450 VA ka micritak invertor h, AC carent rahny per 230 volt batata h. Or fan bhi speed sy chalta h. But AC crent jany k bad battery per crent sy fan slow chalny lagta h. Volt vi kam jata h, 200 volt batata h. Ky problem hoga. Please help.
Sir mere pass microtek 875sw e2 hai usme bulb chalu karne se fan speed se chalta hai aur bulb band karne se fan slow ho jata hai kya problem sakti hai?
Mera inverter to new hay exide ka he fir v 2 din se ye prblm aarahi he... Bijli jaane ke baad inverter ki output 155 volte supply ho rahi he... Pahle fan chalte time bijli jaane k baad fan ka speed badh jaata tha lekin 2 din se ye problem aarahi he ki bijli jaate hi sab fav slow ho chal rahe hain or light v, to maine jab multi meter se check kiya to 155 volts show karraha he..... Kya problem ho sakti he please batayen🙏
very good job sir thankka sir mene pahale bhi apko bataya tha mere pass 3.5kva sukam compny ka sine weva inverter ha jisaka micro controler ic kharab ho gaya ha mil nahi raha ha apne face book par photu dalne ko bola tha ap link bataye sir taki me photu bhej saku ya whatsup no plese help kare sir thanks
Sir mera luminous ka inverter me jab charging k leye current deta hu to inverter ka out voltge kam ho jata h or apne ap kuch min me har time charging wala symbol ata h or fir chala jata. H. Jab charging wala symbol hatta h tab voltage thik ho jata h kya kare plz mere number par ek baar call kare 7209895986 mera naam Suraj h
Sir bahut helpful video hai. Thank u.
Nice very very nice video bhai apko bahut bahut shukriya
+Afzalmohd 9949 welcome Sir
Eska ups mode me fan chalte rahta h kya
Bhai aap ka video acha laga ..mere ghar ka inverter me light (bjli) cut hone se phele 230volts out put..our (bjli) light jaane k baad ya ni k power cut ho ne k baad out put 210volts aaraha hai keya problam hai plz bataye
Very very nice video thank you sir je 👏🙏🌹🎀🇦🇪🇮🇳🇮🇳🎁
+Aamir Khan thanks brother
Thanks so much sir me try karta hu
Backup mode pe ac output voltage 220 volts hona chahie tha lekin yeh video mein 200 volts Bata raha hai
Hi Bro,
Microtek inverter me Transfermer se Voltage kam aa rahi hai.
🤔 Low Volt (White) Wire me approx 165-175v or High Volt (Red) Wire me approx 279-285v aata hai.
Or, Charging ke Time: Low Volt (White) Wire me approx 69-72v or High Volt (Red) Wire me approx 115-120v aata hai.
Transformer me problem hai ya Motherboard me.
Please reply...
Mera Microtek inverter 900 model thunder/bijli ke bad voltage down ho gya aur humming sound karte hai. AC current se thik se chalte hain. Current off hone ke bad low voltage aur humming sound suru hota hai. Sir, iske kya karon ho sakte hain. Aap ka sujawa ka intezar hai
Sir ups on pe fan low speed hoti h bulb on karne pe full speed ho jati h
1450 VA ka micritak invertor h,
AC carent rahny per 230 volt batata h. Or fan bhi speed sy chalta h. But AC crent jany k bad battery per crent sy fan slow chalny lagta h. Volt vi kam jata h, 200 volt batata h.
Ky problem hoga.
Please help.
Sir aap ki dukaan kaha hai
Nice video sir 👌👌
Microtek microcontroller hai?
Contact 8972100746
Sir mere pass microtek 875sw e2 hai usme bulb chalu karne se fan speed se chalta hai aur bulb band karne se fan slow ho jata hai kya problem sakti hai?
Mera inverter 298 output de raha hai kaise thik hoga
Output 208 volt hai ups me kya pro hai
Sir Exide ke control card se change over nahi ho raha transistor bhi dekh liye is par video banaye
Mera inverter to new hay exide ka he fir v 2 din se ye prblm aarahi he... Bijli jaane ke baad inverter ki output 155 volte supply ho rahi he... Pahle fan chalte time bijli jaane k baad fan ka speed badh jaata tha lekin 2 din se ye problem aarahi he ki bijli jaate hi sab fav slow ho chal rahe hain or light v, to maine jab multi meter se check kiya to 155 volts show karraha he..... Kya problem ho sakti he please batayen🙏
Same problem, bhai kya problem thi aapki
Always support u sir
+Abdut Tawwab thanks
Mikrotek 850 model ka voltage ups mode pe 300 volt aa rha hai
plz help ?????
Same with me
Bhaiya aap induction Ka v video upload kare please......
Yeh pcb Ka DC fuse udraha bar bar kya problem hoghs
sir mosfe kese daale
Sar Mera sem invetar h vo low battery ho kar led band ho jata h
very good job sir thankka
sir mene pahale bhi apko bataya tha mere pass 3.5kva sukam compny ka sine weva inverter ha jisaka micro controler ic kharab ho gaya ha mil nahi raha ha apne face book par photu dalne ko bola tha ap link bataye sir taki me photu bhej saku ya whatsup no plese help kare sir thanks
+deepchand maan sir ji Pata kiya tha Nahin Mil payega
Very nice 👍
My microteck inverter output 265 v... How to reduce to 220v
Nice video sir
+Rahul Electronics Point aur sir ji
Mera invitor jab fan chalvo to bhaut. Dheema chalta hai Kya karu
Load deney ki bad output voltage drop kiu hotahay
Hilo Sir सुकं इन्वर्टर 900 Sanvi बॅटरी पे आउट पूट 210 v के उपर होल्टेज नाहीं जाता please help sir
Thank sir !
Sir Ji 🙏
Abhi bhi kam h 220 se upar hona chahiye kuch tb thik hoga
sir men lait nay tokiya kare
Lekin ac volt toh 220v honi chahiye
Nice job bro
Low output aa rha hai sir plz help me
Cool sir 👍
Output 80v mil raha hain
Voltage to 200 + rahana chahiye
Hello sir main invetar ka kam sikhna hai
Mera mobile namber 7052557452
+VIVEK SINGH Welcome Sir
Thank u sar
🙏🙏🙏🙏🙏
Thanku sir
🎉😂❤🎉😂❤
Good
Thanks
Sir mera luminous ka inverter me jab charging k leye current deta hu to inverter ka out voltge kam ho jata h or apne ap kuch min me har time charging wala symbol ata h or fir chala jata. H. Jab charging wala symbol hatta h tab voltage thik ho jata h kya kare plz mere number par ek baar call kare 7209895986 mera naam Suraj h
my giving 300 volt
Smarten. 900.fuse.blown.problem
Good
Good